Tumgik
Text
But I am so deeply lost in my own soul, how can I expect anyone else to understand me?
- Courtney Peppernell
9K notes · View notes
Text
“Maybe I’ll see you in another life, if this one wasn’t enough.”
— Florence + the Machine
161 notes · View notes
Text
" Hum ne be-sood tere sath muhabbat ki hai , itni be-sood ki paney ki bhi chahat nahi ki
Dil ko iss sabr pe kuch daad toh de , ke usne tujhko kho kar bhi meri jaan , qayamat nahi ki "
- Arsalan Abbas
17 notes · View notes
Text
Tumblr media
84 notes · View notes
Text
रात हमें कुछ याद नहीं था
रात बहुत ही याद आए हो।
काश कोई हम से भी पूछे
रात गए तक क्यूँ जागे हो।
Tumblr media Tumblr media
سب سو گۓ اپنے دل کا ہال سنا کر
کوٸ تو ہوتا جو پوجھتا تم کیوں نہی سوئے اب تک!
18 notes · View notes
Text
zinda bhi ḳhalq men huun mara bhi hua huun main
huun muḳhtalif bhi is men phansa bhi hua huun main
Zafar iqbal
mohsin ye rang roop ye raunaq baja magar
maiñ zinda kya rahuñ ke mera jee toh bhar gya
- mohsin naqvi
46 notes · View notes
Text
Meri Takmeel mein hissa hai tumhara bhi
Main ager Tum sy na milta to adhora hota.
There is melancholy in this line:
"agar main yai kahon tum se, ke tum bin adhoora hoon, tou kya takmeel mumkin hai?"
20 notes · View notes
Text
Tumblr media
" Har mard ke pas din ke 24 ghante hote hain message karne ke liye.. mard ko jis aurat ki chah hoti hai wo usko intezar nahi karwata.. wo jitna masroof ho aurat ke liye uske pas hamesha waqt hota hai.. aur jis aurat ke liye nahi hota wo uss mei interested nahi hota "
- Mala az nemrah ahmed
57 notes · View notes
Text
Or ye qurbani hmesha pasandida shakhs ki hoti hai.
Tumblr media
Jawani ki umer aksar pasandida cheezon ki qurbani mangti hai.
304 notes · View notes
journalistnadeemblog · 2 months
Text
duniyā kī mahfiloñ se uktā gayā huuñ yā rab
kyā lutf anjuman kā jab dil hī bujh gayā ho
shorish se bhāgtā huuñ dil DhūñDtā hai merā
aisā sukūt jis par taqrīr bhī fidā ho
martā huuñ ḳhāmushī par ye aarzū hai merī
dāman meñ koh ke ik chhoTā sā jhoñpaḌā ho
āzād fikr se huuñ uzlat meñ din guzārūñ
duniyā ke ġham kā dil se kāñTā nikal gayā ho
lazzat sarod kī ho chiḌiyoñ ke chahchahoñ meñ
chashme kī shorishoñ meñ baajā sā baj rahā ho
gul kī kalī chaTak kar paiġhām de kisī kā
sāġhar zarā sā goyā mujh ko jahāñ-numā ho
ho haath kā sirhānā sabze kā ho bichhaunā
sharmā.e jis se jalvat ḳhalvat meñ vo adā ho
mānūs is qadar ho sūrat se merī bulbul
nanhe se dil meñ us ke khaTkā na kuchh mirā ho
saf bāñdhe donoñ jānib buuTe hare hare hoñ
naddī kā saaf paanī tasvīr le rahā ho
ho dil-fareb aisā kohsār kā nazāra
paanī bhī mauj ban kar uTh uTh ke dekhtā ho
āġhosh meñ zamīñ kī soyā huā ho sabza
phir phir ke jhāḌiyoñ meñ paanī chamak rahā ho
paanī ko chhū rahī ho jhuk jhuk ke gul kī Tahnī
jaise hasīn koī ā.īna dekhtā ho
mehñdī lagā.e sūraj jab shaam kī dulhan ko
surḳhī liye sunahrī har phuul kī qabā ho
rātoñ ko chalne vaale rah jaa.eñ thak ke jis dam
ummīd un kī merā TuuTā huā diyā ho
bijlī chamak ke un ko kuTiyā mirī dikhā de
jab āsmāñ pe har sū bādal ghirā huā ho
pichhle pahr kī koyal vo sub.h kī mo.azzin
maiñ us kā ham-navā huuñ vo merī ham-navā ho
kānoñ pe ho na mere dair o haram kā ehsāñ
rauzan hī jhoñpaḌī kā mujh ko sahar-numā ho
phūloñ ko aa.e jis dam shabnam vazū karāne
ronā mirā vazū ho naala mirī duā ho
is ḳhāmushī meñ jaa.eñ itne buland naale
tāroñ ke qāfile ko merī sadā dirā ho
har dardmand dil ko ronā mirā rulā de
behosh jo paḌe haiñ shāyad unheñ jagā de
-Allama Iqbal, Ek Arezoo.
4 notes · View notes
journalistnadeemblog · 2 months
Text
“You are beautiful because you let yourself feel, and that is a brave thing indeed.”
— Shinji Moon
750 notes · View notes
journalistnadeemblog · 2 months
Text
How broken was Nasir Kazmi's heart when he said this;
ذرا سی بات سہی تیرا یاد آ جانا ، ذرا سی بات بہت دیر تک رلاتی تھی
Zarā sī baat sahī terā yaad aa jaanā, Zarā sī baat bahut der tak rulātī thī
40 notes · View notes
journalistnadeemblog · 3 months
Text
Tumblr media
Agar sajde ka wujood na hota toh hum jaison k kaleje phat jate
274 notes · View notes
journalistnadeemblog · 3 months
Text
Beautiful Quote:
“Hum tasveeron main khoobsurat aur numaya nazar aana chahte hain magar kirdar ki fikr nahi karte aur bhool jaate hain ke insaan ka kirdar aur ikhlaq uski sab se behtareen tasveer hai.”
Ikhlaq - Morals
Kirdar - Deeds
Numaya - Prominent
85 notes · View notes
journalistnadeemblog · 4 months
Text
" Aaj tak tumne jab jab .. jo jo kaha hai mujhe yaad hai .. hamesha yaad rakhunga .. isi tarah baatein karogi toh har raat jaag sakta hoon tumhare liye "
- salar sikander
71 notes · View notes
journalistnadeemblog · 4 months
Text
" Kabhi pyaar kiya ? "
- " kiya tha "
" Phir kya hua ? "
- " nahi mila "
" Mila nahi ya usne chor diya ? "
- " usne chor diya "
" Pyaar nahi karta hoga "
- " pyaar karta tha magar intezar nahi kar sakta tha "
" Jo pyaar karta hai woh intezar karta hai"
- aab e hayat az umera ahmed
121 notes · View notes
journalistnadeemblog · 4 months
Text
"If Allah has written for us this life, we welcome this life. Allah is with us and He will not let us down."
–words of Palestinian grandfather, Khaled Nabhan🥹❤️‍🩹
236 notes · View notes