Tumgik
#nazm
Text
"Badi lambi guftagu karni hai tum aana, ek puri zindagi le kar."
Wajid shaikh
Tumblr media
76 notes · View notes
mukhtalif-adil · 1 month
Text
Tumhari maujoodgi
Garmiyon ki
Sakht dhoop me,
Bijli ke bagair
Rehne wale
Kisi gareeb
Ke Ghar me lage
Ghane darakht
Ke saye jaisi hai......
8 notes · View notes
thesolitarysoul · 1 month
Text
A beautiful nazm "dua'a" by Faiz sahab.
P.S. I wish I could write this in devnagari. Ghazals look so beautiful when written in Hindi or Urdu, English romanisations take away the beauty of matras and diacritics! Anyways here it is...
Dua'a
Poet: Faiz Ahmed Faiz (1911 – 1984)
Aaiye hath uthaiyeN hum bhi
Hum jinheN rasm-e-dua yaad nahiN
Come, let us raise our hands, as well –
We, the ones who do not remember the ritual of prayer
Hum jinheN soz-e-mohabbat ke siwa
Koyee butt koyee khuda yaad nahiN
We, the ones who [do not remember] anything other than the warmth of love,
do not know of any idol, nor any God.
Aaiye arz guzaraiN keh nigaar-e-hasti
Zehr-e-imroz meiN sheereeni-e-farda bhar de
Come, let us beseech that the Creator of existence may
fill sweetness in the morrow from the poison of today
Woh jinheN taab-e-garaaN baariye ayyam nahiN
Un kee palkoN peh shab-o-roz ko halka kar de
Those who cannot bear the burden of passing day,
May their eyelids be unburdened of the day and night
Jinn kee aankhoN ko rukh-e-subh ka yaara bhi nahiN
Un ki raatoN meiN koi shama munawwar kar de
They, whose eyes don’t have the strength to see the face of dawn,
May someone light a lamp in their night
Jin ke qadmoN ko kisi reh ka sahara bhi nahiN
Un ki nazroN pe koyee raah ujaagar kar de
They, whose feet have nowhere to go, no path
May someone illuminate a way to their sight
Jin ka deeN pairawi-e-kizb-o-riya hai un ko
Himmat-e-kufr milay jurrat-e-tehqeeq milay
They, whose religion is lies and deceit
May they get the courage to be heretics, and the audacity to question
Jin ke sar muntazir-e-tegh-e-jafa haiN un ko
Dast-e-qatil ko jhatak dainay ki taufeeq milay
They, whose heads await the swords of cruelty… to them
The power to ward of the hands that slay
Ishq ka sirr-e-nihaN jaan tipa hai jis se
Aaj iqrar kareiN aur tapish mit jaye
The hidden secret of love is a burning soul… with which
Let’s affirm today so the burning is eased
Harf-e-haq dil meiN khatakta hai jo kaante ki tarah
Aaj izhaar kareiN aur khalish mit jaye
The words of truth.. which rankle the heart like a thorn
Let’s proclaim them today to relieve the affliction
7 notes · View notes
nowaybiba · 5 months
Text
Tumblr media
ek haseen shaam ko mera dil kho gaya
pehle apna hua karta tha
ab kisi aur ka ho gaya
Tumblr media
muddaton se aarzoo thi
zindagi mei koi aaye
sooni sooni zindagi mei
koi shaam jhilmilaye
Tumblr media
wo jo aaye to roushan zamaana ho gaya
ek haseen
Tumblr media
mere dil ke kaarvaan ko
le chala hai aaj koi
shabnami si jis ki aankhein
thodi jaagi thi thodi soyi
Tumblr media
unko dekha toh mausam suhana ho gaya
ek haseen
Tumblr media
ek haseen shaam ko mera dil kho gaya
~ raja mehdi ali khan
17 notes · View notes
iwajidshaikh · 9 months
Text
Har khwaab har aahaat pe tere seerane bethe rahe tere jaane ke baad kya-kya gham hum sahte rahe ab aana-jaana teri galiyoo mein kam kar diya wajid yahi baat teri galiyo mein aakar kahte rahe
—Wajid Shaikh, From book sukoon available on amazon and worldwide
23 notes · View notes
zindagi-se-darte-ho · 5 months
Text
"main iss qadar haar jaunga, tum jeet kar pachtaoge."
— jaun elia
.
since i'm losing, i hope you find joy in your win
17 notes · View notes
chashmenaaz · 3 months
Text
Us aangan ka chand
Tumblr media
Sham samay ek unchi sidhiyon wale ghar ke aangan mein chand ko utre dekha hum ne, chand bhi kaisa? pura chand insha ji in chahne wali dekhne wali ankhon ne mulkon mulkon, shahron shahron, kaisa kaisa dekha chand har ek chand ki apni dhaj thi har ek chand ka apna roop lekin aisa raushan raushan, hansta batein karta chand? dard ke tees tu uth’ti thi, par itni bhi bharpur kabhi? aaj se pehle kab utra tha dil mein itna gahra chand! hum ne to kismat ke dar se jab paye andhyare paye ye bhi chand ka sapna hoga, kaisa chand, kahan ka chand?
🌙
insha ji duniya walon mein be sathi, be dost rahe jaise taron ke jhurmut mein tanha chand, akela chand Unka daman is daulat se khali ka khali hi raha warna the dunya mein kitne chandi chand aur sona chand jag ke charon koot mein ghuma, sailani hairan hua is basti ke is kuche ke is aangan mein aisa chand? ankhon mein bhi chitwan mein bhi chand hi chand chamakte hain chand hi tika, chand hi jhumar, chehra chand aur matha chand Ek ye chand nagar ka basi jis se dur raha sanjog warna is duniya mein sab ne chaha chand aur paya chand
Tumblr media
🌚
ambar ne dharti par phenki nur ke chheent udas udas aaj ki shab to andhi shab thi, aaj kidhar se nikla chand! insha ji ye aur nagar hai, is basti ki reet yahi sab ki apni apni ankhein, sab ka apna apna chand! apne sapne ke matle par jo chamka wo chand hua jis ne mann ke andhyare mein aan kiya uj’yari chand chanchal muskati-muskati gori ka mukhda mahtab Pathjhad ke peDon mein at’ka pila sa ek patta chand dukh ka dariya sukh ka sagar uske dam se dekh liye hum ko apne sath hi lekar Duba aur ubhra chand
🌔
jhuki jhuki palkon ke niche namnaki ka naam na tha ye kanta jo hamein chubha hai kash tujhe bhi chubhta chand raushnion ki pili kirchein, purab pacchhim phail gain tune kis shay ke dhoke mein patthar pe de patka chand hum ne to donon ko dekha, donon hi bedard kaThor dharti wala, ambar wala, pahla chand aur duja chand chand kisi ka ho nahi sakta, chand kisi ka hota hai? chand ke khatir zid nahi karte ae mere achchhe insha chand
Ibn e Insha
7 notes · View notes
wonderwander4511 · 4 months
Text
Teri mohobbat mein toota dil
Kuchh is tarah se majboor hai,
Tere hone ki ab parwah nahi
Tujhe khone ka gham zaroor hai
.
.
.
.
.
.
9 notes · View notes
sunshinexvibes · 3 months
Text
It's always, "I won't leave your hand" and never, "Haath thaam le piya, karte hain waada, Ab se tu aarzoo, tu hi hai iraada"
Tumblr media
10 notes · View notes
bhavyanaama · 4 months
Text
Tumblr media
ज़िंदगी नाम है कुछ लम्हों का, और उन में भी वही इक लम्हा जिस में दो बोलती आँखें चाय की प्याली से जब उट्ठीं तो दिल में डूबीं
- Kaifi Azmi
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
बस यूँही बैठे रहो, हाथ में हाथ लिए ग़म की सौग़ात लिए, गर्मी-ए-जज़्बात लिए
Tumblr media Tumblr media
कौन जाने कि उसी लम्हे में, दूर पर्बत पे कहीं बर्फ़ पिघलने ही लगे…
————————————————————————-
Tumblr media
“तुम्हे पता है चन्दर, बर्फ क्यों गिरती है ?”, पम्मी ने पुछा, “शायद...आसमान का दिल पिघल रहा है”, बहुत ‘सोच-विचार’ करके चन्दर ने जवाब दिया|
“ह्म्म…आसमान का भी दिल पिघलता है!”, पम्मी ने चन्दर की टोपी पर जमी बर्फ को झड़काते हुए पुछा, “और तुम्हारा?”
चन्दर ने बर्फीली वादियों से नज़रें हटाकर पम्मी की ओर कर ली | पम्मी की आँखों में उम्मीद की पतली परतों के मंडराते बादल को देख चन्दर ने उसे अपनी हंसी के झोंके से उड़ा दिया |
“मैं बादल नहीं हूँ पम्मी जी |”
Tumblr media
कश्मीर के सर्द aesthetics को , और पम्मी के नज़रिये को (kind of)...कहीं कैद करना ही था ❤️❄️ जैसे जैसे समझ आता जा रहा है, वैसे वैसे हर किरदार का नजरिया समझने की उत्सुकता बढ़ती जा रही है |
5 notes · View notes
tosuka · 1 year
Text
Tumblr media
30 notes · View notes
gulzarkinazm · 1 year
Text
nazm: badi udaas hain vaadi by Gulzar Saab
23 notes · View notes
guywithasmirk · 10 days
Text
Humne tujhe dekha nahin, kya Eid manaye
jisne tujhe dekha ho, usse Eid Mubarak.
4 notes · View notes
mukhtalif-adil · 24 days
Text
Aur tumhe pata hai..
Mujhe tumhari
Wo subah
Uthne ke baad
ki jane wali call me
thaki hui aawaz
bahut pasand hai ۔ ۔ ۔
5 notes · View notes
shayaranasafar · 2 months
Text
< Azaad Nazm > :
Garm chaai ki pyaali, aur sard fazaaen¹,
shaam aur ham, apne dil ko lubhaaen.
(1. fazaaen = weather)
Log samjhte hai, shaam ko be-aavaaz,
Khamoshi se sune, shaam ki sadaaen².
(2. sadaaen = voices)
Pucha maine shaam se uski tanhai ka,
shaam ne kahaa, yahi hai meri adaaen.
Havaaon ka rukh shaam ka haal batati,
kabhi sard, bahaar, toh kabhi khizaaen³.
(3. khizaaen = autumn)
© Aks Akshita Aks
3 notes · View notes
gumnaamsdiary · 1 year
Text
ke kis mukaam pe
aa khadi hai zindagi
chandd saansein bachi hain
iss tooti huyi minnaar mein
Tumblr media
34 notes · View notes