Tumgik
ishrathjahanms · 5 days
Text
Dard ko ye nahi malum ke dost hai mere.
Kuch doston ko ye nahi malum ke dard hai mere.
- Ishrath Jahan.
9 notes · View notes
ishrathjahanms · 13 days
Text
Pareshaani kya hai poochhte hai mujhse.
Ab mai kaise bataun ki pareshaani hai tumse.
Meri Ankhon mein dard pehchana gaya hai tumse.
Phir us dard ki wajah pehchani kyun nahi jaati tumse.
Mujhe qaid karne ki baatein karte ho.
Mai toh khud qaid hun tumse.
Azaad ho jao kehte ho.
Azaadi sambhali nahi jaati mujhse.
Khud ko azaab na dena kehte ho.
Meri aziyat hai mujhse.
Mujhe apna yaar kehte ho.
Jahan, yahi yaari nibhate hain sab se.
-Ishrath Jahan.
6 notes · View notes
ishrathjahanms · 16 days
Text
Don't stab the one who's already bleeding for you...
-Ishrath Jahan.
4 notes · View notes
ishrathjahanms · 17 days
Text
Bharosa uspe karo jo kise aur pe bharosa karne se be niyaaz ho!
-Ishrath Jahan.
6 notes · View notes
ishrathjahanms · 18 days
Text
Tumhara yun khwabon mein aana aur khamoshi se chale jaana.
Sirf khamoshi hi lana ho toh mere khwabon mein mat aana.
-Ishrath Jahan.
35 notes · View notes
ishrathjahanms · 21 days
Text
“She is water: soft enough to offer life, tough enough to drown it away.”
— Rupi Kaur
771 notes · View notes
ishrathjahanms · 21 days
Text
Teri surat se aalam hai jahan.
Teri seerat se muhabbat hai yahan.
Aalam-e-arwah se talluq raha.
Aalam-e-dunya me tum hai wahan.
Socha na tha, suna na tha,
Ghar ban jaoge mera.
Dil tera jannat hai,
rehta toh rab hai wahan.
Mujhe us jahan ke jannah ki talab hai,
Magar mujhe jannah naseeb ki gayi hai yahan,
Is jahan mein bhi,
tere dil ke shaqal mein.
-Ishrath Jahan.
7 notes · View notes
ishrathjahanms · 22 days
Text
Meri aankhein teri kami ko mehsoos kar rahi thi, jab bhi shehr ghumne jaati toh tujhe talaash ti.
Suna hai ki dunya bohot choti hai magar tumhare aur mere darmiyaan me ye shehr bohot bada hai.
-Ishrath Jahan.
5 notes · View notes
ishrathjahanms · 23 days
Text
“Life isn’t about finding yourself. Life is about creating yourself.”
— George Bernard Shaw
169 notes · View notes
ishrathjahanms · 24 days
Text
Kuch khwabien na kaam ho ke bhi kamyaabi hote hain.
Kuch khwabien khud adhure reh ke tumhe mukammal banate hain.
Kuch khwabon ka adhura reh na tai tha, bas tumhe pata nahi tha.
-Ishrath Jahan.
3 notes · View notes
ishrathjahanms · 25 days
Text
Khwaab!
Koyi inhe mukammal karta hai toh,
koyi inse mukammal hota hai.
Koyi inke liye zinda hai toh,
koyi inke liye marta hai.
Koyi inhe tamaam karne ki raah mein hai toh,
koyi inke raah mein chal kar khud tamaam hua hai.
-Ishrath Jahan.
10 notes · View notes
ishrathjahanms · 26 days
Text
Dunya ke log dunya ke liye chod jaate hain. Aakhirat ke log akhirah ke liye chod jaate hain. Kaun log hai jo chod nahi jaate?
Allah ke alawa sab chod jaate hai.
-Ishrath Jahan
33 notes · View notes
ishrathjahanms · 1 month
Text
When your heart is broken by people's words, let Allah's words heal your heart.
-Ishrath Jahan.
1 note · View note
ishrathjahanms · 1 month
Text
Wounds will be healed by replacing dead cells with new cells.
Where do the scars go?
What should I do with the scars?
Perhaps stars are the scars of the sky.
Yet the night sky looks so pretty, so do you with all your scars and flaws.
Perhaps these scars are the reason behind your strength.
Perhaps your scars are what makes you authentic.
Perhaps the stars hold the sky from collapsing.
Along with each scar, you get a star., which makes you look more authentic like the night sky does.
Perhaps these scars are what holding you from collapsing.
Perhaps your scars are the stars of your sky.
-Ishrath Jahan.
4 notes · View notes
ishrathjahanms · 5 months
Text
Madat ke liye talash na kar tu aye ibne adam! Madadgar pe bharosa rakh madad khud tujhe talaash kare gi!
Tu Bin bharose madat ke liye nikla toh kya nikla, Tu bharose se pareshan baitha toh kya baitha.
Bharosa karke toh nikal tu madat ki talash mein, us madadgar ke naam se nikal tu talash mein.
Bina madat ke wapis lauta toh bharosa bar karaar rakh tu, madat tere liye teri dahleez tak aa jaye gi.
Insaano ke bharose purana shehr ghoom ke aaya tu, insaano se sirf nah sunke aaya tu.
Saara shehr ghoom ke thak aaya tu, tere mehnat ke liye madat tujhe milni chahiye, magar madadgar pe tujhe bharosa nahi toh vo madad kyun karega?
Pehle bharosa kar phir madad maang, na milne ka sawal hi nahi.
Uske paas ye hai, iske paas ye hai, ye kya hai? Kisi ke paas kitna bhi ho teri madad kyun karega?
Jiske paas sab kuch hai, us se toh maang liya kar, us pe bharosa toh kar liya kar, jab vo tere hi madat ke liye maujood hai toh, teri madat kyun ni karega?
Hai toh vo insaan kisi ka, mohtaaj hai. Talab Tu us se kar jo be niyaaz hai.
Tera shehr bada zaroor hai, magar tere shehr ke logon ka dil itna bada kahan hai?
Uski kaynat badi zaroor hai, aur us kaynat ke maalik ka dil bada nah ho bhala aisa ho sakta hai kya?
Agar use kisi ka intezaar hai toh, vo sirf tere maangne ka intezar hai. Tu maang toh le vo aata karne me tujhe intezar na kar aayega.
Tu yun maang le, vo tujhe yun aata kar dega. Chahe madat ya kuch aur vo aata karega zaroor. Tu bas bharosa kar aur maang liya kar.
Insaano se jataana bahut padhta hai, ye chahiye isliye chahiye, ab chahiye, jab chahiye, itna chahiye.
Usse tu sirf maang liya kar teri zarurat bayan kar tu, phir tujhe kyun chahiye, kab chahiye, kitna chahiye, kya kya chahiye ye sab poochta thodi hai?
Phir bhi pata nahi kyun ye log logon se hi maangte hai. Agar ek baar rab se maang ne ka maza dekho ge toh pata chale ga na!
Ki rab se maangne me sukoon kyun hai itna.
-Ishrath Jahan.
2 notes · View notes
ishrathjahanms · 5 months
Text
Your friends will have an impact on your life, if not know, then in future you will find traces of them reflecting from you.
-Ishrath Jahan.
2 notes · View notes
ishrathjahanms · 5 months
Text
All those things that didn't work out for you were actually working out for you.
-Ishrath Jahan.
3 notes · View notes