Tumgik
noorjehan 24 days
Text
"ajeeb hote hai adaab-e-rukhsat-e-mehfil,
ki wo bhi uth ke gaya jiska ghar na tha koi"
- Sahar Ansari
46 notes View notes
noorjehan 1 month
Text
"saari duniya ke gham humaare hai
aur sitam ye ki hum tumhaare hai"
- Jaun Elia
16 notes View notes
noorjehan 1 month
Text
"zindagi kis tarah basar hogi
dil nahi lag raha mohabbat mein"
- Jaun Elia
22 notes View notes
noorjehan 1 month
Text
"kuch to majbooriya rahi hogi,
yun koi bewafa nahi hota"
- Bashir Badr
17 notes View notes
noorjehan 1 month
Text
"aur bhi dukh hai zamane mein mohabbat ke siva, rahatein aur bhi hai vasl ki rahat ke siva"
- Faiz Ahmed Faiz
7 notes View notes
noorjehan 1 month
Text
"uski yaad aayi hai saanson zara aahista chalo,
dhadkano se bhi ibaadat mein khalal padta hai"
- Rahat Indori
16 notes View notes
noorjehan 1 month
Text
"ujaale apni yaadon ke humare saath rahne do,
na jaane kis gali mein zindagi ki shaam ho jae"
- Bashir Badr
12 notes View notes
noorjehan 1 month
Text
"zehen mein yaad ke ghar tootne lagte hai, 'shahab' log ho jate hai jee jee ke purane kitne"
7 notes View notes
noorjehan 1 month
Text
"itni wafadaari na kar kisi se madhosh hokar Ghalib,
yahan log ek galati par hazaron wafaein bhool jaate hai"
15 notes View notes
noorjehan 1 month
Text
"zara nazakat se to chhod ke jaa Ghalib,
hum kabhi na kabhi to tere the"
14 notes View notes
noorjehan 1 month
Text
"tere paas se jo guzre to junoon mein the Faraz,
jab dur jaake socha to zaar zaar roye"
- Ahmad Faraz
73 notes View notes
noorjehan 1 month
Text
"yahan kisi ko bhi kuch hasb-e-arzoo na mila,
kisi ko hum na mile aur hum ko tu na mila"
- Zafar Iqbal
67 notes View notes
noorjehan 1 month
Text
"tumne shayad galati se dhund liya tha mujhe,
tumhe talaash kisi aur ki thi"
202 notes View notes
noorjehan 2 months
Text
"hum toh fanah ho gaye ghalib unki aankhen dekh kar, naa jaane woh aaeena kaise dekhte honge"
59 notes View notes
noorjehan 2 months
Text
"na gayi tere gham ki sardaari,
dil mein yun roz inqilaab aae"
22 notes View notes
noorjehan 2 months
Text
pehle jaan, phir jaan-e-jaan, phir jaan-e-jaana hogayi, rafta rafta wo mere hasti ka samaan hogayi
44 notes View notes
noorjehan 3 months
Text
"mai kya kahu ke mujhe sabr kyu nahi aata,
mai kya karu ke tujhe dekhne ki aadat hai"
- Jaun Elia
98 notes View notes