Tumgik
#zindagi shayari
sumitajain5 · 9 months
Text
Zindagi shayari encapsulates the essence of life in poetic form, expressing its joys, sorrows, and complexities. It delves into the human experience, weaving emotions of love, hope, pain, and resilience. These verses narrate the journey of existence, celebrating moments of triumph and consoling during hardships
Tumblr media
1 note · View note
hindi-shayari · 1 year
Photo
Tumblr media
(via Zindagi Shayari – ज़िन्दगी शायरी – Love Hindi)
Zindagi Shayari  – Downloadable HD shayari pictures for Zindagi Shayari in Hindi and Urdu. With the help of these touching shayari on Zindagi, embrace the beauty of life.
Life Zindagi Shayari – लाइफ ज़िन्दगी शायरी
तुम हक़ीक़त नहीं हो हसरत हो जो मिले ख़्वाब में वो दौलत हो
1 note · View note
theqalbofnight · 27 days
Text
Tumblr media
Durr - e - shehwar
Abba,
Kabhi kabhar apna aap mujhay bilkul sifar lagta hai zero jis ki koi value nahi hoti useless.Aap ki beti is ghar mai sifar jesi zindagi guzar rahi hai sirf aik sifar aur aap kehtay hain k umeed rakkho cheezain badlain gi.Roaz subha say lekar raat tak Umeed ko khojti rehti hun laiken Abba umeed tu kahin nazar nahi aati.
Meri Piyari Beti Durre Shehwar,
Sifar ki zaroorat her adad ko parti hai kuch ban’nay k liye sifar jis adad k saath lagay us ki qadar-o-qeemat kayi guna barha deta hai tu agar apnay aap ko sidar samajhti ho tab bhi tum qeemti ho tab bhi tum bekaar nahi tab bhi tum her ginti say pehlay aao gi her ginti ka aghaaz tum hi say hoga aur her 9 adad k baad aik daffa tumhari zaroorat paray gi.Aglay moar per janay k liye tabdeeli jab bhi aye gi tum say aye gi.Sifar say aye gi.
27 notes · View notes
aashufta-sar · 2 months
Text
Urdu is just too soothing, sounds beautifully attractive and is unreasonably romantic no because the shayar (and ghazal singer) be talking about heartbreak, separation and death and a person like me will find comfort in each and every line. (I am listening to Attaullah sahb's Idhar zindagi ka janaza uthega on repeat)
18 notes · View notes
heruntoldfeelingss · 10 months
Text
Ek taraf meri izzat-e- nafs hai jo mujhse kehti hai k mohabbat mei khudko nahi kho baithna kisi ko khudpe itna ikhtyaar nahi dena k vo tumhe tabah karde aur dusri taraf mera ye dil hai jo haar jaane ko, bebas hone ko, kisi pe puri tarah aetemaad karne ko, behadd aur beintehaa mohabbat karne ko raazi hai.
Tumblr media
112 notes · View notes
Text
जिंदगी को यूं देखा है कुछ करीब से
कि अपनों को गैर होते और गैरों को अपना होते देखा है
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
77 notes · View notes
aamirflab · 2 years
Text
Tumblr media
- Zindagi Gulzar hai (2012)
328 notes · View notes
onthewayofhealing · 3 months
Text
इतना क्यों सिखाए जा रही हो जिंदगी,
हमें कौन से सदिया गुजारनी है यहां।
13 notes · View notes
maihonhassan · 5 months
Text
Life Lesson;
Aik baat hamesha yaad rakhein. Zindagi mein talluq hota hai. Talluq mein zindagi nahi hoti. Kuch loug ghalti se talluq ko zindagi samajh bethe hain. Talluq tootne par khud bhi toot jaate hain bilkul isi tarah zindagi mein mohabbat hoti hai, Mohabbat mein zindagi nahi hoti. Zindagi mein hadisa hota hai. Hadsay mein zindagi nahi hoti. Zindagi mein dard hota hai. Dard mein zindagi nahi hoti. Aur kuch bhi khatam hone se zindagi khatam nahi hoti.
16 notes · View notes
sanobermasood · 8 months
Text
Tumblr media
Kayi saal pahle main apni zindagi mein aane wali har takleef par Allah ta’ala ko ilzaam diya karti, shikayaton ka ek dher tha, jo main har waqt uske saamne laga diya karti thi. Mujhe hamesha is cheez ka afsos rahega ki main Allah ko galat samajhti thi, uski taqat aur hikmat ke baare mein galat andaaze lagaati thi. Mujhe lagta tha ki Allah mujhse pyar nahi karta halaaki Allah toh hum sab se pyar karta hai, woh nemaatein bhi deta hai aur aazmaata bhi hai lekin ye baat pata nahi jaldi samajh kyon nahi aati?
34 notes · View notes
be-wajhah · 2 years
Text
Zaroon Junaid - the unbothered king.
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Zindagi khaak na thi khaak uratay guzri,
Life wasn't dust, it was spent flying around dust.
Tujhse kiya kehte tere pas jo aate guzri.
What could I have said, it was spent coming to you
Achay waqton ki tamana main rahi umr-e-rawaan,
Life went on in the desire of good times
Waqt aisa tha kay bus naaz uthatay guzri.
Time was such that was spent indulging in others.
219 notes · View notes
kafi-farigh-yusra · 4 months
Text
زندگی خاک نہ تھی، خاک اڑاتے گزری!
Tumblr media
Zindagi khaak na thi, khaak uratay guzri!
13 notes · View notes
theqalbofnight · 11 months
Text
Tumblr media
گفتگو وہ عاشقانہ سب حرام یار، جانی، دلبرانہ سب حرام Guftgo Woh Aashiqana Sab Haraam Yaar , Jani , Dilbarana Sab Haram
زلف کی خوشبو ملے گر یار کی مُشک، عنبر، زعفرانہ سب حرام Zulf Ki Khushbo Mily Gar Yaar Ki Mushk , Ambar , Zafrana Sab Haraam
چل پڑے ہم آج سے جنگل کی اور گھر، گلی، دفتر، ٹھکانہ سب حرام Chal Padey Hum Aaj Se Jangal Ki Aur Ghar , Gali , Daftar , Thikana Sab Haraam
سوگ میں ہے گلستاں، سو اے بہار برگ، کلیاں، گل کِھلانا سب حرام Sog Mein Hai Gulistaan , So Aye Bahaar Barg , Kalian , Gul Khilana Sab Haraam
عشق تجھ سے اب مجھے اِتنا نہیں ناز، نخرے، لاڈ اُٹھانا سب حرام Ishq Ab Tujh Se Ab Mujhe Itna Nahi Naaz , Nakhre , Laad Uthana Sab Haraam
چھوڑ کر جانا ہے جس نے جائے وہ سوگ، ماتم، غم منانا سب حرام Chod Kar Jana Hai Jis Ne Jaye Woh Sog , Matam , Gham Manana Sab Haraam
جس نے ملنا ہے ملے وہ ہم سے اب پھر، کبھی، شاید، بہانہ سب حرام Jis Ne Milna Hai Mily Woh Hum Se Ab Phir , Kabhi , Shayed , Bahana Sab Haraam
کام جنبش سے اگر ہو آنکھ کی تیر، خنجر، سے نشانہ سب حرام Kaam Junbish Se Agar Ho Aankh Ki Teer , Khanjar , Se Nishana Sab Haraam
اب تجھے میں بھول جانے والا ہوں یاد کرنا یاد آنا سب حرام Ab Tujhe Main Bhool Jane Wala Hoon Yaad Karna Yaad Aana Sab Haraam
کل پرندے چھت سے یوں کہہ کر اُڑے "ہم پہ تیرا پانی دانہ سب حرام" Kal Parenday Chhat Se Yun Keh Kar Udhey "Hum Pe Tera Paani Dana Sab Haraam"
اوڑھ کر ہم چُپ کی چادر سو گئے اب گلہ، شکوہ یا طعنہ، سب حرام Udh Kar Hum Chup Ki Chadar So Gaye Ab Gila , Shikwa Ya Ta'ana , Sab Haraam
اُس نے ٹھانی ہے دوبارہ سے مجھے پاس پہلو میں بٹھانا سب حرام Uss Ne Thani Hai Dobara Se Mujhe Paas Pehlo Mein Bethana Sab Haraam
آج سے آذرؔ  بنے ہم پارسا رقص، مجرا، ناچ، گانا، سب حرام Aaj Se "AAZAR" Banay Hum Parsa Raqs , Mujra , Naach ,Gana , Sab Haraam
فہیم رحمان آذرؔ Faheem Rehman Aazar
25 notes · View notes
loud-and-quiet · 7 months
Text
Tumblr media
12 notes · View notes
anne-zindagi · 9 months
Text
ये गुनाहगार भी छूट जातें हैं, एक गुनाह मैं भी कर लूं तो ठीक,,
मुलाकात हो ही जाती है कहीं ना कहीं उस फूल से निगाह फ़ेर लूं तो ठीक !
9 notes · View notes
possiblygewgaw · 2 months
Text
Tum mujhse puchte ho ki, mujhe tumhari kya baat acchi lagti hai
Mai tumse ye kaise kahun, ki mujhe tumhari konsi baat acchi nahi lagti
6 notes · View notes