Tumgik
#Tanha Dil
sameeroak · 1 year
Text
Kya Baat Hai ?
I bumped into a DOST over the weekend, who said-
2023 me Chamak Rahe ho,
Sports viewing parties, Dancing, WhatsApping and now Writing…
Kya Baat Hai ?
His question had me thinking over the last few days which led to start pondering on the last year…
In 2022 me to aisa haal tha
Tum itna jo muskharo rahe ho,
Kya gum hai jisko chupa rahe ho,
Covid ke baad WFH hai Mukkadar,
Apne se aur apno se Maat khaye ja rahe ho.
Phir bhi Dil ko mana kar, kabhi thoda muskuraaye to asia laga
Muskuraaye to muskuraane ke Karz utaarne honge Muskuraun kabhi to lagta hai Jaise hothon pe karz rakha hai Ho..tujhse naaraz nahi zindagi hairaan hoon main
2023 ringed in with a bang, thanks to a happening party hosted by one of my friends, but when the Hangover got over on the next day and got back to work the day after, the familiar sinking feeling of Hairaani started coming back again…
Kaisi udasi tere chehre pe chhayi Kya baat hai jo teri aankh bhar aai
-------
Purani jeans aur guitar Mohalle ki vo chhat Aur mere yaar
Woh dil mein sochna Kar ke kuch dikha dein Woh karna planning Roz nayi yaar
Bas yaadein yaadein Yaadein reh jaati hain Kuch chhoti chhoti Baatein reh jaati hain
Kya aab sirf Yaadein and Baatein reh gaye hai ?
Jab College Khatam Kiya tha…
Papa kehte the bada naam karega Beta hamara aisa kaam karega Magar yeh to koi na jaane Ki meri manzil hai kahan
Aaj Itne Salo ke baad, kya mujhe mere Manzil mili hai ya Teesri Manzil se kudne ka waqt aa gaya hai ?
Manzile Apni Jagah Hai
Raste Apni Jagah
Dosto kya mere raste chaloge, mere manzil dhoondane ya
Ye Safar yahi khatam karke, apki suffering yahi khatam kare.. LMK
Tanha Dil signing off … to embark on his Tanha Safar
3 notes · View notes
hindikala · 10 months
Text
Yeh Jo Tum Acchayi Liye Jee Rahe Ho 🧡
hindipoetry #urdupoetry #shayari
0 notes
hi-avathisside · 3 months
Text
words thar feel like a cute kiss on the cheek from him :
madam
yes ma'am
milady
my girl
meri jaan
inka/ meri madam ka hukm saraankhon pe
my lady gets what she wants
jaaneman
dilruba
*kisike liye toh relatable hoga 😭🫂
20 notes · View notes
theinfinitedivides · 6 months
Note
Saw you tags on Dastaan-e-Om shanti om poll post and I finally found someone who goes as crazy over that song as I am 🤌🏼🤌🏼🤌🏼. Ngl Bollywood peaked in those 7:06 minutes. The songwriting?? Shaan???? The voice modulations thoughout that song??? Literally heaven 🧎🏻‍♀️🧎🏻‍♀️
Dastaan-e-Om Shanti Om was Bollywood's Phantom of the Opera moment nothing can ever top that. (except for Rahman but that is an entirely different category by itself. also the K3G soundtrack bc that went platinum in my house over fifty times by now) how do you argue with a song that starts in such a hardcore way and then just. keeps f*cking going. how do you argue with that i'll tell you you don't
7 notes · View notes
Text
this was our boulevard of broken dreams when boulevard of broken dreams did not exist
0 notes
microlyric · 2 years
Text
तनहा दिल तनहा सफर Tanha Dil Tanha Safar Lyrics In Hindi– Shaan
तनहा दिल तनहा सफर Tanha Dil Tanha Safar Lyrics In Hindi– Shaan
Hello friends if you are looking Tanha Dil Tanha Safar song lyrics then you landed right place so don’t worry relaxed and enjoyed the Jubin Nautiyal album all songs lyrics peacefully at one place. You can find and read this lyrics easily in any smartphone and Tablet such as Samsung, Motorola, Sony, Xiaomi, Vivo, Oppo, LG, Huawei, Asus, Lava, Micromax, iTel, Nokia, Oneplus, iphone, HTC and other…
Tumblr media
View On WordPress
0 notes
stickyblazecreator · 5 months
Text
Tumblr media
"Zindagi ko tanha wirano me rehne
do,
Ye wafa ki baatein khayaalon me
rehne do
Hakikat me aazmane se toot jaatein hai dil aksar
Ye Ishq, dosti aur muhabbat, kitaabon me rehne do"
25 notes · View notes
uroldhomie · 2 months
Text
Khwaabon ki duniya bhi kitni haseen aur Kaisi rangeen thee khwaabon ki duniya Jo kahne ko thee par kahin bhi nahi thee Khwaab jo toote mere, aakh jo khuli meri Hosh jo aaya mujhe Maine dekha maine jaana Vo jo kabhi aaya tha, nazron pe chhaya tha Dil main samaya tha, ja bhi chuka hai Aur dil mera hai ab tanha tanha
Na to koi armaan hai, na koi tamanna hai ,Aur na koi sapna hai
Ab jo mere din aur ab jo meri ratain hain ,Unmain sirf aansoon hain ,Unmain seif dard ki ranj ki batain hain , Aur faryyaadein hain Mera ab bhi koi nahi main hoon aur khoye Hue pyaar ki yaadein hain
Haan bhai mujhy bhi yaqeen nahi ata yeh wohi dimagh hai jisko kamray me ja k Kiya lene aya tha bhol jata hai?
9 notes · View notes
his-heart-hymns · 8 months
Text
Ae Dil pehle bhi hum tanha the
Ae dil pehle bhi hum tanha the,ae dil ham tanha aaj bhi hai.In zakhmo se in dagho se ab apni baate hoti hai.Jo zakhm ki surkh gulab hue jo daagh ki badr-e-munir hue is tarah se kab tak jiina hai.Mai haar gaya is jiine se
Oh heart, we were alone before and oh heart we still alone. And now we converse with the wounds and the scars. The wounds which turned into crimson roses and the scars that became as bright as the full moon, how long should one live like this? I have given up on this way of existence.
koi abr uthe kisi qulzum se ras barse mere virane par,koi jagta ho koi kudhta ho mere der se vapas aane pe koi saans bhare mere pahlu me aur haath dhare mere shane per aur dabe dabe lahje me kahe tum ne ab tak bade dard sahe tum tanha tanha chalte rahe tum tanha tanha jalte rahe suno tanha chalna khel nahi chalo aao mere hamrah chalo chalo naye safar par chalte hai chalo mujh ko bana ke gavah chalo.
Let a cloud emerge from some ocean, let it pour onto my barren land. Let someone wake up or get grumble whenever I return late. Let someone breathe in my embrace, let someone rest their hands on my shoulder and in a hushed voice say, "You endured a lot of pain, you burned alone,you walked alone. Walking alone isn't a child's play. Come, let's walk together. Let's embark on a new journey. Be my partner and be my witness.
@am-i-a-human-being Thanks for helping me with the translation.
22 notes · View notes
chashmenaaz · 3 months
Text
Us aangan ka chand
Tumblr media
Sham samay ek unchi sidhiyon wale ghar ke aangan mein chand ko utre dekha hum ne, chand bhi kaisa? pura chand insha ji in chahne wali dekhne wali ankhon ne mulkon mulkon, shahron shahron, kaisa kaisa dekha chand har ek chand ki apni dhaj thi har ek chand ka apna roop lekin aisa raushan raushan, hansta batein karta chand? dard ke tees tu uth’ti thi, par itni bhi bharpur kabhi? aaj se pehle kab utra tha dil mein itna gahra chand! hum ne to kismat ke dar se jab paye andhyare paye ye bhi chand ka sapna hoga, kaisa chand, kahan ka chand?
🌙
insha ji duniya walon mein be sathi, be dost rahe jaise taron ke jhurmut mein tanha chand, akela chand Unka daman is daulat se khali ka khali hi raha warna the dunya mein kitne chandi chand aur sona chand jag ke charon koot mein ghuma, sailani hairan hua is basti ke is kuche ke is aangan mein aisa chand? ankhon mein bhi chitwan mein bhi chand hi chand chamakte hain chand hi tika, chand hi jhumar, chehra chand aur matha chand Ek ye chand nagar ka basi jis se dur raha sanjog warna is duniya mein sab ne chaha chand aur paya chand
Tumblr media
🌚
ambar ne dharti par phenki nur ke chheent udas udas aaj ki shab to andhi shab thi, aaj kidhar se nikla chand! insha ji ye aur nagar hai, is basti ki reet yahi sab ki apni apni ankhein, sab ka apna apna chand! apne sapne ke matle par jo chamka wo chand hua jis ne mann ke andhyare mein aan kiya uj’yari chand chanchal muskati-muskati gori ka mukhda mahtab Pathjhad ke peDon mein at’ka pila sa ek patta chand dukh ka dariya sukh ka sagar uske dam se dekh liye hum ko apne sath hi lekar Duba aur ubhra chand
🌔
jhuki jhuki palkon ke niche namnaki ka naam na tha ye kanta jo hamein chubha hai kash tujhe bhi chubhta chand raushnion ki pili kirchein, purab pacchhim phail gain tune kis shay ke dhoke mein patthar pe de patka chand hum ne to donon ko dekha, donon hi bedard kaThor dharti wala, ambar wala, pahla chand aur duja chand chand kisi ka ho nahi sakta, chand kisi ka hota hai? chand ke khatir zid nahi karte ae mere achchhe insha chand
Ibn e Insha
7 notes · View notes
neilperrysme · 11 months
Text
dil toh hai ek raahi jaana,dil ki tum manzil ho
my heart is like a traveller,you're the destination of my heart
dil toh hai ek kashti jaana,jiska tum saahil ho
my heart is like a boat,whose shore are you
Tumblr media Tumblr media
dil na phir kuch maange jaana ,tum agar haasil ho
my heart won't ask for anything,If I attain you
dil toh hai mera tanha jaana ,aao tum mehfil ho
my heart is lonely,there will be celebration if you come
Tumblr media Tumblr media
ishq se hi saari khushiyan
all the happiness is with love
ishq hi barbaadi
love is devastation
ishq hai paabandi lekin,ishq hi azaadi
love is a restriction but love is also freedom
Tumblr media Tumblr media
ishq ki duniya mein yaaron ,khwaabon ki abaadi
friends, in the world of love,there is a population of dreams
kho gaya woh jisko manzil ishq ne dikhladi
a person loses his senses,when love shows the destination to him
Tumblr media Tumblr media
dekho pyare yeh nazare, yeh deewane, yeh parwaane
look my friend, these sights, these lovers, these moths
hai ishq mein kaise gum
are all lost in love
Tumblr media Tumblr media
tumse milke dil ka, main hoon na
javed akhtar | sonu nigam | anu malik | altaf sabri |
33 notes · View notes
mashriqiyyah · 8 months
Text
Pichhle saal yunhi September ki ek baarish me mujhay wo baat yaad aayi, jo pehle kabhi seekhi thi...Kay Insan ka dil Allah ki do Ungliyon me hai, wo jab chahay, usay palat Saktay Hain...jaise...wo waqt, jab mujhay baarish pasand aanay lagi. Bachpan se maine Baarish par muh banaya tha. Shayad school baarishwale dinon me start hua karta tha isliye, aur phir ground ke kichad me meray polished jootay aur safayd Uniform, dhuli dhulai cycle ke tyres, sab kichad-aalood hojate thay. Bag bheeg jata lekin waterproof tha to khayr thi, kitabon me lekin nami reh jati. Meri kitabein, jinko mai apni jaan se zyada sambhala karti thi. Mai nafasat pasand rahi hun aksar. Bachpan se. Phir college ke dinon tak, Baarish ka ye kichad aur uljhan mujhay bahot bezaar karte rahay hain. Aangan me gilay, gale hue patton ka phailna, har shay geeli aur numm. Gharme raho to neend aajati, khelne baahar koi jaane nh deta aur phir thandi baarish se beemar honay ka ehsas. Bezari si bezaari. Phir ek waqt wo aaya, jab apne shehar se door ek aisi jagah rehna pada, jahan door door tak aasmaan, Pahaad aur sookha maidan nazar aata. Apne mehfooz ghar, kichad walay school se door, anjan logon ke beech tanha hue jab maine wahan baarish hotay aur pani ki chhoti chhoti nehar banke ek taalaab me jaa miltay dekha.. Uss lamhe mein, mai pehli baar bezaar nahi hui. Pehli dafa kichad se uljhan nh hui, na hi ye fikr rahi ke saaf kapde maile hojayengay ya kitabein bheeg jayengi. Pehle ek haath aur phir saari ki saari mai, uss baarish me khari hogayi. Uss waqt nafasat ko nahi bhuli thi, bas ye eham nahi raha tha ke jootay, kapde aur cycle inki safai kabhi mustaqil hogi... Inn cheezon ko saaf rakhte rakhte shayad mai ek waqe'atan khubsoorat ehsas se door rahi thi. Meray dil me ye itminan aaya ke ye Allah ki rehmat hai, jisme mai bheeg rahi hun, mehaz pani nahi. Iss waqt mere Rabb ki tarafse sabse bada waseelah hai jissay mai Usko apne qareeb mehsoos kar rhi hun. Gharke, gharwalon ke tahaffuz se door, uss bijliyon aur garajti baarish me Allah ne mera dil badal diya tha. Yun jaise Do Ungliyon me bas chutki si bajayee ho. Uske baad se aaj tak, Baarish ne mujhay kabhi bezaar nahi kiya. Na hi kichad aalood juton ne, na hi meray maile hue safayd libas ne na hi bag me kai tahon me chhupi meri numm kitabon ne. Aaj jab mai aasman se barasti boondon ko dekhte iss bareme sochti hun, to samajh aata hai ..ke Uss din ki baarish ke zariye sirf baarish ke liye muhabbat hi nahi mili thi mujhay... balke ek mazeed ilham bhi mujhpar hua tha... Ek aur baat thi, jo wo baarish mere liye Allah ki tarafse paigam ki surat lekr aayi thi. Ye, ke koi jazbaa, koi insan, koi shay, koi haalaat itne mustaqil nahi hotay ke aapka ussay dil na uthhay. Har wo shay jisko aap chhorna chahte hain, lekin dil ke haathon majboor hain, aap Allah se kehden. Wo aapka dil badal Dengay. Ek aisi baarish, jahan saari umr ki bezari khatm hojati hai. Allah se wo baarish maangein.
©️ Zeenat Nazeer 🕊️
18 notes · View notes
theinfinitedivides · 5 months
Note
53 and 71! for the Wrapped thingy <3
Tanha Dil by Shaan, from the eponymous album and Mirotic by TVXQ!, from the eponymous album.
(ask me about my Spotify Wrapped!)
2 notes · View notes
om-is-ok · 11 months
Text
Lyrics which reminds me of you:
सुरीली अँखियों वाले, सुना है तेरी अँखियों से, बहती है नींदें और नींदों में ���पने, कभी तो किनारों पे उतर मेरे सपनों से, आ जा ज़मीन पे और मिल जा कहीं पे, मिल जा कहीं ओ ओ, मिल जा कहीं समय से परे, समय से परे मिल जा कहीं, तू भी अँखियों से कभी मेरी अँखियों की सुन...
Tere liye chaand bhi rukta hai, tere liye oas tehrti hai, yaad nahi tha, yaad aaya...
Chand aasmano se laapata ho gaya, Chal ke mere ghar mein aa gaya, aa gaya... Main khush kismat hoon bakhuda iss tarah, Ho jaaye poori ik dua jis tarah... Tere bin meri jaana kabhi, Ek pal bhi guzaara nahi... Teri aarzoo ne khud se begana kar diya...
तुझे सोचता हूँ मैं शाम-ओ-सुबह इससे ज़्यादा तुझे और चाहूँ तो क्या? तेरे ही ख़यालों में डूबा रहा इससे ज़्यादा तुझे और चाहूँ तो क्या?
Dekha hazaron dafa aapko, Phir beqarari kaisi hai, Sambhale sambhalta nahi ye dil, Kuch aap mein baat aisi hai...
Tum sabah ho, ya ghata ho khekasha ho saiba ho, Subha ki pehli kiran ke jaise, Beba ke alhade pawan ke jaise, Khusboyein tum lootathi ho, Masti mein chur chur, Masha allah, masha allah, masha allah...
Uska hoon, usmein hoon, Us-se hoon usi ka rehne de, Main to pyaasa hoon hai dariya wo zariya wo jeene ka mere, Mujhe ghar de, gali de, shehar de, Usi ke naam ke, Kadam yeh chalein ya rukein, Ab usi ke vaste, Dil mujhe de agar dard de uska par, Uski ho wo hansi goonje jo mere ghar, Aye Khuda, aye Khuda jab bana uska hi bana...
है जो ईरादे बता दूँ तुम को शरमा ही जाओगी तुम, धडकने जो सुना दूँ तुम को घबरा ही जाओगी तुम, हम को आता नही है छुपाना होना है तुझं मै फणा, चांद सिफ़ारिश जो करता हमारी देता वो तुमको बता...
Jab tujhko paata hai Dil muskurata hai, Kya tujh se hai waasta, Kya tujh me dhoondu main, Kya tujh se chaahu main, Kya kya hai tujhme mera, Jaanu na main tujhme mera hissa hai kya, Par ajnabi apna mujhe tu lagaa, Jaanu na main tujhse mera rishta hai kya, Par ajnabi apna mujhe tu laga...
और मिश्री सी तेरी बातें ये, यूँ हौले-हौले याद आ रहीं हैं, और मीठी सी तेरी यादें अब, यूँ रातों में सुला जा रहीं हैं
....
तेरा, तेरा ही, मैं हो गया हूँ सोने के महलों में, तेरा, तेरा ही, मैं हो गया हूँ मिट्टी के शहरों में
Marhami sa chaand hai tu, Diljala sa main andhera, Ek dooje ke liye hain, Neend meri khwaab tera, Tu ghata hai phuhaar ki, Main ghadi intezaar ki, Apna milna likha issi baras hai na, Jo meri manzilon ko jaati hai, Tere naam ki koi sadak hai na, Jo mere dil ko dil banati hai, Tere naam ki koi dhadak hai na...
Marne ka sabab maangta raha dar-ba-dar, Mitne ko toh dil pal mein raazi hua, Poori hui har aarzoo har daastaan meri, Ke tum shuru hue jahan main khatam hua... Kurbaan hua…
Hale dil tujhko sunata, Dil agar yeh bol pata, Bakhuda tujhko hai chahta jaan, Tere sang jo pal bitaata, Waqt se main woh maang laata, Yaad karke muskuraata haan...
Tham gaya ye shama hosh hai laapta tere deedar kar, Rafta rafta sanam tumse mili nazar toh hua hai asar...
खामोशियाँ जो सुनले मेरी इनमे तेरा ही ज़िक्र है खाव्बों में जो तू देखे मेरे तुझसे ही होता इश्क है, उल्फत कहो इसे मेरी ना कहो है मेरा कुसूर कोई हूर.. जैसे तू कोई हूर.. जैसे तू...
Sundar sundar woh haseena badi sundar sundar, main to khone laga, uske nashe mein bin piye behka...
Kisi shaam ki tarah tera rang hai khila, Main raat ek tanha tu chand sa milla, haan tujhe dekhta raha kissi khwab ki tarah jo ab samne hai tu ho kaise yakeen bhala, Toota jo kabhi tara sajna ve tujhe rab se maanga rab se jo maanga mileya ve...
क्या कह के गया था शायर वो सयाना, आग का दरिया डूब के जाना, तू सबर तो कर मेरे यार, ज़रा सांस तो ले दिलदार, चल फिकर नू गोली मार यार है दिन जिंदडी दे चार, हौले हौले हो जाएगा प्यार चलिया, हौले हौले हो जाएगा प्यार
Par uss ladki ka thoda alag andaz, Ankhey nashili uska chehra noorani, Jab chalti thi lagti thi, Dunia ki rani, Meethi meethi uski batein, Uski apni ada thi vo sabsey juda...
Tumblr media Tumblr media
31 notes · View notes
theqalbofnight · 11 months
Text
Tumblr media
Main tanha ,khamosh nahin hoon,bas kuch duniya se bezari hai,kuch log munafiq miley hain jabsey ,mera dil ghabrata hai.
16 notes · View notes
Text
Read somewhere,
"Insaan ko koe cheez itna nahi badalti jitna usky dil pay guzari hoe takleefain usay badal daiti hain aur takleefain bhi woh jo usnay tanha jheli hoti hain"
and I can't think enough of it.
3 notes · View notes