Tumgik
#pukaart
pukaparade · 1 year
Text
Tumblr media
Alt title - "Cooking Mommy (issues)" :)
2K notes · View notes
orpheustic · 2 years
Text
Roohaniyat,
Tumblr media Tumblr media
Chal raha hoon main raah teri mohabbat ka, jahan tere dil ki siraajein rehnumai karte hain.
Khada hoon main aaj bhi woh tere darwaze par, jahan gham tere pyaar ke iss jagah ki hifazat kartey hain.
Woh jagah jaha mere jazbaat rehtey hain, Woh jagah jise mere dil ka viraan makaana kehte hai.
Adhoori si thi ye jo jannat, ameeq the ye daastayein, jo tere chiraago se jalte the; ab na jaane inn baarishon mein kahan bheeg ke dhul jayein. Rooh meri jo sada teri pukaarte the, ab mujhe uske absaar ki shiddat teri ore chahte hue dekhte reh jaate hain
Nigahein teri jo woh ghar ko dekhe nai, Jahan arzoo mere khamoshi ke kamre mein mubtila hoke samaye hue the, woh ab har raat tere mohobbat ke tanhai mein khamoshi mein woh cheekhte cheekhte reh gaye hai teri pukar mein.
Khaali woh makaan ab tanhai ke bereham aag me jal raha, thehra hai intezaar karta hua hai ye ghar yahin tere aane ki ummeed me, wo jahan kabhi pehle haseen mulaqaatein hua karti thi, jaha baarisho me jannatein rangeen ho jati thi, woh ab mere gehre ashq ke saath kaali raakho mein murkkab ho rahe hain.
Keh na saka tujhe woh hazaron adhoori khwahisho ko, baya na kar paya unn girti baarishon ke uljhe hue lafzo ko, Raaste jo chiraago se jalti thi, ab andhere ke sang dheere dheere zavaal-paziir ho gaye hai.
Sunn le ye meri tanhai ki pukaar ko, jo tu sunn saka na kabhi, na hi tu dekh saka meri chahat ko, khadi hai tu saamne par, mere dil ke makaan ko tu pehchaan saka na kabhi.
Pyaas thi tere saath ki, behrehem ye aag jo lipat rahi hai jism mein meri, rooh meri chillaye talab mein teri, par ab, taa'biir-e-be-rang karte hai woh mere hasrat-e-mahrum chahaton ko, main thehera raha andar kamre me, pakad ke apne dil se tere tasveer ko, aur tu bas wahi khada dekhta raha, jalte hue mere jahaan ko.
Kya itni bad-dua mili thi mere ishq ko? Jo khuda bhi na bacha paya? kya itna kamzor tha mera pyaar jo yeh duniya kabhi sambhal na paya? Be-intehan jo mohobbat ki, woh aakhir me aaj mere dil ke makaan ke saath jal ke raakh ho chuka tha.
Aur kise kya hi pata tha, jiski chahat ki khawaish thi, jiski jannat me samti meri zindagi thi, jo mere jalti rooh ki pukar ko sunn na saka, woh chand jo hamesha se mera hi khuda tha,
Woh Khuda mere hi ishq se khafa tha.
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
17 notes · View notes
Text
Apne naam se tujhe pukaarte rahe
2 notes · View notes
avokiddish · 1 year
Text
Agar bolte tum nahi,
Toh bulate hum bhi nahi,
Khamoshi jiska jawab ho,
Usse pukaarte hum bhi nahi..!
0 notes
purppleinara · 1 year
Note
maaf kijiyega sahiba, aane mai thori der ho gayi. humne bhi aapko yaad kiya din mai, par padhai se ek pal ke liye bhi rahat nahi mili.
humne kaiyon ke dil dukhae hai, isliye humara bhi dukh raha hai. par aisa kaun jiska dukh se milna na ho? insaan ne bohot jhoot maan liye, par aaj tak yeh sach na maan saka ki kahi na kahi, sab dukhi hai.
aapka dhanyavaad, sahiba. aap bohot vineet ho. hmm, humara naam toh hai, aur log hume pukaarte bhi hai, par fir bhi hume koi jaanta nahi. isliye, kyuki aap hume jaan-na shuru kar rahi hai, kyu na aap hi hume koi naam de? suna hai ki agar kisi cheez ko hum khud naam dete hai toh vo apni-apni si lagti hai. shayad naam dekar aap hume jaan jaye, kya pata.
Padhai zindagi ko safal or nark karne ka rasta hai. :(
Dil dukhaya hai, yeh baat aapne maan kar hi baaki logo se khud ko behtar kar liya hai.
Naam ke kuch vikalp dete he, aap inme se aapko jo acha lage bata dijiye:
Agar aap ladki hai:
Diya
Roshni
Gunjan
Nursat
Agar aap ladke hai:
Yash
Karan
Kian
Aman
Kabir
Agar aap nahi batana chahenge:
Arya
Akasa
Chand
Jehaan
0 notes
imran-hyd · 2 years
Photo
Tumblr media
أعوذ بالله من الشيطان الرجيم بسم الله الرحمن الرحيم یٰۤاَیُّہَا النَّاسُ ضُرِبَ مَثَلٌ فَاسۡتَمِعُوۡا لَہٗ ؕ اِنَّ الَّذِیۡنَ تَدۡعُوۡنَ مِنۡ دُوۡنِ اللّٰہِ لَنۡ یَّخۡلُقُوۡا ذُبَابًا وَّ لَوِ اجۡتَمَعُوۡا لَہٗ ؕ وَ اِنۡ یَّسۡلُبۡہُمُ الذُّبَابُ شَیۡئًا لَّا یَسۡتَنۡقِذُوۡہُ مِنۡہُ ؕ ضَعُفَ الطَّالِبُ وَ الۡمَطۡلُوۡبُ ﴿۷۳﴾ Logo ek misaal bayaan ki jati hai ise ghaur se suno , ke jin logon ko tum Allah k siwa pukaarte ho woh ek makkhi bhi nahi bana sakte , agarche iske liye sab mujtama ho jayen aur agar unse makkhi koi chiz cheen le jaye to use usse chuda nahi sakte , talib aur matloob ( yani aabid aur mabood dono ) gaye guzre hain . [Surat No 22 : سورة الحج - Ayat No 73] https://www.instagram.com/p/CdgDFFKLljcYsMIDHulm5L6yA4JuVxyxio10c40/?igshid=NGJjMDIxMWI=
0 notes
herbizarrelife · 4 years
Text
Mai jab paida hui
Mai jab paida hui
Bade log baag jama hue
Soch kar beta aaye the
Mujhe dekh afsos janak hue
Kya batein meri maa ko kahi
Sab suni maine
Socha hoga bacchi hu
Par sab samjhi maine.
Bas ek hi baat maa dohrati thi
Mujhe chhod do mujhe jaane do.
Jab bacchi hua karti thi
Chaand par jaane ka socha karti thi
Badi hui, khabar mili, woh chaukhat hi meri rekha thi.
Mann tha bada padhne jau,
Meri maa mana kiya karti thi,
Woh darti thi kuch ho na jaaye, to ghar mai band rakha karti thi.
Mai zor se chilla padi,
Mujhe chhod do mujhe jaane do.
Yeh sun meri maa ne thaan liya, apne jaisa na banaungi tujhe. Padh likhkar aage badh, afsar banaungi tujhe.
Ghar se nikli pata laga,
Sab dalit bula rahe hain mujhe.
Sun kar acha laga
Meri ek pehchaan bata rhe hain mujhe.
Kuch door pohochi pata laga
Woh ek lanchan bana rhe hain mujhe.
Mere muh se phir nikal pada,
Mujhe chhod do mujhe jaane do.
Ek din nikli ghar se, maa ne subah pyaar se uthaya tha,
Bhai ne raaste mai chheda tha to papa ne sir pe haath pasera tha.
Kuch hi door chali ghar se ki kuch ladko ne mujhe roka tha,
Dalit ke naam se pukaarte,
Mere liye to woh roz ka sehna tha.
Par khabar na thi aaj itna kuch sehna hoga,
Un chaar ladko ke beech mere sapno ko dehna hoga.
Woh mujhe maarte, darate, yaha meri izzat ka bhi behna hoga.
Annt mai sirf mera khoon hi mujh par gehna hoga.
Is baar bhi wahi baat dohrani chahi par na jaane bol na nikle,
Unhone meri zabaan bhi kaatdi woh to saare geedadh nikle.
Ek chahat aakhri baaki thi ki mera bhai mujhe vida kare,
Ab yeh bhi kya rihayishi thi jo ek dalit na maang kar sake?
Tumne na jeene diye, tumne na sukoon se marne diye,
Ab to na mai bol saku, to soch lu,
Ab bas tum mujhe chhod do mujhe jaane do.
-aarzoo
Tumblr media
3 notes · View notes
arshadumerkhan · 3 years
Photo
Tumblr media
_*Aap keh dijiye! Bhala dekho to jinhen tum Allah Ta'aalaa ke siwa pukaarte ho......*_ 📖📖📖📖📖📖📖📖📖📖📖📖 💠 *Hindi Urdu roman* Aap keh dijiye! Bhala dekho to jinhen tum Allah Ta'aalaa ke siwa pukaarte ho mujhe bhi to dikhaao ke unho ne zameen ka kaonsa tukra banaaya hai ya aasmaano mein unn ka kaonsa hissa hai? Agar tum sachche ho to iss se pehle hi ki koi kitaab ya koi ilm hi jo naqal kiya jata ho mere pass laao. (Qur'an 46:4) ____________________________________ 💠 *عربی* احسن البیان مفسر: حافظ صلاح الدین یوسف سورۃ نمبر 46 الأحقاف آیت نمبر 4 أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ بِسْمِ اللّٰهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيْمِ قُلۡ اَرَءَيۡتُمۡ مَّا تَدۡعُوۡنَ مِنۡ دُوۡنِ اللّٰهِ اَرُوۡنِىۡ مَاذَا خَلَقُوۡا مِنَ الۡاَرۡضِ اَمۡ لَهُمۡ شِرۡكٌ فِى السَّمٰوٰتِ‌ؕ اِیْتُوۡنِىۡ بِكِتٰبٍ مِّنۡ قَبۡلِ هٰذَاۤ اَوۡ اَثٰرَةٍ مِّنۡ عِلۡمٍ اِنۡ كُنۡتُمۡ صٰدِقِيۡنَ ۞ ترجمہ: آپ کہہ دیجئے ! بھلا دیکھو تو جنہیں تم اللہ کے سوا پکارتے ہو مجھے بھی تو دکھاؤ کہ انہوں نے زمین کا کون سا ٹکڑا بنایا ہے یا آسمانوں میں کون سا حصہ ہے (1) اگر تم سچے ہو تو اس سے پہلے ہی کوئی کتاب یا کوئی علم ہے جو نقل کیا جاتا ہو میرے پاس لاؤ (2) ۔ تفسیر: 4۔ 1 ارایتم یعنی اخبرونی یا ارونی یعنی اللہ کو چھوڑ کر جن بتوں یا شخصیات کی تم عبادت کرتے ہو مجھے بتلاؤ یا دکھلاؤ کہ انہوں نے زمین و آسمان کی پیدائش میں کیا حصہ لیا ہے مطلب یہ ہے کہ جب آسمان و زمین کی پیدائش میں بھی ان کا کوئی حصہ نہیں ہے بلکہ مکمل طور پر ان سب کا خالق صرف ایک اللہ ہے تو پھر تم ان غیر حق معبودوں کو اللہ کی عبادت میں کیوں شریک کرتے ہو۔ 4۔ 2 یعنی کسی نبی پر نازل شدہ میں یا کسی منقول روایت میں یہ بات لکھی ہو تو وہ لا کر دکھاؤ تاکہ تمہاری صداقت واضح ہو سکے۔ بعض نے اثارہ من علم کے معنی واضح علمی دلیل کے کئے ہیں اس صورت میں کتاب سے نقلی دلیل اور اثارہ من علم سے عقلی دلیل مراد ہوگی یعنی کوئی عقلی اور نقلی دلیل پیش کرو پہلے معنی اس کے اثر سے ماخوذ ہونے کی بنیاد پر روایت کے کیے گئے ہیں یا بقیۃ من علم پہلے انبیاء علیم السلام کی تعلیمات کا باقی ماندہ حصہ جو قابل اعتماد ذریعے سے نقل ہوتا آیا ہو اس میں یہ بات ہو۔ __________________________________ 💠 *मराठी* हे पैगंबर (स.), यांना सांगा, ’’कधी तुम्ही डोळे उघडून पाहिले की त्या व्यक्ती आहेत तरी कोण की अल्लाहला सोडून ज्यांचा धावा तुम्ही करता? जरा मला दाखवा तर खरे की जमिनीत त्यांनी काय नि https://www.instagram.com/p/CMWPlEFA4f7/?igshid=1hf7g6gxmuz1g
0 notes
Photo
Tumblr media
📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿 Ziyarat-e-Naahiyah (Part 21 out of 32) 📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿 بِسْمِ ٱللَّهِ ٱلرَّحْمٰنِ ٱلرَّحِيمِ 📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿 Halaan-keh us-waqt aap ki khud ki haalat to aisi thi ke aap ko apne kunbe ka aur bachcho’n ka dheyaan na aa sakta tha. Us-waqt aap ka ghoda (Zul-janaah) hin-hinata aur rota huwa aap ke kheyaam ki taraf chala. Jab Ahle haram ne aap ki sawaari ko be-sawaar dekha aur zeen-e asp (Zul-janaah) ko neeche dhalka huwa dekha to be-qaraar ho kar khaimo’n se nikal pade, aur baal bikhraye huwe mooh par tamaanche maarte huwe, jab keh parde ka dheyaan na tha. Nauha wo buka (ghirya) karte huwe apne buzurgo’n aur waariso’n ko pukaarte huwe jab-keh apni us makhsoos izzat aur shaan wo shaukat ke baad hekaarat ki nazar se dekhe ja rahe thay, sab ke sab qatl-gah ki taraf tezi se jaa rahe thay. 📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿 اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ وآلِ مُحَمَّدٍ وعَجِّلْ فَرَجَهُمْ وَاﻟْﻌَﻦ أَﻋْﺪَاﺋَﻬُﻢْ ْ اَﺟْﻤَﻌِﻴن 📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿📿 Follow this link to join my WhatsApp group: https://chat.whatsapp.com/FmDiZ3W7PCL0GdtSUfjoK4 Subscribe on Telegram https://t.me/AzadarB Follow on Twitter https://twitter.com/AzadariBlp?s=08 https://www.instagram.com/p/B_vjOxin0Dh/?igshid=14kwiew48au2r
0 notes
mariyaaniskhan-blog · 6 years
Photo
Tumblr media
Pukaarte hain zamaane wale jisse, Mujhe wo naam mera unhone hi dia tha.. Jo Thokar kabhi lagii nanhe qadmo kabhie Unhi haatho ne mujhe sambhaal lia tha.. Kabhi aane hote gham ke baadal, to qabl uske Unki duaaon ne mujhpe saya kiya tha.. Wo saaya aaj bhi dhundhti hu mai, baba Wo jo khudaa ne mujhe aapke roop me diya tha.. !
0 notes
dollzkaushal · 7 years
Photo
Tumblr media
#Insomnia #MissingGoodLove #LonelyNights #SweetLove #PainOfLove #SweetDesires #AgonyOfLove #night #love #pleasureoflife
#spilledthoughts #poems #poetry #hindipoem #hindipoetry #poetontumblr #poemontumblr
RAAT KI KHAMOSHI ME..DIL KI MADHOSHI..
Falak se barasti boonde aksar karti hain humse ye guzarish
Chahti hain hum bheeg jaaye aapki baaho me ya bhigoye hume ye baarish
Fir achanak kadakti hain Bijli or hum aapki baaho me kho jaate hain
Fir hans dete hain soch ke ki ye tha ittefaq ya aapki or boondo ki saazish….
Raat ke aaghosh me tera feeka hua kaajal
Madhoshi ki hadh me tera bheeg gaya aachal
Tere tan ke har ek naksh ka main hua kaayal
Apne rang me tujhe ranga dekh ye dil hua ghaayal….
Tujhe chhoone se dil me hulchul si hoti hain
Ek duje ki baaho me hum tum jaage to ye raat bhi na soti hain
Is pal ko jeene ka intezaar itni muddat se tha
Ki aaj ek hokar humari palkho pe Khushi ke moti hain….
Ye raat chhod jaayegi mere tan pe tere pyar ki nishani
Inhi palo se hogi aane wali judaai ki pyaas bujhani
Ye to bus aagaz hain naye nasheele safar ka
Abi kismat me or bhi hain aisi shame suhaani……
In lamho ka suroor har dam in saaso me rahega
Tera pyar ab se meri nas nas me bahega
Is raat ka ehsaan hain humpe jo usne hume tujh jaisa yaar diya
Jisne baaho me leke hume kudrat se bhi haseen bana diya…
Pehele to hum taare gin rate guzaarte the
Tadapti aaho me tera name pukaarte the
Par ab jab bhi is raat ki yaad dil me khankegi
Tere pyaar ki Muskaan mere chehere pe chhalkegi……
0 notes
pukaparade · 2 years
Photo
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Did these for a foil postcard set..!!
1K notes · View notes
pukaparade · 4 months
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
🍤 HQ 🍤
36 notes · View notes
pukaparade · 4 months
Text
Tumblr media
💢💢💢
34 notes · View notes
pukaparade · 2 years
Photo
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
I may still have a slight bias towards the elves...
587 notes · View notes
pukaparade · 1 year
Photo
Tumblr media Tumblr media
Sticker sheets I’m gonna have soon.. they’re gonna be glitter-holo effect 🥺 👉👈
First sheet is just some fun classic color doodles and the second one is OC propaganda featuring @ninapedia and I’s OCs .. the twins are Connie (nina’s) and Harley, and the purple twink is Cal (nina’s). Bottom right is Just A Little Guy 💖 
196 notes · View notes