Tumgik
#darichone
darichonne · 1 year
Photo
Tumblr media
insta: @darichonne
2 notes · View notes
superwallpaper · 2 years
Text
Chaha Hai Tujhko Ringtone - Sanjeev Rathod | Download Mp3 Free
Chaha Hai Tujhko Ringtone – Sanjeev Rathod | Download Mp3 Free
Chaha Hai Tujhko Ringtone – Sanjeev Rathod | Download High quality Instrumental, BGM Mp3 Ringtones for free. Chaha-hai-tujhko-chahunga-har-dum Ishq-yeh-tera-sab-kuch-hai-mera Khwabon-ke-darichon-mein-tera-aana-jaana-hai mere-khayalon-pe-iss-tarah-se-chhaai-hai Latest Trending Ringtones. Chaha Hai Tujhko Ringtone – Sanjeev Rathod | Download Mp3 Free Vikram Vedha Ringtone – Hrithik Roshan,…
Tumblr media
View On WordPress
0 notes
muhtesemz · 4 years
Text
Rehnuma
Charagh-e-raah bujha kya, ki rahnuma bhi gaya
Hava ke saath musafir ka naqsh-e-pa bhi gaya
When the lamps on the road were extinguished, the guide was lost too
With the blowing of the winds, the footprints of the traveler were lost too
Main phool chunti rahi aur mujhe khabar na hui
Vo shakhs aa ke mere shahr se chala bhi gaya
I was busy collecting flowers, and I didn’t notice (didn’t realize)
He came to my city and has left it too
Bahut aziz sahii us ko meri dildari
Magar ye hai ki kabhi dil mera dukha bhi gaya
My friendship is very dear to him
But it is true that sometimes my heart was pained too
Ab un darichon par gehre dabiz parde hai
Vo tank jhaank ka masoom silsila bhi gaya
Now there are thick curtains on those windows
Those innocent acts of peeping and peeking too has passed
Sab aaye meri ayaadat ko, vo bhi aaya tha
Jo sab gaye to mera dard-e-aashna bhi gaya
Everyone came to inquire about my well-being, he came too
When everyone left, my acquaintance with pain left too
Ye ghurbatein meri aakhon mein kaisi utri hai
Ki khwab bhi mere rukhsat hai ratjaga bhi gaya
This wretchedness has seeped into my eyes
My dreams seem to have left me, those sleepless nights have gone too
– Parveen Shakir
12 notes · View notes
soniyachhikara-blog · 4 years
Text
Tumblr media
1 note · View note
khanabadoshhh · 5 years
Text
is ibtida ki saliqe se intiha karte 
wo ek bar mile the to phir mila karte 
kiwaD garche muqaffal the us haweli ke 
magar faqir guzarte rahe sada karte 
hamein qarina-e-ranjish kahan mayassar hai 
hum apne bas mein jo hote tera gila karte 
teri jafa ka falak se na tazkira chheDa 
hunar ki baat kisi kam-hunar se kya karte 
tujhe nahin hai abhi fursat-e-karam na sahi 
thake nahin hain mere hath bhi dua karte 
unhen shikayat-e-be-rabti-e-suKHan thi magar 
jhijak raha tha main izhaar-e-muddaa karte 
chiqen giri thin darichon pe chaar su 'anwar' 
nazar jhuka ke na chalte to aur kya karte
_Anwar Masood
♥ ✨
5 notes · View notes
safdarrizvi · 7 years
Text
Suraj hu main zindagi ki ramaq chhod jaunga main doob bhi gaya to shafaq chhod jaunga ek roshini ki maut marunga zamin pr jine ka is jahan me haq chhod jaunga roenge meri yaad me mahr-o-mah-o-nujum in ainon me aks-e-qalaq chhod jaunga vo os ke darakht lagaunga ja ba ja har boond me lahu ki ramaq chhod jaunga guzrenge shahr-e-sang se jab aaina liye chehre khule darichon me faq chhod jaunga pahuchunga sehn e baagh me shabnam rutin k saath sukhe hue gulon me araq chhod jaunga har su lagenge mujh se sadaqat ke ishtihar har su mohabbaton ke sabaq chhod jaunga sajid gulab chaal chalunga ravish ravish dharti pe gulistan e shafaq chhod jaunga
1 note · View note
owaisjafri · 7 years
Quote
is waqt to yun lagta hai ab kuch bhi nahin hai mahtab na suraj, na andhera na sawera aankhon k darichon pe kisi husn ki chilman aur dil ki panahon mein kisi dard ka Dera mumkin hai koi vehm tha, mumkin hai suna ho galiyon mein kisi chap ka ek aakhiri phera shakho'n mein khayalo'n k ghane peyr ki shayad ab aa k karega na koi khwaab basera ek bair na ek mehr na ek rabt na rishta tera koi apna, na paraya koi mera mana k ye sunsan gharri sakht gharri hai lekin mere dil ye to faqat ek hi gharri hai himmat karo jeenay ko to ek umr parri hai
Faiz
2 notes · View notes
urdustatus-blog · 5 years
Link
click here to read more
Urdu Status for WhatsApp
0 notes
rjayeshamirza-blog · 6 years
Text
undefined
youtube
Aamad pe teri itr(Perfume) o chiraagh o subu(globet) na hon
Itna bhi buud-o-baash(whereabouts) ko saada nahi kiya..
Ab to is raah se vo shakhs guzarta bhi nahin
ab kis ummid(hope) se darwaze se jhanke(Peer) koi..
ab un darichon(window) pe gahre dabiz(Strong) parde hain
vo taank-jhank(Peep) ka ma.asum silsila bhi gaya..
abr(Cloud) barse to inayat(kindness) us ki
shaḳh(a branch) to sirf dua(Pray) karti hai..
haath mere bhuul baiThe dastaken dene ka fan
band mujh par jab se us ke ghar ka darvaza hua..
ham to samjhe the ki ik zaḳhm hai bhar ja.ega
kya khabar thi ki rag-e-jaan(the jugular vein) men utar ja.ega..
aks-e-khushbu(reflection of fragrance) huun bikharne se na roke koi
aur bikhar ja.un to mujh ko na samete(gather) koi..
apne qatil(murderer) ki zehanat(intelligence) se pareshan huun main
roz ik maut na.e tarz(manner) ki ijad kare..
baat vo aadhi raat ki raat vo puure chand ki
chand bhi ain(exact) chait(Name of a Month) ka us pe tira jamal bhi..
bahut se log the mehman mere ghar lekin
vo janta tha ki hai ehtimam(Preparation) kis ke liye..
chalne ka hausla(Capacity) nahin rukna muhal(difficult) kar diya
ishq ke is safar ne to mujh ko nidhal(Helpless) kar diya..
dene vaale ki mashiyyat(pleasure) pe hai sab kuchh mauquf(depend)
mangne vaale ki hajat(need) nahin dekhi jaati..
dushmanon ke saath mere dost bhi azad hain
dekhna hai khinchta(pull) hai mujh pe pahla tiir kaun..
ek suraj tha ki taron ke gharane(families) se utha
aankh hairan(amazed) hai kya shakhs zamane se utha..
harne men ik ana(ego) ki baat thi
jiit jaane men khasara(loss) aur hai..
0 notes
urdumw-blog · 6 years
Photo
Tumblr media
Charagh-e-rah bujha kya ke rahnumaa bhi gaya hava ke sath musafir ka naqsh-e-paa bhee gaya main phuul chunti rahi aur mujhe khabar na hui wo shakhs aa ke mere shahar se chala bhi gaya bahut aziz sahi us ko meri dildari magar ye hai ke kabhi dil mera dukhaa bhee gaya ab un darichon pe gahre dabeez parde hain woh tank-jhank ka masuum silsila bhi gaya sab aa'ey meri ayadat ko wo bhee aya thaa jo sub gaey to mera dard aashnaa bhee gaya ye ghurbatain meri aankhon main kesi utri hain ke khawab bhee mere rukhsat hain rat'jaga bhee gaya پروین شاکر چراغ راہ بجھا کیا کہ رہ نما بھی گیا ہوا کے ساتھ مسافر کا نقش پا بھی گیا میں پھول چنتی رہی اور مجھے خبر نہ ہوئی وہ شخص آ کے مرے شہر سے چلا بھی گیا بہت عزیز سہی اس کو میری دل داری مگر یہ ہے کہ کبھی دل مرا دکھا بھی گیا اب ان دریچوں پہ گہرے دبیز پردے ہیں وہ تانک جھانک کا معصوم سلسلہ بھی گیا سب آئے میری عیادت کو وہ بھی آیا تھا جو سب گئے تو مرا درد آشنا بھی گیا یہ غربتیں مری آنکھوں میں کیسی اتری ہیں کہ خواب بھی مرے رخصت ہیں رتجگا بھی گیا #urdupoetry #urdu #poetry #literature #poems #urdumw #couplets #classy #magical_words #urduadab #bazm_e_urdu #hikayat #lifequotes #lifelessons #lifechanger #sufiyana #dailydose #quoteoftheday #love #igers #kashmir #india #pakistan #mindfulness #compassion #kindness #solace
0 notes
darichonne · 1 year
Photo
Tumblr media
insta: @darichonne
3 notes · View notes
darichonne · 1 year
Photo
Tumblr media
insta: @darichonne
2 notes · View notes
darichonne · 2 years
Photo
Tumblr media
insta: @darichonne
4 notes · View notes
darichonne · 2 years
Photo
Tumblr media
insta: @darichonne
2 notes · View notes
darichonne · 2 years
Photo
Tumblr media
insta: @darichonne
4 notes · View notes
darichonne · 1 year
Photo
Tumblr media
insta: @darichonne
1 note · View note