Tumgik
#Iss Baarish Mein
bollywoodmixtape · 2 years
Video
youtube
Song: Iss Baarish Mein (2022) - Yasser Desai, Neeti Mohan Music: Ripul Sharma, Lyrics: Sharad Tripathi Singers: Yasser Desai, Neeti Mohan
-- Iss Baarish Mein | Jasmin Bhasin | Shaheer Sheikh | Official Video| Neeti Mohan |Yasser Desai|Aditya (via Saregama Music)
0 notes
rudrjobdesk · 2 years
Text
Iss Baarish Mein: फैंस को लुभा रहा है शहीर शेख और जैस्मिन भसीन का गाना, अब तक मिल चुके हैं इतने व्यूज़
Iss Baarish Mein: फैंस को लुभा रहा है शहीर शेख और जैस्मिन भसीन का गाना, अब तक मिल चुके हैं इतने व्यूज़
Image Source : YOUTUBE/SAREGAMA MUSIC शहीर शेख और जैस्मिन भसीन Iss Baarish Mein: बरसात का मौसम और बारिश के एहसाह को लाने वाला शहीर शेख और जैस्मिन भसीन का गाना लोगों के बीच आ चुका है। शहीर शेख और जैस्मिन भसीन ने पहली बार सारेगामा के मॉनसून सॉन्ग ‘इस बारिश में’ के लिए साथ आए हैं।  इस ट्रैक को रिपुल शर्मा ने बनाया है, सॉन्ग को शरद त्रिपाठी ने लिखा है। सॉन्ग को म्यूजिक डायरेक्टर आदित्य दत्त ने तैयार…
Tumblr media
View On WordPress
0 notes
microlyric · 2 years
Text
इस बारिश में Iss Baarish Mein Lyrics In Hindi– Yasser Desai, Neeti Mohan
इस बारिश में Iss Baarish Mein Lyrics In Hindi– Yasser Desai, Neeti Mohan
Hello friends if you are looking Iss Baarish Mein song lyrics then you landed right place so don’t worry relaxed and enjoyed the Yasser Desai album all songs lyrics peacefully at one place. You can find and read this lyrics easily in any smartphone and Tablet such as Samsung, Motorola, Sony, Xiaomi, Vivo, Oppo, LG, Huawei, Asus, Lava, Micromax, iTel, Nokia, Oneplus, iphone, HTC and other devices.…
Tumblr media
View On WordPress
0 notes
oyeevarnika · 9 months
Note
Thank you for the ask beautiful ✨
Here's one for you!
कभी जो ख़्वाब था वो पा लिया है
मगर जो खो गई वो चीज़ क्या थी
Idk what people are up to lately and I am getting bewildered by all the asks 😂
Koi Kuch pakka Raha hai aur naam Mera kesa aa raha hai ??? ye toh ghar waali baat ho gyi bhaii ki baat kisi ki bhi chlri ho last mein khatm mujh par hi aake hoti hai 😤
Khair itna maatha picchi nahi karte hai aur jaaved ji ki shyari ki daad dete hai ✨
In this context" मैंने तेरे लिये ही सात रंग के सपने चुने" is playing back if my mind now , baaki inbox pei aaoo yaar vaartaalap karte hai kya kaayaro waale kaam hai ? hain ji?? 🎡
Tumblr media
Ps : pahado mein ghumne iss Mausam mei Naa jaaye , best time to visit uttarakhand is either September - October yaa fir monsoon se pehle March to may ....kyunki abhi bhaari baarish jaari hai dosto ⚠️
25 notes · View notes
priyaansshu · 10 months
Text
ramesh bhai ki chai mein pad rahi hai
kabhi kam, toh kabhi zyada cheeni.
aalam bhai ka rickshaw mud raha hai
galat raste.
mohan bhai ke chaar samoso mein
se, ek har baar reh raha hai kaccha
june mein ho rahi hai ghani baarish
jaise ki pehle kabhi nahi hui.
maano sab bhool rahe hain
apne haav-bhaav
tumhare na hone se.
tumhare na hone se
ab keval mujhe nahi
iss shehar ko bhi ho rahi hai
kaafi dikkatein.
24 notes · View notes
mashriqiyyah · 8 months
Text
Pichhle saal yunhi September ki ek baarish me mujhay wo baat yaad aayi, jo pehle kabhi seekhi thi...Kay Insan ka dil Allah ki do Ungliyon me hai, wo jab chahay, usay palat Saktay Hain...jaise...wo waqt, jab mujhay baarish pasand aanay lagi. Bachpan se maine Baarish par muh banaya tha. Shayad school baarishwale dinon me start hua karta tha isliye, aur phir ground ke kichad me meray polished jootay aur safayd Uniform, dhuli dhulai cycle ke tyres, sab kichad-aalood hojate thay. Bag bheeg jata lekin waterproof tha to khayr thi, kitabon me lekin nami reh jati. Meri kitabein, jinko mai apni jaan se zyada sambhala karti thi. Mai nafasat pasand rahi hun aksar. Bachpan se. Phir college ke dinon tak, Baarish ka ye kichad aur uljhan mujhay bahot bezaar karte rahay hain. Aangan me gilay, gale hue patton ka phailna, har shay geeli aur numm. Gharme raho to neend aajati, khelne baahar koi jaane nh deta aur phir thandi baarish se beemar honay ka ehsas. Bezari si bezaari. Phir ek waqt wo aaya, jab apne shehar se door ek aisi jagah rehna pada, jahan door door tak aasmaan, Pahaad aur sookha maidan nazar aata. Apne mehfooz ghar, kichad walay school se door, anjan logon ke beech tanha hue jab maine wahan baarish hotay aur pani ki chhoti chhoti nehar banke ek taalaab me jaa miltay dekha.. Uss lamhe mein, mai pehli baar bezaar nahi hui. Pehli dafa kichad se uljhan nh hui, na hi ye fikr rahi ke saaf kapde maile hojayengay ya kitabein bheeg jayengi. Pehle ek haath aur phir saari ki saari mai, uss baarish me khari hogayi. Uss waqt nafasat ko nahi bhuli thi, bas ye eham nahi raha tha ke jootay, kapde aur cycle inki safai kabhi mustaqil hogi... Inn cheezon ko saaf rakhte rakhte shayad mai ek waqe'atan khubsoorat ehsas se door rahi thi. Meray dil me ye itminan aaya ke ye Allah ki rehmat hai, jisme mai bheeg rahi hun, mehaz pani nahi. Iss waqt mere Rabb ki tarafse sabse bada waseelah hai jissay mai Usko apne qareeb mehsoos kar rhi hun. Gharke, gharwalon ke tahaffuz se door, uss bijliyon aur garajti baarish me Allah ne mera dil badal diya tha. Yun jaise Do Ungliyon me bas chutki si bajayee ho. Uske baad se aaj tak, Baarish ne mujhay kabhi bezaar nahi kiya. Na hi kichad aalood juton ne, na hi meray maile hue safayd libas ne na hi bag me kai tahon me chhupi meri numm kitabon ne. Aaj jab mai aasman se barasti boondon ko dekhte iss bareme sochti hun, to samajh aata hai ..ke Uss din ki baarish ke zariye sirf baarish ke liye muhabbat hi nahi mili thi mujhay... balke ek mazeed ilham bhi mujhpar hua tha... Ek aur baat thi, jo wo baarish mere liye Allah ki tarafse paigam ki surat lekr aayi thi. Ye, ke koi jazbaa, koi insan, koi shay, koi haalaat itne mustaqil nahi hotay ke aapka ussay dil na uthhay. Har wo shay jisko aap chhorna chahte hain, lekin dil ke haathon majboor hain, aap Allah se kehden. Wo aapka dil badal Dengay. Ek aisi baarish, jahan saari umr ki bezari khatm hojati hai. Allah se wo baarish maangein.
©️ Zeenat Nazeer 🕊️
18 notes · View notes
chaanv · 2 years
Text
Okay but, the most sensual lines to exist in a Hindi song are:
Yunhi baras baras kaali ghata barse,
Hum yaar bheeg jaaye iss chahat ki baarish mein.
Meri khuli khuli laton ko suljhaaye,
Tu apni ungliyon se - main toh hoon issi khwahish mein.
Sardi ki raaton mein hum soye rahe ek chaadar mein.
Hum dono tanha ho na koi bhi rahe iss ghar mein.
No one can convince me otherwise.
17 notes · View notes
kunalkarankapoor · 8 months
Text
youtube
Yun to duaaon mein rahte ho..dil aaj khud se kya maange… Waada na sahi par sun lo..dil aaj tum se kya maange.
Badal ke tum ko dil bahlaaye..haq na aisa jataayenge… Bhram ye hum ko kuchh rah jaaye..itna pyaar rakh lena.
Koi asar ke liye tootate honge taare aasmaan ke… Beasar ho jaaye khaamoshi ke apna khayaal rakh lena.
Haar mein hi teri jeet bhi..kar lena aisi zid bhi… Gar raat ke toote khwaab..nayi subah ka khwaab rakh lena.
Bin wajood rishton mein bhi koi ehsaas zinda sa lage… Na hai safar ke tere hum bhi..phir kyon tu apna sa lage.
Lage kabhi gair sahi..par dil ye aaj tum se yahi maange… Bhram ye humko kuchh rah jaaye..itna pyaar rakh lena.
youtube
Bin kaarvaan khud ka liye wajood chalta safar ye mera... Dhundhne ko manzil phir milon tay karta safar ye mera. Mile koi raah phir aakhir..har mod ka bana musaafir... Thaharta hun to khaanabadosh sa lagta safar ye mera... Bin kaarvaan khud ka liye wajood chalta safar ye mera.
Iss dayaar mein na aas koi pighalne ko patthar-moorat... Hun mujhme hi..na paas mere badalne ko sirat-soorat. Kaisi ye saajish..na bhigaaye baarish..na jalaaye aatish... Kaise mausam sanwarne ko jo toote pal mein bikharne ko... Ki dil ke ehsaason ko sametkar rakhta darr ye mera... Bin kaarvaan khud ka liye wajood chalta safar ye mera.
Viraan kuchh to sahra lage..dariya kuchh to gahra lage... Shor karti hai dhadkane phir kyun khaamoshi ka pahra lage. Main saahil meri hasti ka..main maanjhi meri kashti ka... Baaghi hawaaon se..dhundhli dishaaon se karun samjhauta... Phir kyun laapata sa majhdhaar mein rahta gujhar ye mera... Bin kaarvaan khud ka liye wajood chalta safar ye mera.
Jashn ki phir raatein..jab bhi dastak dete shaam ke saaye... Ashq ki barsaatein..jab bhi dard ishq ke naam pe aaye. Kya khoya kya paaya waqt ki bandishon mein sab jaaya... Yun to khud hi mein hun aabaad..thoda khud se hi hun barbaad... Chal kahin dur aur dur..thaka sa kahta sabr ye mera... Bin kaarvaan khud ka liye wajood chalta safar ye mera.
Kar lee rangdaari zindagi ke tedhe-medhe raaston se... Haar ke jeetne ke jazbaat bhi na kam chaahton se. Jee leta hun apne kirdaar mein vahi to mera unvaan... Hisse jameen na sahi kuchh aasmaan laaye mera armaan... Haqeeqat ke kuchh khwaab ke lamhon mein dhalta manzar ye mera... Bin kaarvaan khud ka liye wajood chalta safar ye mera.
youtube
Acting is an art form that requires immense skill, dedication and versatility.
Kunal Karan Kapoor being one versatile artist who has nailed every character down to the smalless details. Creating some iconic characters due to his portrayed of them.
One of the best thing about Kunal Karan Kapoor is, he makes sure not to be type cast and there is a growth in him as an artist.
19 years of a journey with some ups and downs and he still keeps that fire in him and the passion for his craft alive. It felt!!
The spark in his eyes, the restless body language and that smile when he has a new project, which he is excited about. Is precious!!!
We are waiting for ONLY YOU Kunal!!!
Ujaale kitne bhi par tum se hi roshni ho jaaye... Bikharte rangon se hi meghdhanushi zindagi ho jaaye. Kho jaao gar to dhundh lena khud ko khud mein iss kadar... Ki dil poochhe tishngi kya..phir yahi bandagi ho jaaye.
Happy Birthday to a very beautiful beautiful artist!!
youtube
This year we decided to donate and celebrate Kunal Karan Kapoor's birthday at Akhil Bhartiya Netrahin Sangh.
It's a school and hostel for blind kids, totally free of cost for students. Runs solely on public donation. Apart from education, they work on children's skill development. Train them in making LED bulbs, Candles and chairs etc.
They also provide employment to widows. They sell achar, cleaning products and sanitisers etc. made by them.
Something we all can learn from them is finding happiness in the small little things. Just look at their precious smiles.
Facebook
youtube
We decided to give people in need prashad outside Mandir and packs of samosa & jalebi outside Masjid. Prayers for Kunal Karan Kapoor in all 4 Dhrama by lighting up a light in his name in a church and kadha prashad in Gufudwara.  May the almighty bless him, fill his life with peace, happiness, love, good health and success.
0 notes
notationsworld · 9 months
Text
Meet (Simran) - Sargam, Harmonium And Flute Notes
Meet (Simran) - Sargam, Harmonium And Flute Notes
                         SCALE OF THE FLUTE IS F BASS/MIDDLE Kore se panne S..S..S..S...n..d.. Jaise ye dil ne d..R..R..R...G.R.S.. Koi ghazal paai S..R..m..G...S.R.S.R.S... Pehli baarish S..S..S..S...n..d.. Iss zameen pe d..R..R..R...G.R.S.. Ishq ne barsaai S..R..m..G...S.R.S.R.S... Har nazar mein P.D...D..D...N.D.P.. Dhoondhi jo thi P.D...D..D...D.. Tujh mein paayi wafaa P..D..S'..N...P.D..P..P... Jaan meri P.D...D..D...N.D.P.. Ban gaya tu P.D...D..D...D.. Jaan maine liya P..D..S'..N...P.D..P..P.. Tu hi mera meet hai ji n..n..S..P..G...S..R..S..R..n..S... Tu hi meri preet hai ji n..n..S..P..G...S..R..S..R..n..S... Jo labon se ho sake na judaa n..n..S..R...D...D..D..D...P..D... Aisa mera geet hai ji G..D..D..S'...N...N..D..P..m..G..R... Tu hi mera meet hai ji n..n..S..P..G...S..R..S..R..n..S... Tu hi meri preet hai ji n..n..S..P..G...S..R..S..R..n..S... Jo labon se ho sake na judaa n..n..S..R...D...D..D..D...P..D... Aisa mera geet hai ji G..D..D..S'...N...N..D..P..m..G..R... Also Read This :- - Gazab Ka Hai Din (Dil Juunglee) – Sargam, Harmonium And Flute Notes - Humko Humise Chura Lo – Sargam, Harmonium And Flute Notes - Teri Ada (Mohit Chauhan) – Sargam, Harmonium And Flute Notes - Ik Tu Hai (Attack) – Sargam, Harmonium And Flute Notes - Jaan Hai Meri (Radhe Shyam) – Sargam, Harmonium And Flute Notes Where DO -  SA       -    S RE  -  RE      -    R MI  -  GA      -    G FA  -   MA      -  M SO  -   PA         - P LA  -  DHA      - D TI    -  NI          - N LOW OCTAVE PA -  p DHA -  d NI -  n SHUDH MA - m        TIWAR MA - M HIGH OCTAVE SA -    S' RE -     R' GA -     G' MA -     M'   m' PA -       P' KOMAL SWAR DHA -  D(k) NI -       N(k) RE -       R(k) GA -      G(k) Read the full article
0 notes
dopedclown · 1 year
Text
MANN
Arre suno, kaun ho tum? Thode pehchane se lagte ho.
Lagta hai kahi jaa rhe ho, is mohalle mein kisi k jaane maane lagte ho.
Agar bta do pata apni manzil ka, tumhe raah bta dun.
Jo mil na rhi ho manzil toh tumhe unke pate pe phoncha dun.
Ye awaaz sunn k ek khaamoshi si ho gayi.
Ek hulchul thi kahin pohonchne ki jo achanak se so gayi.
Aakhir kaun hai ye jo meri or haath badha rha hai.
Anjaane se is sheher mein apnepan ka ahsas dila rha hai.
Aakhir jawaab hi kya dun isko jo mjhe penchana bta rha hai.
Main khud bhatak gya hun aur ye mujhe raah dikha rha hai.
Nikal aya hun main apne ghar se dur, apni deen duniya se hoke majbur.
Chala tha karke katal apne sapno ka, waqt aur haalaat ka kya tha kasur.
Bas isi soch mein jawaab kahi kho gaya.
Puchhne laga wo firse, k kahi main khuli aankhon se toh nhi so gya.
Sunai toh de hi rha hoga, yaha koi shor toh nahi.
Kahi ye jana pehchana shakhs koi naami chor toh nahi.
Shayad itna hi sunna tha mere mann ko.
Wo shabd jhanjhod gaye mere tann ko.
Shabdon se ghabra k muh ka tala khol diya.
Bheege chuhe ki tarah bas nahi nahi bol diya.
Aur chal diye fir kadam kisi disha ki or.
Bina manzil jaane, leke mann ka chor.
Mann jo itna manchala tha, aaj fir kahi ko chala tha.
Jaane kab sheher nikal gya, jaane kab suraj dhala tha.
Kahi kankar lage paon mein toh kahi jharne ne pani diya.
Kahi mili chhaon dhoop se toh kahi baarish ne na sone diya.
Mausam badle, sheher badle aur badle raah mein insaan.
Bas ek mann hi pakka ho chala tha jaise khadi koi chattaan.
Yeh manchala mann kisi ki sunta nahi.
Dikhata hu aksar ise ek sapne ka resha par ye usse bunta nahi.
Bas chal rha hai ye leke apne hi mann ka chor.
Rukega tabhi jb milega isse Nand kishore...
0 notes
thesadgroot · 1 year
Text
A letter Tani
"Hellllloooo Taaniii partner"
Kaise hain aap. Jaisi bhi ho ab to main aagaya ab to mast ho hi jaengi aap."Why fear when Sahil is here"
Taani partner aapne kaha tha na ki ye baarish kyu ho rhi hai, aapko weekend pe ghumne jana tha. To Lo ji hamne baarish rukwa di thi aapke liye. Ooji aap hukum karo India ka number 1 banda apki khidmat mein haazir hai. Apke liye kuch bhi karwa sakta hai.
Par ye sab baate side rakho, aap theek haina? Chalo acha hai
Apko ek baat kahu? Aap na bohot khubsurat ho, apki ankhen ufff kya kahu unke bare me. Inn nazro ki khatir to hazaron nazaare qurbaan. Maine kaafi pehle ek sher likha tha jo aisa lagta hai ki apke liye hi bana tha
"Ki tu ek nazar bhar ke dekh le mujhe phir kyu main kisi maykhaane ki sharaab mangunga"
Aur apki smile pata hai kitni dangerous hai, mere paas dil hota to iss smile pe pkka aa jata. Ye jo saare patte murjha jaate hain khizaaon mein aur puri dharti par sirf maut aur maayusi chaai hui hoti hai . Tab apka chehra hi to ye duniya raushan karta hai. Apko na shayad isilie autumn pasand hai. Koi competition nahi hota apki khubasurti ka, Nature tak chala jata hai. Par waise bhi apke competition mein koi hai hi nahi.
Aap number one ho.
Kabhi milenge to aapko apne favourite gaane sunaunga kuki mere pas kuch hidden gem hai jo kaafi logo ne nahi suna. Mujhe umeed hai aapko pasand aayega. Sath mein baith ke earphone ek ek kaan mein share karke aapko apne saare khubsurat gaane sunaunga. Aap gaane pe dhyaan dena aur main aap par.
Mera bohot dil karta hai aapko pahadon pe lejaun bike pe bithaake. Waha ki thandi hawaaon mein apke julfien slow motion mein udengi aur apke gaalon ko chedti hui guzregi. Phadon mein aasmaan itna saaf hota hai ki raat mein puri Akash Ganga matlab Milky Way Galaxy nazar aati hai. Waha ke paane mein ek alag hi mithaas hai jaise waha ke logo mein hai. Aur aapko autumn pasand haina . Autumn mein Kashmir ki vaadiya aur bhi chamak uthti hai . Waadi ka rang ek dum laal ho jata hai. Waha ki khubasurti iss kaagaz par utaarne lag gaya to saari ink khatam ho jayegi par baatein nahi khatam hongi.
Ye dekho itna choor hoagaya aapse baate karne mein ki waqt ka ehsaas hi nahi hua.
Raat hogai hai Taani partner. Aapse mile pure 8 mahine 25 din hogaye hain. Pata nahi kitna aur waqt lagega ye mulaaqat muqammal karne mein.
Par koi nahi tab tak aapki yaadon ke sahare zinda rahenge. Aur agar iss janam mein mulaaqat na bhi to darna kis baat ka
" Picture abhi baaki hai mere dost"
Apna khayal rakhna
Aur kabhi dar lage ya zindagi sataaye to ek awaaz dena bas.
Ye banda aaspaas hi hoga.
Chalta hun
Phir milenge chalte chalte
Tumhara Hamesha
Lihas
Just a Letter
0 notes
Text
23rd Sept 2022, In Shatabdi express: via Ludhiana to Delhi
Kaal padosi ki aunti se kitchen wala balcony mein baat kar raha tha aur unka doggy ake Pranshi ki taraf bark kiya. Pranshi bilkul Dara naheen. Kritika bol rahi thi ki tumhara beti ko dog chahiye hogi pakka in future. Lalu neelu aur hirni ka ashirvaad hai inke upar.
Tumblr media Tumblr media
Dinbhar girte rehte hai... Thodi der roti hai phir mein unki mind ko jab bhi divert karta hoon toh phir sab bhul jaate hai. Phir se shaitaani suru ho jaate hai.
Aaj Ludhiana gaya tha... Pranshi ke saath video call mein maza aa gaya .
Tumblr media Tumblr media
Kaal gurgaon mein itna baarish hua ki kya batao. Centric ke office mein pehla din gaya tha aur baarish ne saare experience kharap kar diya hai. Kisi bhi tarah ghar pahucha tha.
Pranshi ka birthday ka decoration ko fixed karna hai.... Naheen toh baad mein late ho jaiga.
Mein aur Kritika ne one plus Ka naya phone liya hoon. Iss phone mein Pranshi ka photo kheechke maza aa jaate hai.
Pranshi ko apna birthday ka dress milkar itna khush ho gaya ki kya batau... Baas dekh lo Inka khushi
Tumblr media
Jai Hind
0 notes
laplaylistes · 2 years
Text
Iss Baarish Mein | Neeti Mohan Sad Version | Jasmin Bhasin | Shaheer Sheikh | Prince G | Aditya D
Iss Baarish Mein | Neeti Mohan Sad Version | Jasmin Bhasin | Shaheer Sheikh | Prince G | Aditya D https://laplaylist.es/wp-content/uploads/2022/08/hqdefault-437.jpg
0 notes
starfriday · 2 years
Text
Neeti Mohan's unplugged version ‘Iss Baarish Mein’ is the Monsoon Love Anthem of the season, song out now
Neeti Mohan's Monsoon love Anthem Iss Baarish Mein is the new unplugged version that brings the mesmerizing combination of the monsoons, love, and great music, Saregama offers an unplugged version of Iss Barish Mein which is loved by the masses, the original song starring Shaheer Sheikh and Jasmin Bhasin. The latest version is a soulful take on the original which features and is sung by Neeti Mohan.
Neeti's reimagination of the song is bound to have listeners reminisce, reconnect with their inner voice, and fall in love. This soothing track is composed by Ripul Sharma and penned by Sharad Tripathi.
Neeti Mohan says, “What a delight to revisit a song that's been loved by the listeners! I'm excited that the song is out. It's my song of the season and I hope the unplugged version becomes part of the listeners' road trips and journey. This unplugged version is a whole new vibe.”
0 notes
lyricstalk1 · 2 years
Text
इस बारिश में लिरिक्स हिंदी में | Iss Baarish Mein Lyrics in Hindi - Yaseer Desai
इस बारिश में लिरिक्स हिंदी में | Iss Baarish Mein Lyrics in Hindi – Yaseer Desai
इस लेख में हम “Iss Baarish Mein Lyrics in Hindi” या “इस बारिश में लिरिक्स हिंदी में” विषय पर चर्चा करेंगे। शाहीर शेख और जैस्मीन भसीन अभिनीत गीत “इस बारिश में” सबसे लोकप्रिय हिन्दी गीतों में से एक है और वर्तमान में भारत में ट्रेंड कर रहा है। सारेगामा इंडिया लिमिटेड द्वारा प्रस्तुत 14 जून, 2022 को रिलीज़ हुई फ़िल्म/एल्बम ‘इस बारिश में’ में इस बारिश में गीत जोड़े गए। इस बारिश में लिरिक्स के सिंगर…
Tumblr media
View On WordPress
0 notes
listenzaheer · 2 years
Text
Iss Baarish Mein Lyrics (हिंदी & English) – Yasser Desai & Neeti Mohan
Iss Baarish Mein Lyrics (हिंदी & English) – Yasser Desai & Neeti Mohan
Iss Baarish Mein Lyrics (Hindi & English): Iss Baarish Mein is Hindi Song sung by Yasser Desai & Neeti Mohan. Iss Baarish Mein music was composed by George Joseph. Iss Baarish Mein Lyrics written by … Iss Baarish Mein Lyrics (हिंदी & English) – Yasser Desai & Neeti Mohan Read More » #Iss #Baarish #Mein #Lyrics #हद #amp #English #Yasser #Desai #amp #Neeti #Mohan
Tumblr media
View On WordPress
0 notes