Tumgik
#devspeaks
devspeaks · 16 days
Text
Aadha adhure khayal
Aadhe adure sawaal
Aadhe se iraade
Aadhe adhoore kuch fariyaad
Aadhe se kuch hum
Tum bin kya kaha kaise jee rehe hai hum
Aadhe se kuch sapne
Jinme aadhi si reh gayi wo baat
Aadhi si phir se reh gayi mulakaat
Puri ho na jaane kab ho apni baat
Aadhe se wo sawaal
Jinke adhoore hi reh jaane hain jawaab…
Phir bhi ek kosish humne chedi hai
Yeh waqt kuch aise tham jaaye
Aur woh ghadi sirf meri aur teri hai
Par ilm hai hamein iss baat ka bhi
Ki waqht ki fitrat me hai chalte jana
Na wakht ne hai rukna
Na humne hai milna
Zindagi ki is gaadi ko hai yunhi chalte chale jana
Par dua hai iss dil ki
Aap sada hasna, muskurana
Aur jab kabhi hamari yaadein zehen me dastak de jaayen
To meethe se nagme ki tarah
Hamare naam ka koi geet gunguna jana
Haan aur ek baat yaad rakhna
ki koi deewana sa tha hai aur rehega intezaar mein tere
Aur Kabhi gujre hum aapke khayal mein phir se wohi milenge intezaar mein tere
Wohi waqt wohi ghadi aur wohi Dil liye
Ki tu wapis aaye humare zindagi mein iss tereh
Jahan aapka waqt dil aur aap ho sirf humare liye
Jahan aapka waqt dil aur aap ho sirf humare liye.....
2 notes · View notes
iidias · 2 years
Text
please read!
hello everyone! before i say anything, i want to say;
please keep any rude comments to yourself
if you have any problems with this or me as a person, talk to me professionally/respectfully or don't talk to me at all.
if you choose to not support me after i say this, that's you, that is your opinion and your choice, but please don't say anything out of pocket in my inbox or messages because of this.
now onto what i really have to say.
i've been thinking about this for a while. these thoughts have been going on for years, ever since i was in elementary school. i have always been scared to speak my mind about this, let alone even come to terms with them when it came to myself.
i am not at home in my body. not only am i insecure about it, but my body, does not feel like i own it, it doesn't feel like mine. it feels more like a puppet. like a game of mix and match kind of. my mind does not match with my body.
because of those things, that really took a toll on my mental well being and identity. i have lived my whole life being seen as a girl; being seen as feminine, soft, soft-natured, doll-like, ect. for years now, i have tried to convince myself that i should fit that category, that i should try and be as feminine as i could, as society says i should do.
but my mind doesn't want that. my mind says i am not a girl, i am anything other than that. while i try every day to say that i am a girl, no matter how hard i try and believe it, those thoughts always come back to prove me wrong.
but even if i do think off myself as a boy most of the time, i also like to be feminine sometimes. sometimes i like to be girly and to be seen as a girl, those are the times when i can come to terms with myself. but those moments are rare, i rarely feel like a girl.
ive had those moments in the past as well, countless times; i have enjoyed being a girl, and i have not. but as much as i do enjoy being a girl sometimes, i like being a boy more.
cutting to the chase here; i am a demiboy. i identify mainly as a guy and use he/him pronouns, but when i have my moments, i will want to be seen a girl. and as for my sexuality, i just want to be referred to as queer. not gay, lesbian, bisexual, or pansexual, just queer.
thank you for reading through all of this.
-yoyo
11 notes · View notes
pinchraccoon · 9 months
Text
Pinch Reviews: The Portal Series
In April of this year I played Portals 1 and 2 accompanied by @monochromevt. I'd never really played the games in full, but had been exposed to them extensively in the past as they are games that are Literally unavoidable.
My reviews of these games will be rather curt, compared to some of my other reviews, due in large part to that at no point did I necessarily feel as though I was surprised by Portals 1 or 2. This is however, NOT, because of the games themselves. I had a great time playing both campaigns and the coop with Mono, and it was really nice and gratifying to see the origins of phrases like "the cake is a lie" or seeing Wheatley's whole, Bit.
Really the lack of impression that I felt playing each of these games was the result of that exposure to the series at large that I mentioned previously. There's nothing *wrong* with either of these games, I'd say they're definitely excellent puzzle experiences that if you were like me and haven't played them you'd be remiss to skip. However, I didn't feel that the other areas of Portal as a series outside of the immaculate level design were lost on me, as, well, I'd seen it all before. I'd heard each of Glados' lines, Wheatley's lines, Cave Johnson's lines, every character's lines, a thousand times over in a thousand different contexts, such that I felt that I was watching a 2015 meme compilation as opposed to playing one of the greatest games of all time.
I WILL say however: I adore Glados' now more than I ever had. She is SUCH a strong character who is written in such a way as to make you feel the humanity within her cold, robotic exterior, and realize that you've been looking at the real her the whole time, and she's just actually evil.
Glados is the main aspect of the game that I took away as being new to me from my time spent with the game, and I'd say that even with the exposure that I'd felt to her character, I felt that she was best experienced in context of the source material.
I am not a game designer, and puzzle games can be foolhardy to critique without just turning into a bunch of devspeak that helps noone, so I won't. I felt that I had the resources to learn and experiment at all times in the Portal series, and that every idea I could have come up with maybe could have worked under the right circumstances, and *that* is Portal's greatest (gameplay) strength to me.
If you'd like to watch the playthrough that sparked this take, you can watch it right here!
youtube
18 notes · View notes
torley · 2 years
Photo
Tumblr media
WildStar DevSpeak: Housing - YouTube Game Design https://www.youtube.com/watch?v=YlP8ShpFZII
0 notes
dfodel · 3 years
Video
vimeo
devSpeaker from david fodel on Vimeo.
0 notes
fbreschi · 5 years
Text
What Is Devspeak, And How Do I Fix It?
http://bit.ly/2LxAdQI
0 notes
devspeaks · 2 months
Text
Na jaane kis se bhaag raha hai tu
Naa jaane kyu raat raat bhar jaag raha hai tu
Woh muskurati aakho ko bhul ke kyu murjhai hui aakho sang chal raha hai tu
Aaj kal Tera naam jab jab bhi jehen mein aya kyu pehele jaise muskaan chood namm aakho se yaad aa raha hai tu
Choukhat darwaje wohi hai chaar deewari phir bhi kyu ghutan si mehsus kar raha hai tu
Tu bana hai udne ke liye
Tu bana hai judne ke liye
Yeh khud ko khud mein seemit kar ke kyu khud se hi bhaag raha hai tu
Abb bhi waqt hai khud se na bhaag ke apne sapno ki taraf bhaag tu
Par yaad rakh yeh ho sakta hai ki sapne pure ho ya na ho par yeh sapno di daud mein ek baat pakki hai ki kuch ho na ho par khud ko paa lega tu
kuch ho na ho par khud ko paa lega tu.....
2 notes · View notes
devspeaks · 3 months
Text
Yeh ehsaas ki tum kabhi sang hoke bhi sang the hi nahi
Yeh ehsaas ki tum apne hoke bhi apne the hi nahi
Na jaane yeh dosh mein kisko du
Apni aadat ko jo tum ban Gaye ya apni majboori ki tum chahiye
Har pal mujhe koste hue apne lamhe jo tumhe paana chaahe
Har pal mujhe todte hue pal jo tumhare sang hona chahe
Yeh ehsaaso ko yeh Palo ko khud ko samjhana padega
Ki tum kabhi apne the hi nahi yehi sach apnana padega
Tu kabhi apne the hi nahi yehi sach apnana padega.....
3 notes · View notes
devspeaks · 3 months
Text
Umeed insaan ko jeena sikhati hai Jo chiz Hume jeena sikhati hai woh tumhe Tod nahi sakti
Par phir bhi na jaane kaise morh pe leke mujhe hai chal rehi meri yeh zindagi
Tere saath Khud ko na hi jodd sakti aur Teri lagan mein hun mein itni magan ki chaah ke bhi manjil apni nahi tu Jaan ke bhi tujhse apna naata Tod nahi sakti
Tujhse apna naata Tod nahi sakti.....
2 notes · View notes
devspeaks · 9 months
Text
Kabhi kabhi sirf uss jagah pe hone se bhi sakoon milta hai
Jahan chod aye the khud ko phir se jeene ka Mann karta hai
Pankh lagga ke jo paiso ke piche hum bhag rehe
Zindagi piche reh gayi baaki rabb se hum moh maaya hi hum maang rehe
Jeete rehenge Yun hi hum par Woh dosti woh pal woh mithas aur zindagi mein phir na rehegi
Note ki kathputli to ban jaayenge par yaaron ke saath woh purani mulakaate woh purani yaariya aur mehfil sirf yaadon mein rehegi
woh purani mulakaate woh purani yaariya aur mehfil sirf yaadon mein rehegi .....
4 notes · View notes
devspeaks · 5 months
Text
*Kaisi Ho Tum…*
Kya pucha liye uss ne jo barso se bolne ko bekraar the
Kahan se shuru kare ki kya hai kaise hai aur kyu hai tere bin mein
Tab bhi ek koshish kar rehi hun
Khud ko khud ke aaine mein hi dekh kar bol rehi hu
Yehi sawaal tha jo tera
Kya kahun kaisi hoon main....
Na jaagi si, na hi soyi hui si hoon main
Hosh mein bhi madhosh hoon main
Khud ko khoj rehi hun pata hi nahi kahan khoyi hui si hoon main
Sudh budh khokar Gum sum si
Na khabar din ki, Na hosh raat ki
Gehere se samunder si Khamosh hun mein kya kahan tumhe ki kaise hun mein
Har pal zehen mein tumhara hi suroor liye
Ho sakke hum aapke yeh sapne aakhon mein liye
Yaadon ko tumhari apne mein liye
Jee rehe hai beparwah befikre kya kahe tumhe kaise hun mein
Yeh pyaar ki baatein purani hi sahi
Meera thi deewani Kanha ki yeh baat sab ne kahi
Par uske ehsaas ko koun puchta
Kanha ke sand to Radha hi rehegi iss Meera ke Prem ko koun puchta koun Pujta
Bus tumhare pyaar mein Meera bani phir rehi hun
Hardam tarasti hun tumhari ek jhalak ke liye maano janmon se tere dee ki pyaasi hoon main
Sab jaan ke bhi yeh kaise puchte ho ki kaisi hun mein
Tere bina baawli si,jhalli si,pagaal si
ek ankahi gajal ek Adhuri shayari ek aadha likha hua geet hun mein
Jis mor mein choda tha
Manjil ki aashi raah hun mein aadha ehsaas hun aur kya kahu
Kaise hun mein
Bus chalte hue aadhi laash hun mein
Kya kahun kaisi hun mein
Kya kahun kaisi hun mein.....
3 notes · View notes
devspeaks · 6 months
Text
Umeed wahin rakho jahan aas ho
Chahe jaise bhi ho tum pukaro woh tumhare pass ho
Yeh sapno ki galiyon se bahar nikal kar to dekho
Koi khada hai bahar jiske liye tum sirf tum khaas ho
sirf tum hi khaas ho......
2 notes · View notes
devspeaks · 7 months
Text
Thoda theher jaa ehh zindagi
Humne abhi kuch sawalo ke jawaab khojne hai
Kuch ankahe kuch ansune se bhi khud se hi akele baith ke bahut saaribaatein karni hai
Itni teezi jo pakdi Hui hai tune iska bhi kuch hal khojna hai
Itna jaldi nahi sametna khud ko sab ke liye jeeya hai abb Tak abhi khud ke liye bhi thoda jeena hai
Abhi khud ke liye bhi thoda jeena hai.....
4 notes · View notes
devspeaks · 9 months
Text
Chalo aaj kuch Aisa likha jaaye
Aaj ki kalam dosto ke naam ki jaaye
Aise nahi hai ki unke baare mein Minton mein kuch kaha jaaye
Aise bhi kuch nahi ki bahut der Tak kaha jaaye
Kyu ki
Aise kuch bhi nahi hai jo na kaha ho
Aise bhi kuch nahi jo na suna ho
Phir bhi dil mein ek khayal hai aya
Chalo dosti ke din mein dosto ke liye kuch likha jaaye
Kalam pakde baithe rehe par kuch na aya kore panne mein
Kya likha unke baare mein jo rehte sang har pal har lamhe mein
Waise saare rishtey janam se shuru hote hai
Yeh ek hi hai rishta jo Maran tak chalta hai
Kya kahe unke baare mein
Woh to har baar Bina bole sunta hai
Kabhi kuch raaz chhupana chahate the
Aasuon ko hassi mein badal ke jab bhi saamne aye unke
Woh har hassi mein namm palko ko parh lete hai
Woh kambakht har baat aakho se padh lete hai
Dosti ke din mein ek baat kehena chahta hai
Dost woh nahi jo din ke mohtaaz hote hai
Woh to aise hai ki unke liye har din har shaam sab sammaan hota hai
Woh ek hi rishta jismein Krishna bhi sudama ke pair dhota hai
Jis mein Krishna bhi sudama ke pair dhota hai......
5 notes · View notes
devspeaks · 10 months
Text
Kahani adhuri apne taraf se nahi na unke taraf se thi
Humari Aashiqui mashoor nahi par unke dil ko dastak to thi
Bus yehi baat par khus hue lete hai
Saath nahi unke dil mein hum par meri aashiqui unke dimag mein to thi.....
2 notes · View notes
devspeaks · 10 months
Text
Unka naam galti se bhi jab jab saamne aaya
Na jaane kyu kis liye yeh Dil har baar ghabraya
Pata hai unke dil mein humare pyaar ki dastak tak nahi
Par unke har ek sandesh mein Mera Dil na jaane kyu bhar aya
Yeh aas hai ki ek baar woh humare dil ke Alam ko jaan sakke
Agar na bhi hua to koi gum nahi
Ek hi Dil tha Jo bhi tha uske hi naam kar aya
Uske hi naam kar aya
2 notes · View notes