Tumgik
#Justuju
diwanfashion · 11 months
Text
Inteha justuju Lawn Print Original Pakistani Suits wholesaler
https://ift.tt/PTNGZQr
0 notes
maihonhassan · 2 months
Text
In urdu we don't say;
"I am hopeless but still waiting for you."
But we say;
"Nahin nigah mein manzil to justuju hi sahi, nahin visal mayassar to aarzu hi sahi."
— Faiz Ahmad Faiz
78 notes · View notes
his-heart-hymns · 7 months
Text
Hai sabhi ek doosre ki justuju main
magar koi kisiko bhi mila nahi.
All are in pursuit of one another,but no one has found anyone yet.
96 notes · View notes
blogbyameera · 7 months
Text
In english we say :
I can't believe you are infront of me
But in urdu we say :
Mein chu ke tum ko dekh lu ke sach mei mere pas ho , mujhe thi jiski justuju wahi meri talash ho
83 notes · View notes
tasavvur-e-jaana · 10 months
Text
Nagmaa
//
ek koshish geet likhne ki. can be read as stand alone too...
//
mujhe yeh phool na de tujhe jaaneman hai kasam koi khubsurat khata ho jaayegi mujhse o sanam,
main tujhe chaahun toh phir kya khataa usmein? teri raagini jo mujh mein basi hai kabhi ho na khatam.
ye tere surkh labon par jo mera naam yun aaye, kaise kahun main, kya karun jo yeh nashaa chhaye, tera pehlu mere dil ko samete hue hai usi mohabbat ka kaise karein izhaar ab hum?
aankhon se tune bayaan e ishq jo kiya hai, iske aage ab lafzon ke liye bacha kya hai? ab toh shab e vasl le khwaabon mein hi doobi hun main, mere jaanib tujhe mere daaman ki lali ki kasam.
kyun mujhe iss qadr bekaraar karti ho? mere jazbaat ko meri dillagi samajhti ho? mujhe sirf tere badan ki justuju hi nahi, teri rooh e sukhan mein khone ko betaab hai mann.
yeh ishq dillagi nahi ibaadat hai gar kuchh aur main samjhi toh bas qayamat hai, paak tere iraadon ki tauheen humse ho kaise? magar qurbat bhi to ek zariya e ikraar hai balam.
meri vasl mein sajda hi hai aur kuchh bhi nahi, mera dil yahin jhuka hai aur sar bhi yahin, tera badan ek mandir aur mo'min hun main ta'umr teri pooja hi hai mera ab se dharam.
mera yeh phool qubool kar le jaaneman hai kasam, tere naksh e paa par chal pade hain ab mere ye qadam.
18 notes · View notes
pannyy · 10 months
Text
Nahin nigah mein manzil toh justuju hi sahi,
Nahin visal mayassar toh aarzoo hi sahi 🌸
Faiz Ahmad Faiz ✨
Tumblr media
14 notes · View notes
faiezsworld · 4 months
Text
When ‘Sylvia Plath’ said, “We should meet in another life, we should meet in air, me and you”.
And ‘Parveen Shakir’ , said,
‎ختم ہونے کو ہے سفر شاید پھر ملیں گے کبھی مگر شاید”
‎ہمیں چاہیے تھا ملنا کسی عہد مہرباں میں کسی خواب کے یقیں میں
‎کسی اور آسماں میں کسی اور سر زمیں میں
(Khatam honai ko hai safar shayed phir milain gai kabi magar shayed, humai chahyai tha milna kise ahad mehbaar mein, kise khvaab k yakeen mein, kise aur asmaan mein, kise aur sarzameen mein)
And ‘John Elia’ said,
‎ختم ہونے کو ہے سفر شاید”
‎پھر ملیں گے مگر کبھی شاید
(Khatam honai ko hai safar shayed, phir milain gai magar kabi shayed)
And ‘Franz Kafka’ said, “Every thing you love is very likely to be lost, but in the end, love will return in a different way”.
And ‘Rumi’ said, “Out beyond ideas of wrongdoing
and rightdoing there is a field.
I'll meet you there.”
And ‘Ahmed Faraz’ said,
‎“اب کے ہم بچھڑے تو شاید کبھی خوابوں میں ملیں جس طرح سوکھے ہوئے پھول کتابوں میں ملیں”
(ab ke ham bichde to shayed kabi khvabon mei milen
jis tarah sukhe hue phuul kitaboon mein milen)
And ‘Azhar Faragh’ said,
‎میں یہ چاہتا ہوں کہ عمر بھر رہے تشنگی مرے عشق میں”
‎کوئی جستجو رہے درمیاں تیرے ساتھ بھی تیرے بعد بھی
(mai ye chahta hoon ki umr-bhar rahe tishnagī mire ishq mein
koi justuju rahe darmiyaan tire saath bhī tire baad bhi)
I contemplate poets, love, and loss. Pondering beginnings and endings, remembering and forgetting. Reflecting on beauty, tragedy, being lost, being found, and the delicate balance between hope and despair.
2 notes · View notes
hibahyy · 5 months
Text
Ki Umr bhar rahe tishnãgi mere عشق mein,
Koi Justuju rãhe darmiyaãn,
Tere saãth bhi , Tere baãd bhi♡
~Hiba
6 notes · View notes
wannabewritersposts · 2 years
Text
Bad-zubaan hun, bad-kalam hun, har zaban zad-e-aam hun
kehne ko farzand-e-khas, haqeeqatan to bas farzand-e-aam hun
Foul tongues, bad tempered, and a gossip, I am A blessed child, to say, but in fact, I am just a normal one
Larr na saka zulm-e-ameeri se, kaam lia to khamoshi-e-faqeeri se
yani mein bhi naqasi-e-zamana, ek momin-e-kalaam hun
I couldn't fight the tortures of riches, I tolerated it with silence of the poor Thus, I, just like everyone, am also a man who talks only
Na justuju ilm ki, na shoq khoj ka mujhe
Mein konsa koi inaam yafta Abdul-Salam hun
No compassion for knowledge, no interest in findings I am not like the (Nobel) Prize winner Abdul-Salam
Thak chuka shikasto se, haar manta zamane ki talkhio se
Sada-e-zamana hai ab, mein to olad hi nakaam hun
Tired of losses, tired of the bitterness of this society Society's saying it is, that I am a failed child
Chehra ye be-noor, sar mein shor hia ab bharpoor
Mein samundar kinaare guzri koi udas si sham hun
My face now, knows no freshness, my head filled with so many noises I am a sad night spent on a beach
Nadaan tha k khaliq ko dhundhta tha har janib
La-ilm tha k aap hi masjid goya aap hi imaam hun
I was a fool looking around everywhere for my maker Ignorant, I was, that I myself am the mosque and the Imam(worshipping leader of mosque)
58 notes · View notes
zuhaaair · 2 years
Text
teri justuju mein nikle to ajab sarab dekhe
kabhi shab ko din kaha hai kabhi din mein khwab dekhe
mere dil mein is tarah hai teri aarzu khiraman
koi naznin ho jaise jo khuli kitab dekhe
jise meri aarzu ho jo kharab-e-ku-ba-ku ho
mujhe dekhne se pahle tujhe be-naqab dekhe
jise kuchh nazar na aaya ho jahan rang-o-bu mein
wo khila gulab dekhe wo tera shabab dekhe
do-jahan ko la Duboe wo zara si aabju mein
teri chashm-e-surmagin ko jo koi pur-ab dekhe
yun Thahar Thahar ke guzri shab-e-intizar yaro
ki sahar ke hote hote kai hum ne KHwab dekhe
mujhe dekhna ho jis ko mere haal par na jae
mera zauq-o-shauq dekhe mera intikhab dekhe
- Jameel Malik
7 notes · View notes
maihonhassan · 12 days
Text
When the poet said these
"Justuju jis ki thi us ko to na paaya hum ne, Is bahaane se magar dekh li duniya hum ne"
We all felt this :')
36 notes · View notes
Text
The urdu word for depression is ' dil-shakistagi '- the defeat of your heart.
Of the days where I want to be a terrible terrible mess ,and don't feel like cleaning any of it. Where I am rude and arrogant and ignorant to others rather than myself. Where I die and there's no cremation, where death is ugly and gloomy and dull and so excruciating that you want to die again. Where sunflowers are black. Where the days are dark and nights are darker. Where even the crows don't eat your flesh. Where even hope doesn't exist , but me ,solely and unalively and dead me .
Woh joh justuju thi tumhare zinda rehne ki uska bikhar jaana, tumhare umeed ki tooti hui dewaaron ka deh jaana .
- Tousif
2 notes · View notes
the-healing-words · 10 days
Text
In Urdu we don't say,
"I am hopeless but still waiting for you."
But we say,
"Nahin nigaah mein manzil toh justuju he sahi, nahin visal mayassar toh aarzu he sahi."
– Faiz Ahmed Faiz
0 notes
diyaredil · 2 months
Text
Mera har kalaam teri hi justuju se hai wabasta, main khud se tujhe nikalun toh bikhar jaun.~ 01 🥀❤️
0 notes
rashidalighazipuri · 2 months
Text
Koi Ishq kare to tumse kare
Koi Ishq kare to tumse kareBhala hum ab kiski justuju kareSyaah gehri aur raushni si ye aankhenBas inme hi doobne ki tay karen.. कोई इश्क करे तो तुमसे करेभला हम अब किसकी जुस्तुजू करेस्याह गहरी और रौशनी सी ये आँखेंबस इनमे ही डूबने की तय करें.. -Rashid Ali Ghazipuri  
Tumblr media
View On WordPress
0 notes
krishnasripada · 3 months
Text
Pichli baarish mein jo beh gaya tha,
Us waqt ki potli mein kitna kuch reh gaya tha,
Ik kagaz ki kashti jispe sawaar thi tere wapis aane ki ummeed,
Kuch raatein intezaar ki jo qitaabon mein sambhaal kar rakhi thi tujhe dene ke liye,
Teri justuju, kuch gile shikwe, aur waadon ka ek geela makaan, woh sab kuch bhi dheh gaya tha,
Pichli baarish mein kitna kuch beh gaya tha.
0 notes