Tumgik
#sher o shayari
maihonhassan · 2 days
Text
When Ahmad Faraz said:
chalā thā zikr zamāne kī bevafā.ī kā, so aa gayā hai tumhārā ḳhayāl vaise hī
And when Faiz Ahmad Faiz said:
kar rahā thā ġham-e-jahāñ kā hisāb, aaj tum yaad be-hisāb aa.e
19 notes · View notes
peaceishim · 30 days
Text
Tumblr media
I found this on twitter.
(Not mine)
371 notes · View notes
komal01 · 1 month
Text
Mil jaye sab kuch zindagi mein, toh fariyaad kiski karoge;
Mulaqaat hone lage jo roz, toh yaad kisse karoge!
207 notes · View notes
noorjehan · 4 months
Text
"dil mein iss qadar mohabbat hai unke liye, ke soye to khwaab unke aur jaage to khayal unke"
242 notes · View notes
themachomoron · 6 months
Text
sab kehte hain phir se kar lo mohabbat,
bhala dusri baarish se mitti mehki hai kabhi?
336 notes · View notes
mmwiddc · 22 days
Text
Agar tu ittifaqan mil bhi jaae
Teri furqat ke sadme kam na honge
~ Mohabbat by Arooj aftab
72 notes · View notes
khankidairy · 2 months
Text
Dil na umeed to nahi na-kaam hi to hai, lambi hai gham ki sham mgr sham hi to hai
--faiz ahmed faiz
Tumblr media
97 notes · View notes
nmolesofadrenaline · 3 months
Text
Tumblr media
134 notes · View notes
kanyasstuff · 27 days
Text
कोई मांगी हुई मन्नत नहीं, नसीब वाला इश्क हो तुम
40 notes · View notes
chand-ki-priyatama · 15 days
Text
Zindagi me ek baar hi sahi par hum kabhi "Shayari" banna chahte hai "Shayara" nahi....
Kabhi "Dard" banna chahte hai sirf "Dard sehne wale "nahi
Kabhi "ashq" banna chahte hai
Kabhi "bol" banna chahte hai "alfaz" nahi...
Kabhi "aarzoo" banna chahte hai mehez "zimmedari" nahi...
33 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 19 days
Text
When Vladimir Nabokov wrote:
"There are days when I adore you just a little bit more than a human being can adore."
But Jaun Elia said:
"Kya husn-e-ittefaq tha ki unki gali mein hum ek kaam se gaye, har kaam se gaye."
34 notes · View notes
maihonhassan · 27 days
Text
How hopeless a poet was when he wrote this line:
"Tum se bohat kuch kehna hai magar, kabhi tum nahi milte kabhi alfaaz nahi milte."
222 notes · View notes
peaceishim · 1 month
Text
"Aur zindagi bhar kya kiya hai aapne"
"Intezaar"
107 notes · View notes
komal01 · 7 months
Text
Har raat meri aankhein inhi sochon mein ghum ho jaati hain;
Ke mera maqsad-e-hayaat kya tha,
Aur mujhe thaka kin kaamon ne diya!
500 notes · View notes
noorjehan · 2 months
Text
"hum toh fanah ho gaye ghalib unki aankhen dekh kar, naa jaane woh aaeena kaise dekhte honge"
58 notes · View notes
sanelyinsanemiss · 11 days
Text
In English it’s like “Downfall”
But in Urdu Wajid Sheikh says, “Waqt khraab tha isme sawaal kaisa... apne hi gair the isme malaal kaisa”
35 notes · View notes