Tumgik
#NaKaam
Text
Status on Nakaam Log: Afsos...Dost Nahi Banaya Hota
0 notes
maihonhassan · 4 months
Text
Once Albert Camus:
“There is so much stubborn hope in the human heart."
And Faiz Ahmad Faiz said:
"Dil na-umid to nahin nakaam hi to hai, lambi hai gham ki sham magar sham hi to hai"
46 notes · View notes
kafi-farigh-yusra · 4 months
Text
"Paar Chanaa De" (Coke Studio Pakistan) - Tragic Love Story of Sohni and Mahiwal
Tumblr media
کچّی میری مٹّی کچّا میرا نام نی
ہاں میں ناکام نی
کچّیاں دا ہندا کچّا انجام نی
ایہہ گل عام نی
Kachhi meri mitti kachha mera naam ni'
Haan mai nakaam ni'
Kacchiyan da honda kachha anjaam ni'
Ei'h gal aam ni'
(I am a pot made of unbaked clay, bound to melt away in the river)
(I cannot but fail in carrying you across)
(The unsound can only reach an unsound end)
(This is a truth known to all)
Tumblr media
کچّیاں تے رکھئیے نہ امید پار دی
اڑئیے، اڑئیے، ہاں نی اڑئے
رات ہنیری ندی ٹھاٹھاں ماردی
اڑئیے، اڑئیے، ہاں نی اڑئیے
Kacchiyan te rakhiye na umeed paar di
Arriyay arriyay, haan ni' arriyay
Raat huneri nadi thathaa'n maar di
Arriyay arriyay, haan ni' arriyay
(Don’t rely on the unsound, to help you reach the shore)
(Oh listen, girl, don’t be stubborn)
(The night is deathly dark, the river waves surge high around us)
(Oh listen, girl, don’t be stubborn)
Tumblr media
پار چناں دے دسّے کلّی یار دی
گھڑیا، گھڑیا، آ وے گھڑیا
رات ہنیری ندی ٹھاٹھاں ماردی
اڑئیے، اڑئیے، ہاں نی اڑئیے
Paar chanaa' (Chenaab) de dassay kulli yaar di
Gharyaa, gharyaa, Aa wey gharyaa
Raat huneri nadi thathaa'n maar di
haan ni' arriyay
(Right there across the chenab river lies, my beloved’s hut)
(Come on, clay-pot, let’s keep going)
(The night is deathly dark, the river waves surge high around us)
(Oh listen, girl, don’t be stubborn)
Tumblr media
22 notes · View notes
ariasahgal · 21 days
Text
Tumblr media
aur tujhe be-sabab chaah kar bhi
dil-e-nakaam bas tujhe mangataa hai
13 notes · View notes
tasavvur-e-jaana · 8 months
Text
shat-ranj
sare mansoobe, sare iraade, kya hai? ya main chaal chalun, ya tu mujhe nakaam kar, bata e zindagi, tere iraade kya hai?
main mukhtalif raaste khojta rahun, unhe band karne ke tere waade kya hai?
kaale safed mohre ab alag kahan? kya mere wazeer, tere piyaade kya hai?
kahan talak baazi mere haath rahegi, aakhiri dao tera, bataa de kya hai?
sare mansoobe, sare iraade, kya hai? bata e bekasi, tere iraade kya hai?
//
mukhtalif - various, different piyaade - pawns bekasi - destitution
33 notes · View notes
not-a-nice-man-to-know · 10 months
Text
Karoonga kya agar mohabbat mein ho gaya nakaam
Mujhe toh aur koi kaam bhi nahin aata
- Gulaam Muhammed Kasir
8 notes · View notes
nirmoh · 3 months
Text
dil na umeed toh nahi, nakaam hi toh hai, lambi hai gham ki shaam, magar shaam hi toh hai
3 notes · View notes
the-healing-words · 4 months
Text
Once Albert Camus said,
"There is so much stubborn hope in the human heart."
And Faiz Ahmed Faiz wrote,
"Dil na-umeed to nahin nakaam he toh hai, lambi hai gam ki shaam magar shaam he toh hai."
2 notes · View notes
papiyadey · 4 months
Text
youtube
A masterpiece of beautiful composition by Sanjay Leela Bhansali, which takes us on a mesmerizing romantic journey.
Sung beautifully by Shreya Ghoshal, who won the IIFA award for best female Playback Singer.
Please join me in my earnest endeavour to present this iconic song which takes us to the romantic world.
♪♫ Cover Credits ♫♪
Singer: Papiya Dey Music: Roumyaj Pradhan Mix Mastered: Somesh Studio Recorded at Odeo Creations: Rishi Patel
♪♫ Video Credits ♫♪
DOP Vicky Punjabi Cinematography Devang Kahar & Jaydeep Kahar Set Creation & Design: Dhruv Patel
♪♫ Original Credits ♫♪
Song: Jab Saiyaan Lyrics: A M Turaz Singers: Shreya Ghoshal Music: Sanjay Leela Bhansali Movie: Gangubai Kathiawadi
♫♪ LYRICS ♪♫
Jab Saiyaan aaye shaam ko, Toh lag gaye chaand mere naam ko, Jab Saiyaan aaye shaam ko, Toh lag gaye chaand mere naam ko,
Sar pe rakh ke naach phiri main, Har jalte hue ilzaam ko!
Jab Saiyaan aaye shaam ko Toh lag gaye chaand mere naam ko…
Diwaaro’n dar, Chaukhat wokhat Ban gaye hai, sab saheli. Ye kuch pooche , wo kuch pooche Kitne jawab du’n main akeli.
Hazaaron kaam mil gaye hain Yu’n baithe bithaye iss nakaam ko
Jab saiyaan aaye shaam ko Toh lag gaye chaand mere naam ko…
Khudko dekhne tak ki bhi fursat mujhko nahi milti… Unke ishq ke noor ke aage shamma, nahi jalti.
Khudko dekhne tak ki bhi fursat mujhko nahi milti… Unke ishq ke noor ke aage shamma nahi jalti
Laakhon naaz lag gaye hai Phir guroor ke iss badnaam ko.
Jab saiyaan aaye shaam ko Toh lag gaye chaand mere naam ko…
Sar pe rakh ke naach phiri main, Har jalte hue ilzaam ko.
Jab saiyaan aaye shaam ko Toh lag gaye chaand mere naam ko…
4 notes · View notes
ek-gul · 2 years
Text
dil na-ummid toh nahi, nakaam hi toh hai,
lambi hai gham ki shaam, magar, shaam hi toh hai
45 notes · View notes
ishrathjahanms · 5 months
Text
Khwab!
Khwaabien bhi bahut hai. Mukammal hone ko intezaar bhi kar rahe hai.
Magar inhe azaadi kahan hai?
Ye mukammal hona bhi chahe toh ho nahi sakte, kyon ki ye kisi ke dimag mein khai'd hain.
Koi inhe mukammal karta hai toh koi inse mukammal hota hai.
Koi inke liye zinda hai toh koi inke liye marta hai.
Koi inhe tamaam karne ki raah mein hai toh, koi inke raah me chal kar khud tamaan hua hai.
Zinda reh ne ke liye khwab dekhna aur poora karna zaroori hai, yahi kehte hai.
Yahi khwab tumhe maut tak ka rasta bhi dikhate hai, ye kyun nahi kehte?
Ye na kaam khwabon ka kya kareyn?
Inhe na kaam hote huye dekh ke bhi chup rahe., kya yun ye gham ke ghunt pee te raheyn?
Ya, in nakaam khwabon ko kahaniya banake duniya ko sunaye?
Agar kahani sunaye bhi toh kya sunaye?
Apni na kaami bayan karke khud ki beizzati karein? Ya phir apni na kaami ki wajah bata ke dusron ko kamiyabi ka rasta dikha’eyn?
Ye apni na kaami kya hai? Ye toh un khwabon ki na kaami hai jo tumne dekhe the.
Kuch khwabien na kaam hoke bhi kamiyab hote hai.
Kuch khwabien khud adhure reh ke tumhe mukammal banate hai.
Kuch khwabon ka adhoora rehna tai tha, bas tumhe pata nahi tha.
Tumhe pata nahi tha? Pata chalna chahiye tha!
Kiska kasoor hai?
Kasoor toh tumhara hi tha magar poora nahi tha, thoda kasoor kam kya hua, zamane ne poora kar diya.
Zamane ko kasoorwar therana sahi nahi hai magar zamana zimmedaar zaroor hai; saath mein tum bhi.
Shurua't tumhari hai magar inhe khatam zamane ko hi karna hai!!!
-Ishrath Jahan.
5 notes · View notes
Text
Dil na ummeed toh nahin, nakaam hi toh hai..
Lambi hai gham ki sham, magar sham hi toh hai..
Faiz Ahmed Faiz.
10 notes · View notes
wannabewritersposts · 2 years
Text
Bad-zubaan hun, bad-kalam hun, har zaban zad-e-aam hun
kehne ko farzand-e-khas, haqeeqatan to bas farzand-e-aam hun
Foul tongues, bad tempered, and a gossip, I am A blessed child, to say, but in fact, I am just a normal one
Larr na saka zulm-e-ameeri se, kaam lia to khamoshi-e-faqeeri se
yani mein bhi naqasi-e-zamana, ek momin-e-kalaam hun
I couldn't fight the tortures of riches, I tolerated it with silence of the poor Thus, I, just like everyone, am also a man who talks only
Na justuju ilm ki, na shoq khoj ka mujhe
Mein konsa koi inaam yafta Abdul-Salam hun
No compassion for knowledge, no interest in findings I am not like the (Nobel) Prize winner Abdul-Salam
Thak chuka shikasto se, haar manta zamane ki talkhio se
Sada-e-zamana hai ab, mein to olad hi nakaam hun
Tired of losses, tired of the bitterness of this society Society's saying it is, that I am a failed child
Chehra ye be-noor, sar mein shor hia ab bharpoor
Mein samundar kinaare guzri koi udas si sham hun
My face now, knows no freshness, my head filled with so many noises I am a sad night spent on a beach
Nadaan tha k khaliq ko dhundhta tha har janib
La-ilm tha k aap hi masjid goya aap hi imaam hun
I was a fool looking around everywhere for my maker Ignorant, I was, that I myself am the mosque and the Imam(worshipping leader of mosque)
58 notes · View notes
wonderwander4511 · 7 months
Text
Dhuaan
.
Pehle ksh mein teri yaad aayi
Dusre ksh mein tere na hone ki udaasi chaayi
Bus yunhi
Tujhe bhulaane ki nakaam koshish karte karte
Na jaane maine
Kitni shaamein bitaayin
.
.
.
.
.
.
3 notes · View notes
tasavvur-e-jaana · 11 months
Text
Ghar
Ab bhala ja kar ghar kya karte? Zindagi hui nakaam-e-manzar kya karte?
Raste, kafile, manzil dur hi chalti rahi, Hum na nikale chaara-gar kya karte?
Woh chehre, woh darakht, woh shikast shaamein, Yaad aa gaye dida-e-tar kya karte?
Abr-o- khiza ne bujha diye saare charaagh, Ilteja ab shams-o-qamar ko kya karte?
Masrufiyat rahi fakat un jaisa ban ne ki, Kho gai khud se shanaasaii magar kya karte?
Ab bhala ja kar ghar kya karte? Zindagi ho gayi jab bekhabar kya karte?
18 notes · View notes
aestboii · 8 months
Text
Aik jawan ha bara nakaam hai, hoslay usky paest hain wo bara la imaa'n hai, dunia mei behz dunia mei rehny ko soch raha hai kay akhirat ky kaar e khaaair se dar raha hai,marnay ko ha wo tayar lekin bohj ghar ky nechy wo dab raha hai,aik jawan hai jo bara nakaam hai..
Tumblr media
2 notes · View notes