Tumgik
#jab tum chaho
mumbaikaraakriti · 4 months
Text
mila hai koi aisa yakeen na karne wali cheez, jo tumhare liye apni cheezo ko kurbaan karde. tumhe paane ke liye, mehnat kare lekin kabhi thake nahi. Jo tumhare liye aasu bahaye, jab tum baat na karo toh kuch na khaye, jab tum usse ruth jao, toh manayein, jab tum uski baaho mein aana chaho, tumhe kas ke pakde. jab tum usse baat na karo, toh tumhe baar baar messages and calls kare. mila hai koi?
@sojaaoyaar tumhe toh mil gaya
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
9 notes · View notes
mujheyaadrakhna · 2 years
Text
bani noo insaan ne kabhi nahi samjha.
agar duniya kisi ke liye chore di jati, to woh Sulaiman hi hote,
mout kharidni hoti to Namrood khareed layte.
woh tamam roohon ka ilaaj talaash mein tha, kya Luqman nahi marey?
is liye hum kabhi nahi daray.
hamari umeed hamesha Khuda par thi.
hamaray dard par "uth!" hum ne kaha,
"jitna tum chahta ho ouncha!"
"kya tum waisay bhi hoga khatam nahi?"
zaalmon ke liye "mazboot ho jao!" hum ne kaha,
"jitna chaho mazboot ho jao!"
"tum waisay bhi ho girnay walay nahi?"
aisa tha, aisa rahay ga.
duniya kahin hai darmiyan ke burai aur achhai,
lekin, jab woh din aaye ga toh, yeh hoga taraf ki achhai.
13 notes · View notes
batatavadaaaa · 1 year
Text
To the CoHo stans, jinki wajah se humne Zlibrary ko kho diya.
{tumhare pillow ke dono sides kabhi thande na ho/tumhari chai mein makkhi gir jaaye/tum jab bhi hassna chaho tumhara ek daant tut jaaye/tumhara crush tumhe bhai ya behen bolde/maths wale exam ke din tum english padhkar jao/chalte chalte tumhari chappal tut jaaye/tumhare har pen mein kabhi ink na ho/nark me vi tumko jagah na mile.❤️}
4 notes · View notes
Text
“Tum kitna bhi chaho chhup nahi skti”
Main usey dekhna nahin chahti toh bs dari hui bethi rahi
Yeh sochkar ki jawab nhi dungi toh chala jaega
Lekin wo shor machata raha
Fir achanak darwaza tod ke ghus aya
Ek ek karke usne tum sab ke naam liye
Dheere dheere mere kaan mein bola
“Yaad hai wo jab aisa hua tha?”
Aur puri raat meri gardan daboche mujhe usne wo sab yaad dilaya
Jo bhulne ke liye zindgi kam pdh jaegi
Jaate jaate bola ki jinke naam mujhe sone nahin dete
Wo log abhi gehri nind mein hain
Jabse wo wapas gaya hai tabse main soch rahi hu
Kash main bhi tum sabke ghar ka darwaza todne aa jaun aur kahun
“Yaad hai wo jab aisa hua tha?”
Aur isse pehle ki tum yaad karo
Main tumhare sath wo kr dalu jo mere sath ye shaitan chah kar bhi ajtk nahin kar paya…
Par na toh main shaitan hu aur na hi mujhe tumko kuch yaad dilana hai
Bas itna jaan mein rakhna ki kisi ka bahaut kuch bigaada h tumne
Tumhara bigadna bhi baki h
2 notes · View notes
nerdytalebasement · 2 months
Text
Kaash tum chaho mujhe meri tarah,
Mujhe bhi ehsas hi sb kuch teri tarah,
Tujhe bhi taklif ho meri tarah,
Jab mai nazar andaaz karu tujhe teri tarah,
Tu bhi tarse aur jage meri tarah,
Aur mai so jau beparwaah teri tarah.
1 note · View note
ruksarcreations · 5 months
Text
youtube
❖ Jab Tum Chaho || Deva & Tara [𝒄𝒉𝒂𝒍𝒕𝒊 𝒉𝒖𝒎𝒆𝒔𝒉𝒂 𝒎𝒂𝒓𝒛𝒊 𝒕𝒖𝒎𝒉𝒂𝒓𝒊]
0 notes
siddiqbabukhan · 6 months
Text
Allah k Hukam Sure Zumar me.
Allah ne Apne Banddo ki Hidayat k liye Quran Nazil ki.Aap Sirf Allah ki Ebadat
Karen.Ebadat ka Haqdar Sirf Allah hai.
Jo Log Allah ko Chodh Kar Jin ki Ebadat Karte hain.Samajhte hain.Qyamat me Allah k Azaab se Bacha Lenge.Allah Aise Jhoote
aur Nashukro ko Hidayat nahi Deta.
Allah ka Koi Beta nahi.
Allah ne har Cheez k Jodhe Banaye.
Allah Tum ko Maa k Peth me Teen Andhero se Guzar Kar Paida Karta hai.
Allah ne Tum ko Paida Kiya.Phir Tum Kahan Bhatak Rahe ho.
Nashukri Karne Walo ko Allah Pasand nahi Karta.
Qyamat k Din Koi Kisi ko Jannat Dilane Wala nahi.
Allah Tumhare Dilo ki Baate Tak Janta hai.
Jab Aadmi Musibato me Padhta hai.Dil se Allah ko Pukarta hai.Jab Allah Oski Musibato ko Door Kar Deta hai.Wo Allah ko Bhool Jata hai.
Jo Allah ko Chodh Kar Doosre ki Tareefe Karta hai iski Baate Sunkar Doosre b Gumrah ho Jate hain.
Jo Allah ko Chodh Kar Doosre ko Khuda Banate hain.Wo Dunya ka Faida Uthane k liye Banate hain.
Kiya Jin k Paas Quran ka ilm hai Ya Jis ko ilm nahi.Ye Dono Barabar ho Sakte hain.
Allah ki Nasihat Aqhal Wale hi Qhabool Karte hain.
Aap Kaho:Ai Logo Allah ka Hukam Mano aur Dil me Allah ka Darr Rakho.
Aap Kaho:mai Sirf Allah ki Ebadat Karta hoo.Tum Jis ki Chaho Ebadat Karo.
Jo Log Allah ko Chodh Kar Jin ki Ebadat Karte hain.Wo Apne Aap ko aur Apne Ghar Walo ko Nuqhsan me Daal Rahe hain.
Part 121
1 note · View note
Text
Allah k Hukam Sure Zumar me.
Allah ne Apne Banddo ki Hidayat k liye Quran Nazil ki.Aap Sirf Allah ki Ebadat
Karen.Ebadat ka Haqdar Sirf Allah hai.
Jo Log Allah ko Chodh Kar Jin ki Ebadat Karte hain.Samajhte hain.Qyamat me Allah k Azaab se Bacha Lenge.Allah Aise Jhoote
aur Nashukro ko Hidayat nahi Deta.
Allah ka Koi Beta nahi.
Allah ne har Cheez k Jodhe Banaye.
Allah Tum ko Maa k Peth me Teen Andhero se Guzar Kar Paida Karta hai.
Allah ne Tum ko Paida Kiya.Phir Tum Kahan Bhatak Rahe ho.
Nashukri Karne Walo ko Allah Pasand nahi Karta.
Qyamat k Din Koi Kisi ko Jannat Dilane Wala nahi.
Allah Tumhare Dilo ki Baate Tak Janta hai.
Jab Aadmi Musibato me Padhta hai.Dil se Allah ko Pukarta hai.Jab Allah Oski Musibato ko Door Kar Deta hai.Wo Allah ko Bhool Jata hai.
Jo Allah ko Chodh Kar Doosre ki Tareefe Karta hai iski Baate Sunkar Doosre b Gumrah ho Jate hain.
Jo Allah ko Chodh Kar Doosre ko Khuda Banate hain.Wo Dunya ka Faida Uthane k liye Banate hain.
Kiya Jin k Paas Quran ka ilm hai Ya Jis ko ilm nahi.Ye Dono Barabar ho Sakte hain.
Allah ki Nasihat Aqhal Wale hi Qhabool Karte hain.
Aap Kaho:Ai Logo Allah ka Hukam Mano aur Dil me Allah ka Darr Rakho.
Aap Kaho:mai Sirf Allah ki Ebadat Karta hoo.Tum Jis ki Chaho Ebadat Karo.
Jo Log Allah ko Chodh Kar Jin ki Ebadat Karte hain.Wo Apne Aap ko aur Apne Ghar Walo ko Nuqhsan me Daal Rahe hain.
Part 121
0 notes
yasarimel · 8 months
Text
स्त्री व्यभिचार करते ही पकड़ी गई है woman was taken in adultery, in the …
youtube
Matí 7:1 (URDR55)
ʻAibjoí na karo, ki tumhárí bhí ʻaibjoí na kí jáe;
Masih yeshu men aap saboh ki salamati ajj hum ruh l qudus ki madad se isi vishe par baat kare ge
YÚHANNÁ 8
; 3 Aur faqíh aur Farísí ek ʻaurat ko láe, jo ziná meṉ pakṛí gayí thí, aur use bích meṉ khaṛá karke Yisúʻ se kahá;
Zina men pakri magar kiske sath iska jikar nhi diya ye hum ruh l qudus se sikhe ge
Bech men khara kiya  magar sirf aurat ko mard ka phir jikar nhi
4Ai ustád, yih ʻaurat ziná meṉ ʻain fiʻl ke waqt pakṛí gayí hai. 
Ain fil ka matlab usi waqt bilkol amne samne range hathi
Ain fil uske or kaun tha
Wuh aurat kiske sath jina kati pakri gai  uska naam ya jikar phir nhi
Hai
 5Tauret meṉ Músá ne ham ko hukm diyá ki aisí ʻauratoṉ ko saṉgsár kareṉ; pas tú is ʻaurat kí nisbat kyá kahtá hai? 6Unhoṉ ne use ázmáne ke liye yih kahá, táki us par ilzám lagáne ká koí sabab nikáleṉ. Magar Yisúʻ jhukkar unglí se zamín par likhne lagá. 7Jab wuh us se suwál karte hí rahe, to us ne sídhe hokar un se kahá, ki Jo tum meṉ begunáh ho, wuhí pahle us ke patthar máre. 8Aur phir jhukkar zamín par unglí se likhne lagá. 9Wuh yih sunkar baṛoṉ se lekar chhoṭoṉ tak ek ek karke nikal gaye,
Eska matlab barror se lekar chhton tak sab ne zina kiya tha
Ab wuh ek yahi aurat ho ya  dusri koi aur
Kyu ki zina to aurat ke sath kiya jata hai auart to aurat hi huti hai
Sabs pehle pathar  faqih or farison men se kisne phenka
Ya ye kahe ilzam lagane walo men kisne phenka baro men se
To uske sath jina karne wala bhi un baro men se koi ek tha
Jo musa ki shara ke anusar jab uske sath pakra
Giya to apni baradrana izat ko bachane ke liye  aurat  hi ko  dhoshi therana Chaha ki agar mera naam sath men aye ga to puri faqih or farision ki
Baradari hi  badnaam ho jaye gi
नीतिवचन 14:34
जाति की बढ़ती धर्म ही से होती है, परन्तु पाप से देश के लोगों का अपमान होता है।
Aur kaun they faqihi aur Farisi men pehchaan ke taur par apko batana chaho ga
Or ajj ke faqihi farisi wuhi hain jinme inke se kaam hain
2Faqíh aur Farísí Músá kí gaddí par baiṭhe haiṉ; 3pas jo kuchh wuh tumheṉ batáeṉ, wuh sab karo aur máno, lekin un ke se kám na karo, kyúṉki wuh kahte haiṉ, aur karte nahíṉ. 4Wuh aise bhári bojh, jin ká uṭháná mushkil hai, báṉdhkar logoṉ ke kandhoṉ par rakhte haiṉ, magar áp unheṉ apní unglí se bhí hiláná nahíṉ cháhte. 5Wuh apne sab kám logoṉ ke dikháne ko karte haiṉ, kyúṉki apne taʻwíz baṛe banáte, aur apní poshák ke kanáre chauṛe rakhte haiṉ; 6aur ziyáfatoṉ meṉ sadrnishíní, aur ʻibádatḳhánoṉ meṉ aʻlá darje ki kursíáṉ, 7aur bázároṉ meṉ salám, aur ádmíoṉ se Rabbí kahláná pasand karte haiṉ
Aur yesu ne kaha faqiho or farison se kaha
Jo tum meṉ begunáh ho, wuhí pahle us ke patthar máre.
MATÍ 5
; 20 Kyúṉki maiṉ tum se kahtá húṉ, ki Agar tumhárí rástbází faqíhoṉ aur Farísíoṉ kí rástbází se ziyáda na hogí, to tum ásmán kí bádsháhat meṉ hargiz dáḳhil na hoge. 
27Tum sun chuke ho ki kahá gayá thá, ki Ziná na kar; 28lekin maiṉ tum se yih kahtá húṉ, ki jis kisí ne burí ḳhwáhish se kisí ʻaurat par nigáh kí, wuh apne dil meṉ us ke sáth ziná kar chuká. 29Pas agar terí dahiní áṉkh tujhe ṭhokar khiláe, to use nikálkar apne pás se pheṉk de; kyúṉki tere liye yihí bihtar hai, ki tere aʻzá meṉ se ek játá rahe, aur terá sárá badan jahannam meṉ na ḍálá jáe. 30Aur agar terá dahiná háth tujhe ṭhokar khiláe, to us ko káṭkar apne pás se pheṉk de; kyúṉki tere liye yihí bihtar hai, ki tere aʻzá meṉ se ek játá rahe, aur terá sárá badan jahannam meṉ na jáe 31Yih bhí kahá gayá thá, ki Jo koí apní bíwí ko chhoṛe, use taláqnáma likh de. 32Lekin maiṉ tum se yih kahtá húṉ, ki jo koí apní bíwí ko harámkárí ke siwá kisi âur sabab se chhoṛ de, wuh us se ziná karátá hai; aur jo koí us chhoṛí húí se biyáh kare, wuh ziná kartá hai.
YÚHANNÁ 1
 17 Is liye ki sharíʻat to Músá kí maʻrifat dí gayí; 
Aur musa ne hi shriat men likha hai
Ḳhurúj 20:13 (URDR55)
Tú ḳhún na karná.
ḲHURÚJ 2
; 11 Itne meṉ jab Músá baṛá húá, to báhar apne bháiyoṉ ke pás gayá, aur un kí mashaqqatoṉ par us kí nazar paṛí aur us ne dekhá, ki ek Misrí us ke ek ‘Ibrání bháí ko már rahá hai. 12Phir us ne idhar udhar nigáh kí, aur jab dekhá ki waháṉ koí dúsrá ádmí nahíṉ hai, to us Misrí ko ján se márkar use ret meṉ chhipá diyá.
6Aur Músá and Hárún jamá‘at ke pás se jákar ḳhaima e ijtimá‘ ke darwáze par auṉdhe muṉh gire: tab Ḳhudáwand ká jalál un par záhir húá. 7Aur Ḳhudáwand ne Músá se kahá, ki 8Us láṭhí ko le, aur tú aur terá bháí Hárún, tum donoṉ jamá‘at ko ikaṭṭhá karo, aur un kí áṉkhoṉ ke sámne us chaṭán se kaho, ki wuh apná pání de; aur tú un ke liye chaṭán hí se pání nikálná; yúṉ jamá‘at ko aur un ke chaupáyoṉ ko piláná. 9Chunáṉchí Músá ne Ḳhudáwand ke huzúr se, usí ke hukm ke mutábiq wuh láṭhí lí. 10Aur Músá aur Hárún ne jamá‘at ko us chaṭán ke sámne ikaṭṭhá kiyá, aur us ne un se kahá, Suno, ai bág̣ío, kyá ham tumháre liye isí chaṭán se pání nikáleṉ? 11Tab Músá ne apná háth uṭháyá, aur us chaṭán par do bár láṭhí márí: aur kasrat se pání bah niklá, aur jamá‘at ne aur un ke chaupáyoṉ ne piyá.
musa se khuda ne ye nahi kaha ki lathi leke chatan par maran
musa se kaha lathi leke chatan se  kehna ki apna de
lekin musa ne kaya kiya chatan par do bar mara
ROMÍOṈ 10
 6 Magar jo rástbází ímán se hai, wuh yúṉ kahtí hai,
8Balki kyá kahtí hai? yih, ki Kalám tere nazdík hai, balki tere muṉh aur tere dil meṉ hai: yih wuhí ímán ká kalám hai, jis kí ham manádí karte haiṉ; 9ki agar tú apní zabán se Yisúʻ ke Ḳhudáwand hone ká iqrár kare, aur apne dil se ímán láe, ki Ḳhudá ne use murdoṉ meṉ se jiláyá, to naját páegá. 10Kyúṉki rástbází ke liye ímán láná dil se hotá hai; aur naját ke liye iqrár muṉh se kiyá játá hai.
 2 KURINTHÍOṈ 4
; 13 Aur chúṉki ham meṉ wuhí ímán kí rúh hai, jis kí bábat likhá hai, ki Maiṉ ímán láyá, aur isí liye bolá; pas ham bhí ímán láe, aur isí liye bolte haiṉ;
ʻIBRÁ NÍOṈ 11
;  3 Ímán hí se ham maʻlúm karte haiṉ, ki ʻálam Ḳhudá ke kahne se bane haiṉ; yih nahíṉ, ki jo kuchh nazar átá hai záhirí chízoṉ se baná ho.
PAIDÁISH 1
 ; 3Aur Ḳhudá ne kahá, ki Raushní ho já: aur raushní ho gayí. 4Aur Ḳhudá ne dekhá ki raushní achchhí hai;
ROMÍOṈ 7
 ; 1 (maiṉ un se kahtá húṉ jo sharíʻat se wáqif haiṉ,) ki jab tak ádmí jítá hai, usí waqt tak sharíʻat us par iḳhtiyár rakhtí hai?
YAʻQÚB 2
; 10 Kyúṉki jis ne sárí sharíʻat par ʻamal kiyá, aur ek hí bát meṉ ḳhatá kí, wuh sárí bátoṉ meṉ qusúrwár ṭhahrá. 11Is liye ki jis ne yih kahá, ki Ziná na kar, usí ne yih bhí kahá, ki Ḳhún na kar. Pas agar tú ne ziná to na kiyá, magar ḳhún kiyá, taubhí tú sharíʻat ká ʻudúl karnewálá ṭhahrá.
ROMÍOṈ 3
; 23 is liye ki sab ne gunáh kiyá,
1 YÚHANNÁ 1
; 8 Agar ham kaheṉ, ki ham begunáh haiṉ, to apne áp ko fareb dete haiṉ, aur ham meṉ sachcháí nahíṉ.
 MARQUS 7
;20 Jo ádmí meṉ se nikaltá hai, wuhí ádmí ko nápák kartá hai. 21Kyúṉki andar se, yaʻni ádmí ke dil se, bure ḳhayál, harámkáríáṉ, 22choriyáṉ, ḳhúnrezíáṉ, zinákáríáṉ, lálach, badíáṉ, makr, shahwatparastí, badnazarí, badgoí, sheḳhí, bewuqúfí nikaltí hai; 23yih sab burí báteṉ andar se nikalkar ádmí ko nápák kartí haiṉ.
GALATÍOṈ 5
; 19 Ab jism ke kám to záhir haiṉ, yaʻní harámkárí, nápákí, shahwatparastí, 20butparastí, jádúgarí, ʻadáwateṉ, jhagṛá, hasad, gussa, tafriqe, judáíáṉ, bidʻateṉ, 21bugz, nashebází, náchrang, aur âur in kí mánind: 
ROMÍOṈ 8
; 10  badan to gunáh ke sabab se murda hai
GALATÍOṈ 3
;  22 Magar kitáb i muqaddas ne sab ko gunáh ká mátaht kar diyá,
Dharm pustak ne paviter shashter ne purane niyam ne
ROMÍOṈ 5
; 20 táki qusúr ziyáda ho jáe;
1 KURINTHÍOṈ 10
; 12 Pas jo koí apne áp ko qáim samajhtá hai, wuh ḳhabardár rahe, ki gir na paṛe. 13Tum kisí aisí ázmáish meṉ nahíṉ paṛe, jo insán kí bardásht se báhar ho.
ROMÍOṈ 2
1Pas ai ilzám lagánewále, tú koí kyúṉ na ho, tere pás koí ʻuzr nahíṉ; kyúṉki jis bát ká tú dúsre par ilzám lagátá hai, usí ká tú apne áp ko mujrim ṭhahrátá hai; is liye ki tú jo ilzám lagátá hai, ḳhud wuhí kám kartá hai. 2Aur ham jánte haiṉ ki aise kám karnewáloṉ kí ʻadálat Ḳhudá kí taraf se haqq ke mutábiq hotí hai. 3Ai insán, tú jo aise kam karnewáloṉ par ilzám lagátá hai, aur ḳhud wuhí kám kartá hai, kyá yih samajhtá hai, ki tú Ḳhudá kí ʻadálat se bach jáegá?
 aur Yisúʻ akelá rah gayá, aur ʻaurat wahíṉ bích meṉ rah gayí. 10Yisúʻ ne sídhe hokar us se kahá; Ai ʻaurat yih log kaháṉ gaye? Kyá kisí ne tujh par hukm nahíṉ lagáyá? 11Us ne kahá; Ai Ḳhudáwand, kisí ne nahíṉ. Yisúʻ ne kahá; Maiṉ bhí tujh par hukm nahíṉ lagátá; já, phir gunáh na karná.]
0 notes
joinfajr · 1 year
Photo
Tumblr media
Jab tum me haya na rahe to jo chaho karo. #quotes #joinfajr https://www.instagram.com/p/CnrZDUnt2cV/?igshid=NGJjMDIxMWI=
0 notes
Text
Iss munhasir dil ko tum karoge na pyar
Tum toh jab chaho tor do, ab kahun mein bhi kya~~
0 notes
kajra-re · 7 years
Photo
Tumblr media Tumblr media
Sonam Kapoor, Prem ratan dhan payo, 2015.
140 notes · View notes
dodosmilethief · 2 years
Text
Khushi milti hai apno ko khush dekh kar aur unki khushiyaan dekh kar.
Narazgii bhi nahi hai aur na hai koi gam.
Kehte hai jise chaho us 'se jaane do fir kabhi raah chalte mil jaaye toh wo humesha ke liye tumhaari ho jaati hai .
Tab tak unki khushi me hi. apni khushi hum chahte hain.
Door se humne pyaar karna sikha hai, karte the aur rahenge bhi par jab samay aayega tab khushiyaan baant jayenge ya raah khatam ho jayegi.
Shayad raah na rahe ya hum na rahein , kahin na kahin hum tum mein baaki rahenge.
#Smilethief .. 😇
21 notes · View notes
chickenandricee · 3 years
Text
Mujhe tumhare move on karne ke concept se problem hai, tumne yeh notion bana ke rakha hai ki agar tum kisi se pyaar karo aur woh saamne se na kare toh tum usse iske baad bhi pyaar karkar khud ko takleef pohcha rahe ho bas. Woh pyaar joh tumhe takleef ki taraf le jaye woh pyaar nahi bas ek sanak hoti hai joh chadh toh gayi par utar nahi rahi hai.
Kabhi sharaab pee hai? Sharab ka nasha mehsoos kiya hai? Sanak ka nasha bhi usi tareeke ka hota hai. Duniya tumhare rejection pe khatam nahi ho jati hai, mujhe pata hai uss cheez ko accept karne mein waqt lagta hai par agar tum acceptance ko nafrat se tauloge toh tum kabhi accept kar hi nahi paye ho na uske alag hone ko, na uski na ko, na uss ehsaas ko.
Maine pehle bhi kaha tha ki main shahrukh khan ko bohot pasand karti hu toh jayaz hai ki maine uski adhiktar filmein dekhi hai aur usmein se ek film thi, ae dil hai mushkil, waise toh woh mujhe khaas nahi lagi thi par uska ek famous dialogue hai - Ek Tarfa Pyar Ki Taqat Hi Kuch Aur Hoti Hai Auron Ke Rishton Ki Tarah Yeh Do Logon Mein Nahi Bat'ti Sirf Mera Haq Hai Ispe
Iss dialogue ko tumne reels or tiktok pe bohot use kiya hoga aur use kar kar uska satyanaash bhi kiya hoga par iska matlab samajhne ki koshish ki tumne? Tum agar saamne wale ki "na" se aage badh ke apni bhavnaon ko mehsoos kar rahe ho toh iski puri authority sirf or sirf tumhare paas hai, fir koi khushi isse zyada nahi aur gham ka koi sawaal nahi.
Tum jab tak chaho tab tak mohabbat karo, jab usse bahar nikalna chaho tab usse bahar niklo islie nahi ki ek rule hai ki move on hona zaroori hai. Aage badhne ke lie khud ko torture mat karo, apne dimag ko pressure cooker mat banao. Tum insaan ho arhar ki dal nahi. Teen seeti pe cooker band nahi kiya toh ya toh dal zyada pak jayegi ya cooker fat jayega.
Apne decisions khud lene ki taqat kisi instagram ke post ko mat do ki aaj usne bola "you deserve better" toh hi you deserve better. Apne pyaar ki taqat kisi or ko mat do, apne pyaar ko sanak ka nasha nahi chadhne do, pyaar mein rehna aur pyaar se bahar nikalna dono hi ek anubhav hai. Iss tez raftaar ki duniya mein apne dil or dimag ko tez bhagne se roko, baitho aur socho ki tumhe sach mein move on hona hai ya fir yeh sab ainvayi hai! Apne saath aisi jung mat ladho jismein agar tum haar jao toh tumhari rooh hi andar se haar jaye.
Apna khayal rakho!
1 note · View note
devrajyashvardhan · 3 years
Photo
Tumblr media
Happy Valentine’s Day Devraj
Pehli baar hum dono saath mein hai aur main aisa mauka kaise gava sakhti thi? Pata hai tumhare paas duniya ki sab cheezein hai, lekin aaj maine bhi aapni taraf se humari zindagi ke liye kuch dena chahti thi.
Each gift signifies something special for each of the five senes. I hope ke tumhe pasand aaye!
Smell: Candles for the nights we spend in each other’s arms
Sight: Humari shaadi ki framed photograph
Sound: Meri awaaz ke ek recording hai…lekin akele mein hi sun na…please.
Taste: Ab yeh thoda alag hai, jab bhi tum chaho toh keh dena…tumhari liye aloo ke paratha bana doongi.
Touch: Thode se essential oils hai, aur…main tumhe massage dungi. Saath mein voucher bhi hai spa ke liye agar tumhe woh zyaada pasand ho.
I hope ke yeh sab tumhe acha laga Dev…
Tumhari,
Kajal
Devraj found himself going through the various envelopes and packages. Hands down, the framed photograph of them from their wedding day was perhaps his favorite gift of all. However, the promise of aloo ke paranthe or a massage from his dear wife were of course very close seconds. He shot up quite quickly, dashing through the bungalow in search of her so he could tell her just how much he loved these presents.
Tumblr media
1 note · View note
mesmerizing-words · 4 years
Text
“ Alfaz na samajh sake Tum, Khamoshiyan kya samjhogi ”
“ Zyada samajh lete hai jab log, toh Galat samjhne lagte hai.....Isliye Alfaz bhi samjho mere, Khamoshiyan bhi samjho Tum, dayra rakho har cheez ka, Bas itna falsafa rakho Tum ”
“ Aankhon se keh do Kuch, Chahe labon pe na aane do, Khamoshiyan na rakho humse, Humme yoon hi Galat na tehraya karo.... Aakhir Faaslon se hi bana hai ye Fasana; Chaho humme, toh aise chahna ki, Door bhi rakho humme Aur pass bhi na aane do ”
-3 am conversations
@mesmerizing-words
4 notes · View notes