Tumgik
#hindi literature
kabhi-kabhi-aditya · 6 months
Text
I'm not a big fan of happiness but itna dukh, dard, peeda, kasht bhi nahi manga tha
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
230 notes · View notes
premikaunderthemoon · 2 months
Text
Tumhare liye har maamla kitna halka hai mujhse toh meri palkein bhi nahi uthaayi jaati.
26 notes · View notes
divya444 · 8 months
Text
Tumblr media
जो न मिल सके वही बेवफा,
ये बड़ी अजीब सी बात है
जो चला गया मुझे छोड़ कर
वही आज तक मेरे साथ है
मेरा नाम तक जो न ले सका,
जो मुझे क़रार न दे सका
जिसे इख़्तियार तो था मगर,
मुझे अपना प्यार न दे सका
वही शख्स मेरी तलाश है,
वही दर्द मेरी हयात है
जो चला गया मुझे छोड़ कर
वही आज तक मेरे साथ है
55 notes · View notes
shyam-kariya · 4 months
Text
Tumblr media
अंतिमा by मानव कौल
39 notes · View notes
maihonhassan · 3 months
Text
One of the best lines by Piyush Mishra;
"Halki phulki si hai zindagi, bojh toh khwahishon ka hai."
31 notes · View notes
mmwiddc · 3 months
Text
Radha !?
Jab baat ho mohabbat ki Tera Naam sochun
Hairat ho mohabbat par akeli shaam sochun
Toh raat bhar jaagun khudko samjhaun
Fir samjha kar bas itna paun
Agar baat ho humari Radha shyaam sochun
Intzaar karun har baar karun jo waqt bhi ruke toh bas
Ek teri mohabbat aur ek main kitna badnaam sochun
Jab baat ho mohabbat ki Tera naam sochun
~ Sehr
20 notes · View notes
malencholic-nyx · 1 year
Text
To truly understand the essence of a woman, look to the words of Indian poets or seek out their ghazals.✨️🤌🏻
78 notes · View notes
arabiataj · 2 months
Text
10th of March <3
Tumblr media
suna hai log use aankh bhar ke dekhte hain
so us ke shehar mein kuch din thehar ke dekhte hain
suna hai rabt hai us ko kharaab-haalon se
so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hain
suna hai dard ki gaahak hai chashm-e-naaz us ki
so hum bhi us ki gali se guzar ke dekhte hain
suna hai us ko bhi hai sher o shaayri se shagaf
so hum bhi mo'jize apne hunar ke dekhte hain
suna hai bole to baaton se phool jhadte hain
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hain
suna hai raat use chaand takta rehta hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hain
suna hai din ko use titliyan sataati hain
suna hai raat ko jugnoo thehar ke dekhte hain
suna hai hashr hain us ki ghazaal si aankhen
suna hai us ko hiran dasht bhar ke dekhte hain
suna hai raat se badh kar hain kaakulen us ki
suna hai shaam ko saaye guzar ke dekhte hain
suna hai us ki siyah-chashmagi qayamat hai
so us ko surma-farosh aah bhar ke dekhte hain
suna hai us ke labon se gulaab jalte hain
so hum bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hain
suna hai aaina timsaal hai jabeen us ki
jo saada dil hain use ban-sanwar ke dekhte hain
suna hai jab se hamaail hain us ki gardan mein
mizaaj aur hi laal o guhar ke dekhte hain
suna hai chashm-e-tasavvur se dasht-e-imkaan mein
palang zaaviye us ki kamar ke dekhte hain
suna hai us ke badan ki taraash aisi hai
ki phool apni qabaayein katar ke dekhte hain
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahin
ki us shajar pe shagoofe samar ke dekhte hain
bas ik nigaah se lutta hai qaafila dil ka
so rah-ravaan-e-tamanna bhi dar ke dekhte hain
suna hai us ke shabistaan se muttasil hai behisht
makeen udhar ke bhi jalwe idhar ke dekhte hain
ruke to gardishein us ka tawaaf karti hain
chale to us ko zamaane thehar ke dekhte hain
kise naseeb ki be-pairhan use dekhe
kabhi kabhi dar o deewaar ghar ke dekhte hain
kahaaniyaan hi sahi sab mubaalga hi sahi
agar vo khwaab hai taabeer kar ke dekhte hain
ab us ke shehar mein thehre ki kooch kar jaayen
faraaz aao sitaare safar ke dekhte hain
- Ahmad Faraz
16 notes · View notes
kabhi-kabhi-aditya · 5 months
Text
physics ki ek entrainment theory hai,
jiske mutabik
kuch khaas aawazon se
dil ki dhadkanein aur bhi tez ho jaati hai.
Mere liye toh Mandira
vo aawaz humesha
tumhaari hasi ki hai..
Tumblr media
-Rizwan (My Name Is Khan)
156 notes · View notes
shayriara · 10 months
Text
#Zakhm
सूरत का ताना देकर मुझसे क़ाबिलियत पूछते है
ये दुनिया वाले भी ज़ख्म की खासियत पूछते है
दर्द पर नमक ही छिड़कना सीखा है कमबख्तो ने
ज़ख्म पर ज़ख्म देकर दर्द की अज़ीयत पूछते है..
Surat ka taana dekr mujhse kabiliyt puchhte hai
Ye duniya wale bhi zakhm ki khashiyt puchhte hai
Dard pr namak chhidkna hi sikha hai kambkhto ne
Zakm pr zakhm dekr dard ki aziyat puchhte hai..
- Krishna sharma (कृष्णा शर्मा )
33 notes · View notes
Text
Types of grief/rage stored in me :
1) That of a Victorian woman sick of patriarchal society and its absurd customs
2) That of an old Indian man who has seen too much of the world, sitting on his terrace at the crack of dawn sipping chai and even sighing in Urdu (ye waqt bhi guzar jaayega is my mantra)
3) That of a 14 year old boy with hormones clogging his nerves
4) That of the 2nd child born to a poor couple when China followed its 'One Child Policy'
5) That of a single Mother and the eldest daughter
6) That of the only breadwinner in an Indian family of 16 people
7) That of the youngest daughter-in-law of an Indian family
8) That of a 9 year old girl from the 1600s accused of performing witchcraft about to be hanged in Salem
9) That of an overburdened student hiding their tears in a public library
10) That of the least popular member of a music band
236 notes · View notes
notsohots-blog · 6 months
Text
"फूलों में रंग था, हवा में ताज़गी थी, पेड़ों में हरियाली थी, झोंकों में खुशबू थी, लेकिन फिर भी सारा बाग एक ऐसे सितारों का गुलदस्ता लग रहा था जिनकी चमक, जिनकी रोशनी‌ और जिनकी ऊंचाई लुट चुकी हो |"
There was color in the flowers, there was freshness in the air, there was greenery in the trees, there was fragrance in the breeze, but still the whole garden seemed like a bouquet of stars whose shine, light and height had been robbed.
From गुनाहों का देवता by Dharmaveer Bharti
17 notes · View notes
हो सकता है सबसे ख़तरनाक रास्तों को भी हम आसानी से पार कर लें और घर की चौखट पर ठोकर खाकर हमारे प्राण निकल जाएं।
हो सकता है तुम बात करते वक़्त नहीं नम्बर हटाते वक़्त पकड़ी जाओ
दुःख कभी-कभी इतने आराम से आते हैं। कि हम नींद में होते हैं और मर जाते हैं।
22 notes · View notes
mmwiddc · 3 months
Text
Ghar ???
Main puchta hun, Main tha jo makaan wo khaali kardiya kya? nhi bas, wo ab siraf yahan tumhari hasi ki goonj sunai deti hai Koi dikhta nahi isliye! Kitna samay hogya khàli kiye kuch pata hai? Log aksar aa aa kar mujhme tumhe dhundhne lagte hain Ese achanak khaali kiya koi khaas wajah thi kya Wo tumhare shararatein Wo nadani Tumhari khushboo Wo hasi Tumhari masumiyat Wo Tumhare kadmo ki aahat Toh sab yahi chhot gayi Suno mujh makaan par se tum apne naam ki dafti hatana bhool gayi Ye tumhare shaher Wale mujhe aajbhi tumhare naam se jante hain Waise shukriya apna naam Dene ke liye Kamse kam ye makaan ghar nhi banska par gumnaam toh nhi
~ Sehr
16 notes · View notes
vickyis-o · 3 months
Text
Tumblr media
"कोटि कोटि हिंदू जन का हम ज्वार उठाकर मानेंगे।
सौगंध राम की कहते हैं, हम मंदिर वहीं बनाएंगे।।
जय घोष हो रहा उसे सुने, कण कण में ज्वाला भर दी है।
राम लला के चरणों पर मुंडों की माला भर दी है।।
नर नारी बालक संत सभी, मिलकर अवधपुरी को जाएंगे।
फि‍र भी अधि‍कार न मिल पाया, हम उसे छीनकर मानेंगे।
है बलिदानों की कसम हमे, हम मंदिर वही बनाएंगे।
सौगंध राम की कहते है, हम मंदिर वही बनाएंगे ।।
..."
~विष्णुचंद्र गुप्ता
२ दिसंबर १९९२
आचार्य राममनोहर मिश्रा बताते हैं कि यह शब्द विष्णुचंद्र गुप्ता के मुंह से निकले जिन्होंने आंदोलन को धार देने का काम किया "सौगंध राम की खाते है, हम मंदिर वही बनाएंगे " इन शब्दो को विष्णीचंद्र गुप्ता ने उसी रात काव्य के रूप मैं नई जान दी जो आगे चल के प्रसिद्ध हुई जिसका पाठ संघ के कई कार्यक्रमों मैं किया गया।
7 notes · View notes