Tumgik
#waqt ki baatein
sunshinexvibes · 1 year
Text
It's always, "you are having a bad day" and never, "Tujh mein na koi kami hai, bas tera yeh din bura hai. Waqt ki yeh baatein hai issey guzar jaane do."
Tumblr media
In frame- a still from movie Tamasha
Lyric from- waqt ki baatein by Dream Note
26 notes · View notes
themarr0w0flife · 9 months
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Heard these songs back to back and i guess i see a pattern how they hit the same spot.
12 notes · View notes
gumnamhhhkoi · 1 year
Text
Why is it always-Move on 🐧
And not ...
Jane do jo ja chuka hh
Kaun kab kahan ruka hh
Waqt ki ye baatein hh
Inhe guzar jane do ..
12 notes · View notes
Text
I be like fuck it koi acha song sunti hoon and then i play WAQT KI BAATEIN😭😭😭😭😭😭
18 notes · View notes
flamesstuffsworld · 9 months
Text
Listen, your cheating on me was not even such a wrong decision, maybe as much mine was to go away...
4 notes · View notes
iforgotwhat · 11 months
Text
Toh kyaa hua jo tuta aaj sapna ye Tera
Toh kya hua jo aaj koi apna na mila
Kbhi toh pura hoga ye chahato ka ghr
2 notes · View notes
stevensgus · 1 year
Text
I don't know how many "Tujhme na kami koyi hai, bas tera ye din bura hai" i have left in me...
4 notes · View notes
gauridoingthings · 9 months
Text
It's always, "you are having a bad day"
and never,
"Tujh mein na koi kami hai, bas tera yeh din bura hai. Waqt ki yeh baatein hai issey guzar jaane do."
0 notes
ajaypadhi · 11 months
Text
Kuch ghav itne gehre hote hai ki waqt bhi unhe bhar nahi sakta.
1 note · View note
raeiyyn · 1 month
Text
tujh me na kami koi hai bas tera yeh din bura hai, waqt ki yeh baatein hai, ise guzar jaane do
trans: the fault doesn't lie within you, it's just been a bad day // it's just a memory bound in time, let it slip by
1 note · View note
dev-das · 2 months
Text
अलविदा।
milenge fir kabhi... isi jagah... isi waqt...
jab milenge tab thodi baatein tum kehna... thodi baatein hum kahenge...
thodi si baatein tum sunn lena, thodi si baatein hum sunn lenge... milenge fir kabhi zaroor... hum yahin tum yahin...
aur tab tak ke liye अलविदा।
~ऋषभ
Tumblr media
jisse logon ne mera lekkh samjha woh mere jeevan ki guhaar thi... saason se gale mein utari woh aakhri pukaar thi...
28 notes · View notes
heruntoldfeelingss · 8 months
Text
Tujhse kehna tha bohot kuch,
Lekin kaha nahi gaya.
Itne khat likhey teri yaad mei,
Lekin tujh tak pohchaya nahi gaya.
Ab vo saare khatt,
Mere dil ki almaari mei mehfooz hai.
K kisi na kisi din kahin tu mile,
Toh tujhe sunaenge,
Tere bin kya guzri,
sabb bataenge.
Tumblr media
••••••••••••••••
Kaash tum kuch kehdete,
Izhaar naa sahi koi ishaara kardete.
Mere intezaar ki inteha hogayi,
Baatein adhoori rehgayi.
Kuch nahi toh koi khat likhtey,
Mera haal puchte,
Ya kuch apni sunaate.
Jab dil mei koi baat ho toh kehdena chaiye,
Waqt rehte hi apno ko mana lena chaiye.
Tumblr media
66 notes · View notes
mmwiddc · 1 month
Text
Holi...
Tumhare shaher ke darwazon ne aaj bhi samay rok rakha Hai Jo Sankar se khat khataogi To paogi  koi bhaga chala aarha Hai Maano tumahare kadmon ki aahat ne  usey tumahare saath beetaya ek ek pal wapas yaad dila diya ho Maano tumahari khushboo ne usey tumhara masoom chehra yaad dila diya ho  Tumhara jacky. (is ghar ka sabse wafadar sadasya shayad duniya ka sabse wafadar kutta)  Prakriti! Isbaar holi par aao toh thoda waqt lekar aana  Ye ghar tumse bahot si baatein karne ko bekara Hai  Humara khyal Hai hum bhi wahin kahin tumahari raah dekhte honge  In darwazon ke peeche holi guziya se shuru hoti Hai aur gale milne par khatam  yahan rang khaamosh hi rehte hain  Isbaar aao toh kuch rang saath lana Inbudhi dewaaron par tumhare haanth se Gira rang lagega  toh ye firse zinda hojygi  Tumhe firse dekh Kar khush hongi Tumse baat karegi  Batayngi tumhe ke mareez Hai. Tum ilaaz karogi inka?  Inhe pareshan dekh Kar do mut padna Warna ye bhi ro dengi  Isbaar holi par aao toh  Ek choti si potli me thodi khushiyan baandh Kar le aana Main us potli ko un Nana ji ke samne kholunga  Jinki mutthi me samay kaid hai Unki aankhon me barson purani unki mehbooba ki tasveer  Wo aaj bhi unka chashma lagate hain Koi puchta Hai toh kehte hain  Maan aaj bhi uski aankhon se sanskar dekhta hun Aur baithe rehte hain unki tasveer haanth me liye  Tumhare Nana ji  Tumhe bahot yaad karte hain  Mujhse aksar kehte hain  Teri dost kaisi Hai?  Main muskura Kar kehdeta hun  theek hogi usko kya hi hona hai Isbaar holi par aao toh kuch din rehjana  Wo bolte nhi par kaafi akele hain 
~ Sehr
20 notes · View notes
priiisdope · 9 months
Text
Tujhme na kami koi hai
Bas tera ye din bura hai
Waqt ki ye baatein hai
Inhe bhul jaane do..
48 notes · View notes
tasavvur-e-jaana · 6 months
Text
thehro (stay)
english version below
//
Ek lafz aur sau baatein, Jo zubaan par hai magar keh nahi paate, Thehro.
Sehra ki ret si, band mutthi mein fisalti hui, Shamaa band kamre mein haule se jalti hui, Ek shaam aur sau mulakaatein, Thehro.
Kya haal e dil, kya jaan e sabab, Kya waqt ka taqazaa, kya raahein beadab, Wahi muntazir nagme gungunatey, Thehro.
Bune afsaano ka galaa ghont kar, Aankhon mein harsat, arz honth par, Kehte hue hain alfaaz dagmagaatey, Thehro.
Dehliz ke uss paar kadam e dost hai, Phir tanhaai e aagosh mein soz hai, Ek baar aur charaagh e ashq hain jalaatey, Thehro.
Ek lafz aur saikadon baatein, Kehne ki himmat jo nahi kar paatey, Thehro.
//
One word and a hundred emotions, Buried deep with extreme commotions, Stay.
Slipping as the beach sand through the fingers, An ache makes its home, forever lingers, One evening and a hundred telling actions, Stay.
Constricting the soul with ashened shards, Feelings like gold with dragon as a guard, One string and a million vibrations, Stay.
Massacred fantasies, made up scenes, Dewy eyes, masked faces unseen, One silent request and a million implications, Stay.
A friend whose shadow is out the door, Sound of footsteps fading on the floor, A knife to the heart and thousand lacerations, Stay.
One word and a million emotions, Left unsaid, tumultuous notions, Stay.
27 notes · View notes
chashmenaaz · 8 months
Text
Be-naam fareha- Jaun Elia
UNNAMED FAREHA
Saari baatein bhool jana fareha Tha wo sab kuch ek fasana fareha
forget all the matters Fareha
it was all just a story Fareha
Haan mohabbat ek dhoka hi to thi Ab kabhi dhoka na khana fareha
yes, love was nothing but a deception
now never be deceived Fareha
Chhed de gar koi mera tazkera Sun ke tanzan muskurana fareha
if someone were to mention me
hear and smile sarcastically Fareha
Meri jo nazmein tumhare naam hain Ab unhein mat gungunana fareha
my poems that are named after you
now do not hum them Fareha
Tha faqat roohon ke naalon ki shikast Wo tarannum, wo taraana fareha
there was only the defeat of the drains of souls
that way of singing, that melody, Fareha
Bahes kya karna bhala halaat se Haarna hai, haar jana fareha
what to argue with the circumstances
have to get defeated, get defeated Fareha
Saaz-o-barg-e-aish ko meri tarah Tum nazar se mat giraana fareha
Do not let the luxurious belongings as i did
fall from your sight Fareha
Hai shaoor-e-gham ki ek qeemat magar Tum ye qeemat mat chukana fareha
there is a price to the awareness of sorrow but
do not pay this price Fareha
Zindagi hai fitratan kuchh bad-mizaaj Zindagi ke naaz uthaana fareha
Life is inherently somewhat unpredictable
bear with the whims of life Fareha
Peshkash mein phool kar lena qubool Ab sitaare mat mangana fareha
accept the offering of flowers
now don't ask for stars, Fareha
Chand weerane tasawwur mein rahein Jab nayi duniya basana fareha
when the deserted wilderness is in imagination
start a new life, Fareha
Jaanib-e-ishrat gah-e-shehar-e-bahaar Ho sake to milke jaana fareha
Towards the abode of joy, the city of spring
If possible, meet and go, Fareha
Sochta hun kis qadar tareek hai Ab mera baqi zamana fareha
I wonder how dark it is
Now, the rest of my time, Fareha
Sunn raha hun manzil-e-ghurbat se door Baj raha hai shadiyana fareha
I am hearing, being far from the destination of solitude
The wedding music is playing, Fareha
Mauj-zan pata hun main ek sail-e-rang Az-qafas-taa-aashiyana fareha
I know how to create waves, like a painter of colors
from the cage to the nest, Fareha
Ho mubarak rasm-e-taqreeb-e-shabaab Bar-murad-e-khusrawana fareha
Congratulations on the ceremony of youthful beauty
May your desires be fulfilled, Fareha
Saj ke wo kaisa laga hoga jo tha Ek khwaab-e-shayerana fareha
how would he have looked adorned, who was
a poetic dream Fareha
Sochta hun main, ke mujh ko chahiye Ye khushi dil se manana fareha
I think that i need to
wholeheartedly embrace this happiness Fareha
Kya hua gar zindagi ki raah mein Hum nahin shana-ba-shana fareha
What happens if on the path of life
we are not side by side Fareha
Waqt shayad aap apna jabr hai Us pe kya tohmat lagana fareha
Perhaps time in itself is tyranny
why accuse it, Fareha
Zindagi ek naqsh-e-be-naqqaash hai Us pe kya ungli uthana fareha
Life is an uncarved design
Why raise a finger at it, Fareha
Kash ek qanun hota jo nahin Zakhm apne kya dikhana fareha
I wish there was a law that didn't exist
Why show your wounds, Fareha
Kash kuch iqdaar hote jo nahin Phir bhala dil kya jalana fareha
I wish there were some choices that don't exist
why burn your heart, Fareha
Sirf ek jalti hui zulmat hai noor Taab-o-tabish par na jana fareha
light is only a burning darkness
dont be fooled by it's heat and fervor Fareha
Ye jo sab kuch hai ye shayad kuch nahin Rog jee ko kya lagana fareha
This everything that exists this might be nothing
why make the heart ill Fareha
Sail hai, bas be-karaan lamhon ka sail Gharq-e-sail-e-be-karaana fareha
It's a journey, just a collection of aimless moments
Drowning in the sea of purposeless journey, Fareha
25 notes · View notes