Tumgik
#allama iqbal
rekhtaa · 2 months
Text
“Mere paas khaamoshi ke siwa koi hal nhi hai, . Main baat karta hun toh baat bigad jaati hai.”
Credits : open
February 11, 2024
Sunday, 9:00 PM
Bangalore, India
125 notes · View notes
dasht-ae-tanhai · 2 months
Text
Tumblr media
Khamosh Ae Dil! Bhari Mehfil Mein Chillana Nahin Acha
Adab Pehla Qareena Hai Mohabbat Ke Qareenon Mein
Silent, O Heart! Crying in the full assembly is not good
Decorum is the most important etiquette among the ways of Love
- Allama Iqbal
146 notes · View notes
stickyblazecreator · 3 months
Text
MOHSIN NAQVI:-
Asoole muhabbat me tum khud bewafa ho!!
wo Jo bichda to tum mar kyu nhi gye...
WASI SHAH:-
Marna to hai upar wale ke hukum se !!
asoole muhabbat me ek naam intezaar bhi hai...
FARAZ AHMED:-
intezaar to unka kiya jata hai jinhe wapas aana ho!!
jo khudgarz ho unke liye mra nhi karte...
SHEIKH SAADI SHIRAZI:-
zindagi to khuda ki dein hai!!
fir bhi jinse muhabbat ho unke bagair jiya nhi karte...
ALAMA IQBAL:-
beshaq zindagi khuda ki dein hai!!
to muhabbat us khuda se kyu nhi karte...
60 notes · View notes
nowaybiba · 8 months
Text
when javed ali said, “aadatein jaisi hai tu meri, aadatein kaisi bhoolun bhala?” and when jaun elia said, “kaise chhod dun mai tumhe jaana, tum meri zindagi ki aadat ho” and when dushyant singh said, “ek aadat si bann gayi hai tu, aur aadat kabhi nahi jaati” and when ahtamam sadiq said, “musalsal sochte rehte hain tumko, tumhe jeene ki aadat ho gayi hai” -
118 notes · View notes
noosphe-re · 1 month
Text
Is Natural Science finally committed to materialism? There is no doubt that the theories of science constitute trustworthy knowledge, because they are verifiable and enable us to predict and control the events of Nature. But we must not forget that what is called science is not a single systematic view of Reality. It is a mass of sectional views of Reality - fragments of a total experience which do not seem to fit together. Natural Science deals with matter, with life, and with mind; but the moment you ask the question how matter, life, and mind are mutually related, you begin to see the sectional character of the various sciences that deal with them and the inability of these sciences, taken singly, to furnish a complete answer to your question. In fact, the various natural sciences are like so many vultures falling on the dead body of Nature, and each running away with a piece of its flesh. Nature as the subject of science is a highly artificial affair, and this artificiality is the result of that selective process to which science must subject her in the interests of precision. The moment you put the subject of science in the total of human experience it begins to disclose a different character.
Muhammad Iqbal, The Reconstruction of Religious Thought in Islam
45 notes · View notes
his-heart-hymns · 3 months
Text
Lutf merne main hai baqi na maza jeene mein
Kuch maza hai toh yehi khoon-e-jigar peene mein
There is no more joy in living,only death can bring relief.It is sweet to sit alone, sigh, and drink the blood of the heart in grief.
37 notes · View notes
komal01 · 1 year
Text
Yeh raat hi akhri huwi toh kya karoge;
Hum hi na rahe, toh iss naraazgi ka kya karoge?
- What will you do if this is the last night; what if I don’t survive, what will you do with this resentment?
224 notes · View notes
maihonhassan · 2 months
Text
Instead of saying:
There is no one is the world who can truly understand me.
Just say:
'iqbaal' koi mahram apna nahin jahan mein
malum kya kisi ko dard-e-nihan hamara
- Allama Iqbal
39 notes · View notes
Text
Tumblr media
وہ سلسلے ، وہ شوق ، وہ نسبت نہیں رہی
وہ دل نہیں رہا ، وہ طبیعت نہیں رہی
Woh silsilay, woh shauq, woh nisbat nahi rhi
Woh dil nahi rha, woh tabiyat nahi rhi
*Credits go to rightful owners
21 notes · View notes
theqalbofnight · 2 months
Text
Tumblr media
حلقہ صوفی ميں ذکر ، بے نم و بے سوز و ساز ميں بھي رہا تشنہ کام ، تو بھی رہا تشنہ کام
Halqa-e-Sufi Mein Zikr, Benam-o-Besouz-o-Saaz Main Bhi Raha Tashna Kaam, Tub Hi Raha Tashna Kaam
Zikr in the Sufis’ circle was devoid of ecstasy, I remained unsatisfied, and so was everyone.
عشق تری انتہا ، عشق مری انتہا تو بھی ابھی ناتمام ، ميں بھی ابھی ناتمام
Ishq Teri Intaha, Ishq Meri Intaha Tu Bhi Abhi Na-Tamam, Main Bhi Abhi Na-Tamam
Love is thy goal, and mine, too, but both Are so far novices on the path of love.
آہ کہ کھويا گيا تجھ سے فقيری کا راز ورنہ ہے مال فقير سلطنت روم و شام
Aah Ke Khoya Gya Tujh Se Faqeeri Ka Raaz Warna Hai Maal-e-Faqeer Saltanat-e-Rome-o-Sham
Alas! Thou hast betrayed the secret of a fakir, Though a fakir has wealth more than a king of men.
27 notes · View notes
rekhtaa · 1 month
Text
Umr hi guzregi imtihan mein kya,
Daagh hi denge mujhko daan mein kya
.
Meri har baat be-asar hi rahi,
Nuqs hai kuch mere bayaan mein kya
.
Yun jo taakta hai aasman ko tu,
Koi rahta hai aasmaan mein kya
.
Ye mujhe chain kyun nahin padta,
Ek hi shakhs tha jahaan mein kya
-
Poet : Jaun Elia
Wednesday, March 20, 2024
8.25 PM, Bangalore, India
85 notes · View notes
j4jml · 25 days
Text
Tumblr media
“Drown into your soul and search for the secrets of living.” - Muhammad Iqbal
The Secret 30/03/2024 © All Rights Reserved by Jamil Hussain
12 notes · View notes
dasht-ae-tanhai · 6 months
Text
Tumblr media
Khirad Ne Keh Bhi Diya ‘La Ilaha’ To Kya Hasil
Dil-o-Nigah Musalman Nahin To Kuch Bhi Nahin
Allama Iqbal
67 notes · View notes
stickyblazecreator · 3 months
Text
Tumblr media
Allama Iqbal said>>>
Ye Kafan, ye Qabr
Ye janaze, rasm
Shariyat hai iqbal
Mar to insaan tab hi jata hai
Jab yaad karne wala koi na ho...🥀
42 notes · View notes
nowaybiba · 8 months
Text
Wo nahi meri magar uss se mohabbat hai to hai
Ye agar rasmo riwajo se bagawat hai to hai
Sach ko maine sach kaha jab keh diya to keh diya
Ab zamaane ki nazron mein ye himakat hai to hai
Kab kaha maine ke wo mil jaye mujh ko me usse
Gair na hojaye wo, bass itni Hasrat hai to hai
Jal gaya parwana agar to kya khata hai shamma ki
Raat bhar jalna jalaana, uss ki qismat hai to hai
Dost ban ke dushmano sa satati hai mujhe
Phir bhi uss zalim pe marrna apni fitrat hai to hai
Door the aur door hain, har dam zameen-o-asmaan
Dooriyon ke baad bhi dono mein qurbat hai to hai.
34 notes · View notes
just-myfeelings-world · 5 months
Text
Iqbal says,
Udne de in parindon ko azaad fiza mein ghalib
Jo tere apne honge laut aayenge kisi roz....
Ghalib reply to Iqbal,
Na rakh umeed-e-wafa kisi parinde se Iqbal
Jab par nikal aate hai apne bhi aashiyana bhul jaate hai....
19 notes · View notes