Tumgik
#guftagu
saher-e-sahel · 1 year
Text
Goshware
Khizan ke mausam mein
In darakhton pe
Kahin kahin patte
Jese
Inke goshware hon
Un goshwaron main band
Hamare pyar ki baat
Woh baat
Jo tumne
Ankhon se kahi thi mujhse
Ab kabhi ye hawa
Jo un goshwaron se ulajhti hai
To hamare pyar ki baat
Jaa ke
Badalon se kehti hai
To aksar hum ne dekha hai
Us din
Ye badal
Ghir ghir ke aate hain
Ye sawan
Jhoom jhoom barasta ha
10 notes · View notes
mushairaah · 2 years
Text
"Jaane kyun mehsoos hota hai ke uski har muskurahat mein khayal hai mera.. Uski har nazar mein meri hifaazat ki dua hai...
Jaane kyun lagta hai ke uske har khwaab mein deedar hai mera.. Ke uski har nazm mein jawaab hai, mere unn sawaalon ka jo maine kiye hi nahi....
Kya ye koi ishaara hai!"
"Han. Tabahi ka"
5 notes · View notes
peerzadafaizan · 2 months
Text
ہزار بار ہوئی اُس سے گفتگو لیکن!
ہزار بار کوئی بات رہ گئی مُجھ سے...
Hazaar baar hui us se guftagu lekin!
Hazaar baar koi baat reh gayi mujh se...
I spoke to her a thousand times!
A thousand times later, something still remained unsaid .
180 notes · View notes
Text
Tumblr media
"badi lambi guftagu karni hai tum aana ek poori zindagi lekar"
-Unknown
237 notes · View notes
meetmylivingghosts · 8 months
Text
Badi lambi guftagu karni hai,
Tum aana, ek poori zindagi le kar.
61 notes · View notes
Text
Tujhe kya ghum?
तुझे क्या ग़म?
Tera rishta gagan ki bansuri se hai,
तेरा रिश्ता गगन की बांसुरी से है,
Pavan ki guftagu se hai,
पवन की गुफ्तगू से है,
Suraj ki roshni se hai.
सूरज की रोशनी से है।
Tumblr media
15 notes · View notes
tasavvur-e-jaana · 8 months
Text
Wo kehte hain ishq ki zubaan nahi hoti To phir mujhe bataaye ki urdu kya hai?
Gar har sajde mein qubool ho jaati hai dua, To koi mujhe samjhaaye ki aarzoo kya hai?
Kya har mod par naqsh e paa khojte rahenge? Saamne hai, haath nahi aata yeh justju kya hai?
Ret ke zarre sa ungliyon se fisaltaa hua, Dasht e tanhaai mein teri khushboo kya hai?
Kya baat hogi mujhse mere khaak hone ke baad, Aaj shaam haseen hai, keh de guftagu kya hai?
46 notes · View notes
rogu3-chef · 3 months
Text
Zindagii jeene ki kashmakash me, zindagi jeena bhul gaya
Pyaar karne ki guftagu me pyaar Lena bhul gaya.
Zindagi ki kasauti me daav khelna bhul gaya
Rone ki aadat ho chuki kyunki ab main hansna bhul gaya
12 notes · View notes
Text
"Badi lambi guftagu karni hai tum aana, ek puri zindagi le kar."
Wajid shaikh
Tumblr media
76 notes · View notes
syyedmohdsaad · 5 days
Text
when wasi Ahmed wrote about his ego problem-
Ye Tumko Wehm Hai Ki Agaz-e Guftagu Ham Karenge Wasi
Ham Jo Khud Se Ruth Jaye To Sadiyon Khamosh Rehte Hai
4 notes · View notes
mahamislamkhan · 2 months
Text
Hazaar baar hui us se guftagu lekin!
Hazaar baar koi baat reh gayi mujh se...
Tumblr media
3 notes · View notes
Text
Puri raat guzaar du tujh se guftagu kar ke , tu ek baar keh kar toh dekh , "Tera Bina nind nahi aati "
58 notes · View notes
benaamkhattt · 3 months
Text
Khamoshi?
is khamoshi ke beech me shor ki kami poori karrhe hain
kabhi musalsal koi gaana sunke toh kabhi
guftagu ke gaddhon ko bhar ke.
toh hain kuch aisa ki khamoshi raas nahi aati hume, sab kuch agar khamosh hojaye toh zehen ki aawaazein shor krna shuru kar deti hain
wo aawazein bhaagti hain shadeed raftaar me
shayad isi liye mamooli se kaam krte hue bhi har waqt kaano me gaano ke alfaazon ki zaroorat si padhti hain.
Agar logo ke saath baithe hain aur baaton ke beech me ek ajeeb sa sannata chaa jaaye toh
ajeeb si kaifiyat hojati hain
kuch na kuch bolne ki koshish hoti hain ki zehen ki aawazein shor na shuru krdey
Shayad mere zehen ke shor se ye logon ki aawazein aur mere pasandeeda gaano ke lafz behtar hain ,
har waqt koshish rehti hain khamoshi se bhaagne ki
bas tumhare saath nahi, tumhare saath ye khamoshi bhi raas aajati hain.
Zehen ke shor se bhaagne ka koi matlab nahi lagta , tumhara saath har shor ko rok deta hai
aur bachti hain toh sirf khamoshi , jo sirf tumhare saath achi lagti hain.
-i.j
#khayaal #poetry #urduadab #khamoshi #poems #kabristaan #khat #benaam #urdu #jaun #selfwritten
3 notes · View notes
daisies-and-chai · 10 months
Text
tujhe kya gum, tera rishta
gagan ki basuri se hai,
pawan ki guftagu se hai,
suraj ki roshini se hai
5 notes · View notes
oreoyuu · 2 years
Text
Tujhse guftagu der tak chalay, iss liye teri har baat sy ikhtelaf kiya
5 notes · View notes
strangerindunya403 · 2 years
Text
Tujhse guftagu dair tak chalay, iss liye teri har baat sy ikhtelaf kiya.
3 notes · View notes