Tumgik
#wo teri yaad mein
shyam-kariya · 6 months
Text
Tumblr media
Writing someone a letter not merely transcends words; it is a heartfelt expression, a dance of emotions inked onto paper. The strokes of the pen weave a tapestry of connection, a tangible manifestation of one's thoughts and feelings. The beauty lies not only in the prose but in the intention, the time taken to convey sentiments in a medium that outlasts fleeting conversations.
45 notes · View notes
aurkitnarulaoge · 3 months
Text
Things my friend group has said that made me question my life choices:
*imitating Daya bhabhi* "He Ma Majati!!... Bhala kare pitaji..."
"Bhagwan bhi banane ka copyright nahi leta, maa-baap to phir bhi insaan hain."
"Nark me maroge." "Yamraj se flirt kar lenge."
"Titanic kaise dubi thi?... dub dub dubbak dub."
"Haye rama ye kya kya hua kyu— muskaan joothi hai~~"
*to english teacher* "Roz roz kyu chale aate ho ma'am?"
*to our physics teacher* "aye haye chunri teri lageni gulabi sharara"
"Bas college degree mil jaye— phir ek amir bap ki aulad ko dhamkake shaadi kar leni hai maine"
*to class topper* "Tu to bewajah badnam hain, ye physics wali to zyada pakati hain."
*to English teacher* "Principal se taarif dilwaenge to games doge?"
"Bas ek bar MLA ban jana hain." "Kyun?" "Wo lal batti wali gadi ke andar parde kaise lagate hai dekhna tha."
"Drugs ka dhandha karenge. Paison se science degree khareedkar chief minister ban jaege— main Kerela ki tu Tamil Nadu ki." "Ghar se bohot door nhi padega?" "Helicopter helicopter~~"
"Aao kabhi haveli pe."
"Padhai? Wo kya hai?"
"Johnny Johnny?" "Yes papa?" "Doing drugs?" "Yes papa." "Tabhi gender nhi bta pa raha mera baccha..."
"Jaanwar janwar mat kr fir katungi to rona ayega."
"<name> mera bhai hain. Desh ka sipahi hain. Bolo mere saath <insert gaaliyaan>"
"Abe <censor> ki <censor> ki <censor> <censor> ke <censor> <censor> <censor> ke choohe!!! Himmat hain to samne aakr bol!!!"
"Bottle mein daaru bhar kr aate ho kya? Ye kaisi harkatein kar raho ho?" "Dekha? Ishiliye sasti lene ke liye mna kiya tha."
"He bhagwaan hai kaha re tu?"
*to maths teacher* "Bas ek aur baar wo question repeat kar do to bell baj jayegi."
*to bio teacher* "nanna re nanna re nanna re na na re class me mat aana class me mat aana~~"
*in basketball court* *to boys* "half court ki line de hi u-turn le lo aaj hum 3X3 khel rahe hain."
*leaving class to go home* "Itni khgushi... itni khgushi mujhe aaj tak nhi hui— are hamari prem bhai kidhar gayi?"
"HAMARE JAISA BOLO!!! BOLNA SEEKHO!!! BHUKH ANDOLAN KARO!!!"
"Dono taraff pahadon ka vaas hain."
"Chemistry ab nhi hota. Chalo sanyaas lete hain. Sab apna apna katora leke aana."
"Gaaliyon aur song lyrics yaad karne me phd ki hai."
Etc. Etc.
14 notes · View notes
Note
likhe jo khat tujhe wo teri yaad mein hazaro rang ke nazare ban gaye 😞
actually likhe jo khat mujhe mere paas sambhal ke pyaar se rakhe hai right next to pyaare pyaare jhumke and tsoa and glow in the dark stickers that im too lazy to stick😭
13 notes · View notes
om-is-ok · 1 year
Text
Lyrics which reminds me of you:
सुरीली अँखियों वाले, सुना है तेरी अँखियों से, बहती है नींदें और नींदों में सपने, कभी तो किनारों पे उतर मेरे सपनों से, आ जा ज़मीन पे और मिल जा कहीं पे, मिल जा कहीं ओ ओ, मिल जा कहीं समय से परे, समय से परे मिल जा कहीं, तू भी अँखियों से कभी मेरी अँखियों की सुन...
Tere liye chaand bhi rukta hai, tere liye oas tehrti hai, yaad nahi tha, yaad aaya...
Chand aasmano se laapata ho gaya, Chal ke mere ghar mein aa gaya, aa gaya... Main khush kismat hoon bakhuda iss tarah, Ho jaaye poori ik dua jis tarah... Tere bin meri jaana kabhi, Ek pal bhi guzaara nahi... Teri aarzoo ne khud se begana kar diya...
तुझे सोचता हूँ मैं शाम-ओ-सुबह इससे ज़्यादा तुझे और चाहूँ तो क्या? तेरे ही ख़यालों में डूबा रहा इससे ज़्यादा तुझे और चाहूँ तो क्या?
Dekha hazaron dafa aapko, Phir beqarari kaisi hai, Sambhale sambhalta nahi ye dil, Kuch aap mein baat aisi hai...
Tum sabah ho, ya ghata ho khekasha ho saiba ho, Subha ki pehli kiran ke jaise, Beba ke alhade pawan ke jaise, Khusboyein tum lootathi ho, Masti mein chur chur, Masha allah, masha allah, masha allah...
Uska hoon, usmein hoon, Us-se hoon usi ka rehne de, Main to pyaasa hoon hai dariya wo zariya wo jeene ka mere, Mujhe ghar de, gali de, shehar de, Usi ke naam ke, Kadam yeh chalein ya rukein, Ab usi ke vaste, Dil mujhe de agar dard de uska par, Uski ho wo hansi goonje jo mere ghar, Aye Khuda, aye Khuda jab bana uska hi bana...
है जो ईरादे बता दूँ तुम को शरमा ही जाओगी तुम, धडकने जो सुना दूँ तुम को घबरा ही जाओगी तुम, हम को आता नही है छुपाना होना है तुझं मै फणा, चांद सिफ़ारिश जो करता हमारी देता वो तुमको बता...
Jab tujhko paata hai Dil muskurata hai, Kya tujh se hai waasta, Kya tujh me dhoondu main, Kya tujh se chaahu main, Kya kya hai tujhme mera, Jaanu na main tujhme mera hissa hai kya, Par ajnabi apna mujhe tu lagaa, Jaanu na main tujhse mera rishta hai kya, Par ajnabi apna mujhe tu laga...
और मिश्री सी तेरी बातें ये, यूँ हौले-हौले याद आ रहीं हैं, और मीठी सी तेरी यादें अब, यूँ रातों में सुला जा रहीं हैं
....
तेरा, तेरा ही, मैं हो गया हूँ सोने के महलों में, तेरा, तेरा ही, मैं हो गया हूँ मिट्टी के शहरों में
Marhami sa chaand hai tu, Diljala sa main andhera, Ek dooje ke liye hain, Neend meri khwaab tera, Tu ghata hai phuhaar ki, Main ghadi intezaar ki, Apna milna likha issi baras hai na, Jo meri manzilon ko jaati hai, Tere naam ki koi sadak hai na, Jo mere dil ko dil banati hai, Tere naam ki koi dhadak hai na...
Marne ka sabab maangta raha dar-ba-dar, Mitne ko toh dil pal mein raazi hua, Poori hui har aarzoo har daastaan meri, Ke tum shuru hue jahan main khatam hua... Kurbaan hua…
Hale dil tujhko sunata, Dil agar yeh bol pata, Bakhuda tujhko hai chahta jaan, Tere sang jo pal bitaata, Waqt se main woh maang laata, Yaad karke muskuraata haan...
Tham gaya ye shama hosh hai laapta tere deedar kar, Rafta rafta sanam tumse mili nazar toh hua hai asar...
खामोशियाँ जो सुनले मेरी इनमे तेरा ही ज़िक्र है खाव्बों में जो तू देखे मेरे तुझसे ही होता इश्क है, उल्फत कहो इसे मेरी ना कहो है मेरा कुसूर कोई हूर.. जैसे तू कोई हूर.. जैसे तू...
Sundar sundar woh haseena badi sundar sundar, main to khone laga, uske nashe mein bin piye behka...
Kisi shaam ki tarah tera rang hai khila, Main raat ek tanha tu chand sa milla, haan tujhe dekhta raha kissi khwab ki tarah jo ab samne hai tu ho kaise yakeen bhala, Toota jo kabhi tara sajna ve tujhe rab se maanga rab se jo maanga mileya ve...
क्या कह के गया था शायर वो सयाना, आग का दरिया डूब के जाना, तू सबर तो कर मेरे यार, ज़रा सांस तो ले दिलदार, चल फिकर नू गोली मार यार है दिन जिंदडी दे चार, हौले हौले हो जाएगा प्यार चलिया, हौले हौले हो जाएगा प्यार
Par uss ladki ka thoda alag andaz, Ankhey nashili uska chehra noorani, Jab chalti thi lagti thi, Dunia ki rani, Meethi meethi uski batein, Uski apni ada thi vo sabsey juda...
Tumblr media Tumblr media
31 notes · View notes
Text
Tumblr media Tumblr media
When Mohammad Rafi sang, 'Likhe jo khat tujhe wo teri yaad mein' and when Murakami wrote 'I'll write to you. A super-long letter, like in an old-fashioned novel'
187 notes · View notes
mastmalangs-blog · 15 days
Text
manzilen lakh kathin aaen guzar jaunga
hausla haar ke baithunga to mar jaunga
chal rahe the jo mere sath kahan hain wo log
jo ye kahte the ki raste mein bikhar jaunga
dar-ba-dar hone se pahle kabhi socha bhi na tha
ghar mujhe ras na aaya to kidhar jaunga
yaad rakkhe mujhe duniya teri taswir ke sath
rang aise teri taswir mein bhar jaunga
lakh rokein ye andhere mera rasta lekin
main jidhar raushni jaegi udhar jaunga
ras aai na mohabbat mujhe warna 'saqi'
main ne socha tha ki har dil mein utar jaunga
2 notes · View notes
devspeaks · 1 month
Text
Aadha adhure khayal
Aadhe adure sawaal
Aadhe se iraade
Aadhe adhoore kuch fariyaad
Aadhe se kuch hum
Tum bin kya kaha kaise jee rehe hai hum
Aadhe se kuch sapne
Jinme aadhi si reh gayi wo baat
Aadhi si phir se reh gayi mulakaat
Puri ho na jaane kab ho apni baat
Aadhe se wo sawaal
Jinke adhoore hi reh jaane hain jawaab…
Phir bhi ek kosish humne chedi hai
Yeh waqt kuch aise tham jaaye
Aur woh ghadi sirf meri aur teri hai
Par ilm hai hamein iss baat ka bhi
Ki waqht ki fitrat me hai chalte jana
Na wakht ne hai rukna
Na humne hai milna
Zindagi ki is gaadi ko hai yunhi chalte chale jana
Par dua hai iss dil ki
Aap sada hasna, muskurana
Aur jab kabhi hamari yaadein zehen me dastak de jaayen
To meethe se nagme ki tarah
Hamare naam ka koi geet gunguna jana
Haan aur ek baat yaad rakhna
ki koi deewana sa tha hai aur rehega intezaar mein tere
Aur Kabhi gujre hum aapke khayal mein phir se wohi milenge intezaar mein tere
Wohi waqt wohi ghadi aur wohi Dil liye
Ki tu wapis aaye humare zindagi mein iss tereh
Jahan aapka waqt dil aur aap ho sirf humare liye
Jahan aapka waqt dil aur aap ho sirf humare liye.....
2 notes · View notes
phanirajhamraaz · 5 months
Text
Tumblr media
Teri iin yaddon mein,main aise uljha sa hoon,Ki sayad tu khud vi ,suljha na sakke,Kyunki ,ye yaadein jo he na koi mitta sakta he ,na koi firse banna sakta hain,Wo tera mujhe dekh kar hi muskurana,Wo tera bin bole baatein samajh janna,Wo teri katil si nigahen,Yaad rahengi mujhe,Kyunki Ye wo yaadein he jo na,koi mitta sakta hain ,Na koi firse banna sakta hain
~phanirajhamraaz
5 notes · View notes
ayushtic · 1 year
Text
Mera sar jhuka hoga, sajda hua hoga,
Tera zikr jaise khubru nuqta hua hoga.
*Khubru=beautiful
.
Likha hoga tere baare mein naya ek afsana,
Hai shaq ke tujhse ishq mujh'ko dobara hua hoga.
.
Mujhe kuch yaad nahi hai uss ek lamhe ke baad ka,
Tera chehra tere ghunghat se beparda hua hoga.
.
Kayi saansein ruki uss bazm mein teri daakhili ke baad,
Koi zinda bacha hoga, koi murda hua hoga.
*bazm=party/social gathering
*daakhili=entry
.
Ye kaisi hai khalish si seene mein tujhe dekhne ke baad,
Jo seene mein dafan tha dil wo parinda hua hoga.
*khalish=uneasiness
.
-A🍂
6 notes · View notes
veiledpoetess-blog · 1 year
Text
Tumblr media
Fasle aise bhi honge ye kabhi socha na tha
Samne baitha tha mere aur wo mera na tha
Wo ki khushbu ki tarah phaila tha mere chaar-su
Main use mahsus kar sakta tha chhu sakta na tha
Raat bhar pichhli si aahat kan mein aati rahi
Jhank kar dekha gali mein koi bhi aaya na tha
Main teri surat liye sare zamane mein phira
Sari duniya mein magar koi tere jaisa na tha
Aaj milne ki khushi mein sirf main jaga nahin
Teri aankhon se bhi lagta hai ki tu soya na tha
Ye sabhi viraniyan us ke juda hone se thin
Aankh dhundlai hui thi shahr dhundlaya na tha
Sainkadon tufan lafzon mein dabe the zer-e-lab
Ek patthar tha khamoshi ka ki jo hatta na tha
Yaad kar ke aur bhi taklif hoti thi 'Adeem'
Bhul jaane ke siwa ab koi bhi chaara na tha
Maslahat ne ajnabi hum ko banaya tha 'Adeem'
Warna kab ek dusre ko hum ne pahchana na tha
Fasle aise bhi honge ye kabhi socha na tha
Samne baitha tha mere aur wo mera na tha
– Adheem Hashmi
4 notes · View notes
zuhaaair · 2 years
Text
Donon jahan teri mohabbat mein haar ke
Wo ja raha hai koi shab-e-gham guzaar ke
Veeran hai mai’kada khum-o-saagar udaas hain
Tum kya gaye ki ruth gaye din bahaar ke
Ek fursat-e-gunah mili wo bhi chaar din
Dekhe hain hum ne hausle parwardigar ke
Duniya ne teri yaad se begaana kar diya
Tujh se bhi dil-fareb hain gham rozgaar ke
Bhoole se muskura to diye the wo aaj ‘faiz’
Mat puchh walwale dil-e-na-karda-kar ke
5 notes · View notes
princessnen · 5 months
Text
Yeh Gham Kya Dil Ki Aadat Hai! Nahin To
Kisi Sey Kuch Shikaayat Hai! Nahin To
Hai Woh Ek Khwaab-E-Be-Taabeer
Bhula Dene Ki Neeyat Hai! Nahin To
Kisi Ke Bin, Kisi Ki Yaad Ke Bin
Jiye Jaane Ki Himmat Hai! Nahin To
Kisi Soorat Bhi Dil Lagta Nahin! Haan
To Kuch Din Se Yeh Haalat Hai! Nahin To
Tujhe Jisne Kahin Ka Bhi Na Rakhkha
Woh Ek Zaati Si Wehshat Hai! Nahin To
Tere Is Haal Par Hai Sab Ko Hairat
Tujhe Bhi Is Pe Hairat Hai! Nahin To
Hum-Aahangi Nahin Dunia Se Teri
Tujhe Is Par Nadaamat Hai! Nahin To
Hua Jo Kuch Yehi Maqsoom Tha Kya!
Yehi Saari Hikaayat Hai! Nahin To
Azeeyat-Naak Ummeedon Sey Tujh Ko
Amaan Paaney Ki Hasrat Hai! Nahin To
Tu Rehta Hai Khayaal-O-Khwaab Mein Gum
To Is Ki Wajha Fursat Hai! Nahin To
Wahaan Waalon Sey Hai Itni Muhabbat
Yahaan Waalon Se Nafrat Hai! Nahin To
Sabab Jo Is Judaai Ka Bana Hai
Wo Mujh Se Khoobsoorat Hai! Nahin To
0 notes
lyricsssdotin · 6 months
Text
Song:FarehaaArtist:B PraakLabel:Desi MelodiesLyrics:Jaani Fareha Lyrics Oh Fareha Na Woh Ishq Hai Wo Na Intezar Mera Oh Fareha Na Woh Noor Hai Na Dil Ko Karaar Mera Oh Fareha Main Iss Paar Tu Uss Paar Toh Mujhe Lagta Hai Oh Fareha Oh Toone Raavi Mein Baha Diya Hai Pyaar Mera Oh Fareha Main Tera Desh Mera Desh Bana Sakta Nahi Oh Fareha So Masla Yeh Main Lahore Aa Sakta Nahi Oh Fareha Log Kehte Hain Baadal Sa Chha Gaya Oh Fareha Oh Koyi Aur Teri Zindagi Mein Aa Gaya Main Kya Hi Bataun Woh Kya Tha Ho Mere Vaaste Woh Ganda Sama Tha Woh Taarik Thi Meri Maut Ki Ho Tera 10 December Nikaah Tha Nikaah Tha Oh Farehaa Oh Toone Mujhko Nikaah Mein Bulaya Nahi Oh Farehaa Main Tera Apna Tha Koyi Paraya Nahi Oh Farehaa Oh Diya Ishq Se Mann Toone Maar Mera Oh Fareha Oh Toone Raavi Mein Baha Diya Kya Pyar Mera Farehaa Farehaa Farehaa Farehaa Farehaa Farehaa Farehaa Farehaa Farehaa Farehaa Farehaa Farehaa Ho Bewakoof Main Jo Pada Tere Pyar Mein Ho Mar Gaya Main Te Mann Mareya Mera Tere Haathon Mein Mehndi Lagi Jiske Naam Ki Toone Toh Kaha Tha Woh Dost Hai Tera Dost Hai Tera Oh Farehaa Kya Kabhi Yaad Kiya Hai Mujhe Farehaa Ya Patthar Tarah Bann Gayi Farehaa Ke Khel Ab Ho Gaya Khatam Farehaa Oh Suna Hai Tu Maa Bann Gayi Oh Farehaa Haaye Khuda Ki Khudai Jaise Sacchon Ka Oh Farehaa Kya Rakha Hai Naam Toone Bacchon Ka Oh Farehaa Oh Tere Bina Nahi Ab Tak Koyi Yaar Mera Oh Farehaa Oh Toone Raavi Mein Baha Diya Kya Pyaar Mera Farehaa Farehaa Farehaa Farehaa Farehaa Farehaa Farehaa Farehaa Farehaa Farehaa Farehaa Farehaa Oh Fareha Mujhe Lagta Raha Main Tera Yaar Hoon Oh Fareha Na Maalum Tha Main Tera Shikaar Hoon Oh Fareha Kya Baat Teri Kya Kiya Shikaar Mera Oh Fareha Oh Toone Raavi Mein Baha Diya Kya Pyar Mera Written by: Jaani https://www.youtube.com/watch?v=vXHKiGhaeeQ #Hindi https://lyricsss.in/fareha-lyrics/?feed_id=70&Lyricsss
0 notes
indiesole · 11 months
Text
Indies (Lifetime) Playlist Tributes to Music Legends ! -PART 13
MANHAR UDHAS ‘S TOP 300 (HINDI) SONGS ! (Contd from 184)
Yt Link:
Dil Tod Ke Hanste Ho – Asar
Manzar Samet Lai Hai - Diya Jale Saari Raat
Main Nashe Mein Hoon
Aah Bhare Jivan Mein – Aap Ki Pasand
Hum Teri Yaad Mein – Aap Ki Pasand
Dosti Ki Hai – Teen Mausam
Tum kyu kasam uthate ho - Prem Shakti
Aai Thi Meri Zindagi Mein – Bezubaan
Kyoon Geet Milan Ke – Aap Ki Pasand
Mat Puchho – Aap Ki Pasand
Badal Gaya Hai – Bezubaan
Saranga Teri Yaad Mein – Bhooli Hui Yaadein
Bhooli Hui Yaadon - Bhooli Hui Yaadein
Tum Bin Jeevan - Bhooli Hui Yaadein
Hum Chal Rahen They Woh Chal - Bhooli Hui Yaadein
Ek Woh Bhi Diwali Thi - Bhooli Hui Yaadein
Sab Pyar Ki Baaten - Bhooli Hui Yaadein
Ruk Jaa O Jaanewali - Bhooli Hui Yaadein
Tere Pyar Ko Is Tarha - Bhooli Hui Yaadein
Naina Hai Jadoo Bhare - Bhooli Hui Yaadein
Do Roz Mein Woh Pyar Ka - Bhooli Hui Yaadein
Ek Jholi Mein Phool - Sai Sagar
Mai Kaun Hoon – Sai Ujala
Sai Naam Pukaro – Sai Naam
Duniya Se Ab Fursat – Sai Bharosa
Shirdi Tumhare Andar - Sai Bharosa
Shirdi Mein Jo Mehsoos Kiya – Sai Darbar
Matka Pyas Bhujaye Kaise – Sai Sansar
Tu Hai Ek Pinjre Ka Panchhi - Sai Sansar
Sai Tera Naam Jape – Sai Upasana
Himmat Haar Ke Bhaag Na Jaana – Sai Manzil
Sai Ne Jahaan Jahaan – Sai Rishta
Jahan baje Sai dhun
Sai Raham Nazar Karna
Sai Dohas – Bhaktimala
Chal Chalna Hai Chal – Sai Ujaala
Aankhen Band Karun Ya Kholoon – Sai Arpan
Tu Hai Hamara - Sai Sansar
Sai Deedar Tera Ho Jaaye - Sai Rishta
Tera Haath Jisne Pakda - Sai Sagar
Tune Sai Dwar Pe - Sai Sagar
Zamane Ki Chinta Mein - Sai Bharosa
Kai Janam Se - Sai Rishta
Dheeraj Rakh Wo Rehmat Ki Barkha Barsa Bhi Dega - Sai Arpan
Sai humko rasta dikha do
Sai Bharose Chal -Sai Bharosa
Main Hoon Majboor, Mere Haath Bandhe
Tera Naam Lekar -Sai Naam
Hum Matwale Hain -Sai Rishta
Bechain Hai Dil – Sai Ujaala
Karmon Ka Phal - Sai Naam
Jai Gurudeva
Jis Haal Mein - Sai Sagar
Jab Se Pakde Charan Sai Ke - Sai Arpan
Jag Chaahe Chhode Saath Hamara - Sai Dil
Jab Charon Aur Andhera Ho - Sai Sagar
Chinta se bhara dil Sai ko de de
Ek Waqt Aayega Aisa - Sai Bharosa
Chamka Hai Man Mein - Sai Bharosa
Rishta Bandho Baba Se - Sai Rishta
Mere Khuda Tu Hi Bata - Sai Arpan
Namaskaar Sai - Sai Ujaala
Sai Naam Ki Dhun - Sai Naam
Sai Likhdi Tere Naam Arzi
Tu Maare Ya Taare - Sai Ujaala
Mere Sai - Sai Ujaala
Na Tu Ajnabi - Sai Naam
Sai Ke Ujalo, Mere Sai Ke Ujalo - Sai Arpan
Koi Tera Nahin Bas Ek Sai Aasra Hoga - Sai Drishti
Bharosa Hai Humko - Sai Bharosa
Sai Sharan Mein
Sai Ke bando Sai safar mai
Shirdi Gaon Hai Pyara –
Ga Le Bhajan Sai Bhajan
Roke Na Hamein Sansaar, Hamein Sai Ne Bulaya Hai
Shirdi Ko Jaane Waale – Sai sansaar
Sai Se Man - Sai sansaar
Tujh Ko Sab Kuchh Mila Sai sansaar
Sai Amritwani (full album-in-1)
Shree Sai Amritwani (full album-in-1)
P.S. Free Direct Google links to ~20 of his other songs not available on Yt:
His 8 other songs, from pvt album "Meri Tamannaon ka Nagar' (1974), not on Yt: ( https://gaana.com/album/meri-tamannaon-ka-nagar )
His 10 other songs., from pvt album 'Nanhi Kali' , not on Yt: ( https://wynk.in/music/album/nanhi-kali/um_00602498550809 )
Aaja ri aa - Nanhi Kali - ( https://muxiv.net/playing/473056093 )
Zaalim ke aitbar mein - (https://muxiv.net/playing/472833227 )
SHAMMI KAPOOR'S TOP 230 SONGS !
Yt Link:
1.Govinda Aala Re Aala - Bluff Master
2.Deewana Hua Badal Sawan Ki Ghata Chayi - Kashmir Ki Kali 
3.Dil Deke Dekho - Dil Deke Dekho
4.Baar Baar Dekho Hazar Baar Dekho - Chinatown
5.Chori Chori Ek Ishara - Basant
6.Tum ne mujhe dekha - Teesri manzil
7.Tumne pukara aur hum chale aye
8.Ehsaan tera hoga mujhpe
9.Tum mujhe yun bhula na paoge
10.O haseena zulfon wali
11.Chahe Koi Mujhe…Yahoo - Junglee
12.Pyar Ki Kasam Hai - Dil Deke Dekho
13.Yun To Humne Lakh Haseen Dekhe Hein - Tumsa Nahin Dekha
14.Hum Aur Tum Aur Ye Sama - Dil Deke Dekho
15.Mujhe kitna pyar hai tumse - Dil Tera Diwana
16.Raahi Mil Gaye Rahon Mein - Dil Deke Dekho
17.Tumne Kisi Ki Jaan Ko - Rajkumar
18.Dheere Chal - Boy Friend
19.Hai re hai yeh mere
20.Nahin Ris Punjab Di - Mirza Sahiban
21.Isharon Isharon Mein Dil Lene Wale - Kashmir Ki Kali
22.Mera Dil Hai Tera - An Evening In Paris
23.Subhan Allah haseen chehra - Kashmir Ki Kali
24.Jawaniya Ye Mast Mast Bin Piye - Tumsa Nahin Dekha
25.Sar Par Topi Lal - Tumsa Nahin Dekha
26.Ye chand sa roshan chehra
27.Raat ke humsafar
28.Nazar bachakar chale gaye
29.Main gaoon tum so jao (happy)
30." (sad)
31.Kis kis ko pyar karun
32.Chhupnewale Samne Aa - Tumsa Nahin Dekha
33.Duniya Walo Se Dur - Ujala
34.Vallah Kya Baat Hai (Title Song) - Vallah Kya Baat Hai
35.Dilruba meri neeta
36.Bade hain dil ke kale
37.Yaar chulbula hai
38.Jhumata mausam mast mahina
39.Aaiga aaiga aaiga ye kya ho gaya
40.Halke halke chalo sanwre
41.Bolo bolo kuch toh bolo
42.Dhadakne lagta hai
43.Ek to surat pyari
44.Khanke to khanke
45.O mere sona re
46.Bachke jaane na dungi
47.Re mama re mama re
48.Aaja aaja main hoon pyar tera
49.Tumse achha kaun hai
50.Kabhi hum ne nahi soch tha
51.Deewana mujhsa nahi
52.Milne ki hastar me betabi -Laila majnu
53.Mirza saheba theme - Mirza saheban
54.Subah uthke mirze yaar ne - Mirza saheban
55.Kisi na kisi se kah bi na kabhi - Kashmir ki kali
56.Jab muhabbat jawan hoti hai
57.Nazar mein bijli ada mein shole
58.Aaj kal tere mere pyar ke charche
59.Pagla kahin ka (title song)
60.Dil tera deewana hai sanam
61.Aye gulbadan aye gulbadan
62.Salaam aapki meethi nazar ko salaam
63.Gham e hasti se bas
64.Baharon ki duniya
65.Dekh li aye ishq teri
66.Aye gham e dil (video version)
67."
68.Mil gaya taqdeer se chashma yahan
69.Dil ke jharokhe mein
70.Khuli palak mein - Professor
71.Meri mohabbat jawan rahegi
72.Janam janam ka saath hai
73.Rangat teri surat si
74.Tu bemisaal hai teri tareef kya karoon
75.Jan e bahaar husn tera bemisaal hai
76.Tere dar pe aya
77.Kab tak uthayen - Naqab
78.Gar teri nawazish ho jaye
79.Apni bahon se koi kaam toh lo
80.Humse na poochho hum kahan chale
81.Mujhe apna yaar bana lo (part 1)
82." (part 2)
83.Pehle pehle pyar ka ishara
84.O Mr Banjo ishara toh samjho
85.Kehta hai dil tum ho mere
86.Yamma yamma yamma
87.Dekho kasam se kehta hai tumse
88.Dekho tanga mera nirala
89.Tere aage bolna dushwar
90.Are husn chala
91.Shaam e bahaar ayee
92.Bekaraar hai koyii
93.Hamari gali aana achha ji
94.Suraj zara aa paas aa
95.Aasmaan wali teri duniya se
96.Shabbakhair
97.Laal chhadi maidan khadi
98.Savere wali gaadi se
99.Mohabbat ke khuda
100.Dil ko na mere tadpao
101.Kitni badal gayi hai chaal
102.Budtameez kaho ya kaho janwar
103.Teri zulfen pareshaan
104.Main chali main chali- Professor
105.Jawan muhabbat jahan jahan hai
106.Chham chham baje re payaliya
107.Madhosh hawa matali fiza (part 1)
108." (part 2)
109.Aawaaz deke
110.Mohabbat ka naghma zubaan par
111.Dekhiye saahibon woh koi aur thi
112.Tan mein agni
113.Na rootho na rootho
114.Chal suhani hai baat rasili hai
115.Aai aai ya suku suku
116.Hoga tumse kal bhi saamna
117.Sau baras ki zindagi se - Sachai
118.Dilruba dil pe tu
119.Jaane wafa jaane jahan
120.Chal diya karvan
121.Jane wale zara hoshiyar
122.Muqabla humse na karo
123.Ganga meri maa ka naam
124.Hat jao deewana aye
125.Jaane mera dil kise dhoond raha
126.Bada qaatil hai mera yaar
127.Aaate jaate aankh bachana
128.Tum lakh chhupana chahoge
129.Yaaron surat hamari pe mat jao
130.O megha re bole ghanan ghanan
131.Chandani ki paalki mein baith kar - Jeewan jyoti
132.Dekho ab toh kisi ko (Beatlesque ) - Janwar
133.Teri neeli neeli aankhon ke
134.Chakke mein chakka
135.Dhoka khayegi na yaaron ki nazar
136.Aye dil ab kahin
137.Ab kahan jaye hum
138.Masoom chehra ye qatil
139.Deewane ka naam toh poochho
140.Tere chehre mein hai jo baat kisi aur mein nahi
141." (plain high audio)
142.A kundya a mundya
143.La de mohe balma
144.Is rang badalti duniya mein
145.Akele akele kahan ja rahe ho
146.Aasmaan se aya farishta
147.Hai duniya usiki zamana usika
148.Badan pe sitare
149.Yeh umar hai
150.Hai na bolo bolo
151.Jaan e jigar yoon hi agar
152.Ek nazar ek ada
153.Ayee hai door se
154.Raaste mein ek haseen
155.Bahut aasaan hai chilman se
156.Aye chand zara chhup ja
157.Aankhon aankhon me kisise
158.Zindagi ek safar hai suhana (part 2)
159.Mere sapnon ki rani
160.Jhuka jhuka ke nigahen
161.Jaake laage naina
162.Sar e mehfil jo jala parwana
163.Ye rang na chhutega
164.Chhod ke teri duniya
165.Jane anjane log mile
166.Dil usey do jo jaan de de
167.Ae mere dil yahan tu akela nahi
168.Meri bhains ko danda kyun mara
169.Zulf ke phande
170.Dekho na jaao ae jaaneman
171.Dil le gayi le gayi
172.Jab tak hum hain hum hi hum hain
173.Chham chham lo suno
174.Saat saheliyaan
175.Ae dost mere maine duniye dekhi hai
176.Zulm o sitam
177.Socha tha pyar
178.Dekho ji ek bala jogi - Chinatown
179.Kabse dhari hai samne botla sharab ki
180.Aji aisa mauka phir kahan milega
181.Kya haseenon ka dil nahi hota - College Girl
182.Haseen ho tum khuda nahi ho
183.Rasa sayang re
184.Naino mein suraj ki kirnen
185.Mere lehnge mein - Basant
186.Bade dinon me khushi ka din aya
187.Hum premi prem karna jaanen - Parvarish
188.Sirf tum hi toh ho
189.Rikshe pe mere tum aa baithe
190.Main ne pee hai pee hai
191.Dil ne chheda hai tarana - Sipehsalar
192.O jaanewale sun zara
193.Idhar main khubsurat hoon
194.Are humne unke samne
195.Duniya shamshaan hai, paisa bhagwaan hai
196.Koi jab dard ka maara
197.Ukkad dukkad bamba
198.Bhar de jholi Allah naam
199.Ae maa meri yaadon ko
200.Woh marne se nahi darte
201.Haathon ki chand lakeeron ka
202.O jhuke jhuke nainon wali
203.Aya apni nagariya mein
204.Pyar ka leke udan khatola
205.Raat yun dil mein teri
206.Main bewafa nahi hoon - Preet na jaane reet
207.Zindagi kya hai gham ka dariya hai
208.Tum sa nahi dekha -Wanted Dead or Alive
209.Ae madre watan
210.Kadam kadam se - Char dil char raahen
211.Jani jani buri manmani
212.Kya haseenon ka dil nahi hota
213.Ye shahar bada albela
214.Kyon ji mujhe pehchana
215.Hip hip hurray - College girl
216.Sher se ladne ayee dekho
217.Yun na dekho hamen baar baar
218.Dil ke badle dil loongi
219.Tujhe ishq dekar khuda ne (qawaali)
220.Mere gunaah maaf kar
221.Sarfaroshi ki tamanna - Shaheed Bhagat Singh
222.Mera dil aashiqana hai
223.Chali ho kahan dekho idhar
224.Mere dil pe laga - Basant
225.Mohabbat aur wafa ki - Khoj
226.Chala aa meri mehfil mein
227.Allah hoo allah hoo
228.Parvar digare alam
229.Ghar mere aye - Khoj
230.Lapa changa mein nache
231.Ye zindagi hai do
232.Jeevan mitana hai
233.Baat ye kaise keh di zaalim
234.Bulbul mein hai nagme tere
235.Zamana ruke par - Sar Aankhon Par (5th song on film's jukebox)
SURESH WADKAR’S TOP 360 (HINDI FILM) SONGS !
Yt Link:
Goron ki na kalon ki – Disco dancer
“ (sad)
Chal chameli bagh mein – Krodhi
Main hi main hoon – Ram Teri Ganga Maili Ho Gayi
Seene mein jalan aankhon mein toofan – Gaman
Aaj ek harf ko phir dhoondta hai – Muhafiz
Sita Ko Dekhe - Pinjar
Megha re megha re – Pyasa Sawan
Husn pahadon ka – Ram Teri Ganga Maili Ho Gayi
Yaad nahi bhoolo gaya – Lamhe
Log jahan pe rehte hain – Pyar Ka Mandir
Kisi ka pyaar na chute – Ghar Dwaar
Haathon ki chand lakeeron ka – Vidhaata
Zu zu zu zu zu – Sanjog
Mera karma tu – Karma
Aur iss dil mein kya rakha hai – Imaandaar
Jaanewale o jaanewale – Henna
Ram teri ganga maili – Ram Teri Ganga Maili
Geeta Rani - Naiyya
Bhanwre ne khilaya phool – Prem Rog
Main hoon prem rogi – Prem Rog
Mohabbat hai kya cheez - Prem Rog
Qaid mein hai bulbul – Qaid mein hai bulbul
Aaja na tere bina – Bol Radha Bol
Mohabbat ki ki ki – Saudagar
O Priya Priya – Dil
“ – “
Tune preet jo mujhse Jodi – Meere Ka Mohan
Chappa chappa charkha chale – Maachis
Teri yaad aati hai – Saudagar
Haan mangal murat moray – Bekhabar
Unpe sadke dilo jan – Jaan Hatheli Pe
“ (video)
Surmayi sham is tarah – Lekin
Ayi bahar – Pyar hua chori chori
Main toh deewani hui – Vansh
Pardesi pardesi (sad/climax version) – Raja Hindustani
“ (2nd climax)
Koi Jane Ya Na Jane - Mehandi Rang Layegi
Patjhad Saawan Basant Bahaar – Sindoor
Meri qismat mein tu nahi shayad – Prem Rog
Dhadkan Zara Ruk Gayi Hai - Prahaar
Tu mujhe suna - Chandni
Main Der Karta Nahin - Henna
Huzoor Is Kadar - Masoom
Aaina Hai Mera Chehra – Aaina
Saanj Dhale Gagan Tale Hum Kitane Ekaki - Utsav
Lagi Aaj Sawan Ki - Chandni
Dekho Yeh Kaun Aaya – Savere wali gaadi
Kitni Khoobsoorat Yeh - Bemisal
Ghata chha gayi hai - Waaris
Aao Mil Jaayen - Prem Geet
Jabse Dekha Hai Tumhe - Dil Akhir Dil Hai
Parbat Ke Us Paar – Parbat Ke Us Paar
Yeh Ankhen Dekh Kar - Dhanwan
Pyaar Yeh Jaane Kaise - Rangeela
Pritam Tum Mere Rahoge Sada Yeh Waada Karo - Beshaque
Zindagi Har Janam Song - Vijay
Thoda Sa Gum - Thikana
Aata Hai Mujhko Yaad Tera Pyar - Purani Haveli
O Rabba Koi To Bataye - Sangeet
Dil Aashna Hai, Jigar Aashna Hai - Dil Aashna Hai
Likhne Wale Ne Likh Daale - Arpan
Jinka Ghar Ho - Bade Ghar Ki Beti
Ram Teri Ganga Maili Ho Gayee - Ram Teri Ganga Maili
Tu Hain Khush Rang (Sad) - Henna
Baadal Pe Chalke Aa - Vijay
Kismat Mein likhi koi baat ho tum-Triveni
Rim Jhim Rim Jhim -Ye Rishta Na Tootay
Kismat Ki Baazi Ka Faisla (HD) - Aap To Aise Na The
Bol Radha Bol - Bol Radha Bol
Kis Karan Naiya Doli - Dacait
Kitni Hai Pyari Pyari - Parinda
Kitni Hai Pyari Pyari (Slow)
Tum Jo Mile Ho Geet Saje Hain - Pasand Apni Apni
Tumhari khushbu - Betaabi
O Rani Dhuan Sa Utha Dekho Chaaro- Bhayanaak
Bada Shaitan Hai Dil Aji Beimaan Hai Dil - Imaandaar
Tera Pagal Premi - Tajurba
Ae Saawan Baras Zaraa - Lootere
More Ghar Aaye Sajanwa - Imaandaar
Aayo re aayo nandlal biraj ma – Pyar hua chori chori
Tere Naina Mere Naino Se - Bhrashtachar
Jijaji Jijaji Hone Wale Jijaji - Sajan Bina Suhagan
Aur Kya Ahede Wafa - Sunny
Gulshan Gulshan Kali Kali - Guddu
Nigahon Ne Chheda - Ghatak..
Phool Yeh Nahin Armaan - Ek Ladka Ek Ladki
Kahan Laya Mera Yaar - Agnee
Humrahi Mere Humrahi - Do Dilon Ki Dastaan
Tu Nache Main Gaoo - Parivaar
Aye Zindagi Gale Laga Le - Sadma
Gunja Re Chandan - Nadiya Ke Paar
Aapka Aashiq - Teri Maang Sitaron Se Bhar Doon
Chehra kamal hai aapka - Maine Jeena Seekh Liya
Humse Muqabla - Bad Aur Badnaam
Teri Yaad Tera Naam - Sunny
Mohabbat To Karta Hai Sara Zamana - Hifazat
O Mere Sanam Tera Khat Mila - Palay Khan
Kya Aisa Ho Sakta Hai - Achha Bur
Kya tarif karu iski ye kaisi hain - Paap Ko Jalaa Kar Raakh Kar Doonga
Nazar Ne Nazar Se - Sultanant
Mere Watan Mein - Khuda Gawah
Saathi Mere Tum - Sau Din Saas Ke
Main Pyasi Nadiya Hoon - Hasti
Kore Kaagaz Pe Likhwale - Pehla Pehla Pyar
Tere Liye - 7 Khoon Maaf
In Haseen Vadhiyon Se - Pyaasa Sawan
Dil Se Nikal Kar Dil Ko Gayi Hain - Nigahen
Sangeet Jahan Hai Geet Wahan - Sangeet
Boliyan Ve Boliyan - Jeene Do
Saat Soor Ki Taar Bangayi - Sangeet
Pawan Basanti Behne Lagi - Kayda Kanoon
Tum Mile
Ho gaya tera mera juda rasta – College Girl
Mujhe Apni Baahon Mein - Chauraha
Hum Tum Juda Na Honge - Ek Din Bahu Ka
Jeene Marne Ka Mausam Aaya - Aatishbaaz
O Janu Meri Jaan Hai Tu -Mohabbat Ke Dushman
Maine Kiya Tune Kiya - Sharara
Mere Kurte Me Lag Ja Batan Banke - All Rounder
Naache Man Tan Tan Re – Bhai ka dushman bhai
Jawani Mein Aate Hain -Badle Ki Aag
Sathi O Sathi - Be Aabroo
Phir Pyar Mein Jo Jo Hota Hai - Chambal Ka Badshah
Wahi chal mere dil khushi jisne di hai - Shaukeen
Bolo Jai Seeta Ram - Ghar Ek Mandir
Mera Ek Deewana Mujhe - Mera Faisla
Biwi Hasband Ko Pyar Na Kare To -Tan-Badan
Pyar Mujhe Kab Dogi - Zindagani
Aayega Aayega - Jaagruti
Hum Kon Hai Tere Fan Hai - All Rounder
Koi Jhankaar Hai Naghma Hai Sada Hai Kya - Janam Se Pehle
Badi Mushkil Mein - Yeshwant
Tu ek chingari thi -Bandh darwaza
Baitha Neeli Jheel Kinare -Kurbaan
Khwaboun Ko Sach Mai Kar doun - Prem Geet
Yun Na Dekho Tasveer Banke - Honeymoon
Bin Payal Ke Cham Cham - Saveray Wali Gaddi
Saiyyan Main Aayi Ghar Chhod Ke -Bhayanak
Mehfil Yaro Ki Mehfil - Pakhandee
Apne Apne Se Lage Hamein - Apne Apne
Pagla Pagla – Ghungroo Ki Awaaz
Tumse Milke - Parinda
Der Naa Ho Jaye Kahin - Henna
Mera Pyar Mujh Se Rootha - Kalaakaar
O Aayee Aayee Re Dulhaniya - Shoorveer
Kamre Mein Band Soniye - Oh Bewafaa
Humko To Yaari Se Matlab Hai (1) - Andar Baahar
Humko To Yaari Se (2) -Andar Baahar
Gungunati hui - Betaabi
Dekho jani dushman aapas main yaar -Ladke baaap se badhke
Andar Baahar Baahar Andar - Andar Baahar
Mausam Dhale Usi Rang Mein - Anokha Modh
Maika Piya Bulaave – Sur sangam
Dil Lagate Hain - Ghar Jamai
Do jahaan -Haider
Khoobsurat Tera Chehra - Roohie
Jisne Tera Naam Liya - Ganpati Bappa Moreya
Khamosh Sa Afsana -Libaas
Mehndi To Mehndi Hai Rang Layegi -Mehndi Rang Layegi
Yeh Hawaayein Sard Sard -Nasihat
Rimjhim Rimjhim Haye Jalun Main -Mahaadev
Zulfen Bikhraaye Baahon Mein -Kayda Kanoon
Dulhan Tujhe Banaunga – Paraya Ghar
Hoga Na Hoga Pyar Kabhi Kum -Kaun Kare Kurbanie
Teri Khamoshi Ka Matlab -Himmat
Umar Tere Naam Kar Di – Dekha Pyar Tumhara
Taxiwale Meter Gira - Divorce
Ali Baba Ali Baba –Jeeo..Jeeno Do
Jaane Kaisi - Paheli
Chhed Milan Ke Geet Re Mitwa - Sheshnaag
Mera Dil Kisne Liya - Oh Bewafaa
Bombay Se Aaya Hun Jonny Mera Naam – Ek Baar Phir
Jaani hands up – Bandha Kachche Dhagon ka
Jo bhi kehna - Locket
Deep jalaye jo geeton ke maine -Kalakaar
Karna Fakiri Phir Kya Dilgiri -Bade Ghar Ki Beti
Yaar Ko Salaam –Yeh Desh
Ho Rama Haye Re - Sangeet
Deewana Dil Kahe -Hanste Khelte
Tum Kaho –Chor Police
Manmohak Ye Pyara Pyara - Paheli
Mandir Hai Ghar Ye Hamara -Ek Vivaah Aisa Bhi
Hum Sanam Kuchh Na The –Waqt ke Shehzade (Contd)
0 notes
blue-stars12 · 2 years
Text
Kahan aa kay ruknay thay rastay! kahan mor tha! usay bhool ja
Wo jo mil gaya usay yaad rakh, jo nahi mila usay bhool ja
Wo teray naseeb ki barishain kisi aur chatt pay baras gayeen
Dil-e-bay khabar meri bat sun, usay bhool ja, usay bhool ja
Main to gum tha teray hi dhiyaan main, teri aas, teray gumman mein
Sabaaa keh gai meray kaan main, meray sath aa, usay bhool ja
Kaheen chak-e-jaan ka rafoo nahi, kisi aasteen pay lahoo nahi
K shaheed-e-rah-e-malal ka nahi khoon baha, usay bhool ja
Kisi aankh main nahi ashk-e-ghum, teray baad kuch bhi nahi hai kum
Tujhay zindgi nay bhula diya, tu bhi muskura, usay bhool ja
Kiyon ataa hua hai ghubaar main, ghum-e-zindgi k fishaar main
Wo jo dard tha teray bakht main, so wo ho gaya, usay bhool ja
Na wo aankh teri aankh thi, na wo khwaab hi tera khwaab tha
Dil-e-muntazir to ye kis liye, tera jaagna, usay bhool ja
Ye jo raat din ka khail sa, isay daikh, is per yaqeen na ker
Nahi aks koi bhi mustaqil, sar-e-aaina, usay bhool ja
Jo bisat-e-jaan he ulat gaya, wo jo raastay say palat gaya
Usay rooknay say hasool kia, usay mat bula, usay bhool ja
To ye kis liye shab-e-hijr k her sitaray main usay daikhna
Wo falak ke jis pay milay thay hum, koi or tha, usay bhool ja
Tujhay chaand ban k mila tha jo, teray sahiloon pay khila tha jo
Wo tha aik dariya wasal ka so utar gaya, usay bhool ja
0 notes
rekhtaa · 3 years
Text
Ik Bagal Mein Chaand Hoga, Ik Bagal Mein Rotiyaan...
undefined
youtube
“Ik bagal mein chaand hoga, ik bagal mein rotiyaan ,
Ik bagal mein neend hogi, ik bagal mein loriyaan,
Hum chaand pe roti ki chaadar daalkar so jayenge,
Aur neend se keh denge lori kal sunaane aayenge”
Literally : One one side is the moon and on the other side there is bread (food) , On one side there is sleep and on the other there are lullabies, We will cover the moon with the flat bread and tell “sleep” that we will sing a lullaby tomorrow.
Interpretation: On one side are dreams (moon) and one side are daily needs (food). One one side are will be peace of mind (sleep) and on one side will be the means to attain it (lullabies). But we will always choose to fulfill our needs while ignoring our actual dreams completely, and as for the peace of mind, we will choose to walk on that path tomorrow (i.e. sometime later)
‘’Ik bagal mein khankhanati sipiyaan ho jayengi,
Ik bagal mein kuch rulaati siskiyaan ho jayengi
Hum seepiyon mein bhar ke saare taare chun ke aayenge
Aur siskiyon ko gudgudi kar kar ke yun behlayenge’’
Literal Meaning : On one side there will be tinkling oysters, one one side there will be cries and sobs. We will gather stars and fill the oysters with them and we will pacify the sobs with tickles.
Interpretation: One one side there will be happiness (the oysters) and one side there will be worries and tensions in life. We will collect/gather all the happy moments and treasure them  (just like pearls in oysters) and we will turn the sobs (sad moments) to happy ones with smiles, giggles and tickles.
‘’Amma teri siskiyon pe koi rone aayega, koi rone aayega
Gham na kar jo aayega wo fir kabhi na jayega, wo fir kabhi na jayega
Yaad rakh par koi anhoni nahi tu laayegi,laayegi to fir kahani aur kuch ho jayegi’’
Literal Meaning : Oh mother someone will come to weep with you as you sob, and don’t you worry once that person arrives he will not leave you. But remember you will not bring anything improbable with you, as then it will be a different story all together.
Interpretation: There is a hidden hope that someone someday will definitely help us out of the situation we are in no matter how bad it is! Someone will come to share our sorrows and then probably stay with us and support us for the rest of our lives. However we need to be careful we do not make choices that spoil our life to the point of no repair, because then its a different story all together. (Then there might be no support, no help and probably no life, we might be just be left to die)
‘‘Honi aur anhoni ki parvaah kise hai meri jaan
Hadd se jyada ye hi hoga ki yahin mar jayenge
Hum maut ko sapna batakar uth khade honge yahin
Aur honi ko thenga dikhakar khilkhilakate jayenge’’
Literal Meaning : Who cares about the happenings and mishappenings, the worst that can happen is that we will die here, we will call death a dream and stand up again, and will mock at the happenings and laugh our way out of it!
Interpretation: I think this last stanza is written as a continuation of the previous one, but on a positive and carefree note, stating the fact that no matter how hard we try we all know we cannot get out of here alive anyway!  So whatever happens or does not happen should not worry us! Worst come worst we will die (that we will anyway), so for now think of death as one long dream and stand up as if nothing happened! And laugh at whatever just happened. (This is something we all must have experienced at some point in life! At one moment a problem might seem so big that it might just kill you, and then probably a couple of days later, we might be explaining the problem (that got resolved) as a funny story …atleast I have done that many times)
I must say each stanza now feels like a complete story in itself! Love the finesse and the completeness of the whole song! The way I see the song, its a very practical take on how we all live our lives, how we always have some reasons to be happy and some others to be sad, its about that confusion that exists in all our minds, the confusion between what we like to do, and what we have to do, and how we always choose what we have to do (roti over chaand), how we can always keep ourselves happy in spite of the compromises, and the end of the song mocks at death and the tolerance and patience of mankind to bear all that happens to us and still continue with our lives as though nothing happened.
--
Credits : Lyricist : Piyush Mishra, Interpretation : krithya.wordpress.com
Sunday, January 24, 2021
8:30 PM , Bangalore, India
83 notes · View notes