Tumgik
#Marham
aashiquidreams · 3 months
Text
youtube
“Tumhare badan ki mehak khwaab si hai Main chahoon ki ismein hi khoyi rahoon Main subhon ko baahon mein apni chhupa ke Tere saath yun hi main soyi raahon Poore din bas tujhe dekhte dekhte Pehle bhi main tumse mili hoon, pehli dafa yeh mil ke laga Tune chhua zakhmon ko mere, marham marham dil pe laga Pagal pagal hain thode, badal badal hain dono, bheegi barse aa dono zara Pehle bhi main tumse mili hoon, pehli dafa yeh mil ke laga..”
0 notes
aimmyarrowshigh · 1 year
Text
Tumblr media
Ultimate OTP March Madness 2023
M/M Bracket 5B. Luke Skywalker/Han Solo
Read Here! - archiveofourown.org/works/45558220
Vote Here!
71 notes · View notes
hobismilitarywife · 1 year
Text
Tumblr media Tumblr media
the beauty that you are jung hoseok 🤒🥀💓✨
75 notes · View notes
heartofanenigma · 3 months
Text
Hindi playlist was fun and games until those songs started playing
0 notes
theladyfae · 8 months
Text
for some reason it didn't occur to me to put 'tere nainon ke aage to taare bhi sharmaaye' down as an aziracrow lyric until now but realisation has just hit me and i am. Sobbign
0 notes
sadoldjonny · 1 year
Link
0 notes
bazm-e-ishq · 1 year
Text
Tumblr media
(Khuda Ne Sabr Karne Ki Mujhe Taufeeq Bakhshi Hai, Arey Jee Bhar K Tadpaao Shikayat Kaun Karta Hai)
God has blessed me with enough patience . Oh my beloved, torture me as u wish who's complaining.
Tumblr media
(Kisi Ke Dil Ke Zakhmon Par Marham Rakhna Zaroori Hai, Magar Is Daur Mein "Mohsin" Ye Zahmat Kaun Karta Hai)
It is necessary to put ointment on the wounds of one's heart, but in this age MOHSIN, who bothers to do it.
—Mohsin Naqvi
248 notes · View notes
nocternalrandomness · 1 month
Text
Tumblr media
RAF Eurofighter Typhoon's conducting an interval take off out of RAF Marham, England
29 notes · View notes
maihonhassan · 2 years
Text
When Bano Qudsia said:
“Duniya ka sab se khoobsurat insaan wohi hai jis se baat karna aasan ho, jis se muskhil mein madad mangna aasan ho, ji dosron ke dukh aur dard mein shamil rahay, jo aanso pochna janta ho, marham lagana janta ho”
she really gave all right reasons to live
546 notes · View notes
heruntoldfeelingss · 1 year
Text
Suno, Mujhe chahna asaan nahi hoga.
Mujhe ab akele rehne ki aadat si hogayi hai, Haath thaamna asaan nahi hoga.
Mere koi paas aaye bhi toh usey khudse durr kardeti hoon, Saath rukna asaan nahi hoga.
Mujhe ab waadon pe aitebaar nahi hota,Yakeen dilaana asaan nahi hoga.
Mujhe ab khamosh rehna acha lagta hai,Baatein karna asaan nahi hoga.
Mei kuch baaton ko dil se lagaa leti hoon,Samjhna asaan nahi hoga.
Mei apne dard chupa leti hoon,Marham banna asaan nahi hoga.
Mei har baat pe roney lagg jaati hoon,Sambhal Lena asaan nahi hoga.
--------------------------------------------------------
Lekin suno,Agar mei chahne lagu tumhe bhi, Toh iss chahat se nikalna asaan nahi hoga.
Mujhe saath rehne ki aadat hojaaye,Toh durr rehna asaan nahi hoga..
Mei haath thaam lu toh,Chodke jaana asaan nahi hoga..
Mei kahaaniyaan sunaane lagu toh,Chup karaana asaan nahi hoga.
Mei hasne aur hasaane lagu toh,Khudko kaabu karna asaan nahi hoga.
Mei khyaal rakhne lagu toh,Bachke nikalna asaan nahi hoga.
Mere sau sawaal honge,Unka jawaab Dena asaan nahi hoga.
Mei jaan nisaar kardu tumpe toh,Mohabbat naa karna asaan nahi hoga.
123 notes · View notes
mmwiddc · 3 months
Text
3|05|023
Archive
Hello ji  Namashkar Salam alaikum Sasriyakal Apka swagat hai 93.7 red fm par  Aap sunrhe hain apne Lucknow ka sabse pasandida show raat ke hamsafar 
Apke apne personal host 'Sehr' ke saathme Ji Aaj toh subha se hi barish apna Kamal dikharhi hai Kisi ki mehfil me mohabbat ke geet gunguna Rahi hai toh Kisi ko kisi ki yaad sata Rahi hai  Jo bhi ho  Ye kaali ghatayen ye baarish ye hawayein sukoon bahot deti hain  Aaiye aapko aajka ek wakhya batate hain  Shaam 7 bje hum Ghar jaane ke liye nikle  Baarish horhi thi socha bheeg jaynge toh cab karli jaaye  Cab ka intzaar karte karte baarish ko dekhte rahe  Kaafi sukoon tha us intzaar mein Lekin thoda sa dar bhi tha train chhot naa jaye  Cab aayi aur hum nikal gaye station ki taraf  Baarish rukne kaa naam hi nhi lerhi thi Aur main chahata bhi nhi tha ke wo ruke Maine cab waale bhaiya se pucha Bluetooth connect karlun main  Toh wo bole nhi hai  Par ye bolte bolte unhone volume up ki aur radio channel change kardiya  • Lucknow me kaafi suhana Mausam hai  Aur main hun Junaid aapke saath  Aajka aakhri gaana lekar  • Neele neele ambar par chaand jab aaye  • Mujhe tum yaad aagyin Cab dheere dheere chalrhi thi  Kabhi traffic light par ruk Rahi thi  Baarish ki boonden sheeshe par pad rahi thi  Maine do baar koshish ki wo sab capture Karlene ki  Lekin ehsas thodi naa qaid karskte hum  Maine phone band kardiya aur khogya tumhari yaadon me  Har ek guzarta manzar esa lagrha tha jaise  Tum apne haath se kisi purane jakhm par marham lagarhi ho  Aajkal tumhe kuch jyada hi yaad karne laga hun  Lekin kar bhi kya sakta hun  Bayan bhi kaise karun  Toh likh leta hun bas likhleta hun Jo mann me hota jab jab tumhari yaad aati hai  Bas likhdeta hun  Tumhe  Aur dekhta rehta hun waqt ko guzarte
19 notes · View notes
aimmyarrowshigh · 1 year
Text
Tumblr media
Ultimate OTP March Madness 2023
Poly Bracket 5B. Leia Organa/Luke Skywalker/Han Solo
Read Here! - archiveofourown.org/works/45558583
Vote Here!
7 notes · View notes
usafphantom2 · 1 month
Text
Tumblr media
Five Tornado GR4 aircraft with the commemorative tail design. The Tornado squadrons were based at RAF Marham and RAF Lossiemouth.
credit The Curious Aeronautic
@CcibChris via X
12 notes · View notes
bantarleton · 2 years
Photo
Tumblr media
Mosquitos of 105 Squadron at RAF Marham, Norfolk, UK. December 11 1942.
292 notes · View notes