Tumgik
gulabiaankhein · 1 year
Text
"Mai raha umr bhar juda khud se,
Yaad main khud ko umr bhar aaya."
9 notes · View notes
gulabiaankhein · 2 years
Text
when Nasir Kazmi said “daem abad rahegi dunya, ham na honge koi ham sa hoga” and when Ahmad Faraz said “ham na hote to kisi aur ke charche hote, khalqat-e-shahr to kahne ko fasane mange”
177 notes · View notes
gulabiaankhein · 2 years
Text
Tere alfaaz hum bhool bhi jaaye agar,Par tere lehze mujhse bhoole nhi jaaege.
—Wajid shaikh, from Her name is moon,Indore IN
216 notes · View notes
gulabiaankhein · 2 years
Text
Tumblr media
ye kin nazroñ se tū ne aaj dekhā
ki terā dekhnā dekhā na jaa.e.
Tumblr media
hamesha ke liye mujh se bichar jā
yeh manzar bār-hā dekhā na jāye.
- Ahmed Faraz — احمد فراز
462 notes · View notes
gulabiaankhein · 2 years
Text
Tumblr media Tumblr media
زندگی کے سفر میں گزر جاتے ہیں جو مقام
وہ پھر نہیں آتے، وہ پھر نہیں آتے
پھول کھلتے ہیں، لوگ ملتے ہیں، مگر
پت جھڑ میں جو پھول مرجھا جاتے ہیں
وہ بہاروں کے آنے سے کھلتے نہیں
zindagi k safar ma guzar jaty hain jo maqam
wo phir nahi atay, wo phir nahi atay
phool khiltay hain, log miltay hain, magar
pat jhar mai jo phool murjha jatay hain
wo baharo k anay se khiltay nahi
Tumblr media Tumblr media
کچھ لوگ اک روز جو بچھڑ جاتے ہیں
وہ ہزاروں کے آنے سے ملتے نہیں
عمر بھر چاہے کوئی پكارا کرے ان کا نام
وہ پھر نہیں آتے، وہ پھر نہیں آتے
kuch log ek roz jo bichar jatay hain
wo hazaro k anay se miltay nahi
umar bhar chahy koi pukara kary en ka naam
wo phir nahi atay, wo phir nahi atay
321 notes · View notes
gulabiaankhein · 2 years
Text
Aadhi si reh gayi hu is saal ki tarah,
Tumse ho sake to bacha lena.
inspired by @iwajidshaikh <3
79 notes · View notes
gulabiaankhein · 2 years
Text
Har waqt milti rehti hai mujhe anjaani si saza,
mai taqdeer se kaise puchun mera kasoor kya hai.
140 notes · View notes
gulabiaankhein · 2 years
Text
Tumblr media
"Ye rona-dhona kis baat ka,
Jo kho gaya wo saath laaye the kya?"
560 notes · View notes
gulabiaankhein · 2 years
Text
"Sukoon bhi tere sajde mein milta hai,
Ya allah tu maut bhi sajde mein hi dena"
Tumblr media Tumblr media
"Khwaabon ki duniya mukammal kaha hai,
Jeene ki khwaaish mein marna yahan hai"
229 notes · View notes
gulabiaankhein · 2 years
Text
When Ahmad Faraz said, "Ab key ham kabhi bichrey to shayad khuwabon mein miley" and Wajid Shaikh said, "Khuwaab hi aasra hai ab mulaqat ka, hui muddat ham khuwabo mein bhi na miley".
125 notes · View notes
gulabiaankhein · 2 years
Text
तेरे पायल की खनक मुझे दहशत में न ड़ाल दे,
तू पहनना छोड़ दे इन्हें या फिर इनके घुंघरू निकाल दे।
89 notes · View notes
gulabiaankhein · 2 years
Text
Tumblr media Tumblr media
"Uske chehre ki chamak ke saamne saada laga,
Aasmaan pe chaand poora tha magar aadha laga"
200 notes · View notes
gulabiaankhein · 2 years
Text
Tumblr media Tumblr media
Daudh daudh ke kadam milaata hoon,
Zindagi ye kitni tez chalti hai.
—Gulzar
121 notes · View notes
gulabiaankhein · 2 years
Text
"Kehne walo ka kuch nahi jaata,
Sehne wale kamaal karte hain
Kaun dhundhe jawaab dardon ke,
Log toh bas sawaal karte hain."
—Gulzar
292 notes · View notes
gulabiaankhein · 2 years
Text
When Gulzar said "Aankhein thi jo keh gayi sab kuch, Lafz hote to mukar gaye hote" and when Javed Akhtar said "Kisi zubaan mein bhi woh lafz hi nahin, ke jin mein tum ho kya tumhein bata sakoon".
I felt that.
359 notes · View notes
gulabiaankhein · 2 years
Text
When Sheen Kaaf Nizam said "Tu akela hai, bandh hai kamra, Ab to chehra utaar kar rakh de". And when Rabail Ali said "Yeh chehra sirf ek zariya hai apne ehsaas jataane ka."
82 notes · View notes
gulabiaankhein · 2 years
Text
Tumblr media Tumblr media
"Darwaza chhota hi rehne do apne makaan ka,
Jo jhuk ke aagaya samjho wahi apna hai."
484 notes · View notes