Tumgik
#aaj ki tithi
jeevanjali · 5 hours
Text
Aaj ki Tithi 1 May 2024: जानिए क्या है आज की तिथि, त्योहार, वार और नक्षत्र Aaj ki Tithi 1 May 2024: हिंदू पंचांग के अनुसार आज की तिथि जानिए। यहां दी गई तिथि भारत की राजधानी दिल्ली के समय के अनुसार है। दिन के कई समयों और अन्य जगहों पर यह तिथि भिन्न भी हो सकती हैं।
0 notes
bhaktibharat · 2 years
Video
Bhakti Bharat | आज की तिथि - Aaj Ki Tithi https://www.bhaktibharat.com/about/aaj-ki-tithi
0 notes
futurepointpvt · 6 months
Text
Free Astrology by Date of Birth
Tumblr media
Aapke janam ki tithi ke adhar par muft jyotish shastra aapko apke bhavishya ki or ek nazariya pradan kar sakta hai. Is vidya ka mahatva hamare jeevan mein anek ghatnayein hone ke piche chhupi hoti hain, aur jyotish hamare janm tithi, grahon ki sthiti, aur nakshatron ke adhar par unhe samajhne mein madad karta hai. Aapke janam ki tithi ko jyotish vidya dvara padha jata hai, jisse aapke jeevan ke anek pahluon ke bare mein gahra gyan mil sakta hai. Yeh vidya aapke vyaktitva, prem jeevan, vyavsayik safalta, aur swasthya ke bare mein jankari pradan kar sakti hai. Is muft jyotish se apne bhavishya ki or ek jhalak hasil karen, aur apne jeevan ko behtar banana mein madad milegi. To, aaj hi apne janam tithi ke adhar par muft jyotish ki sujhav len aur apni zindagi ko anandmayi banaen.
0 notes
wishes-blog-23 · 1 year
Text
New Born Baby Wishes in Hindi
Tumblr media
Jab ghar mein ek shishu ka swagat kiya jata hai to har koi khushi se bhar jata hai. Agar bacha ladka hai to mata-pita aur dada-dadi sahit sabhi ka aanand bahut badh jata hai. Log apne bete ke janam par dhoom dhaam aur harshollaas ke saath khushi manate hain. Ve ghar mein bache ka bhavyata se swagat karte hain. Hamare paas aapke liye mata-pita ke liye New Born Baby wishes in Hindi (navjaat ladke ki shubhkamnayo) ka sabse sundar sangrah hai. Beta paane ki in sabase poshit ichchhaon ko copy kar ke, aap whatsapp, facebook, instagram, telegram aadi ke maadhyam se apane bete ke janm ki shubhakaamanaen de sakate hain.
Jab hum shadi karte hain to hum grihastha ashram mein hote hain lekin ek parivaar ki sachyi yah hoti hai ki iski shuruaat bachchon ke rone se hoti hai. Mata-pita banne ka yeh sabse shaanadaar anubhav hota hai. Yah tab hota hai jab agle charan mein pati-patni ka sneh badhata hai. Aise mein naye bache ke janm ke liye khush hona zaroori hai. Yadi aap New born wishes in hindi ki khoj mein yahan aaye the to umeed karta hu aap ki kho puri ho gyi hogi.
Bache ke janam par badhai ki Sandesh
Jivan siche pyar sang, Khil khilaye pura parivar Chaye utsav laye umang, Putra ratna prapti ki badhai.
Kaamdev se bhi sundar putra ki prapti huyi hai Putra ke swarnim bhavishya ke liye shubhashish deta hoon.
Aya aapke ghar sitara, Ik nanha raaj dulara Aapki akhon ka tara mukhra iska pyara - pyara. Beta hone ki bahot bahot Badhai !!!
Aapke pyare se bete ke janam par hum aapko tahe dil se badhai dete hain. Aur aapke nanhe mehmaan ko apna dher sara pyar aur aashirwaad dete hain.
Aya naya atithi, pane aapka pyar Celebrate karna janm tithi, Uska hoga adhikaar !!!
Bache ke janam par Badhai Status
Aapka yah nanha nandan, Varchasya aapka failaye Naam aapka badhaye, Bete ke janam par aapko shubhkaamnaye
Aapke chote bete ki ek pyari muskaan Aap dono ke jivan ko khusiyo se bhar de Bete ke janam par badhai !!
Khushiyon ne nagme bikhere, sitaron ne mehfil lagayi hai Naye mehmaan ke aagman me to, Chanda ne bhi apni charpai bichai hai.
Khusi se saji shaam hai, shitaron ne bhi lagayi apni mej hai. Hawao ne bhi bikhre khoobsurti ke rang hai, Kyu gahr aya ek Nanha sa pyara se Mehmaan !!!
Khushiyon ka pal aya hai, Jivan ko bada bhaya hai. Har chehre par muskurahat aur dua ka sagar laya hai.
Bache ke janam par Badhai Shayri
Ghar mein aya nanha mehmaan, mummy papa ko khub sataye Shishu khusnasib aur dirghaayu ho yahi hai meri shubhkamnaye.
Aapka beta jag mein uncha naam kare, aapke ghar ko dher sari shararto se bhare
Chota raja shahab aaye, Sang mein bahut khushiya laye hain. Pake navjaat bache ke sath aap ki nayi yatra ke liye badhai ho Sabke chehre par muskan aayi hai, aaj ghar mein nanhi pari aayi hai.
Isharo se kahega vo dil ki baat, Bachpan se karayega apki pahchaan Kabhi pure din sota rahega, To kabhi ro kar jagayega puri raat.
Pari aayi ek nanhi munni si, Aayi lekar khuiyo ki dor Lakh lakh bahdai ji, Is khusiyo bhare diwas ki.
Latest New Born Baby wishes in Hindi
Aapke prem ki ye nishani, Khusboo se mahkaye aapke jivan ko Kare aapka sapna pura, Santan ki prapti ki bahut bahut badhai
Nanhi si mehmaan ki khushi mein huyi aapki khusiya doguni. Ghar mein chahak rahe hain sare, ladoo aur mithai bant rahe hain Santaan prapti ki bahut bahut badhai !!
Angane mein aaj apke, baaj rahe hain gaje baje Aapko bahut bahut shubhkaamanaye Jo mila aapko mata-pita banne ka samman !
Saware aapke ye jivan, Apki ye naye santaan Khoob jag mein naam kamaye, Uncha apna naam bnaye Santaan prapti ki lakh lakh badhai !!
Khilkhila uthi aapke angan, ek nanhi si kali Khusiya chahak uthi apke aangan Mata - Pita banne ki bahut bahut shubhkamnaye !!
Conclusion
Jis date mein bacche ka janam hota hai usi date mein log apne bache ya bachi ka janamdin manate hai. Janamdi ki party bhi log ek festival ki tarah hi celebrate karte hai. Yadi aap aur bhi tarah ke wishes dekhna chahte hain to humari official sites Impetus labs ko ek baar zaroor dekhe. Whan par apko dher sare wishes mil jayenge. Yadi aap is post par aaye hain to normol si baat hai ki aap new born baby wishes khojte huye aaye hain. Is post mein humne aapke liye dher sare baby wishes lekar aaye hain jinhe aap apne friends ya relative ko easily send kar sakta hain ya ise social media par bhi update kar sakte hai. Ghar me bache ya bachi ka hona bahot hi shubh mana jata hai. Jivan ka start janam ke baad hi hoti hain. Janam ke baad hi to jivan ki asli leela start hoti hai. Janam ke ek saal complete hone ke baad hi log apne bache ya baachi ka janamdin manate hain. 
0 notes
abletricks · 2 years
Link
0 notes
reporter17-news · 3 years
Link
1 note · View note
jeevanjali · 1 day
Text
Aaj ki Tith 30 April 2024: हिंदू पंचांग के अनुसार आज की तिथि जानिए। यहां दी गई तिथि भारत की राजधानी दिल्ली के समय के अनुसार है। दिन के कई समयों और अन्य जगहों पर यह तिथि भिन्न भी हो सकती हैं।
0 notes
bhajansim12 · 2 years
Text
Aaj ka Panchang 26 Dec 2021
🚩श्री गणेशाय नम:🚩 📜 दैनिक पंचांग 📜
☀ 26 - Dec - 2021 ☀ New Delhi, India
☀ पंचांग     🔅 तिथि  सप्तमी  20:11:06 🔅 नक्षत्र  उत्तरा फाल्गुनी  29:26:08 🔅 करण :           विष्टि  08:16:17           बव  20:11:06 🔅 पक्ष  कृष्ण   🔅 योग  आयुष्मान  10:22:06 🔅 वार  रविवार  
☀ सूर्य व चन्द्र से संबंधित गणनाएँ     🔅 सूर्योदय  07:11:43   🔅 चन्द्रोदय  24:02:00   🔅 चन्द्र राशि  सिंह - 11:14:28 तक   🔅 सूर्यास्त  17:31:15   🔅 चन्द्रास्त  12:01:00   🔅 ऋतु  शिशिर  
☀ हिन्दू मास एवं वर्ष     🔅 शक सम्वत  1943  प्लव 🔅 कलि सम्वत  5123   🔅 दिन काल  10:19:32   🔅 विक्रम सम्वत  2078   🔅 मास अमांत  मार्गशीर्ष   🔅 मास पूर्णिमांत  पौष  
☀ शुभ और अशुभ समय     ☀ शुभ समय     🔅 अभिजित  12:00:49 - 12:42:08 ☀ अशुभ समय     🔅 दुष्टमुहूर्त  16:08:38 - 16:49:56 🔅 कंटक  10:38:13 - 11:19:31 🔅 यमघण्ट  13:23:26 - 14:04:44 🔅 राहु काल  16:13:48 - 17:31:14 🔅 कुलिक  16:08:38 - 16:49:56 🔅 कालवेला या अर्द्धयाम  12:00:49 - 12:42:08 🔅 यमगण्ड  12:21:29 - 13:38:55 🔅 गुलिक काल  14:56:21 - 16:13:48 ☀ दिशा शूल     🔅 दिशा शूल  पश्चिम  
☀ चन्द्रबल और ताराबल     ☀ ताराबल   🔅 भरणी, कृत्तिका, रोहिणी, मृगशिरा, पुनर्वसु, आश्लेषा, पूर्वा फाल्गुनी, उत्तरा फाल्गुनी, हस्त, चित्रा, विशाखा, ज्येष्ठा, पूर्वाषाढ़ा, उत्तराषाढ़ा, श्रवण, धनिष्ठा, पूर्वाभाद्रपद, रेवती   ☀ चन्द्रबल   🔅 मिथुन, सिंह, तुला, वृश्चिक, कुम्भ, मीन 
click here ->> read more   
1 note · View note
Text
Panchang Today 29 July 2022: Know today's Rahu Kaal, Tithi and Nakshatra
Panchang Today 29 July 2022: Know today’s Rahu Kaal, Tithi and Nakshatra
Aaj Ka Panchang 29 July 2022: The Shukla Paksha of Sawan month is starting from today. Today is a special day. Today is the Pratipada date of Shravan i.e. Sawan month. Today is a very auspicious coincidence. Today Sawan Shukla Paksha is starting from Pushya Nakshatra. Moon is transiting in Cancer today. Let’s know, today’s Panchang- Today’s date (Aaj Ki Tithi) According to today’s Panchang, 29th…
View On WordPress
0 notes
vicharodaya · 2 years
Text
Dhanteras 2021: क्यों धनतेरस के दिन झाड़ू खरीदने का है विशेष महत्व ? इन बातों का रखें खास ध्यान
Dhanteras 2021: क्यों धनतेरस के दिन झाड़ू खरीदने का है विशेष महत्व ? इन बातों का रखें खास ध्यान
धनतेरस के दिन वाहन के लिए भुगतान करने से बचें, वाहन को राहु काल में घर में नहीं लाना चाहिए, इसके अलावा, यह भगवान धनवंतरि का दिन है इसलिए इस दिन औषधि भी खरीदी जा सकती है Dhanteras 2021: मां लक्ष्मी के पूजन के पर्व दीपावली से दो दिन पहले पड़ने वाला धनतेरस का त्योहार देव वैद्य श्री धनवंतरि जी और लक्ष्मी जी के खजांची माने जाने वाले कुबेर को याद करने का दिन है. दिवाली से पहले कृष्ण पक्ष की त्रयोदशी को…
Tumblr media
View On WordPress
1 note · View note
newsmeto · 3 years
Link
0 notes
piclaunch · 6 years
Text
June 2018 Mantra & Tithi
June 2018 Mantra & Tithi
View On WordPress
0 notes
jeevanjali · 6 days
Text
Aaj ki Tithi 25 April 2024: जानिए क्या है आज की तिथि, त्योहार, वार और नक्षत्रAaj ki Tith 25April 2024: हिंदू पंचांग के अनुसार आज की तिथि जानिए। यहां दी गई तिथि भारत की राजधानी दिल्ली के समय के अनुसार है। दिन के कई समयों और अन्य जगहों पर यह तिथि भिन्न भी हो सकती हैं।
0 notes
bhaktibharat · 2 years
Text
आज की तिथि - Aaj Ki Tithi
Tumblr media
आज की तिथि - Aaj Ki Tithi | Aaj Ka Panchang | ज्येष्ठ शुक्ला एकादशी | शुक्रवार, 11 जून 2022  Bhakti Bharat Subscribe BhaktiBharat YouTube Channel:📽️ https://www.youtube.com/bhaktibharat?sub_confirmation=1
0 notes
teekam1988 · 3 years
Text
आज का नक्षत्र: 18 अगस्त को पुत्रदा एकादशी है, धनु राशि में रहेगा चंद्रमा, जानें आज का योग
आज का नक्षत्र: 18 अगस्त को पुत्रदा एकादशी है, धनु राशि में रहेगा चंद्रमा, जानें आज का योग
Aaj Ki Tithi 18 August 2021, Aaj Ka Nakshatra, Aaj Ka Panchang: पंचांग के अनुसार 18 अगस्त 2021, बुधवार को श्रावण मास की शुक्ल पक्ष की एकादशी तिथि है. इसे पुत्रदा एकादशी भी कहा जाता है. इस दिन व्रत रखकर भगवान विष्णु की पूजा की जाती है. एकादशी व्रत को सभी व्रतों में महत्वपूर्ण माना गया है. आज की तिथि (Aaj Ki Tithi)एकादशी 2021- बुधवार को एकादशी तिथि है. एकादशी की तिथि भगवान विष्णु को समर्पित है. इस…
View On WordPress
0 notes
Text
Aaj ka Hindu panchang
Tumblr media
13 /12/#2021 #indian#panchan#today विक्रम संवत 2078।राष्ट्रीय मिति मार्गशीर्ष 22, शक सम्वत् 1943, शुक्लपक्ष सोमवार, सौर मार्गशीर्ष मास प्रविष्टे 28, जमादि उल्लावल 08, हिजरी 1443#astroindiauk सूर्य दक्षिणायन, दक्षिण गोल, हेमंत ऋतुः। दशमी तिथि- रात्रि 9:33 तक नक्षत्र-रेवती -अर्धरात्रि 2:56 तक ।योग-बरीयान- कल सुबह 5: 56 तक करण-तैतिल प्रातः 8:48 तक! चंद्रमा पूरे दिन- दिन- मीन राशि।
आज का शुभ मुहूर्त :-
अभिजीत मुहूर्त -11:55am से 12 36pm तक। विजय मुहूर्त दोपहर 1:59 से 2:40 तक। गोधूलि बेला- 5:15 से 5:39 तक।
आज का अशुभ काल:-
राहुकाल सुबह 7 :30 से 9 बजे तक। यमगंड-सुबह 10 :30 से 12 बजे तक ।गुलिक काल - दोपहर 1:30 से 3 बजे तक । पंचक -अर्धरात्रि 2 :56 तक ।सूर्योदय:-7: 04 सूर्यास्त :-5 :25 #aajkapanchang#muhurt#rahukaal#tithi#panchang#dhanrajshastri+91-7728819664
0 notes