Tumgik
#maan-baap
navinsamachar · 1 year
Text
मां-बाप ने कलेजे के टुकड़ों को दूर पढ़ने भेजा, वह महंगे शौकों में ऐसे फंसे कि सट्टेबाज बन गए, उनसे 70 से अधिक शराब की बोतलें भी बरामद
नवीन समाचार, देहरादून, 25 अप्रैल 2023। (Parents sent for study, they got trapped in expensive hobbies that became bookie) कैंट कोतवाली पुलिस व एसओजी की टीम ने पांच छात्रों को आईपीएल मैचों में ऑनलाइन सट्टा खिलाने के आरोप में गिरफ्तार किया है। बताया गया है कि वह अपने महंगे शौको को पूरा करने के लिए सट्टेबाजी करते थे। यह भी पढ़ें : नैनीताल: छात्रा गुमशुदा, तलाशने में करें मदद एसपी सिटी सरिता डोबाल ने…
Tumblr media
View On WordPress
0 notes
masailworld · 1 year
Text
گنہ گار والدین کی اطاعت کا حکم / زانی باپ کی اطاعت کا کیا حکم ہے ؟
گنہ گار والدین کی اطاعت کا حکم / زانی باپ کی اطاعت کا کیا حکم ہے ؟
گنہ گار والدین کی اطاعت کا حکم / زانی باپ کی اطاعت کا کیا حکم ہے ؟ کیا فرماتے ہیں علماء کرام مسئلہ ذیل میں کہ زید کا باپ کسی عورت سے زنا کرتا ہے اور کچھ لوگوں کو پتہ بھی ہے زید نے بکر سے کہا کہ آپ کسی عالم صاحب سے اس تعلق سے پوچھنا کہ ایسے باپ کی فرما برداری کی جائے یا نہیں اور شریعت کا کیا حکم ہوگا اور مرنے کے بعد کیا سزا ملیگی برائے مہربانی جواب عنایت فرمائیں سائل. محمد وار ث علی ضلع بریلی شریف…
View On WordPress
0 notes
urduquotesblog · 1 month
Text
True Relationship Quotes In Urdu
Tumblr media
Uncover the heartwarming world of true relationship quotes in urdu. The urdu language is filled with tender expressions that speak volumes about love, bonds, and connections. Examine the profound depth of emotions and let these quotes connect to your own journey of relationships. Begin searching for genuine inspiration.
Tumblr media
”Maa ki aik aadat khuda se bohut milti hai Donon hi maaf kar dete hain” ماں کی ایک عادت خدا سے بہت ملتی ہے دونوں ہی معاف کر دیتے ہیں by Jamil Nihal
Tumblr media
"Har mushkil aasan hoti hai Zinda jab tak maa hoti hai" ہر مشکل آسان ہوتی ہے زندہ جب تک ماں ہوتی ہے by Jamil Nihal
Tumblr media
"Char din bhi koi nahin nibha sakta Jo kirdar baap sari zindagi nibhata hai" چار دن بھی کوئی نہیں نبھا سکتا جو کردار باپ ساری زندگی نبھاتا ہے by Jamil Nihal
Tumblr media
"Baap ki daulat nahin Saya hi kafi hai" باپ کی دولت نہیں سایہ ہی کافی ہے by Jamil Nihal
Tumblr media
"Mard ki taraf se aurat ko diya jaane wala Sabse khubsurat tohfa izzat hai" مرد کی طرف سے عورت کو دیا جانے والا سب سے خوبصورت تحفہ عزت ہے by Jamil Nihal
Tumblr media
"Walden ke to sab hi ladle hote hain Humsafar ka ladla hona kismat ki baat hai" والدین کے تو سب ہی لاڈلے ہوتے ہیں ہمسفر کا لاڈلا ہونا قسمت کی بات ہے by Jamil Nihal
Tumblr media
"Mohammed (PBUH) Quotes: Betiyan ghar ka nur hoti hai inhen kabhi dukh mat do" حضرت محمدﷺ نے فرمایا: بیٹیاں گھر کا نور ہوتی ہیں انہیں کبھی دکھ مت دو by Jamil Nihal
Tumblr media
"Beti vo phool hai Jo har bag mein nahin khilta" بیٹی وہ پھول ہے جو ہر باغ میں نہیں کھلتا by Jamil Nihal
Tumblr media
"Maan anmol hai iska Koi mol nahin" ماں انمول ہے اسکا کوئی مول نہیں by Jamil Nihal
Tumblr media
"Duniya mein sabse ziyada daulat Uske pass hai jiski maan zinda hai" دنیا میں سب سے زیادہ دولت اس کے پاس ہے جس کی ماں زندہ ہے by Jamil Nihal
Tumblr media
"Mohabbat to bahut chota sa lafaz hai Mere bhaiyon mein to meri jaan basti hai" محبت تو بہت چھوٹا سا لفظ ہے میرے بھائیوں میں تو میری جان بستی ہے by Jamil Nihal
Tumblr media
"Woh lamhey bahut khas hote hain Jin men ham bahan bhai sath hote hain" وہ لمحے بہت خاص ہوتے ہیں جن میں ہم بہن بھائی ساتھ ہوتے ہیں by Jamil Nihal
Tumblr media
"Maan zindagi ke tarik rahon Mein roshani ka minar hai" ماں زندگی کے تاریک راہوں میں روشنی کا مینار ہے۔۔۔۔ by Jamil Nihal
Tumblr media
"Yah kamyabiyan, Izzat yah naam tumse hai Aiy meri maan mera sara mukam tumse hai" یہ کامیابیاں، عزت یہ نام تم سے ہے اے میری ماں میرا سارا مقام تم سے ہے by Jamil Nihal Read the full article
2 notes · View notes
shut-up-rabert · 1 year
Text
Hindus are not supposed to go to the temple after being sick, having any type of sex, using the washroom , menstrauting i.e. any condition where you excrete anything from your body sans urine and saliva/are unwell. But we (both the society and feminist writers) don't fret about other prohibitions because a) our Harami society is willing to relax the rules for men, just like they did with shaving your head on your wife's death, and b) Bhai, baaki points bta denge to brahminical patriarchy pe essay kaise likhenge?
Hinduism isn't a religion of strict rules. Bhagwaan ne nahi bola kuchh bhi. Maan na hai to mano, warna chale jao pain killer gatak ke mandir tum bhi, kisi ka baap check nhi krega👍
12 notes · View notes
siddiqbabukhan · 10 months
Text
Hz Ibrahim ne Apne Bete Hz Ismail se Kaha:Beta Khaab me Dekhta hoo.
mai Tum ko Allah ki Raah me Zubah Kar Raha hoo.
Tumhara Kiya Khayal hai.
Bete ne Kaha:Abba Jaan Aap ko Allah ne Jo Hukam Diya hai.
Wo Kar Daale meri Taraf se ijazat hai.
Hum Agar Apni Aulaad ko Koi b Sakht Hukam den.Wo Maan Kar nahi Dega.Agar Ziyada Force Daale.Out of Control ho Kar Badi Aawaz me Kahega.mera Baap Pagal ho Gaya.mere Baap ko Pagal Khane me Shareek Kara do.
Bete ki Koi Ghalti nahi.
Abba Jaan Bete ko Quran ka ilm Dete.
Baap ki har Baat ko Beta Aamanna Sadakhna Kaheta.
2 notes · View notes
abdulrehmanshaikh1 · 2 months
Text
Hazrat abu Huraira bayaan karte bain:
Rasool Akram ﷺ ne farmaaya jo shaqs khuda ke raaste mein joda sadqa karega, qayaamat ke din usko jannat ke darwazon se pukaara jaayega. jo shaqs namaazi hoga usko namaaz ke darwaaze se pukaara jaayega ke Ae Allah ke bande! tere waaste ye behtar hai. jo shaqs mujahid hoga usko Jihad ke darwaze se pukaara jaayega. jo roze daar hoga us ko rayyaan darwaze se bulaaya jaayega. jo shaqs sadqa dene walon mein se hoga usko bab-e-sadqa se bulaaya jaayega. Hazrat abu bakr ne arz kiya, Aap par mere maan baap qurbaan hon, mai jo (kuch arz karta hoon) wo zaruri to nahin, kya koi aisa shaqs bhi hoga jo in tamaam darwazon se bulaaya jaayega. Huzoor Akramﷺ ne farmaaya mujh ko ummeed hai tum unhi logon mein hoge.
1 note · View note
aurkitnarulaoge · 2 months
Text
I have an entire family in school.
Mere maa baap hai
Ek biwi hai
Do bacche the (ek hostel se bhaag gaya dusri vaapas padosi ke saath rehne chali gayi)
Mai bada bhai, meri do choti behene (ek behen aur main ek baap se, sabse choti vali senior ke sath affair se)
Ek door ki bua hai jiska fufaji ke saath jagda ho rakha hai (arranged marriage problems) aur do bacche bhi hai (class ke do choti height wale ladke).
Meri choti behen (same baap ki) ki sagaai meri biwi ke bhai se ho rakhi hai.
Meri biwi ka ek aur bhai hai jiski sagaai ek T.C lekar bhagne wale se kar rakhi thi (wo hai to ladka lekin iss family main gender nhi dekhte)
Aur ek aur newlyweds ka joda (do ladke) hmare ghar ke dusri taraf rehte hain.
Ye thi science walo ki batch ka varnan. Koi baap-dada main reh gaya hoga par 'hum saath saath hain' vala scene hain basically.
Ab Commerce ki class mein:
Bua ki bhabhi aur bhai rehte hain. (Ladki gym wali hain aur ladka piddu sa)
Meri 2-3 ex bhi vaha hain (never happened)
In sab jhamele main agar koi bhul gaya ho to main bata du ki main ek shareef ladki hu lekin in logo ne mujhe 'don' bna kar mujhe badnaam kar rakha hain.
Mere baap ki saari property 6-7 bunglows, school busses aur 500 crore cash hai jo sab meri maa loot kr baithi hai.
Mera divorce hone wala tha pr biwi ko pta chala bohot saari property hain maa ke paas aur maan gayi.
Maa ne dhoke se saari property baap se dhoke se apne naam kr li.
Ab kya hi btaye, bohot family drama hai
0 notes
Text
Quran k Sure Ahezaab Aayat No 14 me Allah ne Kaha:Makka k Dushman Madine k Musalmano ko Mitane k liye Aaye the.
In Musalmano me Bahut se Munafiqh Musalman b the.Jo Khush ho Rahe the.Makka ki Fauje Rasool aur Sahaba ko Khatam Karne Aayi hain.
Allah ne Kaha:Agar Makka k Dushman in se Kahete Kaafer Ban Jao.
Ye Munafiqh Jaldi se Unki Baat Maan Kar Kaafer Ban Jate.
Yehi Haal Arbo ka hai.
Inka Mi Baap America Bol Diya.Yahudiyo ki Madad Karna hai.
Sare Arab Bole.Ji Huzoor
Quran me Allah ne Jo Baate Bayan Farmayi hain.Wo Qyamat Tak Badal Badal Kar Samne Aati Rahengi.
har Musalman ko Quran ka ilm Hona Zarori hai.
Agar ilm nahi hai.Marte Dam Tak Shaitan k Shikanje me Phansa Rahega.
1 note · View note
picture-review · 7 months
Text
Baap Movie Poster released Latest Updates गैंगस्टर के लुक में नजर आएंगे  80 और 90 के सुपरस्टार
Tumblr media
Baap Movie: हिंदी सिनेमा में एक बार फिर बॉलीवुड के कई दिग्गज कलाकारों की जोड़ी हमें देखने को मिलेगी इस फिल्म में 80 और 90 के दशक के सुपरस्टार - जैकी श्रॉफ, संजय दत्त, मिथुन चक्रवर्ती और सनी देओल - मुख्य किरदार में नज़र आएंगे  इन चारों कलाकारों के नाम रहे हैं। एक्शन और ड्रामा जॉनरों में इन चारों कलाकारों ने कई हिट फिल्में दीं और आज भी इनके चाहने वालों की कमी नहीं है। लम्बे समय बाद चारो बड़े एक्टर को ऐसे एक्शन रूप में देख कर इनके फैंस भी काफी एक्साइटेड हो गए है। Baap Movie CastDirected by  Cast   Baap Movie Teaser Baap Movie First Look Baap Movie PosterAlso Read : Chandramukhi 2 Movie Review Baap Movie Latest Update
Baap Movie Cast
Directed by  Vivek Chauhan Jojo KhanNiket PandeyRaj Saluja Cast   Lankesh Bhardwaj...Constable -TawdeOther cast:Sanjay Dutt...BalluSunny Deol...ArjunJackie Shroff...Jai KishanMithun Chakraborty...Yeda BhagatJohny LeverPalash Tiwari...KabirRanjit Deval...Dr. Anand MukherjeeDamian Singh Maan...Freedom FighterRajesh Aggarwal...Jailer
Baap Movie Teaser
https://www.youtube.com/watch?v=Gi6ni4eBfJ8
Baap Movie First Look
Tumblr media
Baap Movie: के फर्स्ट पोस्टर ने रिलीज होते ही चारो तरफ धमका भी मचा दिया है इन चारो दिग्गज एक्टर्स का अपना अपन फैन पुराना फैन बेस है और ऐसे में सबसे मजेदार की बात तो ये की इन चारो के एक साथ आने से कॉमन फैंस काफी एक्सटेंड है और सोसल मीडिया पर अपना अलग अलग अंदाज में रियेक्सन दे रहे है बाप जबरदस्त एक्शन ड्रामा है, जिसमें भरपूर डायलॉगबाजी होगी। कमाल की बात ये है कि इस उम्र में वो एक्शन मूवी करने जा रहे हैं।
Baap Movie Poster
Tumblr media
सनी देओल ने फिल्म का पोस्टर शेयर करते हुए कैप्शन में लिखा है, शूट धमाल, दोस्ती बेमिसाल।'अपने फेवरेट स्टार्स को एक साथ देख फैंस बेहद खुश हैं। सनी देओल के पोस्ट पर लोग भर-भरकर कॉमेंट कर रहे हैं। एक यूजर ने लिखा, 'बाप बाप होता है।' दूसरे ने कॉमेंट किया, 'बहुत सालों बाद आ रहे हैं साथ में।' अपनी आगामी फिल्म बाप का फर्स्ट लुक जारी करने के बाद, जैकी श्रॉफ ने अब फिल्म के चरित्र पोस्टर का अनावरण किया है। मिथुन चक्रवर्ती, सनी देओल, संजय दत्त और श्रॉफ अभिनीत, यह फिल्म एक एक्शन ड्रामा है और 90 के दशक के सुपरस्टार्स को पहली बार एक साथ लाती है। Also Read : Chandramukhi 2 Movie Review
Baap Movie Latest Update
श्रॉफ के चरित्र पोस्टर में उनका परिचय जयकिशन के रूप में किया गया है, जो गले में दुपट्टा और रंगीन चश्मा पहने नजर आ रहे हैं। दत्त फिल्म में कांटे की भावना प्रदर्शित करते हैं और बल्लू की भूमिका निभाते हैं। देओल के किरदार अर्जुन पर एक नज़र डालने से पता चलता है कि अभिनेता एक बार फिर गुस्से वाले किरदार को निभाने के लिए वापस आ गए हैं। चक्रवर्ती के येदा भगत सेना की टोपी और गले में मफलर पहनते हैं। पोस्टर शेयर करते हुए जैकी श्रॉफ ने इंस्टाग्राम पर लिखा, 'खलनायक हो या हीरो, मचा देंगे गदर। कोई शक!!! #BaapOfAllFilms।” कैप्शन प्रत्येक अभिनेता द्वारा निभाई गई विभिन्न सुपरहिट भूमिकाओं का संकेत देता है। जहां संजय दत्त अपनी फिल्म खलनायक के लिए लोकप्रिय हैं, वहीं हीरो ने बॉलीवुड में श्रॉफ की शुरुआत की। गदर सनी देओल की सबसे लोकप्रिय फिल्मों में से एक थी और "कोई शक" वह डायलॉग है जो मिथुन चक्रवर्ती का पर्याय बन गया। Read the full article
0 notes
nijjhar · 7 months
Video
youtube
Very easy to earn your Salvation whilst enjoying family life. Eat the Fl... Very easy to earn your Salvation whilst enjoying family life. Eat the Flesh of Jesus and then, Preach the Gospel from the Rooftop called Drinking the Blood of Christ. https://youtu.be/7D9S6Urhk8Q Punjabi - Christ Ram Dass Ji stresses that now you are blessed by God, earn your Salvation by Preaching the Gospel. https://youtu.be/G_9TRrMeBKQ ਜੈਤਸਰੀ ਮਹਲਾ ੪ ਘਰੁ ੧ ਚਉਪਦੇ    ੴ ਸਤਿਗੁਰ ਪ੍ਰਸਾਦਿ ॥ ਮੇਰੈ ਹੀਅਰੈ ਰਤਨੁ ਨਾਮੁ ਹਰਿ ਬਸਿਆ ਗੁਰਿ ਹਾਥੁ ਧਰਿਓ ਮੇਰੈ ਮਾਥਾ ॥ ਜਨਮ ਜਨਮ ਕੇ ਕਿਲਬਿਖ ਦੁਖ ਉਤਰੇ ਗੁਰਿ ਨਾਮੁ ਦੀਓ ਰਿਨੁ ਲਾਥਾ ॥੧॥ ਮੇਰੇ ਮਨ ਭਜੁ ਰਾਮ ਨਾਮੁ ਸਭਿ ਅਰਥਾ ॥ ਗੁਰਿ ਪੂਰੈ ਹਰਿ ਨਾਮੁ ਦ੍ਰਿੜਾਇਆ ਬਿਨੁ ਨਾਵੈ ਜੀਵਨੁ ਬਿਰਥਾ ॥ ਰਹਾਉ ॥ ਬਿਨੁ ਗੁਰ ਮੂੜ ਭਏ ਹੈ ਮਨਮੁਖ ਤੇ ਮੋਹ ਮਾਇਆ ਨਿਤ ਫਾਥਾ ॥ ਤਿਨ ਸਾਧੂ ਚਰਣ ਨ ਸੇਵੇ ਕਬਹੂ ਤਿਨ ਸਭੁ ਜਨਮੁ ਅਕਾਥਾ ॥੨॥ ਜਿਨ ਸਾਧੂ ਚਰਣ ਸਾਧ ਪਗ ਸੇਵੇ ਤਿਨ ਸਫਲਿਓ ਜਨਮੁ ਸਨਾਥਾ ॥ ਮੋ ਕਉ ਕੀਜੈ ਦਾਸੁ ਦਾਸ ਦਾਸਨ ਕੋ ਹਰਿ ਦਇਆ ਧਾਰਿ ਜਗੰਨਾਥਾ ॥੩॥ ਹਮ ਅੰਧੁਲੇ ਗਿਆਨਹੀਨ ਅਗਿਆਨੀ ਕਿਉ ਚਾਲਹ ਮਾਰਗਿ ਪੰਥਾ ॥ ਹਮ ਅੰਧੁਲੇ ਕਉ ਗੁਰ ਅੰਚਲੁ ਦੀਜੈ ਜਨ ਨਾਨਕ ਚਲਹ ਮਿਲੰ���ਾ ॥੪॥੧॥ {ਪੰਨਾ 696} Punjabi - No son of Brahma, a Hindu, no son of Parbrahm, a Sikh but Shankar Varniyia Super Bastard Fanatic Devil, a TERRORIST. https://youtu.be/PMMG99nMANk Bhagat Namdev Ji:- Hindu is spiritually blind, Munn Mukh Sikh, Turkoo, is very crafty whilst Gurmukh Sikh, Giani, is sealed to serve God wiser than both. https://youtu.be/GDqOcARj4Po Punjabi - Satguru Angad Dev Ji was the "Kiln" in which the Mitti Mussallman ki, sons of Man were baked. Or the "Ego" of them was burnt making them the most humble Bhagats. https://youtu.be/aMBUhvacOAw WHY TEN LIGHTS? Nanak wasn't a Moral Teacher, a Brahmin Guru but Satguru = Christ of the highest order that Preaches the Gospel to one's mind, Munn, Nafs, etc. https://youtu.be/HquVBRjtXF8 www.gnosticgospel.co.uk/tenlight.htm Punjabi - Nirmallae Sants learnt the Scriptures from Kanshi and then, they Preached the Gospel. They do not handle money or they are the sons of Satan. https://youtu.be/chiRrKtEqLg JATT – SOLDIERS - GANGA MAATA – PARVARISHH - KAE BHAI HAEN. DOONO JATT AUR GANGA KO SHIV NAE APNAE SAR PAR BATHHAYA – MAAN DIYA. JATT HAMAARI QOM HAE AUR KIRSAANI HAMAARAH AAM PAISHA HAE. MAE BRAHMIN VARN KAA KAAM KR RAHA HON. BRAHMIN VARN HAE; KOM NAHI – BAHMN KEH KEH JAAT MATT KHOYE. KIRSAAN KOEE BHI BANN SKTA HAE PAR JATT JATT BAAP KAE TUKHUM, BIND, BEEJ, ETC., SAE PAIDAH HOTA HAE. JATT DI SATT NAAL JATT QOM DA ADMI PAEDAH HONDA HAE. MAA KISSI BHI QOM KI HO PAR BAETA JATT DA. SO, WRITE YOUR NAME AS I DO FOR US TO RECOGNISE EACH OTHER TO CREATE THE TRIBAL LOVE CALLED “EROS”, WHICH MOSES CREATED IN THE WILDERNESS CALLED “LIFTING UP OF THE SNAKE - RIFT” AND NO MORE INDO-PAK INFIGHTING.   DAEH SHIVA VAR MOHAE – SONS OF MAN, AADMI DAE PUTTRO, LET US FIGHT AGAINST THE SONS OF VERY POWERFUL MAZZHBI “JANOONI” SATAN AL-DJMAR AL-AKSA – QOM HINDU, SIKH AND MUSLIM. A TYPICAL  EDUCATED KAFFIR BAJWA JATT:- https://www.youtube.com/playlist?list=PL0C8AFaJhsWwYKeFSCQNc6dOGm92fk4A4      A Video on Atomic War:- https://youtu.be/qDU964t_0i0 Playlist on Jattistan:- https://www.youtube.com/playlist?list=PL0C8AFaJhsWxsONN55F1ZZGdM-SMvjrmg Punjabi/English - A new type of political robber was predicted by Bhagat Kabir Ji called Al-Djmar Al-Akasa/Kubra. That also tells us in Haume how stupid are our Jatt politicians? https://www.youtube.com/playlist?list=PL0C8AFaJhsWz9zwqDMqorcpkSUgi8NJqX We need a singer to sing this song in honour of our Pillar Ch. Chhotu Ram Ohlyan Jatt www.gnosticgospel.co.uk/ikchor.pdf Our Ch. Navjot Sidhu Qom Jatt by replacing his Jatt Qom with Sikh Qom became a SUPER BASTARD FANATIC DEVIL. Navjot's Video:- https://www.youtube.com/watch?v=2LZXvCL3rR8 By proclaiming Sikh Qom. https://youtu.be/O0iERZu_TyU Sikh is the Second Panth/religious community into which all are welcome whilst Jatt is our Qom and they are people born of the seed of Jatt tribal father. This division of our Jatt Qom on the basis of Hindu, Sikh and Muslim spiritual self-led people killing each other during the 1947 and 1984 sectarian riots. Tribal father protects you and when we forsake our Tribal fathers in favour of Hindu, Sikh and Muslim, etc. then that tribal protection was lost and people of the same tribe killed each other fanatically or you become a political Orphan, a refugee. HOW DID THE DIRTY-HEARTED BRITISH IGNITE THE SECTARIAN CIVIL WAR IN INDIA? The British left India in 1947 but with a very dirty conscience. We Indians of the farming marshal tribes Jatt, Gujjar, Pathan, Arian, Saini, etc., the once-born simpletons served the British faithfully and made them win the two world wars but they colluded with the twice-born shrewd people of business tribes and hypocritically divided our Jatt tribal homeland, Punjab plunging us into the sectarian civil war that could have been avoided. This is how they ignited this civil war:- 1. They knew that the people kill each other frantically in the name of religion as .......... Punjabi Book in DRChatrik Fonts:- www.gnosticgospel.co.uk/pbook.htm  www.gnosticgospel.co.uk/pdbook.pdf PAGRRI SANBHAAL JATTA https://youtu.be/gSwPvK3B4rg www.gnosticgospel.co.uk/johnsig.pdf
0 notes
tetrisfinished · 8 months
Text
i said a big long dua yesterday for my kid. and i didn't include the one i pray for the most often. because even now, even to this day, i want to become the same chutiiya who believes that my husband might realize what a goddamn gem of a child he's got and decide to be a more active parent in his life.
the dua that i pray for the most most most is this;
ae Allah, please please please please PLEASE please meray betay ko yeh dukh ka ehsaas dena khatam karay ke uska baap apni aulaad se ziyada apne doston mein khush rehta hai. ke hum jab bhi kahin jaa rahay hotay hain, aur woh mujhse poochta hai "baba not coming" toh us sawaal ka jawaab mujhe aagay dena hi na parhay. ke woh apne baap ki asliyat samajh le itni si umar mein aur woh samajh le ke shayad kabhi uske baap ko ehsaas ho jaaye ke uski aulaad kis pyaar ka pyaasa hai.
lekin phir main sochti hoon, shayad mera beta tab tak umeed rakhta rahay ga, jab tak uski maa is ek umeed mein ullu ki patthion ki tarha laraaiyaan karti rahay gi us aadmi se.
shayad jab main poori tarah is baat ko maan loon, ke main meray miyan ke liye itni kaafi kabhi ho hi nahin sakoon gi ke woh meri ya meray aulaad ki qadar kar le, apne aap ko badal le, zimmidaariyaan saari apna le....shayad us waqt, mera bacha bhi mujhse udaas andaaz mein yeh bhi poochna chor de ga.
"baba not coming?"
0 notes
yasarimel · 9 months
Text
SHABAD DEH DHARI HUA
YÚHANNÁ 1
; 13 Wuh na ḳhún se, na jism kí ḳhwáhish se, na insán ke iráde se, balki Ḳhudá se paidá húe. 14Aur Kalám mujassam húá,
Matlab vachan deh dharI hua
AB VACHAN JO  WUH MASIH HAI OR  JOI KOI MASIH YESU PAR IMAN LA CHUKA KI YESU HI MASIH HAI KHUDA KA BETA MASIH TEHRA
 MASIH HUNE KE SATH DEH DHARI SHABAD BHI THEHRA WUH MASIH SHABAD JISNE HUMARI DEH DHARAN KI  HAI ..,MATLAB HUM HI  WUH DEH DHARI SHABAD HAIN YANI MASIH
KAISE,,OR KIS TARAH  ISI PAR HUM AJJ KALAM MEN SIKHNE WALE HAINN
1 KURINTHÍOṈ 6
; 19 Kyá tum nahíṉ jánte, ki tumhárá badan Rúhuʼl Quds ká maqdis hai, jo tum meṉ basá húá hai, aur tum ko Ḳhudá kí taraf se milá hai? aur tum apne nahíṉ; 20kyúṉki qímat se ḳharíde gaye ho: pas apne badan se Ḳhudá ká jalál záhir karo.
JI KHUDA BAAP NE HUMARI GUNAH ALUDA DEHO KO YESU MASIH KE PAAK KHUN SE KHARIDA HUA HAI
TO AB HUMARI DEH HUMARI DEH NAHI HUMARI DEHO KA MALIK WUH JISMANI SHABAD NHI JO HUMEN BADAN KE SABAB ZAMIN PAR REHTE   MAAN BAAP SE MILEN HAI  BALKI KHUDA BAAP KA  SHABAD  HAI YANI MASIH KI DEH TO USKA SHABAD HUMARI DEH SHAR CHUKA HAI
YASA‘IYÁH 55
; 11 usí tarah merá kalám, jo mere muṉh se nikaltá hai, hogá: wuh beanjám mere pás wápas na áegá, balki jo kuchh merí ḳhwáhish hogí, wuh use púrá karegá, aur us kám meṉ jis ke liye maiṉ ne use bhejá mu’assir hogá.
2 KURINTHÍOṈ 3
; 3 záhir hai, ki tum Masíh ká wuh ḳhatt ho, jo ham ne ḳhádimoṉ ke taur par likhá; siyáhí se nahíṉ, balki zinda Ḳhudá kí Rúh se; 
ROMÍOṈ 8
;  9 Lekin tum jismání nahíṉ, balki rúhání ho, basharte ki Ḳhudá kí Rúh tum meṉ basí húí hai. Magar jis meṉ Masíh kí Rúh nahíṉ, wuh us ká nahíṉ. 10Aur agar Masíh tum meṉ hai, to badan to gunáh ke sabab se murda hai; magar rúh rástbází ke sabab se zinda hai.
1 KURINTHÍOṈ 15
; 50 Ai bháiyo, merá matlab yih hai, ki gosht aur ḳhún Ḳhudá kí bádsháhat ká wáris nahíṉ ho saktá,
MATÍ 1
; 21 Wuh beṭá janegí, aur tú us ká nám Yisúʻ rakhná; kyúṉki wuhí apne logoṉ ko un ke gunáhoṉ se naját degá
YÚHANNÁ 3
; 6 Jo jism se paidá húá hai, jism hai, aur jo Rúh se paidá húá hai, rúh hai
AB HUM SAB JANTE HUM SAB JANTE HAI KI HUM JISMANI TAUR PAR KHUN OR JISM KI KHAWAHISH SE OR INSANI IRADE SE APNE BAAP OR MAN SE DEH KE TAUR PAR PAIDA HUYE
OR HUMARE BAAP OR MAAN NE PAYAAR SE HUMARE DEHO KE ALIHIDA ALIHDA NAAM BHI RAKHE HAI
TO HUM SAB SHABAD HAIN YANI HUMARE JO MAAN BAAP SE MILE NAAM  HUM DEH DHARI SHABAD HAIN,,,.......HUM BHI SHABAD HAIN
HIAN HUM JISMANI TAUR PAR ALAG ALAG HAIN
MAGAR MASIH YESU PAR IMAN LANE KE SABAB HUM SAB EK HAIN
IFISÍOṈ 4
; 4 Ek hí badan hai, aur ek hí Rúh; chunáṉchi tumheṉ jo buláe gaye the, apne buláe jáne se ummed bhí ek hí hai;
ROMÍOṈ 8
; badan to gunáh ke sabab se murda hai;
ROMÍOṈ 6
; 3Kyá tum nahíṉ jánte, ki ham jitnoṉ ne Masíh Yisúʻ meṉ shámil hone ká baptisma liyá, to us kí maut meṉ shámil hone ká baptisma liyá? 4Pas maut meṉ shámil hone ke baptisma ke wasíle se ham us ke sáth dafn húe; táki jis tarah Masíh Báp ke jalál ke wasíle se murdoṉ meṉ se jiláyá gayá, usí tarah ham bhí nayí zindagí kí ráh chaleṉ
TO AB HUM JITNE BHI MASIH SHAMIL HAI AB HUMARI PEHCHAAN YANI JISMANI NAHI
JO ḳhún se,jism kí ḳhwáhish se, insán ke iráde se, PAIDA HUYE THE
OR HUMARE NAAM JO JO ALAG ALAG HUMARI DEHO KE JISMANI YANI ZAMINI NAAM RAKHE HUYE
AB HUM MASIH YEHSUA PAR IMAN LANE KE SABAB WUH NHI RAHE
1 KURINTHÍOṈ 15
; 40 Ásmání bhí jism haiṉ, aur zamíní bhí:
ROMÍOṈ 8
; 9 Lekin tum jismání nahíṉ, balki rúhání ho, basharte ki Ḳhudá kí Rúh tum meṉ basí húí hai. 
ROMÍOṈ 6
; 3Kyá tum nahíṉ jánte, ki ham jitnoṉ ne Masíh Yisúʻ meṉ shámil hone ká baptisma liyá, to us kí maut meṉ shámil hone ká baptisma liy��? 4Pas maut meṉ shámil hone ke baptisma ke wasíle se ham us ke sáth dafn húe; táki jis tarah Masíh Báp ke jalál ke wasíle se murdoṉ meṉ se jiláyá gayá, usí tarah ham bhí nayí zindagí kí ráh chaleṉ
 ROMÍOṈ 6
; 6 Chunáṉchi ham jánte haiṉ, ki hamárí purání insáníyat us ke sáth is liye salíb dí gayí, ki gunáh ká badan bekár ho jáe, táki ham áge ko gunáh kí gulámí meṉ na raheṉ. 7Kyúṉki jo múá, wuh gunáh se barí húá. 8Pas jab ham Masíh ke sáth múe, to hameṉ yaqín hai ki us ke sáth jíeṉge bhí; 9kyúṉki yih jánte haiṉ ki Masíh jab murdoṉ meṉ se jí uṭhá hai to phir nahíṉ marne ká; maut ká phir us par iḳhtiyár nahíṉ hone ká. 10Kyúṉki Masíh jo múá, gunáh ke iʻtibár se ek bár múá: magar ab jo jitá hai, Ḳhudá ke iʻtibár se jítá hai. 11Isí tarah tum bhí apne áp ko gunáh ke iʻtibár se murda, magar Ḳhudá ke iʻtibár se Masíh Yisúʻ meṉ zinda samjho.
 IFISÍOṈ 4
; 22 ki tum apne agle chál chalan kí us purání insáníyat ko utár ḍálo, jo fareb kí shahwatoṉ ke sabab se ḳharáb hotí játí hai;
23aur apní ʻaql kí rúhání hálat meṉ naye bante jáo, 24aur nayí insáníyat ko pahino, jo Ḳhudá ke mutábiq sachcháí kí rástbází aur pákízagí meṉ paidá kí gayí hai.
25Pas jhúṭh bolná chhoṛkar, har ek shaḳhs apne paṛausí se sach bole, kyúṉki ham ápas meṉ ek dúsre ke ʻuzw haiṉ. 26G̣ussa to karo, magar gunáh na karo: súraj ke ḍúbne tak tumhárí ḳhafagí na rahe: 27aur Iblís ko mauqaʻ na do. 28Chorí karnewálá phir chorí na kare, balki achchhá pesha iḳhtiyár karke háthoṉ se mihnat kare, táki muhtáj ko dene ke liye us ke pás kuchh ho. 29Koí gandí bát tumháre muṉh se na nikle, balki wuhí jo zarúrat ke muwáfiq taraqqí ke liye achchhí ho, táki us se sunnewáloṉ par fazl ho. 30Aur Ḳhudá kí pák Rúh ko ranjída na karo, jis se tum par maḳhlasí ke din ke liye muhr húí. 31Har tarah kí talḳhmizájí, aur qahr, aur gussa, aur shor o gul, aur badgoí, har qism kí badḳhwáhí samet, tum se dúr kí jáeṉ: 32aur ek dúsre par mihrbán, aur narmdil ho, aur jis tarah Ḳhudá ne Masíh meṉ tumháre qusúr muʻáf kiye haiṉ, tum bhí ek dúsre ke qusúr muʻáf karo.
KULUSSÍOṈ 3
1Pas jab tum Masíh ke sáth jiláe gaye, to ʻálam i bálá kí chízoṉ kí talásh meṉ raho, jaháṉ Masíh maujúd hai, aur Ḳhudá kí dahiní taraf baiṭhá hai. 2ʻÁlam i bálá kí chízoṉ ke ḳhayál meṉ raho, na zamín par kí chízoṉ ke; 3kyúṉ ki tum mar gaye, aur tumhárí zindagí Masíh ke sáth Ḳhudá meṉ chhipí húí hai. 4Jab Masíh, jo hamárí zindagí hai, záhir kiyá jáegá, to tum bhí us ke sáth jalál meṉ záhir kiye jáoge.
5Pas apne un aʻzá ko murda karo, jo zamín par haiṉ, yaʻní harámkárí, aur nápákí, aur shahwat, aur burí ḳhwáhish, aur lálach ko jo butparastí ke barábar hai; 6ki unhíṉ ke sabab se Ḳhudá ká gazab náfarmání ke farzandoṉ par názil hotá hai; 7aur tum bhí, jis waqt un bátoṉ meṉ zindagí guzárte the, us waqt unhíṉ par chalte the. 8Lekin ab tum bhí in sab ko, yaʻní gussa, aur qahr, aur badḳhwáhí, aur badgoí, aur muṉh se gálí bakná chhoṛ do: 9ek dúsre se jhúṭh na bolo, kyúṉki tum ne purání insáníyat ko us ke kámoṉ samet utár ḍálá, 10aur nayí insáníyat ko pahin liyá hai, jo maʻrifat hásil karne ke liye apne Ḳháliq kí súrat par nayí bantí játí hai:
2 KURINTHÍOṈ 5
16Pas ab se ham kisí ko jism kí haisíyat se na pahcháneṉge; háṉ, agarchi Masíh ko bhí jism kí haisíyat se jáná thá, magar ab se nahíṉ jáneṉge. 17Is liye agar koí Masíh meṉ hai, to wuh nayá maḳhlúq hai: purání chízeṉ játí rahíṉ; dekho, wuh nayí ho gayíṉ.
; 18 Aur sab chízeṉ Ḳhudá kí taraf se haiṉ, jis ne Masíh ke wasíle se apne sáth hamárá mel miláp kar liyá, aur mel miláp kí ḳhidmat hamáre supurd kí; 19matlab yih hai, ki Ḳhudá ne Masíh meṉ hokar apne sáth dunyá ká mel miláp kar liyá, aur un kí taqsíroṉ ko un ke zimme na lagáyá, aur us ne mel miláp ká paigám hameṉ sauṉp diyá hai.
 1 PATRAS 1
; 15 balki jis tarah tumhárá bulánewálá pák hai, usí tarah tum bhí apne sáre chál chalan meṉ pák bano; 16kyúṉki likhá hai, ki Pák ho, is liye ki maiṉ pák húṉ.
KULUSSÍOṈ 3
; 12 Pas Ḳhudá ke barguzídoṉ kí tarah, jo pák aur ʻazíz haiṉ, dardmandí, aur mihrbání, aur firotaní, aur hilm aur tahammul ká libás pahino; 13agar kisí ko dúsre kí shikáyat ho, to ek dúsre kí bardásht kare, aur ek dúsre ke qusúr muʻáf kare; jaise Ḳhudáwand ne tumháre qusúr muʻáf kiye, waise hí tum bhí karo: 14aur in sab ke úpar mahabbat ko jo kamál ká paṭká hai báṉdh lo. 15Aur Masíh ká itmínán, jis ke liye tum ek badan hokar buláe bhí gaye ho, tumháre diloṉ par hukúmat kare, aur tum shukrguzár raho. 16Masíh ke kalám ko apne diloṉ meṉ kasrat se basne do; aur kamál dánáí se ápas meṉ taʻlím aur nasíhat karo, aur apne diloṉ meṉ fazl ke sáth Ḳhudá ke liye mazámír aur gít aur rúhání gazaleṉ gáo; 17aur kalám yá kám jo kuchh karte ho, wuh sab Ḳhudáwand Yisúʻ ke nám se karo, aur usí ke wasíle se Ḳhudá Báp ká shukr bajá láo.
ROMÍOṈ 12
1Pas, ai bháiyo, maiṉ Ḳhudá kí rahmateṉ yád dilákar, tum se iltimás kartá húṉ, ki apne badan aisí qurbání hone ke liye nazr karo, jo zinda, aur pák, aur Ḳhudá ko pasandída ho; yihí tumhárí maʻqúl ʻibádat hai. 2Aur is jahán ke hamshakl na bano, balki ʻaql nayí ho jáne se apní súrat badalte jáo; táki Ḳhudá kí nek aur pasandída aur kámi! marzí tajribe se maʻlúm karte raho.
 
FILIPPÍOṈ 2
; 5 Waisá hí mizáj rakkho, jaisá Masíh Yisúʻ ká bhí thá: 6us ne agarchi Ḳhudá kí súrat par thá, Ḳhudá ke barábar hone ko qabze meṉ rakhne kí chíz na samjhá, 7balki apne áp ko ḳháli kar diyá, aur ḳhádim kí súrat iḳhtiyár kí, aur insánoṉ ke mushábih ho gayá; 8aur insání shakl meṉ záhir hokar apne áp ko past kar diyá, aur yaháṉ tak farmánbardár rahá, ki maut, balki salíbí maut, gawárá kí. 9Isí wáste Ḳhudá ne bhí use bahut sarbaland kiyá, aur use wuh nám baḳhshá jo sab námoṉ se aʻlá hai; 10táki Yisúʻ ke nám par har ek ghuṭná ṭike, ḳhwáh ásmáníoṉ ká ho, ḳhwáh zamíníoṉ ká, ḳhwáh un ká jo zamín ke níche haiṉ; 11aur Ḳhudá Báp ke jalál ke liye har ek zabán iqrár kare, ki Yisúʻ Masíh Ḳhudáwand hai.
ROMÍOṈ 8
; 29 Kyúṉki jinheṉ us ne pahle se jáná, unheṉ pahle se muqarrar bhí kiyá, ki us ke Beṭe ke hamshakl hoṉ, táki wuh bahut se bháiyoṉ meṉ pahlauṭhá ṭhahre: 30aur jin ko us ne pahle se muqarrar kiyá, unheṉ buláyá bhí: aur jinheṉ buláyá, un ko rástbáz bhí ṭhahráyá: aur jin ko rástbáz ṭhahráyá, un ko jalál bhí baḳhshá.
1 PATRAS 2
; 1 Aur tum isí ke liye buláe gaye ho: kyúṉki Masíh bhí tumháre wáste dukh uṭhákar tumheṉ ek namúna de gayá hai, táki us ke naqsh i qadam par chalo. 22Na us ne gunáh kiyá, aur na us ke muṉh se koí makr kí bát niklí: 23na wuh gáliyáṉ khákar gálí detá thá; aur na dukh pákar kisí ko dhamkátá thá; balki apne áp ko sachche ínsáf karnewále ke supurd kartá thá: 24wuh áp hamáre gunáhoṉ ko apne badan par liye húe salíb par chaṛh gayá, táki ham gunáhoṉ ke iʻtibár se markar rástbází ke iʻtibár se jíeṉ; aur usí ke már kháne se tum ne shifá páí. 
1 YÚHANNÁ 2
; 6 jo koí yih kahtá hai, ki maiṉ us meṉ qáim húṉ, to cháhiye ki yih bhí usí tarah chale, jis tarah wuh chaltá thá.
0 notes
aayushiagrawal · 10 months
Text
10 July 2023
Abhi ki main priority podcast, freelancing and youtube h. Youtube apr kuch bhi content banao bas achi voice hona chahiye. Dairy likhna ka Mann hi nahi hua abhi. Sabse achi baat h ki ab chabi mere pass h ha apni Khushi ki chabhi ab mere hi pass h aur ab mai ise kisi ko nahi dungi. Bahut khush reh rahi hu. Akele sabkuch dekh Rahi hu mast enjoy kar rhi hu jiske saath jaha par jaisa Maan lag raha h vaise reh rahi hu. Bas aisehi mast enjoy karke rehna h aur kisi ke bhi baap se bhi nahi Darna h. Jisko jaha par bhi Jo cheez achi na lage bolo. Aur Jo sahi Lage apne Lage vo karo. Apni puri ki puri responsibility khud hi Lena h. Aise karte h tum par marte h vaise bhi toh ek din mar hi Jana h.
1 note · View note
indiesole · 10 months
Text
Indies (Lifetime) Playlist Tributes to Music Legends ! -PART 14
SURESH WADKAR’S TOP 360 (HINDI FILM) SONGS ! (Contd from 186)-
Yt Link:
Jara Pyar Ke Safar Mein - Apna Bhi Koi Hota
Pareshan Ho Tum –Janam Se Pehle
Kabhie Ajnabi The -Kabhie Ajnabi The
Jadugar ka jadu -Jadugar
Gaon Mein Mach Gaya Shor -Dacait
Nasha Husn Ka Utar Jayega -Mardon Wali Baat
Har Ek Se Milna Hans Hans Ke -Ayee Milan Ki Raat
Parbat Ki Unchai Par Thehar Gayi Hai Shaam -Naagmani
Saawan Nahi Bhadon Nahi - Kudrat
Amir Se Hoga Ya Garib Se Hoga -Insaniyat Ke Dushman
Hum Naujawan - Hum Naujawan
Kaisan shaadi rachayi ho - Naram Garam
Tum Jo Haseen Itni -Raaz
Zindagi Ashk Sahi – Path Bhrashta
Baje Badhai More Angana - Maa Beti
Maine Apna Sanam Tujhe - Maa Beti
Samay Ke Darpan Mein - Jeevan Dhara
(Humming)- Ghar Ek Mandir
Kaisa Hai Tere Ishq Mein –Parbat ke us paar
Jhoom jhoom ke megha chaaye -Indra the tiger(dubbed)
Mujhse shaadi karogi – Dulhan hum le jayenge
Mai Tera Deevana –Bond 303
Yaar Pe Hai Dil Mera Qurbaan - Patthar Ke Phool
Tum Bhi Hanso Hum Bhi Hanse -Achha Bura
Ek Aas Liye, Vishwaas Liye - Khwab
Ram Dulari Mayke Gayi -Meri Biwi Ki Shaadi
Meri Yaad Aayegi Aati Rahegi - Sunny
Sheron Wali Mata Ka Jab Naam - Amba
Dil Mere Lehra Le - Jhoothi Shaan
Maine Kaha Tumne Suna - Dacait
Kamra Tha Mera Bandh –Zakhmee Insaan
Zamane Ke Malik Teri Meharbani – Zara si bhool
Aao raas rache garba raat hai -Toofan
Chai aiyo radhe rani - Sangeet
Man Ki Baat Jab Hotho Pe -Raadha Aur Seeta
Mere Man Baaja Mirdang Manjira Best Audio Video - Utsav
Mammy Aisi Pappa Aise - Hum Rahe Na Hum
Duniya Mein Nahin Hogi –Ladke baap se badke
Gao Gao Gate Jao - Udhar Ki Zindagi
“ (duet)
Gaadi aati hai
“ (duet)
Yeh Teri Meri Yaari -Daata
Baba Sai Baba -Dozakh
Maiya Mera Muqaddar - Mera Muqaddar
Ek Nahin Hum Do -Tajurba
Har Mod Pe Mud Ti Jaye Motor Mitran Di -Raahee
Mere Dil Ne Tujhe Chaha -Shiva Shakti
Tu Hai Kamal Maula Teri Kudrat Kamal -Sultanat
Aasmaan Chhat Ho Meri - Thikana
Muqabla Muqabla Tere Bhakt Jano Ka - Marte Dam Tak
Yaaro Humko Dekh Ke - Dosti Dushmani
O Aayee Baisakhi - Agnee
I Love You - Kaun Kare Kurbanie
Sheesha E Dil Men Teri Hi Tasveer – Gehra Zakhm
Sehre Mein Dulha Hoga - Parinda
Taaqat Hai Jiske Paas - Bepanaah
Main Door Chala Jaoonga - Kalaakaar
Bahut Khubsoorat Hai - Kaun Jeeta Kaun Haara
Kurta Malmal Ka – Jeeo..Jeene Do
Kiss Me - Shiva
Is Zindagi Ka Talabgar – Bad aur badnam
Yeh Hawa Yeh Fiza - Sadma
Main Aaj Bahut Khush Hoon - Sansar
Sapne Mein Milti Hai - Satya
Na Hoti Dosti Tumse – Awara Baap
Mere Sawal Ka Tum Do Jawab - Saazish
Jai Jai Ram Siyaram - Lav Kush
Hamein Aasman Ne Bheja – Sheshnaag
Woh Mera Mehboob –Divorce
Sangmarmar Sa Tha – Purani Haveli
Main Tera Pagal Premi – Abhi Abhi
Suraj Mukhi Mukhda Tera – Kalaakaar
Gale Lag Ja -Tan-Badan
Ek Swarg Hai Aasman Par – Amba
Saheli Ho – Paheli
Kitne din - Sati naag kanya
Pyar mein pyar se – College Girl
Sang Sang Rah Kar - Sati naag kanya
Akkad Bakkad Dono Phakkad – Tajurba
Apni Gadi Chalti Hai – Laalach
Ramji Ne Dhanush Toda – Eeshwar
Kabhi bole haan - Kali Basti
Hum Gharibon Ne Tera – Loha
Tera Mera Pyar Amar – Rukhsat
Inhi Mulaqaton Mein - Maan Abhiman
Chaudhvin Raat Hai - Yaadon Ka Mausam
Milte The Kabhi Hum Dar Dar Ke –Raahee
Zinda Hain Jo Log Mohabbat -Aao Pyaar Karen
Tanaatan Baj Gai Ghanti Sajan - Watan Ke Rakhwale
Main Balam Wahi Lungi – Diruba Tangewali
Hai Mohabbat – Hero
Hamka Isak Huwa Hai Yaaro – Coolie
Na Idher Ke Rahe Na Udher Rahe - Kaanch Ki Deewar
Baju Bandh Baju Bandh - Prem Granth
Calcutta Ho Ya Kashi -Jawani Zindabad
Chhod Ke Tujhko -Maha Sangram
Yehi Hai Dosti – Bad aur badnam
Dil Ko Zara Sambhalo – Farz aur kanoon
Banna Mera Aaya Hariyala - Radha Ka Sangam
Jag Ja – Omkara
Dua Samajh Lo Ya Isko Gaali – Thikana
Sagar Mein Tarang Hai - Lahoo Ke Do Rang
Kiska Kusur Hai - Lahu Ke Do Rang
Hum Jitne Baar Jiyenge – Khilaf
Raat Ke Dhai Baje – Kaminey
“ (remix)
Foot Pathon Ke Hum – Mashaal
Peele Peele Sharab Hai Peele – Ghulami
Sang Sang Rahenge Janam Janam - Ek Vivaah Aisa Bhi
Jab Tak Hai Jee Jee Bhar Ke Pee – John Jani Janardhan
Shalok – Bhai ka dushman bhai
Ganga jamuna saraswati -Ganga jamuna saraswati
Allah Ka Naam Le -Palay Khan
Main Jis Mehfil Mein - Badle Ki Aag
Dil Kahe Har Dum – Guddu
Hum Paanch Pandav -Hum Paanch
Goli Chacha Ko Salam Karo -Mera Dost Mera Dushman
Paani – Iqbal
Jahan Kabhi Dil Ne Khai Thokar – Veergati
Aaye Hain Woh Mazaar - Saajan Ki Saheli
Hoga Na Hoga Pyar Kabhi Kum -Kaun Kare Kurbanie
Hum To Banjaare Hain – Nishanebaaz
Paanch Ungliyon Ki - All Rounder
Chal Kahi Chale Sajna – Muqaddar
Sona Kare Jhilmil Jhilmil – Paheli
Yeh Janmabhoomi Janma Devi Maa -Zakhmi Sher
Do-Do-Do-Do – Ramji Londonwaley
Dekho pyare rut kaisi ayi – Muqabla
Sundari Yeh Jeevan Tera – Dalpati
Madine Ki Galiyon Se Awaz Aai – Bambai ka maharaja
Chhod Aaye Hum Woh Galiyan –Maachis
Tum Mere Ho – Betaabi
Na Tum Ne Kiya – Nache Mayuri
Kaise Kahan Kab Ho – Bhagmati
Hum Dono Hain -Karishma Kudrat Kaa
Ae Kaash Dil-E-Nada Aisa Na Kiya Hota – Imandaar
Dil Aakhir Dil Hai – Dil Aakhir Dil Hai
Wafa Mere Dil Ki – Rukhsat
Chehera Kamal Hai Aapka - Maine Jeena Seekh Liya
Hamein Aasman Ne Bheja (Sad) – Sheshnaag
Ek Dil Ki Diwani –Ghatak
Mubarak Ho Mubarak Ho – Angaaray
Mere Dil Ki Galiyon – Banjaran
Jab Prem Aggan Lag Jaye - Dil-E-Nadaan
Dhamak Dhamak Dhaiya Dhaiya – Karamdaata
Aaj Ki Duniya Mein – Paapi pet ka sawaal hai
Babul de do dua aaj to pyar se - Saajan Ka Ghar
Chaar Din Ka Safar –Zaalim
Meri Qadar Jani –Shiva
Badal Ghumad Badh Aaye – Saaz
Kaaton Se - Rakht Charitra
Yaar Mera Chikna Ghada -Badle Ki Aag
Bheega Bheega Mausam Tadpaye - Bandh Darwaza
Mere Zindagi Meri Jaan - Sar Utha Ke Jiyo
Sadion Mein Ek Baar Milen -Ye Rishta Na Tootay
Mangti Hai Pyasi Dharti – Parampara
Hum Aashiq Hai – Sunny
Dono Nibhayein Apna Dharam - Ek Vivaah Aisa Bhi
Sunne Wale Sunlete Hain – Saaz
Na Tir Se Maro – Mohabbat ke dushman
Chaar Din Ka Safar (Sad) – Zaalim
Ang Jale Gora Rang Jale - Daku Hasina
Kitne Ajeeb Rishte Hain Yahaan Par – Page 3
Apni Hai Unchi Uraan -Unchi Uraan
Holi Ke Din – Chatpati
Aaj Matki Utaroonga - Paapi Farishte
Kudi Pat Jaayegi – Grahasthi
Rocky Aur Johny – Zakhmee Insaan
Chal Padi - Dil Pe Mat Le Yaar
USTAD BADE GHULAM ALI KHAN ‘S TOP 190 SONGS !
Yt Link:
Simply the greatest 'classical singer' in the history of music! Supreme commander of raag, taal, bhav, khayal, & sur. Viewed as sole revolutionary bringing popular interest & mass appeal to raag music! Direct or indirect guru, of most legend of legends of Indian music! A man beyond profl art,who famously never sang for cinema,except once,upon persistent request of long-time super fan Naushad, that too upon receiving what will be regd in record books as by far the highest profl fee ever recd for any art performance, 70 times more than highest paid performer of the times, Lata & Rafi, a imaginary price he'd only quoted to somehow get rid of prod -dir K.Asif, that much to his shock was instantly agreed upon! Ustad Amir Khan, a classical legend himself, hearing HIM, in ecstasy remarked, "They should ban public performances of the ragas Bade sahab touches.Will forever be a let down". Quotes: "If people of our region were trained in classical tehzeeb/manner,would've been no partition!" " I don't know nor care for place of origin, of the raga or it's ppl.All I seek is it's purity." "A true lover of tune,won't be cruel,but wary of hurting,also necessarily God loving & dedicated personality."
Ready reckoner on diff terms,raags,styles etc,for lay listeners:
1.Raag-A array of melodious swars,with musical motifs,to color mind & affect emotions 2.Vadi-Root swar 3.Samvadi-Significant " 4.Nyas-Most used " 5.7 shadja(swar)-sa(Shadaj),re(Rishabh),ga(Gandhar),ma(Madhyam),pa(Pancham),dha(Dhaivat),ni(Nishad) 6.Komal-Soft swar(For 4/7-re,ga,dha,ni) 7.Teevra-Sharp "(ma) 8.Shudh-Natural " 9.Achal-2 Swar with no variants(pa,sa) 10.Thaat-Parent scale,used to classify raags 11.Aroh-Ascending scale 12.Avroh-Descending " 13.Vakr-11&12 above,not in same order 14.Drut(laya)-Conc'g fast tempo of raag.Gen'y 160-320 beat/min.Many base full recitals on drut mode(Teentaal) 15.Khyal-Style allowing unltd imagination to embelish ragas,requ'g more technicality than intellect 16.Bandish-'Fixed verse'.On relg-spiritual or royal panegyrics,or musicology,or romance.Strict on form+style. 17.Thumri-Radha-Krishna recitals,that arouse 'thumakna'(& dance of ghungru) 18.Dhrupad-Bandishes on Krishn 19.Tarana-Persian-Arabic words & phonemes in raags,medium to fast tempo RAAGS: 1.Todi/Bhairavi-Bhakti of female divine 2.Khamaj-Lite,sedate,husky;in thumris 3.Kafi-1or2,Bhimplasi,Pahadi,used in nt folk eg Thappa(fast,bouncy),Dadra(ghazal,slow),Holi,Kirtan,Bhajan 4.Gavti/Bheem-1+Khyal 5.Bhinn Shadj/Kaushik Dhwani-5 sur.No re-pa 6.Shankara-5 aroh 6 avroh,mostly higher notes 7.Multani-Noon 8.Malhar-Combo o'Raag Kafi & Raag Durga(sweet soothing mild),sung in patient seriousness. 9.Bahar-Malhar adapted 10.Malkauns-Oldest raags,sung 2-4am,for soothing & intoxicating effect. Derived from Mal and Kaushik, ie he who wears serpents like garlands–God Shiva.Created by Goddess Parvati to calm lord Shiva,post Tandav in rage of Sati's sacrifice. Also by Jain Tirthankaras when Lecturing Samavasarana. Ragini-Dhanashri. Most 'em pentatonic raags'r of Shaivait musical school. 11.Bageshri/~Raageshri- Popular late night raag,to depict emo of woman waiting for reunion with lover.1st by Tansen 12.Malgunji/Lankeshwari-Khamaj+B(R)ageshri 13.Chhayanat-Late eve,3hrs till midnt,reflecting high exuberance with mild pathos 14.Bihag-Loving raag,shudh saptak 15.Behagda-Bihag+Khamaj 16.Sohini-Passive sensuous 17.Kedar-Fav raag played lots by Krishna.Known to've thermal energy,& raagini of Raag Deepak,that conveys honesty, integrity & truthfulness,making mind aware of soul's true character. 18.Basant,also Hindol-hope in new spring onset,to start unseflishly afresh 19.Megh-When Govardhan Parvat was on Lord Krishna's short finger,Lord Shiva generated a Damru sound to protect Lord Krishna from the high energy release-Raga MEGH!Tansen's physical agony after singing Raag Deepak also pacified by it 20.Bhoopali-Bhakti ras,like Rag Shudh Kalyan & Yaman,abt evoking non-attachment 21.Marwa-Bhakti ras,sunset 22.Puriya-" in highr octave 23.Gunkali-Soft " 24.Sorath-Strong belief 25.Hameer-Nocturnal,gen'ly in upper octaves,on all natural notes 26.Kamod-Tough combo of Malhar,Hameer,Kedar,Chhayanat 27.Shyam Kalyan-Kamod+Kalyan 28.Lalit-Serene dev'l,at dawn 29.Tilang-V.sweet raag 30.Darbari(Kanada)-Grave,lot in lower octave(lower than most Kanada family raags),deeply emo,no frivolos decors 31.Asavari/Jaunpuri-To depict cold 32.Nayaki Kanada-Dynamic,enthu & full of vitality 33Sarang(family)-Of melodic history 34.Adana-Slow Darbari b4 Sarang drut(Ascetic on tiger skin) 35.Jaijaiwanti-Happiness & satisfaction of King winning battle+sadness of lost son 36.Tilak Kamod-Like Raag Des.V.melodious raag,of rains 37.Madhmad Sarang-Sarang mid 38.Pilu-In thumri etc 39.Sohini-Moist tranquil nt,high octaves 40.Kalingda/~Raag Bhairav-Peaceful morng contmplatv devtl 41.Paraj-Basant b4 Kalingda 42.Andolika-Caps shudh;Small komal/tivr 43.Hemant-Deep,soothing,aroh5 avroh7
Pictorial depiction of playlist: https://tooter.in/IndieSpace/posts/107715271386256227
POORNIMA / SUSHMA SHRESHTA ‘S TOP 220 SONGS !
Yt Link:
Itni Shakti hamein dena data - Ankush
Kaisi rahungi tere bina – Album
Teri Hai Zameen Tera Aasman - The Burning Train
Tumsa Koi Nahi – Poornima
Palkon Mein Sapne - Raja Ki Aayegi Baraat
Aayi Savan Ki Ritu Matvali - Awara Zindagi
Chod Mohe Gayile - Goriya
Rehte Nashe Mein - Papi Gudia
Ek Baar Ek Baar Pyar Se Toh Dekh - Sanam Teri Kasam
Chin China China - Aunty No. 1
Kya huva kuch huva - Rampur ka raja
Udhar Ki Zindagi - Dadaji Ki Chhadi Hu Main
Jab Tak Rahega Samose Mein Aaloo - Mr And Mrs Khiladi
Hungama Ho Gaya - Deewana Mastana
Choona Na Mera Ghungta – Agniputra
Yeh aalam yeh mausam -Jai kishen
Bharatpur Lut Gaya - English Babu Desi Mem
San Sana Nana Sai Sai - Banarasi Babu
Sona Kitna Sona Hai - Hero No 1
Mr. Lova Lova – Ishq
Har Waqt Mujh Mein Masti Masti – Krishna
Illa Loo Illa Loo – Mrityudaata
Har Janam Mera - Aaj Ka Samson
Lau Kaha Se Mai Wo Jubaa - Jaane Jigar
Inteqaam Ki Aag - Hum Nahin Bhoolenge
Mere Rabba - Sarhad Paar
Kahin Rut Badal Na Jaaye - Awara Zindagi
O My Sweetheart Dil Ko Dil Se Jod De
Kiss Me Come Quick
Tukur Tukur Dekhte Ho Kya – Masoom
Main No 1 Hoon – Vaade Iraade
Tum Tana Na Tana – Baharon ke Manzil
Channe Ke Khet Mein – Anjaam
Tu Tu Tu Tu Tara - Bol Radha Bol
Shaam Hai Dhuan Dhuan – Diljale
Behke behke kadam – Himmat
Saiyan Ke Saath Madhaiya Mein - Eena Meena Deeka
Cham Cham Chandni -Janam Kundli
Haye Hukku Haye Hukku Haaye Haaye - Gopi Kishan
Pinjre main popat bole
Barsaat main jab ayega sawan ka mahina – Maa
Jawani Diwani – Chamatkar
Kuch Hua Re Hua Re – Shastra
Dil Tera Deewana – Raghuveer
Hun Huna Re – Taaqat
Main Paidal Se Jaa - Hero No 1
Mera Mehboob Aayega - Gopi Kishan
Teri Kismat Mein – Kismat
A Aa E Ee Mera Dil Na Todo - Raja Babu
Mera Daaman - Haryanvi Pop
Ho Gaya Hai Mujhko Pyar Pyar – Dil Bole PIya piya
Chanda Ki Chori - Raja Ki Aayegi Baraat
Batti Na Bujha - Gopi Kishan
Chori Se Chupke – Dharam Yoddha
Dil Mein Hai Tu – Daata
Teesra Kaun – Teesra Kaun
Chudiyan Bajaungi - Betaaj Badshah
Main Hoon Gaon Ki Gori - Bol Radha Bol
Bichhuaa - Haryanvi Pop
Mera Lehenga Gher Ghumer - Hum Hain Bemisal
Chori Pakdi Gayi – Dil bole piya piya
Sarkai Lo Khatiya Jada Lage - Raja Babu
Saawan Mahina Lagi Hai Jhadi - Pehla Pehla Pyar
Kudi Tu Kudi Kamal Ki Tu - Sikandar Sadak Ka
Kuku Kuru Kuku Kuru – Himmat
Chhatri Na Khol Barsaat Mein - Gopi Kishan
Sana Sana Sannana – Barood
Eena Ko Mil Gayi Meena – Eena Meena Deeka
Ui Amma Ui Amma - Raja Babu
Aa Tujhe Main Pyar Doon – Bandish
Love Rap - Maine Dekha Jab – Krantiveer
Ban Gae Ban Gae Ban Gae yaar mere saiyya ki Sarkar
Chudiya Bajau Ki Bajau Kangna – Muqaddar
Yeh Dil Deewana - Vaade Iraade
Sajna teri bena -Ram Aur Shyam
Piya piya - Ram Aur Shyam
Yun to nazar baaz toone - Naam kya hai
Padhna Likhna Chhodo – Angrakshak
Kis Ladki Ne Dil Mera Chhina – Mafia
Turu Ru Turu Ru – Elaan
Panga Na Le Mere Naal -Haseena Maan Jaayegi
Jumme ke Jumme Ghar Aaya Karo – Mr & Mrs Khiladi
Janu Mai Jane Tu – Gangster
Looshe Wai Wai - Jai Kishen
Tera naam likh diya - Baharon ki manzil
Mera Dil Bola – Elaan
Meri Jaan Dua Karna – Baharon ki manzil
Godna God Mohe – Vinashak
Log Aate Hai – Pehchaan
Dheere Dheere Nazar Ladne De – Pehchaan
Mujhko Ek Pappi Chahiye – Vijeta
Ek Ladki Pataka - Apne Dam Par
Sama Hai Mastana – Dil Bole Piya Piya
Mantar Maar Gaya – “
Yaar Mera Chikna Ghada - Badle Ki Aag
Tukur Tukur Dekhte Ho Kya – Masoom
Munna Main Chunna Tu - Khoon Ka Sindoor
Nazro Se Aaj Nazre – Tahkhana
Godanwa Godo Mori Baiyaan Ji – Mudda The Issue
Intvw
Tu Mere Dil Mein Bas Ja – Judwaa
Biwi No.1 - Biwi No.1
Sirf Sunday Ko – Ansh
Taana Tandana –Insaaf
Laddu Motichur Ka - Hote Hote Pyaar Ho Gaya
Teetar Teetar – Bandish
Chu Chu Chu - Kyun Sharmaye Kyu Ghabraye
Gore Gore Gaal Meri Jaan Ke - Jai Vikranta
Parody Song- Mehendi
Pari Kahan Se Aai - Khoon Ka Sindoor
Dilwala Dil Legaya - Dil bole piya piya
Ankhon Mein Mohabbat Hai – Gair
Dil Deewana Mane Na- Janam Kundli
Haye Ram Buddhe Me Bada Dum Hai – Zahreela
Choli Ke Andar Kya Hai – Khalnaaika
Gajab Siti Maare Saiyan Pichware - Lahoo Ke Do Rang
Ittefaq raaton ko
O Jaanu O Mere Jaanu -Pehla Pehla Pyar
Gali Gali Tere Husn Ki - Miya Biwi Aur Saali
Aiya Aiya Aiya Masti Cha Gayi –
Mama Miya Mama Miya –
Jeth Ki Dopahri Mein - Coolie No. 1
Dhik Ta Na Na (Female) – Laadla
Dhik Ta Na Na – Laadla
Chal Kar Le Thoda Pyar - Tu Chor Main Sipahi
Tak Jhoom – Mrityudaata
Aadhi Si Raat - Haryanvi Pop
Gore Rang Pe Itraye – Suhag
Love Me Love Me – Taaqat
Nadhin Dhinna - Mr. Bechara
Suno Miya Suno Miya - Kyo Kii Main Jhuth Nahin Bolta
Mujhe Hero Ban Jaane Dee - Mr & Mrs Khiladi
Ab Tak Hai Puri – Kudrat
Aao Chalo Hum Kare Nain Mataka – Loafer
Sasuji – Rajaji
Gora Pareshaan Hai – Shikari
Ab Tu Meri – Prince No 1
Lut Gayee – Hulchul
Love Love - Hindustan Ki Kasam
Darwaja Khula Tha - Sar Uthake Jiyo
Dil Mera Udaas Hai –Angrakshak
Kuch Kuch Kuch Ho Raha Hai – Loafer
Ek Chadar Do Sone Wale - Betaaj Badshah
Gora Gora Rang – Dil bole piya piya
Sabse Badi Dosti – Baharon ke manzil
Goriya pyar mujhe - Mere Humsafar
Maine Kya Julm Kiya - Eena Meena Deeka
Chaadar Bichhayi Diyo Na - Aakhri Dacait
Tan Tana Tan Tan Taara – Judwaa
Oonchi Hai Building – Judwaa
Ooperwale neeli chhatri – Lalchee
Soorat Hai Meri Bholi – Jai Kishen
Roop Salona Tera Dekh Ke - Jaani Dushman
Chhod De Janeman Apni Zid Chhod De – Chandaal
Kashmakash Badhi Toh – Cheetah
Tum Tum Ho Ke Nahin - Saatwan Aasman
Ooyee Ooyee Meri Amma - Bewafa Sanam
Agar Barsaat Na Hoti To Dil Ki Bat – Janam Kundli
Amanat
Ladke Aaj Ke Ladke – Vijaypath
Mera Dil Bole Piya Piya
More Piya Ke Sang – Goriya
Dil Tera Badmaash Hey karta hai –
Dil Dhadak Mera – Mard
Jaane Jaana Tune Chua
Angoorwali Bagiyan - Maa Kasam
Ek Ladki Nache Raaste Mein – Suraj
Mujhe Ekraar Karna De Zara Izhar –Bhai
Neend Aati Nahin – Vijeta
Pyaar Ki Rail Gadi - Sabse Badhkar Hum
Sawan Ki Raat Suhani – Rangbaaz
Mach Gaya Shor – Barood
Galiyan Da Munda - Do Numbri
Chhan Chhana Chhan
Chum Le Mere Balon Ko – Shapath
Dekho Jo Palat Ke – Zameer
Yeh Dil Ka Dhadkana - Sikandar Sadak Ka
Chikne Chikne Gaal - Sher E Hindustan
Doob Ke Dariya Mein · Saajan Chale Sasural
Oee maa ye kya ho gaya - Aao Pyaar Karen
Towel Mein Baahar Jaaogi - Eena Meena Deeka (Contd)
0 notes
siddiqbabukhan · 5 months
Text
Quran k Sure Ahezaab Aayat No 14 me Allah ne Kaha:Makka k Dushman Madine k Musalmano ko Mitane k liye Aaye the.
In Musalmano me Bahut se Munafiqh Musalman b the.Jo Khush ho Rahe the.Makka ki Fauje Rasool aur Sahaba ko Khatam Karne Aayi hain.
Allah ne Kaha:Agar Makka k Dushman in se Kahete Kaafer Ban Jao.
Ye Munafiqh Jaldi se Unki Baat Maan Kar Kaafer Ban Jate.
Yehi Haal Arbo ka hai.
Inka Mi Baap America Bol Diya.Yahudiyo ki Madad Karna hai.
Sare Arab Bole.Ji Huzoor
Quran me Allah ne Jo Baate Bayan Farmayi hain.Wo Qyamat Tak Badal Badal Kar Samne Aati Rahengi.
har Musalman ko Quran ka ilm Hona Zarori hai.
Agar ilm nahi hai.Marte Dam Tak Shaitan k Shikanje me Phansa Rahega.
0 notes
life-by-allah · 1 year
Text
Maa baap ka kehna maan na aur inki farmaan bardari karna har achche bachche ke liye zaroori hai aur sab achche bachche aisa karte hain, Allah Ta'ala bhi baar baar takeed karte hain ke maa baap ka kehna maano lekin jab wo shirk karne ko kahe to phir maa baap ka kehna bhi nahi maan na chahiye...!
Allah Ta’ala Quran Sharif mei farmate hai : Hum ne har insaan ko apne Maa Baap k sath achacha sulook karne ko nasheehat ki hai, haan agr wah yah koshish karein ke aap mere sth usse shirk kar lein jiska apko ilm nahi toh unka kehna na manein, tum sb ko lautna meri hi tarf hai phir Main har uss chiz se jo tum karte the tumhe khabar dunga. (Surah An Kaboot, 8)
0 notes