Tumgik
#urdu adab
maihonhassan · 29 days
Text
How hopeless a poet was when he wrote this line:
"Tum se bohat kuch kehna hai magar, kabhi tum nahi milte kabhi alfaaz nahi milte."
226 notes · View notes
ziyaanfarooq · 2 months
Text
In english we say ,"Let it be, they must have had their own reasons"
But in urdu Someone said,
Tumblr media
"Mana uske apne wajuhat rahe honge magar dil ko woh iraday aur waade yaad aajate ha"
253 notes · View notes
bazm-e-ishq · 1 year
Text
Tumblr media
Haal ye hy ky apni halat par, gor krny sy bach raha hon mein.
The situation is that I'm trying to avoid thinking about my own situation.
— Jaun Elia
722 notes · View notes
blogbyher · 8 months
Text
They say "stop crying" but our fictional man Salar said kya haal kar liya hai tumne apni aankho ka, tumhe mujh par taras nhi aata!
Book Peer e Kamil by Umera Ahmad
309 notes · View notes
aashufta-sar · 9 months
Text
Tumblr media
Waqt ki qaid mein zindagi hai magar, chand ghadiyan yehi hain jo aazad hain
385 notes · View notes
kafi-farigh-yusra · 8 months
Text
Imama: Jannat mai kia hoga?
Salaar: Tum
Imama: Sirf mai? Tum nhi hogay?
Salaar: Pata nahi.
Imama: Phir tum kese jantay hou mai wahan hongi?
Salaar: Jannat k ilawa kahin aur rakha ja sakta hai tumhe?
Aab e Hayaat by Umera Ahmed
198 notes · View notes
ihateyouvishal · 2 months
Text
it's all about when hafeez hoshiarpuri sahb said;
"Mohhabat karne waale kam na honge, teri mehfil ma lekin hum na honge"
54 notes · View notes
pyaariposting · 6 months
Text
yaaroñ ki yaar bnke kya paaya maine, azeeyatoñ mein khudko tanha paaya maine,
jo mehfile aabaad thi awaaz se meri, unhi mehfiloñ ko veeran paya maine,
mere labo'ñ pe jinka naam tha jama, ab unko sirf apni duaoñ mein paaya maine,
jinke naam ke dave kiya krti thi maiñ, unki seerat ko anjaan paaya maine,
jaha khud ko awwal smjha maine, wahi khud ko aakhiri paaya maine,
ab milkar bhi wo baat nahi, purani dosti ko gum paaya maine,
kya kuch socha tha, aur kya kuch paaya maine!
~ me (this was my first ever self written poetry)
87 notes · View notes
blogbyameera · 2 years
Text
Tum roothe roothe se lagte ho, koi tarkeeb batao manane ki
Hum zindagi girvi rakh dengy , tum keemat batao muskurane ki
Tumblr media
620 notes · View notes
faheemkhan882 · 1 month
Text
Makkah Al Mukarammah
مكه المكرمه
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
16 notes · View notes
maihonhassan · 29 days
Text
i love 𝐔𝐫𝐝𝐮 because instead of saying "My schedule is swamped" you say "Kuch kaam hain apni marzi ke, kuch kaam faqat majboori hain, phir waqt bohat hi thora hai aur saare kaam zaroori hain."
211 notes · View notes
ziyaanfarooq · 2 months
Text
In english we say " you are really beautiful"
But in urdu jaun elia said;
Tumblr media
"kis liye dekhti ho aaina tum toh khud se bhi khubsurat ho"
Jaun Elia
30 notes · View notes
bazm-e-ishq · 11 months
Text
Tumblr media
mohabbateñ jab shumār karnā to sāzisheñ bhī shumār karnā//jo mere hisse meñ aaī haiñ vo aziyyateñ bhī shumār karnā
When you count all the love, do count the conspiracies too/What have come in my half, do count those sufferings too
Tumblr media
tum apnī majbūriyoñ ke qisse zarūr likhnā vazāhatoñ se//jo merī āñkhoñ meñ jal-bujhī haiñ vo ḳhvāhisheñ bhī shumār karnā
You must comprehensively write your stories of compulsions/But which went up in flames in my eyes, count those dreams too.
—Noshi Gillani
116 notes · View notes
blogbyher · 6 months
Text
"Wo log kis dard se guzre honge, jinke hamdard apne waado se mukre honge."
-Aarz-e-ishq
209 notes · View notes
laraibbukhari · 11 months
Text
Tumblr media
77 notes · View notes
kafi-farigh-yusra · 5 months
Text
‏نہ کوئی وعدہ نہ کوئی یقیں نہ کوئی امید
‏مگر ہمیں تو ترا انتظار کرنا تھا
‏-فراق گورکھپوری
Tumblr media
Na koi waa'da na koi yaqeen na koi umeed
Magar hamay tw tera intizaar karna tha
-Firaaq Gorakhpuri
143 notes · View notes