Tumgik
#haq-maujood
Text
Sawal : Aqeeda -e- "Haazir Wa Naazir" Ka Mafhoom Bayan Kijiye.
Jawab : Ahle Sunnat Ka Aqeeda Hai Jis Tarah Rooh Apne Badan Ke Har Juz Mein Maujood Hoti Hai Usi Tarah Roohe Mustafa ﷺ Ki Haqeeqat Kaaynat Ke Har Zarre Mein Jaari Wa Saari Hai Jis Ki Bina Par Jaane Kaaynat Roza -e- Aqdas Se Tamam Kaaynat Ko Apni Hatheli Ki Tarah Mulahiza Farmate Hain, Dooro Nazdeek Ki Aawazein Yaksa Sunte Hain Aur Apni Roohaniyat Aur Nooraniyat Ke Sath Beyak Waqt Mut'addad Maqaamat Par Tashreef Farma Ho Sakte Hain.
(📚All ama sayyed shah turabul haq qadri, Deeni taleem, page: 57)
0 notes
kunalkarankapoor · 2 years
Photo
Tumblr media
"Pyaar ke rishton ke liye tarasta hun tadapta aaj bhi... Khamosh main ki ek waade pe khud ko bebas paata aaj bhi. Sawaalon ke ghere hai..aitbaar se kyun munh phere hai... Ke ek ghaav rooh ko meri chhlni kar jaata aaj bhi. Sar par mere hai ilzaam..rah gaye jaise rishte benaam... Haal-e-dil bayaan bhi na ke ek dard main sahta aaj bhi."
Tumblr media
"Kuchh lamhen ko yun zinda kar jaata hai phir se... Waqt bhi khud ko jaise dohraata hai phir se. Juda kahaan hai safar..ek hi raah ke hamsafar... Ke do dilon ko ek mod milaata hai phir se. Karti aankhen jo bayaan..judaai kam bhi kahaan... Milne ko khushi ke aansoo giraata hai phir se. Bitee jaise sadiyaan..simat aayi pal me duniya... Pyaar hai aaj bhi..mahsoos kra jaata hai phir se."
Tumblr media
"Bujhti lau ko jaise ummeed mil gayi... labon pe phir mere ek hansi khil gayi. Nahin hun paraaya..main tera hi apna... Na kah ke bhi jo kah haal-e-dil gayi."
Tumblr media
"Yaadon ke kuchh pannon ko aaj padh lun palatkar... Gar mile raahat..shikaayte rakh dun lapetkar. Baaten dil kee bataakar..haq mera hi jataakar... Bikhre ehsaason ko phir se jee lun sametkar."  - @preetirajkotiya
Tumblr media
"Rutha sa hai meri harkaton pe... Pareshaan hai meri hasraton pe. Aaj gale na mile..par dil hai mile... Pyaar bhi mujhe uski shikaayaton pe. Baaten yun karta..chhod jaise jaata... Yakeen..hai saath meri jarooraton pe. Mujhse jyaada mujh ko hai samjhta... Raahat na usko meri aadaton pe." @preetirajkotiya
Tumblr media
"Aakhri dilaase ke bawajood..yahaan kaun tera maujood... Ek asar ke liye poochh raha tumse aaj mera wajood. Koshishen phir kaabil hone kee..khoya jo haasil karne kee... Ek ummeed me jee raha liye aaj bhi manzil-e-maqsood. Dil ko mere aaj khalish..sunkar bewajah teri ranjish... Anjaam hi sahi..khone ko na baki..jo huaa main mardood." - @preetirajkotiya
Tumblr media
"Khamoshi ke alfaaz kahaan ke haal-e-dil karun bayaan... Kuredate ghaav gahre..chahkar bhi na mita saku nishaan. Aankhon ke manzar jaise khnjar..chubhte andar hi andar... Ke raahat dhundhta kuchh hosh kuchh behoshi ke darmiyaan. Samjauta kar leta rishton me..yun na rahta kishton me... Kuchh khokar pa leta..kaash khud se ho jaata anjaan. Khud se hi aaj haar raha..mera wajood mujhe maar raha... Zindagi ne kee bewafaai..liye bahut mere imtihaan." - @preetirajkotiya
Tumblr media
"Iss kadar mila zindagi se ke main nikhar gaya... Khwaab tha jo phir pal me toot ke bikhar gaya. Haara main rishta..apnon se hi huaa begana... Faham tha jo ek mera aaj dil se utar gaya." - @preetirajkotiya
Tumblr media
"Galatfahmi kuchh to door kar dun.. khud ko phir na majboor kar lun... Aitbaar tujhe..ek darr mujhe ke khud ko phir na choor choor kar lun. Zindagi ke mere hisse the..pyaar ke hi to ye rishte the... Dil jo toota ke iss martba..khud ko phir namanjoor kar lun." - @preetirajkotiya
1 note · View note
hinahasan · 2 years
Text
SARE LA MAKAN SE TALAB HUI
SARE LA MAKAN SE TALAB HUI
Sare La Makan Se Talab Hui Aye khatm-e-rusulKaaba e Maqsood tuiDar soorat e har che hast maujood tuiAayaate kamaal e haq ayaañ nast ba toAañ zaat ke dar parda niha bood tuyi हिन्दी लिरिक्स के लिए यहां टच करें| اردو میں پڑھیں  | Suhaani raat thi Suhaani raat thiaur pur sukooñ zamana thaAsar meiñ dooba huajazb e aashiqana thaUnhein to arsh pe mehboob ko bulana thaHawas thi deed ki meraj ka…
View On WordPress
0 notes
leylasultan1453 · 3 years
Text
QİSSA O TAREEKH - İ KOH-İ TOOR (JABAL MOOSA) | Hz. MUSA VE ALLAH |
gaar -i Koh-i toor ko kaee mazahib me bahut ahamiyat haasil hay. yahee vo pahaad hay jahaan khaaliq-i qaaynaat janaab-i haq ne apni tajalli zaahir ki. noor-i ilaahi ke sabab ye pahaad uski haybat na sah saka aur jalkar raakh ho gaya. is phaad par kisi bhi qism ki koi nibaat nahi ugti naa hi yeahaan paani maujood hay, wo maqaam jahaan Hz. moosa ko Allah ne khud se ham kalaam hone  ka sharf bakhsha aur Bazaate khud Allah rabbul izzat zaahir hua.
3 notes · View notes
ammi-ka-shehzada · 4 years
Text
youtube
alAs this year comes to an end the biggest sufiyana kalaam of this year is out. I literally dont have words to explain what these words mean. This is about Mansoor. This is about Sarmad. This is about the loved ones of Allah. Haq Maujood. Allah maujood. Har waqt maujood. Allahbo akbar
2 notes · View notes
lyricstuneful · 3 years
Link
Tumblr media
Ali Zafar - Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat
Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat Song Lyrics In English By Ali Zafar: Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat is a new Sufi Song that has released in 2021. Ali Zafar sang the new Song Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat, Which has song lyrics penned By Bedam Shah Warsi and Baqir Abbas composed the music for Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat.
Song: Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat Singer: Ali Zafar lyrics: Bedam Shah Warsi
Music: Baqir Abbas Music label: Ali Zafar Director: Adnan Tariq
Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat Lyrics
Ae khatam-e-rusool
Kabaa-e-maqsood tu hi
Dar soorat-e-har che hast maujood tuyi
Ayaat-e-kamaal-e-haq ayan ast ba-to
Aan zaat ke dar parda nihan bood tuyi
Suhani raat thi aur pur-sukoon zamaanaa tha
Asar mein duba hua jazb-e-ashiqana tha
Unhain tu arsh pe mehbub ko bulanaa tha
Hawas thi deed ki miraj to bahaana tha
Sar-e-la-makan se talab hui
Sar-e-la-makan se talab hui
Soo-e-muntaha woh chaale nabi
Sar-e-la-makan se talab hui
Soo-e-muntaha woh chaale nabi
Ye kamal-e-husn ka moajza
Ke firaq haq bhi na seh saka
Sar-e-la-makan se talab hui
Soo-e-muntaha woh chaale nabi
Shab-e-meraej liya arsh-e-bareen par bulwaye
Shab-e-meraej liya arsh-e-bareen par bulwaye
Sadma-e-hijar khuda se bhi gavara na hua (na hua)
Sar-e-la-makan se talab hui
Soo-e-muntaha woh chaale nabi
Sar-e-la-makan se talab hui
Soo-e-muntaha woh chaale nabi
Sar-e-la-makan se talab hui
Soo-e-muntaha woh chaale nabi
Sar-e-la-makan se talab hui
Soo-e-muntaha woh chaale nabi
Koi had hai unke urooj key
Koi had hai unke urooj key
Balaghal-ula-bi-kamaalihi
Koi had hai unke urooj key
Balaghal-ula-bi-kamaalihi
Sar-e-la-makan se talab hui
Koi had hai unke urooj key
Sar-e-la-makan se talab hui
Koi had hai unke urooj key
Khair-ul-wara sadr-ud-duqa najm-ul-huda noor-ul-ula
Khair-ul-wara sadr-ud-duqa najm-ul-huda noor-ul-ula
Shams-ud-dua badr-ud-duja yaani muhammad-e-mustafa
Koi had hai unke urooj key
Koi had hai unke urooj key
Jo gaya hai farsh se arsh tak
Woh buraq le gaya be-dhadak
Tabq-e-zameen waraq-e-falak
Gaye niche paun se pul sarak
Latein zulf ki jo gai latak
To jahan sara gaya mehak
Huye mast bulbulen is qadar
To ye gunche bole chatak chatak
Koi had hai unke urooj key
Koi had hai unke urooj key
Koi had hai unke urooj key
Koi had hai unke urooj key
Rukh-e-mustafa ki ye roshni
Ye tajalliyon ki hamahami
Rukh-e-mustafa ki ye roshni
Ye tajalliyon ki hamahami
Ke har ik chiz chamak uthi
Ke har ik chiz chamak uthi
Kashafad-duja bi-jamalihi
Ke har ik chiz chamak uthi
Kashafad-duja bi-jamalihi
Koi had hai unke urooj key
Koi had hai unke urooj key
Balaghal-ula-bi-kamaalihi
Koi had hai unke urooj key
Balaghal-ula-bi-kamaalihi
Na falak na chand tare na shehar na raat hoti
Na falak na chand tare na shehar na raat hoti
Na tera jamal hota na yeh kaaynaat hoti
Koi had hai unke urooj key
Koi had hai unke urooj key
Balaghal-ula-bi-kamaalihi
Koi had hai unke urooj key
Balaghal-ula-bi-kamaalihi
Aaye mazhar-e-noor-e-khuda
Balaghal-ula-bi-kamaalihi
Ai mazhar-e-noor-e-khuda
Balaghal-ula-bi-kamaalihi
Maula ali musqil-kusha
Kashafad-duja bi-jamalihi
Maula ali musqil-kusha
Kashafad-duja bi-jamalihi
Husnain jan-e-fatima
Hasunat jami u khesari
Husnain jan-e-fatima
Hasunat jami u khesari
Yaani muhammad-e-mustafa
Yaani muhammad-e-mustafa
Sallu alaihi wa aalihi
Sallu alaihi wa aalihi
Sallu alaihi wa aalihi
Sallu alaihi wa aalihi
Sallu alaihi wa aalihi
Sallu alaihi wa aalihi
Sallu alaihi wa aalihi
Sallu alaihi wa aalihi
Sallu alaihi wa aalihi
Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat Video Song
Written BY: Bedam Shah Warsi
LyricsTUNEFUL FAQS & Trifle
Who Wrote the Lyrics for the New Song “Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat”? Bedam Shah Warsi wrote the lyrics to the new song “Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat”.
Who Sung the Song “Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat”? Ali Zafar Sung the song “Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat”.
Who Directed the video for “Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat”? Adnan Tariq Directed the video song “Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat”.
Which Music label Released the “Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat” Music Video? Ali Zafar has released the video song “Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat”.
0 notes
diniauratsms · 3 years
Photo
Tumblr media
𝟮𝟭 𝗥𝗮𝗺𝗮𝗱𝗮𝗻 𝗦𝗵𝗮𝗵𝗮𝗱𝗮𝘁 𝗛𝗮𝘇𝗿𝗮𝘁 𝗔𝗹𝗶 كرم الله وجه كريم Shaan e Maula Ali Muskhil Kusha Ko Bayan Karna Is Na cheez Gunahgaar Ki Itni Aukat Nahi. Aapki Gulami Ka Saboot Dete Hue Ek Adna Si Koshish Kar Raha Hoon. Agar Koi Khata Ho To Muaf Farmaye Maula Ali Ki Shane Aqdas Mein Anginat Hadees e Pak Maujood Hain. Jise Chuninda Hadees e Pak Ko Ek Post Mein Likha Hoon. Hadees-e-Pak Aur Maula Ali Murtaja كرم الله وجه كريم Ilm Ka Shahar Mera Nabi, Toh Darwaza Ali Ali Nabi Ka Dulaara Ali Ali Khaibar Ka Shaha Ali Ali Hussain Ka Baba Ali Ali Fatema Ka Waali Ali Ali Shamme Wilayat Ali Ali Shamme Shariat Ali Ali Haq Ki Haqeeqat Ali Ali Tafseer-e-Tariqat Ali Ali 𝗛𝗮𝘇𝗿𝗮𝘁 𝗠𝗮𝘂𝗹𝗮 𝗔𝗹𝗶 𝗡𝗲 𝗙𝗮𝗿𝗺𝗮𝘆𝗮 ☞ "Main Wo Ali Hoon Jis Ki Baatein Aqlon Ko Hairaan Aur Zehno ko Pareshaan Kar Deti Hain. Aye Logon Maine Aaj Tak Apni Haqeeqat Ko Tum Par Aashkaar Nahi Kiya. Agar Main Apni Haqeeqat Aur Fazeelat Se Duniya Walon Ko Aagah Kar Doon Toh Aadhi Duniya Meri Fazeelat Ki Bulandi Sun Kar Mar Jaye Aur Baki Deewani Ho Jaye. Main Apne Sirf itne Faza'il Se Parda Uthata Hoon (Bayan Karta Hoon) Jin Ko Haqeeqi Momin Ka Dil Bardasht Kar Sake." 𝗥𝗲𝗳𝗲𝗿𝗲𝗻𝗰𝗲:- ☞ 𝗞𝗶𝘁𝗮𝗯-𝗨𝗹-𝗦𝗮𝗳𝗲𝗲𝗻, 𝗣𝗮𝗴𝗲 𝟳𝟭 Nisbat Mili Hai Peer Ki Sadka Ali كرم الله وجه كريم Ka Hai Sabse Alag Tarikh Mein Rutba Ali كرم الله وجه كريم Ka Hai Sher-e-Khuda Ke Waste Suraj Bhi Palat Gaya Allah Bhi Naaz Uthaye Wo Sajdah Ali Ka Hai Khaibar Ka Kanp Jata Hai Apni Jagah Magar Jo Baatil Ko Hila De Wo Naara Ali Ka Hai. Naara-e-Haideri Ya Ali Ya Ali... Maula-e-Qainaat Khalifa-e-Charhum Hazrat Ali 455 بسم الله الرحمن الرحيم الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ ●Hazrat Sahl bin Saad رضي الله عنه se riwayat hai ke Huzoor Nabi e Kareem ﷺ Hazrat Ali ke ghar Hazrat e Fatima رضی اللہ عنہا ke pass tashreef le gaye the, Huzoor ﷺ pahuchte uss se pehle Hazrat Ali ghar se bahar tashreef le jaa kar masjid mein so gaye the. ●Huzoor ﷺ ne Sayyeda Fatima رضی اللہ عنہا se farmaya "Tumhare Ibne Amm yaani Ali Murtuza kahañ hai?" Sayyeda Fatima رضی اللہ عنہا ne arz kiya "Mere aur Unke darmiyan ranjish si ho gayi hai aur woh gusse mein bahar chale gaye hai." 【Full post please visit our facebook page】 https://www.instagram.com/p/CObCSH8n8TY/?igshid=zbq070sshcm2
0 notes
lyrics2world · 3 years
Text
Haq Ali Lyrics - Salim Merchant | Salman Ali
Haq Ali Lyrics :- Latest Hindi Song Haq Ali sung by Salim Merchant, Salman Ali, Vipul Mehta, Raj Pandit.Lyrics written by Kamal Haji & music given by Salim-Sulaiman.This song published by SUFISCORE. 
Tumblr media
Haq Ali Song Details:-
Song Name: Haq Ali Singer(s): Salim Merchant, Salman Ali, Vipul Mehta, Raj Pandit Lyricist(s): Kamal Haji Music(s): Salim-Sulaiman Music Label: SUFISCORE
Haq Ali Lyrics
Ali zinda hai, ali maujood hai Ali, imamim muneen hai Ali hussain hai, zain-ul-aabdeen hai Ali hi haq hai, amir-ul-momineen hai Ali ali ya ali, haq ali, Ali ali ya ali, haq ali Mushkil kusha maula ali Ali ali, ya ali, haq ali Ali ali, ya ali, haq ali Ali ali haq, ali ali haq Ali ali, maula ali Ali ali haq, ali ali haq Ali ali, maula ali Tere zikr mein main chalta raha Tere zikr mein main chalta raha Iss fikr mein main jalta raha Yeh raaz phir mujh pe khula Dil mein dekha tu wahin mila Ali.. Har zakhm ka, marham hai tu Har zakhm ka, marham hai tu Har dard ki hai tu dava Kar de karam de de shifaa Ali ali maula ali.. Ali ali ya ali, haq ali Ali ali ya ali, haq ali Mushkil kusha maula ali Ali ali, ya ali, haq ali Ali ali, ya ali, haq ali Ali ali haq, ali ali haq Ali ali, maula ali Ali ali haq, ali ali haq Ali ali, maula ali Tere dar se jo maanga mila Tere dar se jo maanga mila Yeh nematon ka silsila Chala mominon ka qaafila Haq maangne tu de sila Ali.. Dua hai tu mannat hai tu Dua hai tu mannat hai tu Iss khaak ki jannat hai tu Himmat hai tu rehmat hai tu Ali ali maula ali Ali ali ya ali, haq ali Ali ali ya ali, haq ali Mushkil kusha maula ali Ali ali, ya ali, haq ali Ali ali, ya ali, haq ali Ali ali haq, ali ali haq Ali ali, maula ali Ali ali haq, ali ali haq Ali ali, maula ali
(adsbygoogle = window.adsbygoogle || []).push({});
Haq Ali Music Video 
youtube
  (adsbygoogle = window.adsbygoogle || []).push({});
from Blogger https://ift.tt/39VrYbH via IFTTT
0 notes
syednooranimiya · 4 years
Photo
Tumblr media
Hazrat Jaabir Raziyallahu Anhu se riwaayat hai ke Rasulullah ﷺ ne farmaaya: Jis shakhs ko hadiya tohfa diya jaaye, to agar us ke paas badle mein dene ke liye kuchh maujood ho to woh us ko dede aur jis ke paas badle mein tohfa dene ke liye kuchh na ho, to woh (bataur shukriya ke) us ki taareef kare aur us ke haq mein Dua-e-Khair kahe. Jis ne aisa kiya us ne shukriya ka haq ada kar diya aur jis ne aisa nahin kiya aur ehsaan ke muaamle ko chhupaaya, to us ne naashukri ki. (Abu Dawud: 4813) https://www.instagram.com/p/B5cKIFmltp7/?igshid=hw3f7os2dzm4
0 notes
naatacademy · 5 years
Text
La Mau-Jooda Illallah, La Mash-huda Illallah
La Mau-Jooda Illallah, La Mash-huda Illallah
La Mau-Jooda Illallah, La Mash-huda Illallah La Maqsooda Illallah, La Ma’booda Illallah
Hai Maujood E Haqeeqi Wo, Hai Mash-hud E Haqeeqi Wo Hai Maqsood E Haqeeqi Wo, Ma’bude Haq-o-Haqeeqi Wo
Rabbi Hasbi Jallallah, Maa Fi Qalbi Illallah Haq Haq Haq ALLAH ALLAH ALLAH, Rab Rab Rab SubhaanALLAH
Sota Peeta Khaat Nahi, Uska Rishta Naata Nahi Uske Pita Aur Maata Nahi, Uske Jooru Jaata Nahi
M…
View On WordPress
0 notes
Text
Sawal : Allaah Ta'ala Har Shay Par Qaadir Hai Magar Koi "Muhaal" Allaah Ta'ala Ki Qudrat Mein Dakhil Nahi, Wazahat Karein.
Jawab : Muhaal Use Kahte Hain Jo Maujood Na Ho Sake. Maslan Doosra Khuda Hona Muhaal Yaani Na Mumkin Hai To Agar Zere Qudrat Ho To Maujood Ho Sakega Aur Muhaal Na Rahega Jab Ke Us Ko Muhaal Na Manna Wahdaniyate Ilaahi Ka Inkar Hai, Isi Tarah Allaah Azzawajal Ka Fana Hona Muhaal Hai Agar Fana Hone Par Qudrat Maan Li Jaaye To Ye Mumkin Hoga Aur Jis Ka Fana Hona Mumkin Ho Wo Khuda Nahin Ho Sakta, Pas Sabit Hua Ke Muhaal Wa Na Mumkin Par Allaah Ta'ala Ki Qudrat Manna Allaah Ta'ala Hi Ka Inkar Hai.
(📚allama sayyed shah turabul haq qadri, deeni taleem, page:33)
0 notes
lyricsbright · 6 years
Text
Tay Hai Lyrics – Ankit Tiwari | Rustom
Tay Hai Lyrics
Tere bin jee na paunga Sach much mar hi jaunga Yeh tay hai, yeh tay hai
Hasna rona tujhse hi Mera hona tujhse hi Yeh tay hai, yeh tay hai
Maujood hai har saans mein Tu har dafa yeh tay hai Tu hai dawa ya dard hai Par hai mera yeh tay hai
Maujood hai har saans mein Tu har dafa yeh tay hai Tu hai dawa ya dard hai Par hai mera yeh tay hai
Tere bin jee na paunga Sach much mar hi jaunga Yeh tay hai, yeh tay hai
Tu naseebon sa mere hathon pe Shuru se likha hai Mera haq hai tu aasmano se Mujhe jodta hai
Tere kadmon pe jahan rakh doon main Kabhi jo kahe tu Koi shaq ho toh azma lena Kisi din mujhe
Maujood hai har saans mein Tu har dafa yeh tay hai Tu hai dawa ya dard hai Par hai mera yeh tay hai
Maujood hai har saans mein Tu har dafa yeh tay hai Tu hai dawa ya dard hai Par hai mera yeh tay hai
Tere bin jee na paunga Sach much mar hi jaunga Yeh tay hai, yeh tay hai…
The post Tay Hai Lyrics – Ankit Tiwari | Rustom appeared first on Lyrics Bright.
from Lyrics – Lyrics Bright http://www.lyricsbright.com/lyrics/tay-hai/
0 notes