Tumgik
#hindi urdu lines
shayriara · 5 months
Text
#Ittefaq
है भगवान! ये कैसा इत्तेफ़ाक़ किया तूने
मेरी नज़र में उस शख्श क्यूं खास किया तूने
भुगतान कर रही हूँ मैं तेरे इत्तेफ़ाको का
ये बता,आखिर ये कैसा मज़ाक किया तूने..
He bhagvan! Ye kaisa ittefaq kiya tune
Meri nazar me us shakhsh ko kyu khaas kiya tune
Bhugtaan kar rahi hun mai tere ittefaqo ka
Ye bata, aakhir ye kaisa mazaak kiya tune....
- कृष्णा शर्मा (krishna sharma)
26 notes · View notes
peaceishim · 1 month
Text
Tumblr media
I found this on twitter.
(Not mine)
401 notes · View notes
maihonhassan · 1 month
Text
i love 𝐔𝐫𝐝𝐮 because instead of saying "My schedule is swamped" you say "Kuch kaam hain apni marzi ke, kuch kaam faqat majboori hain, phir waqt bohat hi thora hai aur saare kaam zaroori hain."
218 notes · View notes
creatinganewwlife · 2 months
Text
“Ab teri shikayat kis se kare?
Har shaqs ko kaha tha tujhse behtar koi nahi”
183 notes · View notes
stickyblazecreator · 2 months
Text
Tumblr media
"Milne ki ummed to nhi tujhse
per kaise keh dun ki intezar nhi tera"
210 notes · View notes
his-heart-hymns · 2 months
Text
I wish we were pressed flowers on the same page.
-Unknown
Tumblr media Tumblr media
Ab ke ham bichhde to shayad kabhi khvabo me mile
jis tarah sukhe hue phuul kitabo me mile.
-Ahmed Faraz
Tumblr media Tumblr media
250 notes · View notes
themachomoron · 6 months
Text
sab kehte hain phir se kar lo mohabbat,
bhala dusri baarish se mitti mehki hai kabhi?
338 notes · View notes
xdrdi · 7 months
Text
Tumblr media
Tumhari aankhon me basi hai khushiyan meri, Tumhare pyaar me hi hai zindagi ki gehraaiyan meri. Kyun na hum dono mil kar khushi khushi jeene lage? Zamana dekhe humein, aur hum ek doosre ke dil me basne lage.
160 notes · View notes
rekhtaa · 1 month
Text
Kabhi kisi ko, mukammal jahaan nahin milta,
Kahin zamin, toh kahin aasman nahin milta,
Tamam shahr mein, aisa nahin khulus na ho,
Jahan umid ho iski, wahan nahin milta,
Kahan charagh jalaen, kahan gulab rakhen,
Chhath-en to milti hain, lekin makaan nahin milta,
Ye kya azaab hai, sab apne aap mein gum hain,
Zaban mili hai, magar ham-zaban nahin milta,
Charagh jalte hi, binaai bujhne lagti hai
Khud apne ghar mein hi,  ghar ka nishan nahin milta
-
Nida Fazli
Saturday, March 16, 2024
12.10 am, Bangalore, India
64 notes · View notes
mmwiddc · 3 months
Text
Chaand
Ek baat batao Yeh chand jo mujhe dekh kar raat bhar muskurata hai Kya tumhari chhat se bhi nazar aata hai ? Raat bhar palken jhapakne nhi deta Meri aankhon ke samne niklta hai aur dhaljata hai Main isse raat bhar tumhari baatein karta hun Kya ye ek bhi baat tumhe batata hai ? Yaafir mere saare raj badlon ke peeche chupata hai Tumhari tareefen roz sunta hai fir bhi nikal aata hai Yeh itna besharam hai yaa ye bhi tumhe chahata hai ? Main bolta jaata hun bas bolta jaata hun Bada mun laga kr sunta hai mujhe chup bhi kahan karata hai Ek baat batao Yeh chaand tumko aakh bharkar dekhta hai naa Tabhi roz aur jyada sundar hojata hai
~ Sehr
121 notes · View notes
Text
Urdu speakers, I am begging you, please tell me about all the swear words and curses Ballister would use against Todd. Thanks
152 notes · View notes
shayriara · 7 months
Text
# Taqlif
मुहब्बत चुभ गयी है फांस की तरह मेरे सीने मे
धड़कन भी दर्द से इज़ाज़त लेती है धड़कने मे
न जाने कब थमेगा मेरी तड़पती साँसों का दौर
बहुत तक़लीफ़ होती है मुझे इस तरह जीने मे
Muhbbat chubh gyi hai faans ki tarah mere seene me
Dhadakan bhi dard se izaazat leti hai dhadakne me
Na jaane kb rukega meri tadapati saanso ka dour
Bahut taqlif hoti hai mujhe is tarah jeene me..
- krishna sharma (कृष्णा शर्मा )
32 notes · View notes
peaceishim · 1 month
Text
Insaan aisa pasand karo ki fir uske baad koi insaan pasand na aaye.
-(via @safedchitthi on ig)
194 notes · View notes
maihonhassan · 2 months
Text
Who called it "𝙀𝙮𝙚 𝙘𝙤𝙣𝙩𝙖𝙘𝙩" and not "𝙖𝙚𝙨𝙞 𝙪𝙡𝙟𝙝𝙞 𝙣𝙖𝙯𝙖𝙧 𝙪𝙣 𝙨𝙚 𝙝𝙖𝙩'𝙩𝙞 𝙣𝙖𝙝𝙞."
245 notes · View notes
Text
Ishq ki talaash mein kyun nikalte ho tum
Ishq khud talaash leta hain jise barbaad karna hota hain
- Gulzar
39 notes · View notes
humapkehaikaun · 6 months
Text
Chalo milkar adhorae alfaaz likhte hai, ek mulaakat likhte hai, jo ansuni ankahi kahani hai chalo aaj Saath saath likhte hai..
Ek toote dil ko jo aas mili, tere aanae par chalo aaj woh baat likhte hai..tha adhoora Mai.. Tere aane par hua poora Mai.. Chalo aaj woh jazbaat likhte hai...
Dastaan -e- mohabbat ka sil-sila likhte hai jo kbhi shuru na Ho paaya woh alfaz likhte hai...
Tumblr media Tumblr media
Dost se kuch jaada se lekar dost hi rehne tak ka safar likhte hai ..is ajeeb si uljhaano ka afsana likhte.. Na likh paye agar kuch, toh bhi kya gham.. Is safar k akhir ankhae, ansunne alfaaz Ho tum.
94 notes · View notes