Tumgik
#hindi urdu ghazal
neilperrysme · 5 months
Text
कहने को रहते हो दिल में
kehne ko rehte ho dil mein
Tumblr media Tumblr media
फिर भी कितने दूर खड़े हो
phir bhi kitne dur khade ho
Tumblr media Tumblr media
रात हमें कुछ याद नहीं था
raat hamein kuchh yaad nahin tha
Tumblr media Tumblr media
रात बहुत ही याद आए हो
raat bahut hi yaad aaye ho
Tumblr media Tumblr media
itni muddat baad mile ho
mohsin naqvi | mehdi hasan
24 notes · View notes
peaceishim · 1 month
Text
Tumblr media
I found this on twitter.
(Not mine)
412 notes · View notes
stickyblazecreator · 2 months
Text
Tumblr media
"Milne ki ummed to nhi tujhse
per kaise keh dun ki intezar nhi tera"
211 notes · View notes
his-heart-hymns · 2 months
Text
I wish we were pressed flowers on the same page.
-Unknown
Tumblr media Tumblr media
Ab ke ham bichhde to shayad kabhi khvabo me mile
jis tarah sukhe hue phuul kitabo me mile.
-Ahmed Faraz
Tumblr media Tumblr media
252 notes · View notes
rekhtaa · 2 months
Text
Kabhi kisi ko, mukammal jahaan nahin milta,
Kahin zamin, toh kahin aasman nahin milta,
Tamam shahr mein, aisa nahin khulus na ho,
Jahan umid ho iski, wahan nahin milta,
Kahan charagh jalaen, kahan gulab rakhen,
Chhath-en to milti hain, lekin makaan nahin milta,
Ye kya azaab hai, sab apne aap mein gum hain,
Zaban mili hai, magar ham-zaban nahin milta,
Charagh jalte hi, binaai bujhne lagti hai
Khud apne ghar mein hi,  ghar ka nishan nahin milta
-
Nida Fazli
Saturday, March 16, 2024
12.10 am, Bangalore, India
65 notes · View notes
Text
मैं तेरी ख़ूबसूरती को अपने शब्दों में पीरोह ग़ज़ल रूपी माला बना दूँगा
सारी दुनिया से छुपा कर मैं अपनी ग़ज़लों में तेरी तस्वीर बना दूँगा
Tumblr media Tumblr media
53 notes · View notes
mmwiddc · 3 months
Text
🌙 :- Tum yeh ghazlein yeh shayriyan kaise likh lete ho ??
Sach Mein Batana padega kya ??
🌙 :- Hannnnn
Accha suno...
Main jab tootte taare se tumhe maangne jaata hun  Chupke se kuch shabd chura kar tod Lata hun  Fir unko ek resham ke dhaage me pirota hun  Ese main Tumhari muskan par ek sher likh deta hun  Fir us shabdon ki mala raat bhar dukh me dubota hun  Upar se dheere dheere aansuon me bigota hun  Ese main tumhari aankhon par Ghazal likh deta hun Dukh se nikli us Ghazal ko 'sehr' dhoop me sukha kar  Sham me ussi Ghazal ko yaadon se tarashne leaata hun  Dekhte dekhte pata hi nhi chalta kab raat aajati hai  Wo Ghazal udne ko tayar hai par barsaat aajati hai Aadhi raat tak barsaat thamne ka intzaar karta hun  Jab tumhari yaad me mujhe saans nhi aati  Toh saari duniya ke samne chila chila ke Ghazal padhta hun  Ek aur ghazal mujhse Azad hojati hai  Fir tootte taaron tumhe wapas maange ki baari aati hai
~ Sehr
68 notes · View notes
oyeevarnika · 5 months
Text
सोचूँ तो सारी उम्र मोहब्बत में कट गई
देखूँ तो एक शख़्स भी मेरा नहीं हुआ
- जॉन एलिया
Tumblr media
Forrest gump x Jaun Elia
85 notes · View notes
guywithasmirk · 22 days
Text
Tumblr media
the text I unsent :
saari duniya ke gham hamare hain,
aur sitam yeh hai ke hum tumhare hai.
main kya kahun ke mujhe sabr kyun nahin aata
main kya karun ke tujhe dekhne ki aadat hai
29 notes · View notes
theqalbofnight · 9 months
Text
ZAWAL -E -HUSN
Tumblr media
ZAWAL -E -HUSN
When Tania Husain in parizad said "Kash insaan ko zarf bhi husn key barabar ata hota"
jaun Elia said "na karo behes haar jaogi ,husn itni badi daleel nahin".
Parizad said "husn jab insaan ki dastaras mein a jaye to vo apni kashish kho deta hai and
Amir said "ilm hai javedan aur husn hai fani jana tum ayina kam dekho aur padho kitabein zyada."
Ahmed qidwai said "shaba -e- husn ko zawal lazim hai" it made me realise that beauty is just a 'mirage of time.'
111 notes · View notes
zeenblr · 2 months
Text
marne se bhi bad-tar hai
Ahsaas ka mar jana
_kaifi khali
32 notes · View notes
neilperrysme · 9 months
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
kis vaaste likha hai hatheli par mera naam
किस वास्ते लिक्खा है हथेली पे मिरा नाम
main harf-e-galat hoon toh mita kyun nahi dete
मैं हर्फ़-ए-ग़लत हूँ तो मिटा क्यूँ नहीं देते
for what reason have you written my name on your hands? if im a wrong word why don't you just erase it?
- jab pyar nahi hai toh
hasrat jaipuri | mohammed hussain | ahmed hussain
12 notes · View notes
peaceishim · 1 month
Text
Insaan aisa pasand karo ki fir uske baad koi insaan pasand na aaye.
-(via @safedchitthi on ig)
196 notes · View notes
kabhi-kabhi-aditya · 3 months
Text
जाने से पहले उसने फ़ैज़ की एक नज़्म कही,
“मुझ से पहली सी मोहब्बत मिरी महबूब न माँग ”
और अलविदा कहते वक़्त मैंने बशीर बद्र की,
“अगर तलाश करूँ कोई मिल ही जाएगा, मगर तुम्हारी तरह कौन मुझ को चाहेगा ”
38 notes · View notes
his-heart-hymns · 4 months
Text
American philosopher Ralph Emerson once asked a heart-wrenching question:
"How much of human life is lost in waiting?"
And the stalwarts of Urdu poetry Jaun Elia, Parveen Shakir and Faiz Ahmed Faiz expressed the agonizing feeling of waiting for someone who is never coming back through their poetry:
Jaun Elia wrote:
Woh jo na aane waala hai na us se mujh ko matlab tha aane waalo se kya matlab aate hai aate honge.
Parveen Shakir Wrote:
Woh na aayega hame malum tha is sham bhi Intezaar uska magar kuch soch kar karte rahe.
And Faiz Ahmed Faiz wrote:
Na jaane kis liye ummeedwaar baitha hu Ek aisi raah per jo teri rahguzar bhi nahi.
And I felt like being stuck in time where every moment feels long filled with some hope and the worry that the person I'm waiting for may never return.
216 notes · View notes
rayyzcosmos · 1 month
Text
अभी "ऐन" लिखूं तू सोचे मुझे
फिर "शीन" लिखूं तेरी नींद उड़े
जब "काफ़" लिखूं तुझे कुछ कुछ हो
मैं "इश्क़" लिखूं तुझे हो जाए..
the word "Ishq" is made up of three letters, "Ain, sheen and qaaf" these three letters stand for three stages of love. Ain:- Ain is for "ibadat" which means worship. When love gets purity, it takes you to the place where love equals worship. Sheen:- Sheen is for "shaq" which means doubt. The lover starts doubting his love. Qaaf:- Qaaf is for "Qurbaan" which means sacrifice.
27 notes · View notes