Duniya bhar main taqreeban 90% afraad ko khansi k maslay ka saamna karna parta hai. Yahan tak k kuch logon ko aik saal main 2-3 baar bhe khansi ki shikayat ho jati hai. Khansi aam tor par un viruses ka nateeja hain jo khas tor par mosam main tabdeeliyon k bais paida hoty hain.
0 notes