Tumgik
#mohsin naqvi
pyaariposting · 11 months
Text
when mohsin naqvi said,
"kabhi ye dua ke wo mera hai faqat mera // kabhi ye darr ke wo mujhse juda to nahin
Sometimes I pray that he is mine, only mine // Ever out of fear that he might separate from me
kabhi ye dua ke usse mil jaaye saare jahan ki khushiyaan // kabhi ye khauf ke wo khush mere bina to nahin
Someday I pray that all the happiness of the world should be found with him // Sometimes this fear that he is happy without me
kabhi ye khwaish ke zamana ho muntazir uska //kabhi ye vehem ke wo kisi se mila to nahin
Someday this desire that the world is waiting for him // Sometimes this illusion that he had met anyone
kabhi ye aarzu ke wo jo maange mil jaaye usse mohsin // kabhi ye waswasa ke usne mere siwa kuch manga to nahin"
Sometimes I wish he get whatever he asked for // Ever wondered whether he asked for anything other than me.
my heart couldn't decide what it wants.
592 notes · View notes
poetxtext · 3 months
Text
When mohsin naqvi wrote
Ushool-e-mohabbat mein tum khud bewafa ho,woh jo bhichada toh tum mar kyu nahi gaye
And Wajid Shaikh replied
Laazim hain unse bhichad kar zinda rahna wajid,yeh hunar-e-bewafai bhi humne unse hi shikha hain
I got my reply here for all my sufferings and healings
83 notes · View notes
stickyblazecreator · 4 months
Text
MOHSIN NAQVI:-
Asoole muhabbat me tum khud bewafa ho!!
wo Jo bichda to tum mar kyu nhi gye...
WASI SHAH:-
Marna to hai upar wale ke hukum se !!
asoole muhabbat me ek naam intezaar bhi hai...
FARAZ AHMED:-
intezaar to unka kiya jata hai jinhe wapas aana ho!!
jo khudgarz ho unke liye mra nhi karte...
SHEIKH SAADI SHIRAZI:-
zindagi to khuda ki dein hai!!
fir bhi jinse muhabbat ho unke bagair jiya nhi karte...
ALAMA IQBAL:-
beshaq zindagi khuda ki dein hai!!
to muhabbat us khuda se kyu nhi karte...
60 notes · View notes
mehreenkhan · 1 year
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Maine dekha tha un dinon main use -Mohsin Naqvi
229 notes · View notes
bazm-e-ishq · 1 year
Text
Tumblr media
(Khuda Ne Sabr Karne Ki Mujhe Taufeeq Bakhshi Hai, Arey Jee Bhar K Tadpaao Shikayat Kaun Karta Hai)
God has blessed me with enough patience . Oh my beloved, torture me as u wish who's complaining.
Tumblr media
(Kisi Ke Dil Ke Zakhmon Par Marham Rakhna Zaroori Hai, Magar Is Daur Mein "Mohsin" Ye Zahmat Kaun Karta Hai)
It is necessary to put ointment on the wounds of one's heart, but in this age MOHSIN, who bothers to do it.
—Mohsin Naqvi
248 notes · View notes
kafi-farigh-yusra · 6 months
Text
درد اتنا ہے کہ ہر رگ میں ہے محشر برپا
اور سکوں ایسا کہ مر جانے کو جی چاہتا ہے 
-فیض احمد فیض
Tumblr media
dard itna hai k har rag mai hai mehshar barpaa
aur sukoo'n aisa k marr janay ko jee chahta hai
-Faiz Ahmed Faiz
78 notes · View notes
blogbyher · 1 year
Text
Kabhi ye dua ki use mil jayen saare jahan ki khushiyan,
Kabhi ye khauf ki wo khush mere bina toh nahin.
Kabhi ye arzoo ki wo jo maange mil jaye use 'Mohsin',
Kabhi ye waswasaa ke usne mere siwa kuchh maanga toh nahin.
-Mohsin naqvi
217 notes · View notes
maihonhassan · 1 year
Text
Franz Kafka said:
"There are times when i am convinced that I am unfit for any human relationship."
And then I remembered Mohsin Naqvi said:
mere hathon ki lakeeron main ye aaib ha mohsin
main jis shakhs ko chho loon wo mera nahi rehta
132 notes · View notes
ibelongtofiction · 11 months
Text
Jiske saath tasavvur tha jannat tak ka,
Mohsin woh shaks meri duniya hi jahannum kr gya
54 notes · View notes
theqalbofnight · 8 months
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
urdu poet's obsession with the smell of their lovers has made their poetry fragrantive which every person who read it can smell., and Jaun Saheb never stepped back from mentioning it though.,
As Jaun Elia says -
tere jaane ke ba.ad bhii mai.n ne terii KHushbuu se guftuguu kii hai'
us din pahlii baar hu.aa thaa mujh ko rifaaqat kaa ehsaas jab us ke malbuus kii KHushbuu ghar pahu.nchaane aa.ii hai
JAUN ELIYA
ghar me.n hai aaj tak vahii KHushbuu basii hu.ii lagtaa hai yuu.n ki jaise vo aa kar nahii.n gayaa
SHAHZAD AHMAD
tuu hai pahluu me.n phir tirii KHushbuu ho ke baasii kahaa.n se aatii hai
JAUN ELIYA
aaj bahut din ba.ad mai.n apne kamre tak aa niklaa thaa juu.n hii darvaaza kholaa hai us kii KHushbuu aa.ii hai
JAUN ELIYA
ye tere KHat tirii KHushbuu ye tere KHvaab-o-KHayaal mataa-e-jaa.n hai.n tire qaul aur qasam kii tarah
JAUN ELIYA
ye na sochā thā zer-e-sāya-e-zulf
Ki bichhaḌ jā.egī ye ḳhush-bū bhī
JAUN ELIA
aaj ki shab to kisi taur guzar jaegi
terii aavaaz kaa jaaduu hai abhii mere liye tere malbuus kii KHushbuu hai abhii mere liye
PARVEEN SHAKIR
ik aur safhe pe phir usī raat kā bayāñ hai:
''tum ek takiye meñ giile bāloñ kī bhar ke ḳhushbū,
jo aaj bhejo
to niiñd aa jaa.e, so hī jā.ūñ''
GULZAR
terī chāhat ke zā.iqoñ kī tamām ḳhushbū
mirī ragoñ meñ uñDel dī hai
MOHSIN NAQVI
29 notes · View notes
dasht-ae-tanhai · 7 months
Text
kisi ke duur jaane se
taalluq tuut jaane se
kisi ke maan jaane se
kisi ke ruuth jaane se
mujhe ab dar nahin lagta
kisi ko azmane se
kisi ke azmane se
kisi ko yaad rakhne se
kisi ko bhuul jaane se
mujhe ab dar nahin lagta
kisi ko chhod dene se
kisi ke chhod jaane se
na shama ko jalane se
na shama ko bujhane se
mujhe ab dar nahin lagta
akele muskurane se
kabhi aansu bahane se
na is saare zamane se
haqiqat se fasane se
mujhe ab dar nahin lagta
kisi ki na-rasai se
kisi ki parsai se
kisi ki bevafai se
kisi dukh intihai se
mujhe ab dar nahin lagta
na to is paar rahne se
na to us paar rahne se
na apni zindagani se
na ik din maut aane se
mujhe ab dar nahin lagta
-Mohsin Naqvi
23 notes · View notes
perksofbeingaqib · 1 month
Text
But.. after losing the fav one
A soft corner for them still remains in us and we can relate to Naqvi Sahab when he said
Tumblr media
12 notes · View notes
ihateyouvishal · 5 months
Text
when Mohsin Naqvi said
"Usool-e-Muhabbat Mein Tum Khud Be-Wafa Ho
Wo Jo Bichda Hai Tum Mar Kion Nahi Gaye"
my heart ached a bit, but when Sheikh Saadi Shirazi said
"Zindagi Tou Khuda Ki Dain Hai ,
Phir Bhi Jin Se Muhabbat Ho Unke Baghair Jiya Nahi Karte"
i realised you shouldn't die for a person but there's also no point of living without the person you love
11 notes · View notes
verses-n-moon · 4 months
Text
Just because I carry it well, doesn't mean it's not heavy.
کسی کو مضبوط رہنے کا مشورہ دینے سے پہلے یاد رکھا کریں،
"انسان مضبوط رہ رہ کر بھی تھک جاتا ہے۔"
17 notes · View notes
mehreenkhan · 2 years
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Mohsin Naqvi
555 notes · View notes
shazi-1 · 9 months
Text
ہر وقت کا ہنسنا تجھے برباد نہ کر دے
تنہائی کے لمحوں میں کبھی رو بھی لیا کر
(محسن نقوی)
19 notes · View notes