Tumgik
#Mumma papa ko pasand nhi tha.
Text
Storytime:-
So, when I had recently shifted to south delhi, our colony only had like 5 houses (abhi 20-35 se jyada honge) and out of them 4 were rich 2 storey houses while one was a jaisa-taisa rented apartment ghar with 4 floors (where I lived). So, sabse gareeb log apartment me rehte the and others were so fucking rude to us like- gajab insaan the. I and other children of the flat would be playing outside and they will be shouting at us to go to home and to get disciplined and other nonsense. Auntyji I am literally 5 what do u expect? The worst one was this woman who loved to call us "uncultured" (in a time i didn't even knew it's meaning) (she was A TEACHER i feel bad for her students). She had 2 sons like 5 yr older than me and at first we used to play together then vo bhi apni maa ke disha mein chale gye. That woman made kid-me's blood boil. The Adults were also tired of her (she would throw literal tantrums if a cow enters our gully and then would fucking hit the poor animal with a broom cuz she can, like Bhai itne laadsahab ho toh society me raho gully mein toh Aisa hi chalta hai). I am usually a nice obeying kid but I started insulting her in HER face. One time she told the baccha party "Shoo! Shor machate rehte hai, headache kar ke rakha hai" and I replied with "Aapke papa ke Ghar mein khel rhe hai jo aapki baat maane?" (Yeah, that is the most rebellious I can get). Her sons specially didn't like my new self and started y'know gaaliyaan aadan pradaan karna. I didn't even knew most of their meaning, I was literally 8 that time. Though, ek baar mera sar aisa ghooma ki I literally slapped one of them. MAHABHARATTT. Yeah, i fought with 2 boys ages older than me all alone (still one of my proudest moments, specially since meine ek ki shirt faar di thi ha vo alag baat hai ki mujhe sprain ekdum ganda waala aaya tha). After that, that aunty went around trying to blacken my name (that worked greatly) uss ne yeh nhi bataya ki uske ladko ne Jo shabd bole the. For the next few years, I was the infamous ladaku ladki of my gully. Which I loved and hated at the same time.
41 notes · View notes
tellytantra · 4 years
Quote
The story starts from the birthday celebration were kairav had his out burst and instead of running away naira takes him home. In this story cheapika comes back from USA and is happy knowing that kairav hates Kartik and that naira and kairav will not return. So, the scenes starts from next day at singhu sadhan. I will write this part in a paragraph the main plot starts from naira's pov The next day naira is with kairav in their room suddenly vedika enters. Vedika had a talk with gayu and got to know all about kv hating kartik she got happy thinking that now even kairav hates k so he will never let naira back in Kartik's life and so she went to Singhania sadhan so that she can talk to naira and emotionally blackmail naira so that she can go back to goa. Vedika: ab kairav kaisa hai to naira Naira: thik hai thoda ghussa hai kartik say lekin sab thik hojayega, mein sab thik kar dungi. Vedika: naira tumhey abhi lagta hai tum dono ko yaha rehna chaiye. Naira gets shock hearing those words and say yeh kya bol rahi hai app ha mujhey yaha rukhna chaiye aur waise bhi kairav abhi bacha hai sirf ghussa hai iska matlab yeh nhi hai ki woh apney papa say pyaar nhi karta. Vedika gets irritated and say aap samajh nhi rahi hai kyu zidd pe adhi hai apkey yaha rehney say na mein khush hu na kartik aur na he kairav. Kyu selfish ban rahi ho aap, kyu teen zindagiya barbad kar rahi ho. Naira got hurt listening to all this but kept quiet. Vedika: kairav ko abhi kartik pasand nhi hai nafart karta hai unsay yahi sahi mauka hai lekey jaiye kairav ko mere aur kartik k life say durr. Naira got shock on seeing vedika's selfishness but kept quiet. Vedika: isliye ap yeh sab ban kijiye , app dono chaley jao kartik k life say durr aur waise bhi apki unkey life mein koi importance nahi hai. Kyu app unhey unka past nhi bhulney deytey plss chali jao yaha say apne bachey ko lekey, app dono say chutkar mileyga tab mujhey dekhengay na aur wasie bhi jo bhi bday party mein hua dekh k toh aisa he lagta hai kairav sirf tumhara beta hai kartik ka khoon hai bhi ya nhi , hota to itni nafarat nhi karta unsay. Writer's POV And that did it that line was enough to evoke the fire in naira which was silent for long time and naira took hold of vedika's hand so tightly that she yelped in pain yeh kya kar rahi ho aap mera haath chodh dard ho raha hai. And naira turned around giving her the most dangerous glare. Vedika got scared as she has never seen such look of naira she said all this so that naira can run away again as she knew as a mother naira would never want anyone questioning her child's existence and also She thought naira was just an emotional fool who can be played around. Oh how wrong was vedika as she has seen only the timid naira but not the sherni who can bite and kill any one who looks at her love and family with hatered . All the Gfam along with kartik were down in the hall they all have decided to talk to kairav and clear his misunderstandings when they saw naira holding vedika and forcing her to come down stares   The Gfam and the Sfam were confused as what was happening seeing the engraged look of naira except one person and that was kartik he was not shocked he was happy he saw his sherni after so long that fire in her eyes the one that he fell for was back but still he didn't understand wat happened between vedika and naira that naira got so angry. Naira came infornt of Gfam and Sfam and pushed vedika in front of them their were red marks on vedika's arm. Vedika saw who all were down and started her melodrama. Vedika: yeh app kya kar rahi hai naira kya biggada hai meiney apka. Kdadi: yeh kya batameeze hai naira thodi toh sharam karo koi asa karta hai kisse aurat k saath iss bichari ney kya kiya ki tum isse aise kich k laye And kdadi went on with all her shit talk but kartik was not listening he has turned deaf ear to the surrounging and was just admiring his sherni and what to say he fell for naira again in those mere seconds hard and fast. Naira heard all the shit that the Gfam spouted and then she reached her breaking point and said stop to dadi by showing Hand and all got shock but at the same time everyone knew that something big must have happened as they saw that enraged fiercer look in naira's eyes. Vedika got scared as no one was defending her now so she thought she will make naira bad in every one eyes by making up a story so she started with her drama. Vedika: naira yeh ap kya kar rahi hai mujhey dard ho raha hai, app itney giri hue nikalogi muhey pata nhi tha. Meiney bas itna kaha ki app kairav ko goanakas mein wapis lao taki who kartik k saath time spent kar shakey aur unkey bich ki durey kaam hojaye. Lekin app to badi selfish nikali apney bholey baney ka natak sirf custody paney k liye kiya na aur asal mein ap kabhi kairav ko kartik say milana he nhi chathi thi. Everyone was shocked hearing vedika's accusations and then something happened that shocked everyone naira had slapped vedika. Vedika looked shocked Naira: bas bahoot hogaya tumhara yeh natak.Bahoot bol Liya tuney aur bahoot sun liya maney.Ab tak mein shant thi sirf apney bachey k liye aur guilty bhi thi ki mein tumhari life kharab kardi par tu tum to meethi churi nikali vedika. Vedika gulped seeing naira's reaction as she has never seen naira like this Naira: mein he galat thi jo ek abla nari jaise tumahari haar bakwass sunti gayi aur manti gayi agar phel he nairagiri dekha de hoti na to yeh bolney ki jhuraat nhi kar pati tum aur app pointing at dadi miss suhasini goeanka puchyeh apni is pyari bahu say kya bakwass ki hai ussney. Every one was shocked hearing naira calling dadi by her full name even kartik he knew naira's temper was bad but she never disrespected any elder out of anger today something bad must have happen to her to react this way Vedika started her melodrama but was stopped by naira Naira: oye nautanki apni yeh third grade acting na kisse third grade film mein karna yaha nhi, mein he galat thi jo tum jaise dhongi ko abala nari samjh baithi aur haa tum kashat mat lo mein he baata deyti hue kya bakwass aur girihue baat ki hai tumney. Every one was shocked by the way naira was talking even kartik because after long time he saw rishikesh ki tina not his naira nor kairav's tina the tin tin but rishikesh ki tina jise pura Rishikesh darta tha jiskey naak pe ghussa aur haato pe punch humesha ready rehta jo burai k khilaf awaz utha thi who tina. Badi maa tried to stop her but naira ignored her and said aaj nhi badi dadi aaj agar chup reh gayi na to mumma mujhey kabhi maaf nhi kareygi. After which vedika was about to say something but was stopped by another slap by naira. Naira: yeh mere bachein ki asthitawa par sawal uthaney k liye merey bachein ko nazayaaz kheney k liye This came as a shock for everyone and kartik got mad with anger but was stopped when naira showed her hand. One more slap by naira to vedika Naira:yeh mere bachey ko uskey papa say alag karney k liye (one more slap) yeh sucide ka dhong karkey mujhey kartik ko divorce deyney par majboor karkay merey chotey say bachey ka sapna thodney k liye . Every one was shocked was understatement everything was happening under their nose and they didn't see this. Naira: app log jaana chaate the na ki meiney kartik ko divorce kyu diya iskey wajsey isney mujhey emotional black mail kiya sucide karney chali gayi, kya karti mein marney deyti. lekin ab bas tu jakey sucide kar ya mandir mein tandav (points at vedika) mein tere koi baat nhi sunney wali tere barey mein sochtey sochtey mein kartik aur naira k kairav k barye mein sochna he bhool gayi. Aur ha kya bola tumney ki mein aur kairav kartik ka past hai toh for your kind information mein aur kairav kartik ka past , present and future hai aur humnesha raheygay. kyunki mein aaj bhi kartik ki legally wedded wife hue kyunki mera aur kartik ka divorce nhi hua hai divorce paper court pochein lekin judge ney divorce grant nhi kiya damini Mishra ney aaj he call kiya tha ki judge ko aaj bhi humari shaadi mein hope dekti hai aur woh yeh divorce accept nhi kartey aur ab law k hisaab say tumhari aur kartik k shaadi invalid hai tumhara na kartik pe koi hak hai na hoga, mein sayad guilty hokey judge say baat karkey divorce deyney ki request bhi kar deyti. par ab nahi na mein aur kartik alag hongay aur na he mein apney kairav ki happy family ka sapna tootney dungi. Tumharey sapney purey kartey kartey humarey bache k sapno ka gala ghooth rahi thi. Mein aur kartik kabhi saath ho na ho aur na mein kabhi kartik ko maaf karungi lekin mere kairav ko uskey mumma aur papa dono milengay dono ka pyaar mileyga chaiye jo hojaye. Shock was an under statement every one was shock after heanrg the whole truth but Kartik was the one who was on cloud nine he was free from guilt naira freed him though he was hurt that naira thought of divorcing him and was determined on never forgiving him but still knowing that naira was still his wife she was still mrs Naira kartik goenka was enough to soothe that pain for now. Vedika got shock of her life hearing all this and started spouting nonsense and said aap itne gir shakti hai mujhey pata nhi tha jhoot pe jhoot boley jar ahi hai dadi shahi thi aap goenaka's ki bahu khelaney k layak he nhi Naira : oyeeeee mein naira naitik Singhania hue naitik Singhania aur akshara Singhania ki beti aur mere mumma papa ney mujhey kabhi dusron ka ghar barbad karna nhi shikhaya.Tumhari taraha giri hue nhi hue ki shaadi illegal hai yeh pata hotey hue bhi kisse aur k pati pe hak jaata ti hu. Yeh sab kya hai vedika said kdadi Naira: aur bahoot se cheezein hai jo issney kaahi hai lekin mujshey sunlo sayaad isbaar apko naira yeh sab tunhari wajsye hua hai ya naira yeh sab tumhari galati hai yeh bolney ka mauka na miley toh suno apki yeh ideal bahu ki nautankiyon k wajsye kairav ko mujhey uskey papa say alag karna padha apkey vansh ko alag karna padha kyunki yeh madam to itni selfish hai ki apni so called illegal shaadi k liye woh ek bete ko aur baap ko alag karna chathi thi. Vedika: apney bhi to wahi kiya na Naira gave her a glare and said meiney woh kyu kiya uska valid reason thaa merey pass aur galati mere aur kartik dono ki thi yeh bhi maan liya tha humney par tum tumney yeh sab kyu kiya aree tumney yeh sab sirf kartik ko paney k liye kiya aur meiney jo kiya uske wajha bas merey bachey ko koi bure nazar say na dekhey usko bachaney k liye kiya. par tujhey zara bhi nhi laga ek baap ko uskey betey say alag kartey waqt itni selfish ek aurat hoshakti hai kya. Ek aurat ho matlab yeh nhi tumhey humehsa ek admi ka sahara he lageyga independent bhi ban shakti ho .Par ab bas yeh last warning hai mere vedika aaj k badh tumney merey bachein ko direct ya indirectly bhi hurt karney ki khoshish ki ya kairav aur kartik ko alag kanrey ki khoshish ki toh usse cliff pe ley jakey ulta nhi latakaya na to mera naam bhi Naira Singhania nhi. Yaad rakhna yeh dhamki apni iss chotey say dimag mein fit kar leyna vedika warna iss baar mujhsey bura koi nhi hoga. Tum ney uss naira ko dekha hai jo iss duniya say chup k bhathi hai sukhar mano tumney Rishikesh ki tina ko nhi dekha jo apney baato aur laato say achey achey ko sidha karna janti hai Willow1990
http://jodifiction.blogspot.com/2020/04/naira-vs-vedika-kaira-os-yrkkh-yeh.html
0 notes