Tumgik
#urdushayrilove
ruhaniyyaaat · 3 years
Text
Tumblr media
80 notes · View notes
meryalfaz · 3 years
Text
پلکوں کی حد کو توڑ کے دامن پہ آگرا
اک اشک میرے صبر کی توہین کر گیا
Palkon ki had ko toor ky daman py a gira
Ik ashq mery sabr ki toheen kr gya
62 notes · View notes
rawalism · 3 years
Text
Tumblr media
Tum bas baat samajhna meri, sun toh duniya bhi leti hai.
- Unknown (DM for Credits).
https://instagram.com/mahapurish?igshid=195ujkos6zumd
22 notes · View notes
vpoetry001 · 2 years
Text
Rihayi!
ab apni yaadonn se humein rihayi de 
humein har jagah na dikhayi de 
-vrajitoare
Tumblr media
7 notes · View notes
ashkibaatein · 3 years
Text
Aye waqt guzar zara aahiste aahiste,
Mujhe kuch kehna baaqi hai.
Jaldi naah kar,
Ab toh bahut sunna sunana baaqi hai.
Hamare sabr ka ek imtihan baaqi hai ,
Isi liye to abhi tak ye jaan baaqi hai .
Abhi zameer me thodi si jaan baaqi hai ,
Abhi hamara koi imtihan baaqi hai.
Mera usool hai ghazlo me sach bayaan karna
Mai mar toh gaya mera khanda baaqi hai.
Mai chand par hu magar mutmain nahi hu,
Mere pairo'n me abhi bhi udaan baaqi hai.
Touba qubool hone ki umeed hai mujhe,
Magrib se aftab abhi chadhna baaqi hai.
Tumhe to sach ko ugalne ki thi badi aadat
Tumhare muh me abhi tak zaban baaqi hai.
Hamari maut ko barso guzar gaye lekin ,
Badan ke khaak se ab tk milan baaqi hai.
Hamare zehn ki basti me aag aisi lagi,
Ki jo tha khaak hua ek dukan baaqi hai .
Wo zakhm bhar gaya arsa hua magar ab tak,
Zara sa dard zara sa nishaan baaqi hai.
Mita do jism se meri nishaniya lekin ,
Tumhari rooh pe mera nishaan baaqi hai.
Hamare ghar ko to ujde hue zamana hua,
Magar suna hai abhi vo makan baaqi hai.
Hamari un se jo thi guftugu wo khatm hui,
Magar sukut sa kuchh darmiyan baaqi hai.
Zara si baat jo faili to daastaan bani,
Wo baat khatm hui daastaan baaqi hai.
Abhi to shahr ke khandaro me jhankna hai mujhe ,
Ye dekhna bhi to hai koi yaar baaqi hai.
Abhi to lena hai hum ko hisab-e-shahr-e-qital
Abhi to hausla-e-karobar baaqi hai .
Mile the barso pehle unhi galliyo me hum kahi,
Haan thode paas aaye hai magar mulaqat baki hai.
Sun aye mere syaahi mere kalam ko daga naah de,
Thoda likha hai aur bahut likhna baaqi hai.
7 notes · View notes
annoyeds-world · 3 years
Text
‏ملنا نہیں تو یاد اسے کرنا بھی چھوڑ دے
دیوار چھوڑ دی ہے تو سایہ بھی چھوڑ دے
4 notes · View notes
thepoetistguy · 3 years
Text
مینے مانا کے بے عقل ہوں،
دخل دیتا ہوں، طنز کرتا ہوں
کیا زیادہ بولتا ہوں،
اہل ظلم کا مارا ہوں،
ناگوارہ ہوں،سب کا سہارا ہوں،
کیا زیادہ بولتا ہوں،
کاٹ دو زبان میری،
سوال کرتا ہوں،جواب دیتا ہوں
کیا زیادہ بولتا ہوں،
کمبخت سچ بولتا ہوں،
گردن اٹھاتا ہوں، آوارہ ہوں،
کیا زیادہ بولتا ہوں،
اٹھنے سے پہلے اپنی آواز اٹھا لیتا ہوں،
بیکار ہوں،جگھڑ پڑتا ہوں،
کیا زیادہ بولتا ہوں،
تم کہو، مان لوں میں وہ ہر بات ،
سو بے حد ناکارہ ہوں
کیا زیادہ بولتا ہوں،
جو احترام کرتا ہوں، ہر اس انسان کا،
دین کا، ایمان کا،
کیا زیادہ بولتا ہوں
کرتا ہوں رو رو کے اظہار ،
ہر غم پروری پہ ،ہر سینہ زنی پہ،
کیا زیادہ بولتا ہوں،
اگر کرتا ہوں اُف ہر اس بات پر،
ہرحالات پر،زبان دراز ہوں،
کیا زیادہ بولتا ہوں،
بے آبرو قلم پرور کرتا ہوں ،
ہر اس فسانے پر اختلاف رکھتا ہوں
کیا زیادہ بولتا ہوں،
مُردہ نہیں ہوں میں، جو سوتا رہوں
موت کی آغوش میں،
مرتے دم تک زندہ رہوں گا میں،
کیا زیادہ بولتا ہوں...
(( دانش دھرمانی ))
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
2 notes · View notes
tayyabaa · 3 years
Text
Bezaar hogyi ho bht zindagi se Tum
Jab bas mai Kuch Nahi hai to Bezaar hi raho..
-JaunElia
بےزار ہو گئی ہو بہت زندگی سے تم
جب بس میں کچھ نہیں ہے تو بےزار ہی رہو..
-جون ایلیاء
13 notes · View notes
sayariishq · 4 years
Text
Beautiful love sayari
Here, I write love sayari which makes easy to express your love with your partner. for reading more sayari click here:  sayariishq.blogspot.com
Tumblr media
2 notes · View notes
antriksh99 · 4 years
Text
Aa gayi iss saal bhi barish humesha ki tarah, per ab tu sath nahi,
hai shaam iss barsaat ki bhi khushnuma humesha ki tarah, per ab tu sath nahi,
wahi Hawayein, wahi khushbhu, sheher bhi wahi hai,
socha kuch likhun humari mohabbat ke bare me, per ab tu sath nahi...
kuch yad aa rahi hai woh thehri sehmi si raat,
kuch thartharate honth, kuch behki behki si baat,
kuch teri sari khwahishen, kuch mere the jo khwab,
kuch dil ki meri chahtein, kuch tere woh jazbaat,
raat toh aaj bhi wahi hai, per pehle si koi baat nahi,
socha kuch likhun humari mohabbat ke bare me, per ab tu sath nahi...
kash ke kuch aisa ho jata, tu fir se iss lamhe me aata,
darwaze pe ek dastak deta, tu fir se ghar ke andar aata,
karte fir se hum dheron baatein, karwat leti yeh tanhaan raatein,
qaid main tujhme fir ho jata, laut ke gar tu fir se aata,
khwahishen toh aaj bhi wahi hain, per teri ab koi aas nahi,
socha kuch likhun humari mohabbat ke bare me, per ab tu sath nahi...
ladna jhgadna woh baatein banana, hanste hansate woh raatein bitana,
likh kar ke rait pe naam humara, logon ke darr se use fir mitana,
ruthne pe mere tera woh manana, manate manate khud_hi ruth jana,
tera fir achanak mujhe chhod jana, dobara kabhi fir se wapis na aana...
neend toh aa jati hai mujhe aaj bhi , per kisi khwaab ab tu paas nahi,
socha kuch likhun humari mohabbat ke bare me, per ab tu sath nahi....
2 notes · View notes
ruhaniyyaaat · 2 years
Text
I don't know since when the sadness is living
In the lonely house of my heart
مرے دل کے اکیلے گھر میں راحتؔ
اداسی جانے کب سے رہ رہی ہے
51 notes · View notes
areej704-blog · 3 years
Video
youtube
Ahmed Faraz Poetry | Faraz Ahmed Faraz Urdu Poetry Whatsapp status | Hea...
1 note · View note
rawalism · 2 years
Text
Tumblr media
Raah chalte howe aksar yeh gumaan hota hai, Wo Nazar Chhupa Ke mujhe dekh rahi ho jaise.
- Anonymous (DM or Comment for Credits).
https://instagram.com/mahapurish?igshid=195ujkos6zumd
5 notes · View notes
vpoetry001 · 2 years
Text
Sansonn se!
dil ki sunn lo sansonn se
-vrajitoare
Tumblr media
4 notes · View notes
ashkibaatein · 3 years
Text
Kya har hasi ke peeche
Khushi hoti hai Ashu
Kabhi kabhi
Gham bhi ho skte hai
Koi apna dard
Apni hasi me chupata hai
Koi apna dard
Ghusse ke zariye bayan krta hai
Jo hasi ke taley dard chupaye
Ghoomta hai
Uske daruni dard e gham ko
Hum pehchan nhi paate
Jiska ghussa uska dard jataata hai
Usey hum bura samajte hai
Jab kho dete hai hum uss
Daruni dard se tadapte huwe shakhs ko
Hume der hoti hai tb talak
Usey samajhne ko
Uske peeche reh jate hai
Hum afsos se bhare pade rhene ko
Afsos der lagalete hai hum
Uss masoom dil ko samajhne ko.
3 notes · View notes
plussohailmomin · 3 years
Text
Mohammad Yusuf Khan also known as Dilip kumar. Rest in paradise
Tumblr media Tumblr media
1 note · View note