Tumgik
#hum aapke hai kaun
Text
prem and nisha from hum aapke hai kaun are bisexual. rita is a lesbian. you agree.
5 notes · View notes
thisloev · 1 year
Text
old songs just used to be > 6 mins long?? without any sharam? and tbh slay kill the tiktokification of tiny songs
3 notes · View notes
nonsensegf · 11 months
Text
tryna watch mamma mia but it's just one song after another and did i tell you im not a fan of musicals?
0 notes
thatstolenpayal · 1 month
Text
hum aapke hai kaun is so full of unnecessary drama and kalesh i love it
103 notes · View notes
shyam-kariya · 2 months
Text
Thank you @aapki-shayara @moonhymnss for taging me in fvrt song post.
I've a very weird music taste. My playlist is very complex and mixed. Kabhi kabhi kishore da ko sunte sunte raghav meattle ya Mikey McCleary ko sunne lagta hoon, kabhi KK ya mohit chauhan ko sunane lagta hoon.
But here are few songs which nowdays I'm listening.
Aigiri nandini
This one's very close to my heart. My morning starts with this only. Gives different kinda goosebumps.
Ekla chalo re
Whenever i feed depressed or stressed i listen this poem by rabindranath tagore. It always motivates me to be on my own whether anyone helps me or not.
Aa chal ke tujhe mein leke chaloon
I still remember my father used to sing this song for me. Abhi bhi kabhi kabar apne father ke sath baithne jata hoon to unhe ye gane ke liye kehta hoon.
Aaj din chadheya
Lyrics of this song as well as that balcony scene is where veersingh waits for harleen kaur just to have a glance of her. And when she saw him wo apne pallu mein chai 6upakar niche veersingh ko dene ke liye aati hai.
Also that lyrics,
रब्बा आया दर पे यार के सारा जहाँ छोड़ छाड़ के मेरे सपने संवार दे तेंनु दिल दा वास्ता
The way veersingh literally bags before god for harleen is deeply carved in my heart.
Saware
This one's also one of my fvrt bcoz of lyrics. Hopeless romantic kinda. Gym mein ye gana loop par sunana is>>
Tumblr media
You can also share yours
@hi-avathisside @aahanna @wizardcherryblossom @alhad-si-simran @ishu-phobic @main-hun-hi-nahin-iss-duniya-ki @hsnaayar @niqamma @happyliving-blog @khudkifavourite @chikkkaaaa @ek-ladhki-bheegi-bhaagi-si @shadowseductress @inayateiin @hum-aapke-hain-kaun @zakhmpemarham @emartirabdi @bandi-siddhi-sadi-si @secretandpurplememories @amar-hiyar-majhe @vibewithhana @saturnspeaksss @talesinmyhead040122 @dillegaikudigujaratni @skiesandflowers @mishrisugar @intellectual6666 and anyone who wanna participate ✨️
47 notes · View notes
biharanbitch · 2 months
Text
Heya! Thankyou @shyam-kariya for tagging me in this. Mera Aisa koi particular genre nhi hai music ka... Thoda thoda sab sun rkha h. Lemme know if u guys like my music.❣️
Accha I think for Tumblr, Hindi music would be appropriate..so here goes.
1. Aarambh ~ Piyush Mishra Hassss to be my top one..cos it gives me positive energy and motivation when I'm low.
2. Humko kiske gham ne mara~ Ghulam Ali. If u are into ghazals and sufi , I bet u will like this too... It's all the genz needs and I love it for its harmonium piece.
3. Saason ki mala pe ~ Nusrat Fateh Ali Khan A weird thing of mine, but this long masterpiece of kawali is a beautyyyyyy it's all about dedication to higher soul and I let it just play while studying.
4. Rafta rafta ~ Mehdi Hassan. Ik it's been heard on insta too much now...but hey I looooveee this beauty. It's love described in words, I think if u want to know how it feels like to fall in love, just hear this.
5. Chingari koi bhadke~kishore Kumar. Looking for a good cry after a breakup but in the retro way??? Hear it and let the flow begin... It's just pain...plain old simple sadness.
6. Jis gali mei Tera Ghar ~ Mukesh. This is just dark in it's own way although it talks about a lover, and I love it for it's darkness. Do give it a try 😁
I'm giving the links to the songs... For your easy access.
Also , I'd like my frnds to join in on this...❣️❣️ @kyunbhai @hsnaayar @anarkali-disco-chali @seedhe-pahad-se @itsshivam05 @aahanna @hum-aapke-hain-kaun @emartirabdi (apologies if I forgot someone)
9 notes · View notes
chowpatty-ka-icebear · 3 months
Text
Shimaz/شمز (Beloved) by SubbRee
Log kehte hai ki pyaar vyaar kuch nhi hota but Aisa true nahi... Pyaar mein na bohot taakat hoti hai yaar kuch v kaho... Harr lamhe ko jeene mein ek alag si khushiyaan milti hai... Yeh sach baat hai ki pyaar he sab kuch nhi hota, Family Friends Career Hobbies yeh sab v mayne rakhti hai magar koi ek cheez Jo inn sabse v zyaada sukoon deti hai woh kahin na kahin mohabbat hoti hai... Pyaar na woh nhi hota jisme khawahishen hoti hai, woh materialism waala pyaar, pyaar nahi zaroorat hoti hai... Pyaar toh woh hota hai jisme ek insaan dusre insaan se sirf uska saath maangta hai Bina kisi aur cheez ki parwah kiye... Chalo main apne baare btata hoon, haan Maine v pyaar Kiya hai... Zabardast kiya hai... Aur mujhe Khushi hai iss baat ki jissa kiya tha na usse sacchi waali mohabbat thi... Aisa pyaar mein samne waale ko aapki saath ke alawa kisi aur cheez ki zarurat nahi hoti hai... Bas aapka saath he unke liye kaafi hota hai... Log kehte hai ki aashiq pyaar ko yunhi overrated kar diye hai, aisa bilkul nahi h meri jaan... Yaar yeh jo mohabbat/pyaar/aashiqui cheez he aisi hai iska ehsaas harr dusri cheez ko underrated kar deti hai... Main yeh baat ko beshaq Manta hoon ki pyaar duniya nahin hai, magar main yeh v jaanta hoon ki pyaar ki Nazar se duniya ko dekho toh kitni khoobsurat lagti hai... Harr chhoti chhoti cheez ko acchai ki Nazar se dekhoge... Yeh pyaar he hai Jo ek insaan ko bana bhi sakta hai aur tabah nhi kar sakta hai... Jaane kitne log iske ghulaam ho gye aur najane kitne log iske karazdaar ho gye... Sacchi aur Pakki mohabbat kisi insaan se ho jaaye na toh poori kayenaat v uski Khushi ke aaghe chhoti lagti hai Kasam se... Woh log hawa mein baatein nahi karte hai Jo kehte hai "Tumhare liye chaand-taare todd laaunga" Jab kisi insaan ko pyaar hota hai tab toh "Cloud Nine" mein pahuch jaata hai... Kisi v cheez/duniya ki fikr nahi hoti hai sirfff fikr hoti hai uski jisse iski mohabbat hoti hai... Yaar iss sacchi mohabbat ke baare jitni baatein karun utni kam hai... Kisi ne sach he kaha hai "Naseeb waale hote hai woh log jinhe sacchi mohabbat milti hai" Iss aajkal ke Tinder/Bumble waale jamane mein maanta hoon "Sacchi Mohabbat " dhudna mushqil hai, Aree tumko kya dilasa hoon mujhse zyaada iss baat se kaun vaaqif hoga... Mere Aisa maan na hai ki Humlog na sacchi mohabbat pehchaan nahi paate hai kabhi kabhi, Hum usse sacchi mohabbat samjh baith te hai jo shayad mohabbat bhi na ho... Aur janab isme humari galti bhi nahi, aaye din jab movies/videos mein hum Fairytale Love Stories dekhte hai humme v dimaag mein "Fake Scenarios" create karne ki adat ho jaati hai... Aur end toh sab jaante he hai, woh rista kabhi muqammal nahi hota hai aur aap back to "Square One". Mujhe pta hai isi daar se mere kitne doston ne dating karna he chord Diya hai... Woh kehte hai mujhse ki "Dekho SubbRee jab Jeb mein aapke aayegi 'Money' tabhi milegi aapko 'Honey' samjhe" magar mujhe aisa nahi lagta hai... Kyunki Materialistic Pyaar toh aajkal harr baazar mein milta hai iske liye main itni mehnaat kyun karron... Agar paison se he insaan ko khareedte hai toh Mukesh Ambani ki 100 biwi hoti 😂 Magar Aisa nahi hai na yaar, Sacchi Mohabaat ki yehi baat toh mujhe sabse zyada pasand hai ki yeh Ameer/Garib, Uch/Neech, Lamba/Mota, Kaala/Gora, Lulha/Lagda kuch nahi dekhti hai yeh sirf insaan ke Dil se hoti hai... Aur I kid you not yeh sacchi mohabbat ko khojna paise kamane se v zyaada mushkil hai (Believe me I've Tried it several times) toh fir sawaal aata hai ke insaan kare toh kare kya ab... Well, agar meri maano toh intezaar ke alawa hum kuch nahi kar sakte hai, Aadho ki tarah galat logo ke saath rishte banane se accha hai ki sacche ka intezar he kar le... Aur jo log sochte hai ki paiso se he sab kuch hota hai woh apna dimaag doctor ko dikhla de, Kyunki "Paisa Materialistic Khushiyan khareed sakta hai, Zindagi ka Sukoon nahi" aur insaan duniya mein Khali haath aata hai aur khaali haath jaata hai magar bohot Kam he log hote hai Jo jab iss duniya se jaate hai woh unke haathon mein kisi apne ka haath hota hai... Aur yehi mere dost "Pyaar" hota hai...
Tumblr media
5 notes · View notes
mad-who-ra · 5 months
Text
After rewatching Dil Toh Pagal Hai and Hum Aapke Hai Kaun I have realised all of my issues and idea about love can be traced back to these two movies that I have watched a thousand times when I was a kid.
3 notes · View notes
daintydongyoung · 10 months
Note
kuch shabd that dor randomly thought about:
"hum aapko kaise bataiye, aapke aane ke intezaar mai pura din guzarta hai, puri raat guzarti hai. shayad hum bhi guzar jaayenge baithte baithte. bas antim aag ko bhujhane se pehle dil ki aag ko bhujaiye?
lekin shayad yeh bhi nahi ho payega. hamare dil toh aapke haath mai hai, aur maachees bhi. jis aag ki garmi ki ehsaas ho rahi hai woh bhi aapki haath mai hai.
jo mera tha hi nahi woh hum apne kaise bula sakte hai? isliye toh ek matra laagyi. aapne aur apne mai farak hai. kyunki aapne yeh dil ko toh churaya, lekin maine apne dil jaan buch ke pesh kiya tha.
bewakoof kaun hai? hum ya aap? zeher khilane wale ki galti hai ya zeher khaane wale ki?
umeed hai ki aapko pasand aaye, lekin phir bhi, hum aap pe koi umeed nahi rakhte. jab jaana chahte ho chale jaiye, jab aana chahte ho paas aa jaiye. hum toh yahi pe honge intezaar karte karte." — dor, from her collection, when she was thinking of park hanbin.
should i make a separate post for this?
OH.MY.GOD.DOR.🥺❤️
this is like a poetic masterpiece im not even kidding you def need to post this and get this published somewhere i- you're so talented ohmygod i love this so much?!?! 😭🙇🏻‍♀️💛🙏🏻
the "aapne aur apne me fark hai" is like one of the best things i have ever read ✨️
Tumblr media
5 notes · View notes
elif-ants · 2 years
Text
desi jackson family headcanons!
- you can't tell me percy doesn't dance to chikni chameli and sheila ki jawaani. he even taught grover and leo. frank hypes them up with the whistles and throws monopoly money at them.
- after gabe got turned into stone, sally started doing the jaya in k3g when rahul gets off the flight and comes to the door thing with an empty plate when percy comes from school and he's just like "mom no-" (this is me self inserting but whatever-)
- he loves dahi papdi chaat.
- he says his favourite movie is bahubali but it’s actually hum aapke hai kaun because 90s madhuri dixit.
- he does the shivagami holding baby bahubali over her head with estelle.
- they watch 90s bollywood movies once a week while eating kulfi.
- sally makes maggi everytime annabeth, frank, hazel, grover, nico or reyna come over.
- percy and annabeth had a sangeet and performed mast magan.
- he swears in hindi. a lot. like every second sentence contains the word gadha.
- ABSOLUTE SIMP FOR MADHURI DIXIT BECAUSE WHO ISN'T.
- dhodna chatha hai, udna chatha hai, girna bhi chatha hai.
- lata mangeshkar songs are always playing in the house.
- whenever they go out for indian food, sally always complains about how bland it is while paul's mouth is on fire.
- percy puts mehendi for sally and estelle every year during diwali.
- they played a few recent songs but immediately turned it off because what the fuck is kusu kusu and mein paani paani hogayi?
38 notes · View notes
devspeaks · 10 months
Text
Aapse pyaar nahi hai, yeh inkaar to Kiya na kabhi
Aapse pyaar hai, yeh ikraar bhi to Kiya na kabhi
Inn Aankhon ne kayi baar bayan kiye naghmein hamare ishq ke
Par afsos ki aapne hamari aankhon me ek baar humme unn naazaro se dekha tak nahi…
Woh kya hai na ki thode purane khayalaat ke hain hum..
Jahan duniya shabado ki baat samajhti rehi ..
Wahan hum Zuban se kam aankhon se jyada bola karte rehe..
Aur kambakht kismat aisi ki har baar aapse nazar andaaz hote rehe..
Kasoor aapka nahi, Galti hamari thi,
Jo Ret ho kar bhi, hawa ke jhonke se dil laga baithe
Pata tha ki hawe ko to beh jana hai, aur ret ko reh jana hai..
Par phir bhi pata nahi kyu toofan pe hi Dil gavaa baithe
Pata tha Hume ki hamari haathon me aapki lakir nahi..
Pata yeh bhi tha Humme ki aapke kisse me hamara zikar nahi..
Aur itna to samajh chuke hai ki humari aapko hamari fikar nahi..
Par dil ye nadaan karta bhi kya..
Aapke aks ka nasha kuch iss kadar chadh rakha tha..
Ki Aapse haseen kabhi kuch aur dikha hi nahi
Aaj bhi jab peeche mud kar dekhte hain,
To yahi socha karte hain,
Ki jaane kaun si baat thi aapki sakshiyat mein
ki aapke sivaa koi aur inn aankhon ko kabhi bhaya hi nahi…
Chaha aapke baad bhi is Dil ne par aapka saaya zikar humare khayalo se kabhi judaa hua hi nahi
Aapka zikar humare khayalo se kabhi judaa hua hi nahi
2 notes · View notes
tumharimummykibahu · 10 months
Note
HI
ek bollywood movie suggest karo to watch with mom (jab we met nahi chahiye thx)
okayyyyyyyy wait lemme get my recs straight
1.if you want to cry ~
Kal ho na ho(don't even get me started on this one this traumatized me i cried multiple times) , Veer zara(indian boy pakistani girl fall in love also very sad) , Kedarnath(religious and extremely tragica about the kedarnath floods)
2. If you want comedy ~
Hera pheri(personal fav extremely funny) , Welcome(iconic if you ask me very funny family friendly movie) , Munna bhai mbbs(my childhood funny and light hearted)
3. If you want romance ~
Ye jawani hai deewani(underlying themes about friendships and following your dreams) , Barfi(cute amazing performances but made me cry) , Jaane tu ya jaane na( friends to lovers trope college love story) , Rab ne bana di jodi(arranged marriage love story)
4. If you want mystery/suspense ~
Kahani (yea I can't find any suspense movie better than kahani)
Some personal faves~ om shanti om(classic bollywood) , 3 idiots(amazing spectacular no other explanation), My name is Khan(devastatingly powerful) , english vinglish(light hearted but meaningful)
I have more recs tell me the genre you're looking for<3
Ps. If you want to watch something classic go with kuch kuch hota hai, kabhi khushi kabhi gham, hum aapke hai kaun
6 notes · View notes
hissterical-nyaan · 1 year
Note
🐌
My neighbours had a Indian Spitz and after watching that movie Hum Aapke Hai Kaun which had tuffy in it I tried stealing their dog lmao
Like I used to go there to play with him to create trust ajdbskvsjwsv I never went through the plan but I got him out of the door ek baar
5 notes · View notes
Text
why does no one talk about how weird the song samdhi samdhan in hum aapke hain kaun is. Like the guy is asking is college classmate to sing a song for his own wife jispe uske dost ko crush tha? And they're in laws now? And the expressions in that song. I thought yha ye subplot aur nikalne wala hai. Bhai apni hi biwi ke liye apne college batchmate se gaana kaun gawata hai? woh bhi jab yk he had a crush on her
4 notes · View notes
Note
Hi! For the follow asks :
🤩 I'm a fan of you
🐦 I'm following you
🐤Were mutuals
🍻I want to talk to you (more)
💍I'm in love with you (platonically) (look, dont blame me! Aisi aundari pe kaun nah fida ho jaaye?! 😍)
❤️ You deserve happiness
🧡 I care about you
💛 I love seeing you on my dash
💚You sometimes like my stuff and I love you for it
🤎 I want to know you better
💜You amaze me
🖤 I admire you from afar
You're so sweet yaar 😭
Arre fan toh hum hai aapke 😉
Ji ji pata hai 😁
Ofcourse we're mutuals @hissterical-nyaan aur meri shaadi mein jyadatar majaa laane ka kaam tu ne hi toh kiya
Haan haan karenge naaaa
Sundari tum ho ree (Tum husn pari tum jaan-e-jahaan tum sabse haseen tum sabse jawaan)
Awwww 😁
Arre itni help Kari tumne meri i absolutely love you ♥️♥️
4 notes · View notes
xavixax · 2 years
Text
Apne chehre ke saath saath apne lafzon ko bhi nakab pehna dete hain hum. Kya hai na yun pehle kabhi apne khayalon par aapa khoya nahi hai humne ki jab dekho aap hi ke naam ki ratt lagi rehti hai. Ab aap hi batayein kisi ne pooch liya kaun lagte hain yeh aapke toh kya bolenge hum? Apna keh nahi sakte aur kuch aur kehne mein toh humara dil toota hai. Isiliye yun aapke naam ko bhi logon ka nakab pehna ke firte hain.
5 notes · View notes